Jab Seene Andar Sans K Darya Dolte Hain Jab Muasam Sarad Hawa Mein Chup Si Gholte Hain


دکھ بولتے ہیں

شاعر فرحت عباس شاہ
بک آنکھوں کے پار چاند صفحہ 62

انتخاب اجڑا دل

جب سینے اندر سانس کے دریا ڈولتے ہیں
جب موسم سرد ہوا میں چپ سی گھولتے ہیں
جب آنسو پلکیں رولتے ہیں
جب سب آوازیں اپنے اپنے بستر پہ سوجاتی ہیں
تب آہستہ آہستہ آنکھیں کھولتے ہیں
دکھ بولتے ہیں

 

Jab Seene Andar Sans K Darya Dolte Hain

Jab Muasam Sarad Hawa Mein

Chup Si Gholte Hain

Jab Aansoo Palakein Rolte Hain

Jab Sub Aawazein Apne Apne Bister Pe So Jati Hain

Tab Aahista Aahista Aankhein Kholte Hain

Dukh Bolte Hain..................*


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo