Main Yahaan Too Wahaan Janaan Darmiyaan Saat Aasmaan Janaan


شاعر فرحت عباس شاہ
بوک اے عشق ہمیں آزاد کرو
صفحہ 30 31

انتخاب اجڑادل

میں یہاں اور تو وہاں جاناں
درمیاں سات آسماں جاناں

ہم نہیں ہوں گے اور دنیا کو
تو سناۓ گا داستاں جاناں

دیکھنے میں تو کچھ نہیں لیکن
اک زمانہ ہے درمیاں جاناں

رو رہے ہیں پرند شاخوں پر
جل گیا ہوگا آشیاں جاناں

اک محبت میرا اثاثہ ہے
اور اک ہجر بے کراں جاناں

یے تو سوچا نہ تھا کبھی آنسوں
ایسے جائیں گے رائگاں جاناں

میں تیرے بارے کچھ غلط کہہ دوں
کٹ نہ جاۓ میری زباں جاناں

Poet:Farhat Abbas Shah

Main Yahaan Too Wahaan Janaan

Darmiyaan Saat Aasmaan Janaan

Hum Nahi Hon Ge Aur Dunya Ko

Too Sunaye Ga Dastaan Janaan

Dekhne Mein To Kuch Nahi Lekin

Ik Zamana Hai Darmiyaan Janaan

Ro Rahe Hain Parind Shakhoon Par

Jal Gaya Hoga Aashiyaan Janaan

Ik Mohabbat Mera Asasa Hai

Aur Ik Hijar Be'Karaan Janaan

Ye To Socha Na Tha Kabhi Aansoo

Aise Jaaein Ge Raaegaan Janaan

Main Tere Baare Kuch Ghalat Keh Doon

Kat Na Jaye Meri Zabaan Janaan.....*


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo