Log Kehtey Hain Pagal Hon Main Jahan Ki Khushi Se Ghafil Hon Main (Sheikh Aslam Azad)

Log Kehtey Hain Pagal Hon Main
Jahan Ki Khushi Se Ghafil Hon Main

Logon Ko Kia Pata Kia Khabar
Andar Se Kitna Ghail Hon Main

Raton Ki Neenden Haram Hain
Gham-E-Shab Ka Hasil Hon Main

Sochta Hon Jahan Mein Aaya Kion?
Shayad Kisi Ke Qabil Hon Main

Barasney Ke Liye Jo Tarrapta Hai
Aasman Ka Aisa Badal Hon Main
Sheikh Aslam Azad

لوگ کہتے ہیں پاگل ھوں میں
جہاں کی خوشی سے غافل ھوں میں

لوگوں کو کیا پتا کیا خبر
اندر سے کتنا, گھائل ھوں میں

راتوں کی ننیدیں حرام ھیں
غمِ شب کا حاصل ھوں میں

سوچتا ھوں جہاں میں آیا,کیوں ؟
شاید کسی کے قابل ھوں میں

برسنے کے لئے جو تڑپتا ھے
آسمان کا ایسا بادل ھوں میں

شیخ اسلم آزاد


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo