Bol Deewane Dil Bol Kaya Mila Mohabbat Se ?

شاعرہ ڈاکٹر نجما کھوسہ
بوک میں آنکھیں بند رکھتی ہوں صفحہ 152

انتخاب اجڑا دل

بول دیوانے دل بول
کیا ملا محبت سے؟
ہجر کی وحشت سے؟
اس دکھ کی شکایت سے؟
روز کی اذیت سے؟
دنیا کی نفرت سے؟
خود کو بھلا دینے سے؟
خود کو مٹا دینے سے؟
روح کی تجارت سے؟
دل کی بغاوت سے؟
ہاں کیا ملا تجھے
محبت سے..........؟

 

Poetess Doctor Najma Shaheen Khosa
Book Main Aankhein Band Rakhti Hoon Page 152

Typed
By
*_UJRRA_DIL_*

Bol Deewane Dil Bol

Kaya Mila Mohabbat Se ?

Hijar Ki Wehshat Se ?

Is Dukh Ki Shikaayet Se ?

Roz Ki Aziyat Se ?

Dunya Ki Nafrat Se ?

Khud Ko Bhula Dene Se ?

Khud Ko Mita Dene Se ?

Rooh Ki Tijaarat Se ?

Dil Ki Baghaawat Se ?

Haan Kaya Mila Tujhe Mohabbat Se........................?


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo