Baarishoon Ka Muasam Hai Rooh Ki Fazaaowon Mein


شاعر فرحت عباس شاہ
بک آنکھوں کے پار چاند صفحہ 44 45
انتخاب اجڑا دل
بارشوں کا موسم ہے
روح کے فضاؤں میں
غم زدہ ہوائیں ہیں
بے سبب اداسی ہے
اس عجیب موسم میں
بے قرار راتوں کی
بے شمار باتیں ہیں
ان گنت فسانے ہیں
جو بہت خموشی سے
دل پہ سہتے پھرتے ہیں
اور بہ امر ۓ مجبوری
سب سے کہتے پھرتے ہیں
آج موسم اچھا ہے
آج ہم بہت خوش ہیں

Poet Farhat Abbas Shah
Baarishoon Ka Muasam Hai
Rooh Ki Fazaaowon Mein
Gham Zidah Hawaaein Hain
Be Sabab Udasi Hai
Is Ajeeb Muasam Mein
Be Qaraar Raatoon Ki
Be Shumaar Baatein Hain
An Ginat Fasaane Hain
Jo Bohat Khamoshi Se
Dil Pe Sehte Phirte Hain
Aur Ba Amar-E-Majboor Majboori
Sb Se Kehte Phirte Hain
Aaj Muasam Achha Hai
Aaj Hum Bohat Khush Hain......................*

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo