Udaas Logo Se Piyaar Karna Bhi Ik Ibadat Hai Muhabbaton Mein Ye Sab Se Afzal Ibadat Hai

Udaas Logo Se Piyaar Karna Bhi Ik Ibadat Hai

Muhabbaton Mein Ye Sab Se Afzal Ibadat Hai

Kisi Ki Udaasiyaan Baant Lena Chupke Se Narmi Se

Chhahaton Mein Ye Ik Munfarid Si Chhahat Hai

Udaas Aankhon Ke Sawaal Parrhna Udaasiyon Ke Zakham Bharna

Ye Ibaadat Bhi Deti Hai Barrhi Anokhi Dil Ko Raahat Hai

Udaas Logon Ko Sonp Dena Chand Lafz Faqat Izhaar Ke

Barrhi Sukoon Parwar Si Rooh Mein Sunaai Deti Tilawat Hai

Udaas Logon Ke Dard Baant Lo Inke Dil Mein Bhi Jhaank Lo

Inhein Kab Haseen Lamhoon Se Baghawat Hai

Udaas Logon Ke Paas Hain Sabhi Peelay Peelay Mausam

AROOJ Ji Ne Dekhi Bapa Inke Andar Ik Qayamat Hai

Arooj Shah


اداس لوگوں سےپیارکرنابھی اک عبادت ھے
محبتوں میں یه سب سےافضل محبت ھے

کسی کی اداسیاں بانٹ لیناچپکےسےنرمی سے
چاھتوں میں یه اک منفرد سی چاھت ھے

اداس آنکھوں کےسوال پڑھنا اداسیوں کےزخم بھرنا
یه عبادت بھی دیتی بڑی انوکھی دل کوراحت ھے

اداس لوگوں کوسونپ دیناچندلفظ فقط اظھار کے
بڑی سکوں پرورسی روح میں سنائی دیتی تلاوت ھے
اداس لوگوں کے درد بانٹ لوانکےدلمیں بھی جھانک لو
انھیں کب حسین لمحوں سےکوئی بغاوت ھے

اداس لوگوں کے پاس ھیں سبھی پیلے پیلے موسم
عروج جی نے دیکھی بپاانکےاندراک قیامت ھے

عروج شاه


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo