Neelgon Aasman Aik Sa Hai Sab Pe Kia Mehrban Aik Sa Hai


Ghazal

Neelgon Aasman Aik Sa Hai

Sab Pe Kia Mehrban Aik Sa Hai

Ishq Ne Uss Ko Maar Dala Hai

Chaak Uska Bhi Gareban Aik Sa Hai

Kin Ghamon Ka Bayan Karte Ho

Sab Ghamon Ka Jahan Aik Sa Hai

Rang Naslon Ka Mukhtalif Hai Magar

Garche Khoon-E-Insaan Aik Sa Hai

Jin Ke Zinda Zameer Hain "Azad"

Unka Haq Hai Bayan Aik Sa Hai

Sheikh Aslam Azad


غزل

نیلگوں آسمان __ ایک سا هے
سب په کیا مهربان ایک سا هے

عشق نے اس کو ____ مار ڈالا هے
چاک اس کا بھی گریبان ایک سا هے

کن غموں کا __ بیان کرتے هو
سب غموں کا جهان ایک سا هے

رنگ نسلوں کا مختلف هے مگر
گرچہ خونِِ انسان ایک سا هے

جن کے زنده ضمیر هیں آزاد
ان کا حق پے, بیان ایک سا هے

شیخ اسلم آزاد


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo