Mujrim bhi tha mohsin bhi mera lagta tha Dst-e-qaatil bhi mjhy dast-e-hina lgta tha


Mujrim bhi tha mohsin bhi mera lagta tha

Dst-e-qaatil bhi mjhy dast-e-hina lgta tha

Ary daikhny waly to usy daikhty reh jaty thy

Han wo shaks mohabt ka khuda lgta tha

Kanton bhari shakh nazar ata tha kabhi

Phool lgta tha kabi bad-e-saba lgta tha

Ab logon sy pochta phirta hai meray ghar ka pata

Main jisy saray zamany se bura lgta tha

Us ki batein thin ravayat sy hat kar MOHSIN

Sub main rehta tha magar sub se juda lgta tha


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo