Doh darjan maheenon mein badha Mumtaz lagta hai December kis liye aakhir hamesha khaas lagta hai
वो दर्जन महीनों में बड़ा मुमताज़ लगता है
दिसम्बर किस लिए आख़िर हमेशा ख़ास लगता है।
बहुत सहमी हुई सुबहें उदासी से भरी शामें
दोपहरें रोई रोई सी वो शामें खोई खोई सी
गरम दाबीज़ शालों का वो कम रौशन हवालों का
कभी गुज़रे हवालों का कभी मुश्किल सवालों का
बिछड़ जाने की मायूसी मिलन की आस लगता है
दिसम्बर किस लिए आख़िर हमेशा ख़ास लगता है।
Doh darjan maheenon mein badha Mumtaz lagta hai
December kis liye aakhir hamesha khaas lagta hai
Buhat sehami huyee subehein udaasi se bhari shaamen
Do'peh'rein royee royee see woh shaamein khoyee khoyee See
Garam daabeez shaalon ka Woh kam raushan ujaalon ka
Kabhi guz're hawaalon ka kabhi mushkil sawaalon ka
Bichhadh jaane ki mayoosi Milan ki aas lagta hai
December kis liyey aakhir hamesha Khas lagta hai.

Comments
Post a Comment