Yun Tou Mua'atarif Hoon Azal Se Main , Tere Fan Ki , Zauq e Jamaal Ki Jo Lagi Pe Tu Ne Lagaai Hai , Woh Hai Chout Janaan Kamaal Ki



یوں تو معترف ھوں ازل سے میں ، تیرے فن کی ، ذوق جمال کی
جو لگی پہ تو نے لگائی ہے وہ ھے چوٹ جاناں کمال کی
Yun Tou Mua'atarif Hoon Azal Se Main , Tere Fan Ki , Zauq e Jamaal Ki
Jo Lagi Pe Tu Ne Lagaai Hai , Woh Hai Chout Janaan Kamaal Ki

مجھے زخم سے ملی روشنی ، کئی بھید ایسے ہوئے عیاں
نہ تو خواہشیں ہیں عروج کی ، نہ کوئی فکر ھے، زوال کی
Mujhe Zakham Se Mili Roshni , Kai Bhaid Aise Hoe Aayan
Na Tou Khuwahish Hai Urooj Ki , Na Koi Fakar Hai , Zawaal Ki

فاطمہ نجیب
Fatima Najeeb
 

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo