Door Se Aaye The Saqi Sun K Mekhane Ko Ham. Bas Taraste Hi Chale Afsos Pemane Ko Ham.

 Poet:Nazeer Akbar Allahabadi

Door Se Aaye The Saqi Sun K Mekhane Ko Ham

Bas Taraste Hi Chale Afsos Pemane Ko Ham

May Bhi Hai Mina Bhi Hai Sagar Bhi Hai Saqi Nahin

Dil Mein Aata Hai Laga Dein Aag Mekhane Ko Ham

Ham Ko Fasana Tha Qafz Mein Kiya Gila Shayad Ka

Bas Taraste Hi Rahe Hain Ab Aur Daane Ko Ham

Baag Mein Lagta Nahin Sahara Mein Ghabrata Hai Dil

Ab kahaN Le Ja K Bethein Aise Dewane Ko Ham

Kiya Huwi Taqseer Ham Se Tu Bata De Ay Nazeer

Taaki Shadi Marg Samjhein Aise Mar Jane Ko Ham...!


 

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo