Ek Shakhs Ko Sochti Rahi Mein Phir Aaina Dekhne Lagi Mein

Poetess Parveen Shakir

Typ By

*.__Ayaz Khan__.*

Ek Shakhs Ko Sochti Rahi Mein

Phir Aaina Dekhne Lagi Mein

Us Ki Tarah Apna Naam Le Kar

Khud Ko Bhi Lagi Nai Nai Mein

Too Mere Bina Na Rah Saka To

Kab Tere Bagheer Jee Saki Mein

Aati Rahi Ab Kaheen Se Aawaaz

Ab To Tere Pas Aa gai Mein

Daman Tha Tera K Mera Matha

Jo Dagh Bhi Thay Mita Chuki Mein..!

Book Khud Kalami

Page, 81

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo