Be-Khud Kiye Dete Hain Andaz Hijabana Aa Dil Mein Tujhe Rakh Loon Aey Jalwa e Janana



بے خُود کِیے دیتے ہیں اَندازِ حِجَابَانَہ​
آ دِل میں تُجھے رکھ لُوں اے جلوہ جَانَانَہ​

کِیوں آنکھ مِلائی تِھی کیوں آگ لگائی تِھی​
اب رُخ کو چُھپا بیٹھے کر کے مُجھے دِیوانہ​

جاناں تُجھے مِلنے کی تدبِیر یہ سوچِی ہے​
ہم دِل میں بنا لیں گے چھوٹا سا صنم خانہ​
بیدم شاہ وارثی

Be-Khud Kiye Dete Hain Andaz Hijabana
Aa Dil Mein Tujhe Rakh Loon Aey Jalwa e Janana

Kion Aankh Milai Thi Kion Aag Lagai Thi
Ab Rukh Ko Chupa Baithey Kar Ke Mujhe Deewaana

Janan Tujhe Milney Ki Tadbeer Ye Sochi Hai
Hum Dil Mein Bana Lengy Chota Sa Sanam Khana

Bedam Shah Warsi

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo