Latest Post
Loading...

Qurbatein nadani hain Zindagi tu faani hai Waqt ki rawani mein Zindagi ki raahon mein


Qurbatein nadani hain

Zindagi tu faani hai

Waqt ki rawani mein

Zindagi ki raahon mein

Ik taweel musafat hai

Safar kat bhi jaey tu

Kaun kis ka hota hai

Waqt ki rawani mein

Saath choth jaty hain

Log rooth jaaty hain

Ajnabi musafat mein kaun kis ka hota hai

Qurbatein nadaani hain

Zindagi tu faani hai

Angeline Nishie

0 comments:

Post a Comment

 
Toggle Footer