Kaha, mushkil main rahta hoon Kaha, aasan kr dalo

Kaha, mushkil main rahta hoon

Kaha, aasan kr dalo

K jiski chah zyada ho

Wohi qurban kr dalo

 Kaha, Be-Qalb Hain Aahein

Kaha, Uss Se Tarrap Mango

Utho Taareeki-e-Shab Mein

Zara Khoon-e-Jigar Daalo

Kaha, Raaz-e-Sukoon Kia Hai?

Kaha, Logon K Dukh Baanto

Jo Chehra Be-Dhanak Dekho

Usay Rangon Se Bhar Daalo

Romanised

 

ﮐﮩﺎﻣﺸﮑﻞ ﻣﯿﮟ ﺭﮨﺘﺎ ﮨﻮﮞ

ﮐﮩﺎ ﺁﺳﺎﻥ ﮐﺮ ﮈﺍﻟﻮ

ﮐﮧ ﺟﺲ ﮐﯽ ﭼﺎﮦ ﺯﯾﺎﺩﮦ ﮨﻮ

ﻭﮨﯽ ﻗﺮﺑﺎﻥ ﮐﺮ ﮈﺍﻟﻮ

ﮐﮩﺎ ﺑﮯ ﻗﻠﺐ ﮨﯿﮟ ﺁﮨﯿﮟ

ﮐﮩﺎ ﺍُﺱ ﺳﮯ ﺗﮍﭖ ﻣﺎﻧﮕﻮ

ﺍُﭨﮭﻮ ﺗﺎﺭﯾﮑﯽﺀِ ﺷﺐ ﻣﯿﮟ

ﺫﺭﺍ ﺧﻮﻥِ ﺟﮕﺮ ﮈﺍﻟﻮ

ﮐﮩﺎ ﺭﺍﺯِ ﺳُﮑﻮﮞ ﮐﯿﺎ ﮨﮯ؟

ﮐﮩﺎ ﻟﻮﮔﻮﮞ ﮐﮯ ﺩﮐﮫ ﺑﺎﻧﭩﻮ

ﺟﻮ ﭼﮩﺮﮦ ﺑﮯ ﺩﮬﻨﮏ ﺩﯾﮑﮭﻮ

ﺍُﺳﮯ ﺭﻧﮕﻮﮞ ﺳﮯ ﺑﮭﺮ ﮈﺍﻟﻮ 


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo