"IZZAT KI ROTI"


Maghrib main makkai ki roti hoti hai,

 gandum ki rpti hoti hai,

 besan ki roti hoti hai,

 chanbore ki roti hoti hai.

 Lekin yahan jis roti ka zikr bahut aam hai

 wo "IZZAT KI ROTI" hai.

 Taham is ka zikr hi sunta raha kisi khate nahi dekha.

Main eik dafa Lahore ke bazar e husn mujra dekhne gaya.

 Jo tawaif mujra ker rahi thi wo bahut khoob surat thi.

 Main ne us se poocha k filmon main kaam kyon nahi kerti?

 Us ne jawab diya" mujhe filmon main kaam kerne ki kya zaroorat hai?

 Allah yahin IZZAT KI ROTI de raha hai." 

Is per mujhe ek baar phir tajassus hua k ye izzat ki roti kya cheez hai?


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo