Khizan
Ke Zard Patton Ko Wo Manzar Yaad Karta Hai
Usy Kehna Bhot Us Ko December Yaad Karta Hai
Usy Kehna K Yakh Basta Hwain Zakham Daiti Hain
Usy Kehna K Ik Shakhs Usko Aksar Yaad Karta Hai
Usy Kehna K Us K Bin Udasi Main Hain Sab Rasty
Usy Kehna K Ik Bichra Samandar Yaad Karta Hai
Usy Kehna K Usko Bhool Jana Bus Se Bahir Hai
Usy Kehna Koi Usko Barabar Yaad Karta Hai

No comments:
Post a Comment