Dil ki haalat bayaan nahiin hoti
Khamoshi jab zuban nahiin hoti
Harf e hasrat hai tumne kya samjha
Zindagi dastaan nahiin hoti
Be qarari ki bas dava tum ho
Ye tabibon ki haan nahiin hoti
Ye jo hindostan nahiin hota
To ye urdu zabaan nahiin hoti
Kutch marasim salaam rehne de
Dushmani javedan nahiin hoti
Khamoshi jab zuban nahiin hoti
Harf e hasrat hai tumne kya samjha
Zindagi dastaan nahiin hoti
Be qarari ki bas dava tum ho
Ye tabibon ki haan nahiin hoti
Ye jo hindostan nahiin hota
To ye urdu zabaan nahiin hoti
Kutch marasim salaam rehne de
Dushmani javedan nahiin hoti
Abdussalam
No comments:
Post a Comment