Majnoo Ki Tarah Rote Howay Guzre Gi Jis Ki Eid. Laila K Bina Ab Kaise Guzre Gi is Qais Ki Eid.


==============
Eid Collection-14
==============
Poet Ayaz Khan
Majnoo Ki Tarah Rote Howay Guzre Gi Jis Ki Eid.
Laila K Bina Ab Kaise Guzre Gi is Qais Ki Eid.
Jahan Har Aankh Se Aanso Nahi Laho Tapke.
Ab K Zinda Lashain Mana Rahi Hain is Dees Ki Eid.
Kuch Panchi Door Nagar Se Aaye Hain is Wadi Mein.
Qaid Mein Guzre Gi Un Ki Ye Pardees Ki Eid.
Chaman Mein Aag Lagi Har Phol Jhilas Gia.
Bulbul Ko Mohabbat Chaman Se Ab Kaise Guzre is Ki Eid.
AYAZ Hum To Har Eid Pe Sajte Hain Gham Ki Mefil.
Koi Batlaye Hum Ko Kaise Guzrti Hai Us Ki Eid......!

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo