Ab Aur Hi Aalam Hai Jahan Ka Dil-e-Nadan Ab Hosh Mein Aye To Meri Jan Gai Hum

اب اور ہی عالم ہے جہاں کا دلِ ناداں
اب ہوش میں آئے تو مری جان،گئے ہم

ہم اور ترے حُسنِ تغافل سے بِگڑتے
جب تُو نے کہا مان گئے، مان گئے ہم

ہے سیف! بس اتنا ہی تو افسانۂ ہستی
آئے تھے پریشان ، پریشان گئے ہم

Ab Aur Hi Aalam Hai Jahan Ka Dil-e-Nadan

Ab Hosh Mein Aye To Meri Jan Gai Hum

Hum Aur Tere Husn-e-Taghafil Se Begarrtay

Jab Tou Ne Kaha Maan Gaye,Maan Gaye Hum

Hai SAIF Bas Itna Hi To Afsana-e-Hasti

Aaye Thay Pareshan,Pareshan Gaye Hum

 

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo