Taveel Bhi Hai Faqat Sabr Aazmaa Hi Nahin Yeh Raat Jis Mein Sitaaron Ka Kuchh Pata'a Hi Nahin


Taveel Bhi Hai Faqat Sabr Aazmaa Hi Nahin
Yeh Raat Jis Mein Sitaaron Ka Kuchh Pata'a Hi Nahin

Nigaah-E-Dil Ko Jo Rang-E-Sabaat Se Bhar De
Abhi Woh Phool Kisi Shaakh Par Khila Hi Nahin

‎طویل بھی ہے فقط صبر آزما ہی نہیں
‎یہ رات جس میں ستاروں کا کچھ پتا ہی نہیں

‎نگاہِ دل کو جو رنگِ ثبات سے بھر دے
‎ابھی وہ پھول کسی شاخ پر کھلا ہی نہیں

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo