Tum se ulfat ke taqaaze na nibhaye jatay
Warna hum ko bhi tamanna thi ke chahe jatay
Dil ke maron ka na kar gham ke yeh ando-naseeb
Zakham bhi dil main na hota to karaahay jatay
Lazat-e-dard se aaasooda kahan dil walay,
Hai faqat dard ki hassrat main karaahay jatay
Di na mohlat humen hassti ne wafaa ki warna
Aur kuch din gham-e-hassti se nibhaye jatay

No comments:
Post a Comment