Dekhein Chashm-E-Hairaa'n Kya Intikhaab Karti Hai Mein Kitaab- E- Tanhaayi, Tum Nisaab Dunya Ke


Dekhein Chashm-E-Hairaa'n Kya Intikhaab Karti Hai
Mein Kitaab- E- Tanhaayi, Tum Nisaab Dunya Ke

Mein Ne Toh Havaao'n Se Dastaan-E Ghum Keh Di
Dekhte Rahey Hairaa'n, Sab Hijaab Dunya Ke

‎ﺩﯾﮑﮭﯿﮟ ﭼﺸﻢِ ﺣﯿﺮﺍﮞ ﮐﯿﺎ ﺍﻧﺘﺨﺎﺏ ﮐﺮﺗﯽ ﮨﮯ
‎ﻣﯿﮟ ﮐﺘﺎﺏِ ﺗﻨﮩﺎﺋﯽ، ﺗﻢ ﻧﺼﺎﺏ ﺩﻧﯿﺎ ﮐﮯ

‎میں نے تو ہواؤں سے داستانِ غم کہہ دی
‎دیکھتے رہے حیراں سب حجاب دنیا کے

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo