Nangy paon ki aahat thi ya naram hawa ka jhonka tha. Pichly peher k sannaty mein dil deeevana chonka tha



ننگے پاؤں کی آہٹ تھی یا نرم ھوا کا جھونکا تھا
پچھلے پہر کے سناٹے میں دل دیوانہ چونکا تھا
پانچوں حواس کی بزم سجا کر اس کی یاد میں بیٹھے تھے
ھم سے پوچھو شبِ جدائی کب کب پتا کھڑکا تھا

Nangy paon ki aahat thi ya naram hawa ka jhonka tha.
Pichly peher k sannaty mein dil deeevana chonka tha
Panchon hawaas ki bazm saja ker us ki yaad mein bethy they
Ham se poocho shab-e-judaaee kab kab patta kharrka tha


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo