Latest Post
Loading...

Keya Tera mera jhor sajjan Main dharti maili maili Sii


Keya Tera mera jhor sajjan 

Main dharti maili maili Sii

Tun ujhla ujhla parem ghaghan 

Tun chanchal shoor hawaon ka

Main kankar koi paoun ka

Tun saat suroon ka roop koi

Main tapti jhalti doop koi

Tun khushbo normal kaliyon ki 

Main dhool udaass galiyon ki

Tun subah ka pegham koi 

Main bujhal dhalti shaam koi

Tun jungal ka mor koi 

Main sahraoun ka shoor koi

Tun chand nagar ki khoor koi 

Main Aass mein betha door koi

Main dharti maili maili Sii

 Tun ujhla ujhla parem ghaghan


0 comments:

Post a Comment

 
Toggle Footer