Zameen pe taare nahi Aasman pe qabar nahi

Zameen pe taare nahi
Aasman pe qabar nahi
Insan ko sabar nahi
Quran me jhoot nahi
Sajde me jiska sar nahi
Jannat me uska ghar nahi
Aey dekhne wale tu apne rab ka karam to dekh

Jo fariste sham ko tere gunah uske pass le jate hain

Wo subah ko unhi ke haath tera rizk bhejta hai

Maa to jannat ka phool hai
Pyar karna uska usool hai
Duniyan ki muhabbat fizool hai
Maa ki her duaa Qubool hai
Maa ko naraz karna Insan teri bhool hai
Maa ke qadmo ki mitti jannat ki dhool hai

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo