Khayaal Ko Jab Haseen Banaya Mere KHUDA Ne Andheri Shab Mein Diya Jalaya Mere KHUDA Ne


شاعر فرحت عباس شاہ
بک مت بول پیا کے لہجے میں
صفحہ 102
انتخاب
‫‏عروسہ ایمان
خیال کو جب حسیں بنایا میرے خدا نے
اندھیری شب میں دیا جلایا میرے خدا نے
یے فاصلے سانپ بن کے جیون کو گھیر لیتے
یہ دشت جنگل پہاڑ تن من کو گھیر لیتے
مگر ہمیں راستہ دکھایا میرے خدا نے
ہماری آنکھوں میں آنسوؤں کے دیے جلاۓ
چراغ سے پہلے جگنوؤں کے دیے جلاۓ
دلوں میں چاہت کا شجر اگایا میرے خدا نے
خلاؤں میں قمقموں سے چمکتی فضا بکھیری
زمین پر خوشبوؤں میں ڈوبی ہوا بکھیری
جہان کو پھول سا کھلایا میرے خدا نے

Poet Farhat Abbas Shah
Khayaal Ko Jab Haseen Banaya Mere KHUDA Ne
Andheri Shab Mein Diya Jalaya Mere KHUDA Ne
Ye Faasle Sanp Ban K Jeevan Ko Gher Lete
Ye Dashat Jangal Pahaarr Tan Man Ko Gher Lete
Mgar Hamein Raasta Dikhaya Mere KHUDA Ne
Hamari Aankhoon Mein Aansoowoon K Diye Jalaaye
Charaagh Se Pehle Jugnoowoon K Diye Jalaaye
Diloon Mein Chaahat Ka Shajar Ugaya Mere KHTDA Ne
Khalaaowoon Mein Qamqamoon Se Chamkti Faza Bikheri
Zameen Par Khushboowoon Mein Doobi Hawa Bikheri
Jahaan Ko Phool Sa Khilaya Mere KHUDA Ne..............................*

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo