Namuradi ka ye aalam hai ke ab yad nahi Tu bhi shamil tha kabhi meri tamannaon mein



‏نامرادی کا یہ عـــالم ہے کہ اب یاد نہیــــں
تو بھی شامل تھا کبھی میــری تمناؤں میں

Namuradi ka ye aalam hai ke ab yad nahi
Tu bhi shamil tha kabhi meri tamannaon mein


Waise to is se pehle bhi khana kharab tha Phir youn hua ke hum ko muhabbat bhi ho gayi



ویسے تو اس سے پہلے بھی خانہ خراب تھا
پھر یوں ہوا کہ ہم کو محبت بھی ہو گئی

Waise to is se pehle bhi khana kharab tha
Phir youn hua ke hum ko muhabbat bhi ho gayi


Shab e wisal hai gul kar do in chiraghon ko Khushi ki bazm mein kia kaam jalne walon ka



شبِ وصال ہے، گل کر دو ان چراغوں کو
خوشی کی بزم میں کیا کام جلنے والوں کا

Shab e wisal hai gul kar do in chiraghon ko
Khushi ki bazm mein kia kaam jalne walon ka


Khadi hoon kab se main chehron ke aik jangal mein Tumhare chehre ka kuch bhi yahan nahi milta



کھڑی ہوں کب سے میں چہروں کے ایک جنگل میں
تمہارے چہرے کا کچھ بھی یہاں نہیں ملتا

Khadi hoon kab se main chehron ke aik jangal mein
Tumhare chehre ka kuch bhi yahan nahi milta


Mere ausaf se hoti nahi pehchan meri Apne aibon se numayan hoon hamesha ki tarah



میرے اوصاف سے ہوتی نہیـــں پہچان میری
‏اپنے عیبوں سے نمـایاں ہوں ہمیشــہ کی طرح
Mere ausaf se hoti nahi pehchan meri
Apne aibon se numayan hoon hamesha ki tarah


Ae ADAM Murawat Aur In Haseen Aankhon Mein Yunhi Khoobsoorat See Aik Bad-Gumani Hao



اے عدمؔ مروت اور ان حسین آنکھوں میں
یونہی خوبصورت سی ایک بدگمانی ہے

Ae ADAM Murawat Aur In Haseen Aankhon Mein

Yunhi Khoobsoorat See Aik Bad-Gumani Hao  

عبدالحمید عدمؔ
A.H.Adam


Zubaann Pe Rakh Tu Zikr Beshak Kisi Ka Chahe Apni Khamoshiyon Me Tu, Guftagu Mujhse Rakh



Zubaann Pe Rakh Tu Zikr Beshak Kisi Ka Chahe
Apni Khamoshiyon Me Tu, Guftagu Mujhse Rakh


Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo