Anginnat mehfilhen mahroom chiragaan hai abhi Kon kehta hai ke zulmat ne dam torh diya



 Anginnat mehfilhen mahroom chiragaan hai abhi
Kon kehta hai ke zulmat ne dam torh diya

Aaj phir bujh gaye jal jal ke umeedon ke chiraag
Aaj phir taraon bhari raat ne dam torh diya

Jhilmilaatay huey ashkon kee larri toot gayee
Jagmagati huyee barsaat ne dam torh diya

Haay adab.e.mohabbat ke takaazay SAGHAR
Lab hilay aur shikayat ne dam torh diya

Poet:Saghar Siddiqui

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo