Ab gul se nazar milti hi nahi ab dil ki kali khilti hi nahi Ae fasl e baharan rukhsat ho ham lutf e baharan bhul gaye


Ab gul se nazar milti hi nahi ab dil ki kali khilti hi nahi
Ae fasl e baharan rukhsat ho ham lutf e baharan bhul gaye
Ye apni wafa ka aalam hai, ab un ki jafa ko kya kahiye
Ek nashtar zeher aagein rakh kar, nazdik rag e jaan bhul gaye
(Israr-ul-Haq Majaz)

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo