Karte bhi kya huzur na jab apne ghar mile Dushman se bhi kabhi na mile they magar mile


Karte bhi kya huzur na jab apne ghar mile  

Dushman se bhi kabhi na mile they magar mile 

Bulbul pe aisee bark giri andhiyon k sath  

Ghar ka pata chala n kahi bal o par mile  

Wade bhi galat pate bhi bataye huye galat  

Tum apne ghar mile na raqibon k ghar mile.

..............................................................................
" करते भी क्या हुजूर न जब अपने घर मिले 

दुश्मन से भी कभी न मिले थे मगर मिले 

बुलबुल पे ऐसी बर्क़ गिरी आंधियों के साथ 

घर का पता चला न कहीं बाल ओ पर मिले 

वादे भी ग़लत पते भी बताए हुए ग़लत  

तुम अपने घर मिले न रक़ीबों के घर मिले "


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo