Subh key Dhundlakon main dabbe paun uska aana Badalti rut main chupke sey aai ho bahar jaisey


صبح کے دھندلکوں میں دبے پاؤں اسکا آنا
بدلتی رُت میں چپکے سے آئی بہار ہو جیسے
کلیاں چٹکیں، پھول مسکائے جب وہ اٹھلائی
ہر سو پھیلی رنگ و بو کی بہار ہو جیسے

 

Roman version
Subh key Dhundlakon main dabbe paun uska aana
Badalti rut main chupke sey aai ho bahar jaisey
Kaliyan chatkin, phul muskaey jub wo athlai
Har Su phaili rang o bu ki bahar ho jaisey

 

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo