Meri hur subha ki ibtida tu hai, meri hur raat ki inteha tu hai,


Meri hur subha ki ibtida tu hai,
meri hur raat ki inteha tu hai,
mera marz na koi samjh saka,
meray hur zakhm ki dawa tu hai,
jab bhi haath uthay Khuda ki janib,
baad hamd-o-sana meri dua tuu hai,
duur reh k bhi tu pass hai meray,
kon kehta hai k mujh se juda tu hai,

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo