Ik Ada Se Dil Chalni Ik Ada Tasalli Ki Yaar e Man Sitamgar Bhi Yaar e Man Maseeha Bhi



Ik Ada Se Dil Chalni Ik Ada Tasalli Ki
Yaar e Man Sitamgar Bhi Yaar e Man Maseeha Bhi

Raat Maikhuar Hum Faqeeron Se Dum Karany Sharaab Le Aaye



رات مہ خوار ہم فقیروں سے
دم کرانے شراب لے آئے

Raat Maikhuar Hum Faqeeron Se
Dum Karany Sharaab Le Aaye

Woh Paidh Jin Par Parendon Ke Ghar Nahi Hote Daraz Jitny Bhi Hon Moa'atabar Nahi Hote



وہ پیڑ جن پر پرندوں کے گھر نہیں ہوتے
دراز جتنے بھی ہوں معتبر نہیں ہوتے

Woh Paidh Jin Par Parendon Ke Ghar Nahi Hote
Daraz Jitny Bhi Hon Moa'atabar Nahi Hote

Ameer Meenai Ke Zrb ul Masal Asha'ar



ﺍﻣﯿﺮ ﻣﯿﻨﺎﺋﯽ ﮐﮯ ﺿﺮﺏ ﺍﻟﻤﺜﻞ ﺍﺷﻌﺎﺭ
...........................

ﺁﮬﻮﮞ ﺳﮯ ﺳﻮﺯِ ﻋﺸﻖ ﻣﭩﺎﯾﺎ ﻧﮧ ﺟﺎﺋﮯ ﮔﺎ
ﭘﮭﻮﻧﮑﻮﮞ ﺳﮯ ﯾﮧ ﭼﺮﺍﻍ ﺑﺠﮭﺎﯾﺎ ﻧﮧ ﺟﺎﺋﮯﮔﺎ
۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
ﺍﭼﮭﮯ ﻋﯿﺴﯽٰ ﮬﻮ ﻣﺮﯾﻀﻮﮞ ﮐﺎ ﺧﯿﺎﻝ ﺍﭼﮭﺎ ﮬﮯ
ﮬﻢ ﻣﺮﮮ ﺟﺎﺗﮯ ﮬﯿﮟ ﺗﻢ ﮐﮩﺘﮯ ﮬﻮ ﺣﺎﻝ ﺍﭼﮭﺎ ﮬﮯ
۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
ﺍﻣﯿﺮ ﺍﺏ ﮬﭽﮑﯿﺎﮞ ﺁ ﻧﮯ ﻟﮕﯽ ﮬﯿﮟ
ﮐﮩﯿﮟ ﻣﯿﮟ ﯾﺎﺩ ﻓﺮﻣﺎﯾﺎ ﮔﯿﺎ ﮬﻮﮞ
۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
ﮔﺎﮬﮯ ﮔﺎﮬﮯ ﮐﯽ ﻣﻼﻗﺎﺕ ﮬﯽ ﺍﭼﮭﯽ ﮬﮯ ﺍﻣﯿﺮ
ﻗﺪﺭ ﮐﮭﻮ ﺩﯾﺘﺎ ﮬﮯ ﮬﺮ ﺭﻭﺯ ﮐﺎ ﺁﻧﺎ ﺟﺎﻧﺎ
۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
ﮬﻮﺋﮯ ﻧﺎﻣﻮﺭ ﺑﮯ ﻧﺸﺎﮞ ﮐﯿﺴﮯ ﮐﯿﺴﮯ
ﺯﻣﯿﮟ ﮐﮭﺎ ﮔﺌﯽ ﺁﺳﻤﺎﮞ ﮐﯿﺴﮯ ﮐﯿﺴﮯ
۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
ﮐﻮﻥ سی ﺟﺎ ﮬﮯ ﺟﮩﺎﮞ ﺟﻠﻮﮦ ﻣﻌﺸﻮﻕ ﻧﮩﯿﮟ
ﺷﻮﻕ ﺩﯾﺪﺍﺭ ﺍﮔﺮ ﮬﮯ ﺗﻮ ﻧﻈﺮ ﭘﯿﺪﺍ ﮐﺮ
۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
ﻟﻄﻒ ﺁﻧﮯ ﻟﮕﺎ ﺟﻔﺎﺅﮞ ﻣﯿﮟ
ﻭﮦ ﮐﮩﯿﮟ ﻣﮩﺮﺑﺎﮞ ﻧﮧ ﮬﻮ ﺟﺎﺋﮯ
۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
ﻗﺮﯾﺐ ﮬﮯ ﯾﺎﺭﻭ ﺭﻭﺯِ ﻣﺤﺸﺮ ۔ ﭼﮭﭙﮯ ﮔﺎ ﮐﺸﺘﻮﮞ ﮐﺎ ﺧﻮﻥ ﮐﯿﻮﻧﮑﺮ
ﺟﻮ ﭼﭗ ﺭﮬﮯ ﮔﯽ ﺯﺑﺎﻥِ ﺧﻨﺠﺮ ، ﻟﮩﻮ ﭘﮑﺎﺭﮮ ﮔﺎ ﺁﺳﺘﯿﻦ ﮐﺎ
۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
ﺷﺎﻋﺮ ﮐﻮ ﻣﺴﺖ ﮐﺮﺗﯽ ﮬﮯ ﺗﻌﺮﯾﻒِ ﺷﻌﺮ ﺍﻣﯿﺮ
ﺳﻮ ﺑﻮﺗﻠﻮﮞ ﮐﺎ ﻧﺸﮧ ﮬﮯ ﺍﺱ ﻭﺍﮦ ﻭﺍﮦ ﻣﯿﮟ
۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
ﺗﯿﺮ ﮐﮭﺎﻧﮯ ﮐﯽ ﮬﻮﺱ ﮬﮯ ﺗﻮ ﺟﮕﺮ ﭘﯿﺪﺍ ﮐﺮ
ﺳﺮﻓﺮﻭﺷﯽ ﮐﯽ ﺗﻤﻨﺎ ﮬﮯ ﺗﻮ ﺳﺮ ﭘﯿﺪﺍ ﮐﺮ
۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
ﺗﯿﺮ ﭘﮧ ﺗﯿﺮ ﻟﮕﺎﺅ ﺗﻤﮩﯿﻦ ﮈﺭ ﮐﺲ ﮐﺎ ﮬﮯ
ﺳﯿﻨﮧ ﮐﺲ ﮐﺎ ﮬﮯ ﻣﺮﯼ ﺟﺎﻥ ﺟﮕﺮ ﮐﺲ ﮐﺎ ﮬﮯ
۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
ﺗﺠﮫ ﺳﮯ ﻣﺎﻧﮕﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﺗﺠﮭﯽ ﮐﻮ ﮐﮧ ﺳﺒﮭﯽ ﮐﭽﮫ ﻣﻞ ﺟﺎﺋﮯ
ﺳﻮ ﺳﻮﺍﻟﻮﻥ ﺳﮯ ﯾﮩﯽ ﺍﯾﮏ ﺳﻮﺍﻝ ﺍﭼﮭﺎ ﮬﮯ
۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
اُن ﮐﻮ ﺁﺗﺎ ﮬﮯ ﭘﯿﺎﺭ ﭘﺮ ﻏﺼﮧ
ﻣﺠﮫ ﮐﻮ ﻏﺼﮯ ﭘﮧ ﭘﯿﺎﺭ ﺁﺗﺎ ﮬﮯ
۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
ﻭﺻﻞ ﮬﻮ ﺟﺎﺋﮯ ﯾﮩﯿﮟ ﺣﺸﺮ ﻣﯿﮟ ﮐﯿﺎ ﺭﮐﮭﺎ ﮬﮯ
ﺁﺝ ﮐﯽ ﺑﺎﺕ ﮐﻮ ﮐﯿﻮﮞ ﮐﻞ ﭘﮧ ﺍﭨﮭﺎ ﺭﮐﮭﺎ ﮬﮯ
۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
ﻭﺻﻞ ﮐﺎ ﺩﻥ ﺍﻭﺭ ﺍﺗﻨﺎ ﻣﺨﺘﺼﺮ
ﺩﻥ ﮔﻨﮯ ﺟﺎﺗﮯ ﺗﮭﮯ ﺍﺱ ﺩﻥ ﮐﮯ ﻟﺌﮯ
۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
ﺯﯾﺴﺖ ﮐﺎ ﺍﻋﺘﺒﺎﺭ ﮐﯿﺎ ﮬﮯ ﺍﻣﯿﺮ
ﺁﺩﻣﯽ ﺑﻠﺒﻠﮧ ﮬﮯ ﭘﺎﻧﯽ ﮐﺎ
----------------
خنجر چلے کسی پہ تڑپتے ہیں ہم امیر
سارے جہاں کا درد ہمارے جگر میں ہے
- - - - - - - - - -
کسی رئیس کی محفل کا ذکر کیا ہو امیر
خدا کے گھر بھی نہ جائیں گے بن بلائے ہوئے
- - - - - - - - - -

Tere Honton Pe Tabasum Ki Woh Halki See Lakeer Mere Takhayul Mein Reh Reh Ke Jhalak Uthti Hai



تیرے ہونٹوں پہ تبسم کی وہ ہلکی سی لکیر
میرے تخیل میں رہ رہ کے جھلک اٹھتی ہے
یوں اچانک ترے عارض کا خیال آتا ہے
جیسے ظلمت میں کوئی شمع بھڑک اٹھتی ہے

تیرے پیراہنِ رنگیں کی جنوں خیز مہک
خواب بن بن کے مرے ذہن میں لہراتی ہے
رات کی سرد خموشی میں ہر اک جھونکے سے
ترے انفاس، ترے جسم کی آنچ آتی ہے

میں سلگتے ہوئے رازوں کو عیاں تو کردوں
لیکن ان رازوں کی تشہیر سے جی ڈرتا ہے
رات کے خواب اجالے میں بیاں تو کردوں
ان حسیں خوابوں کی تعبیر سے جی ڈرتا ہے

تیری سانسوں کی تھکن، تیری نگاہوں کا سکوت
درحقیقت کوئی رنگین شرارت ہی نہ ہو
میں جسے پیار کا انداز سمجھ بیٹھا ہوں
وہ تبسم، وہ تکلم تری عادت ہی نہ ہو

سوچتا ہوں کہ تجھے مل کے میں جس سوچ میں ہوں
پہلے اس سوچ کا مقسوم سمجھ لوں تو کہوں
میں ترے شہر میں انجان ہوں پردیسی ہوں
تیرے الطاف کا مفہوم سمجھ لوں تو کہوں

کہیں ایسا نہ ہو پاؤں مرے تھرّا جائیں
اور تری مرمریں بانہوں کا سہارا نہ ملے
اشک بہتے رہیں خاموش سیہ راتوں میں
اور ترے ریشمی آنچل کا کنارا نہ ملے

ساحر لدھیانوی

Nasih Agar Khuda Hamain Deta Hazar Dil Har Roz Hum Tou Karte Button Par Nisar Dil



ناصح اگر خدا ہمیں دیتا ہزار دل
ہر روز ہم تو کرتے بتوں پر نثار دل

اُنکی تو ہر ادا ہے طلبگارِ دل مگر
لائیں کہاں سے روز نیا جا نثار دل

بیخود بدایونی

Nasih Agar Khuda Hamain Deta Hazar Dil
Har Roz Hum Tou Karte Button Par Nisar Dil

Unki Tou Har Ada Hai Talabgar e Dil Magar
Laein Kahan Se Roz Naya Janisar Dil

Bekhud Badauoni

Dum e Wisal Teri Aanch Istarah Aai Keh Jaise Aag Sulagny Lagy Gulabo Mein



دمِ وصال تری آنچ اس طرح آئی
کہ جیسے آگ سلگنے لگے گلابوں میں

Dum e Wisal Teri Aanch Istarah Aai
Keh Jaise Aag Sulagny Lagy Gulabo Mein

Woh Mily Bhi Tou Ik Jhijhak See Rahi Kaash Thodi See Hum Piye Hote



وہ ملے بھی تو اک جھجھک سی رہی
کاش تھوڑی سی ہم پیے ہوتے 
عبد الحمید عدم

 Woh Mily Bhi Tou Ik Jhijhak See Rahi
Kaash Thodi See Hum Piye Hote
Abdul Hameed Addam

Har Cheez Mushtarak Thi Hamari Sewai Naam Aur Aaj Reh Gaya Hai Ta'aluq Barai-Naam



ھر چیز مُشترک تھی ھماری، سِوائے نام
اور آج رہ گیا ھے تعلُّق ، برائے نام

اشیائے کائنات سے نا آشنا تھا مَیں
پھر ایک اِسم نے مُجھے سب کے سِکھائے نام

تب مَیں کہوں کہ سچّا ھُوں یک طرفہ عشق میں
وہ میرا نام پُوچھے، مُجھے بُھول جائے نام

وہ دلرُبا بھی تھی کسی شاعر کی کھوج میں
مَیں نے بھی پھر بتایا تخلّص ، بجائے نام

محفِل میں چُپ بھی بیٹھوں تو پہچانتے ھیں لوگ
بدنام ھو کوئی تو کہاں تک چُھپائے نام

لشکر بنا رھا ھُوں جوانانِ عشق کا
جس میں بھی آگ ھے، مُجھے مِل کر لکھائے نام

مَیں نام رکھ نہ پایا گُلِ نَو شگُفتہ کا
حالانکہ شاخِ گُل نے ھزاروں سُجھائے نام

تُو عشق پائے عشق کے مرنے کے بعد بھی
فارس ! مزارِ دل پہ ترا جگمگائے نام
 
رحمان فارس
Har Cheez Mushtarak Thi Hamari Sewai Naam
Aur Aaj Reh Gaya Hai Ta'aluq Barai-Naam

Aashiya e Kainaat Se Na-Aashna Tha Main
Phir Aik Ism Ne Mujhe Sab Ke Sekhaye Naam

Tab Main Kahon Keh Sachha Hon Yak-Tarfa Ishq Mein
Woh Mera Naam Poochay , Mujhe Bhool Jae Naam

Woh Dilruba Bhi Thi Kisi Shair  Ki Khoj Mein
Main Ne Bhi Phir Bataya Takhalus Bajae Naam

Mehfil Mein Chup Bhi Baithon Tou Pehchanty Hain Log
Bad-Naam Ho Koi Tou Kahan Tak Chupaye Naam

Lashkar Bana Raha Hon Jawanan e Ishq Ka
Jis Mein Bhi Aag Hai , Mujhe Mil Kar Lekhaye Naam

Main Naam Rakh Na Paya Gul e Nou Shagufta Ka
Halanke Shakh e Gul Ne Hazaron Sujhaye Naam

Tu Ishq Paye Ishq Ke Marny Ke Baad Bhi
Faris ! Mazar e Dil Pe Tera Jagmagaye Naam

Rehman Faris
 

Musawwer Main Tera Shahkaar Wapas Karne Aaya Hon Ab Iss Rangeen Rukhsaron Mein Thodi Zardiyan Bhar De Hijaab-Aalood Nazron Mein Zara Be-Bakiyan Bhar De



Francesco Vinea
(1845 - 1902)
Italian painter

مصور میں ترا شاہکار واپس کرنے آیا ہوں

اب ان رنگین رخساروں میں تھوڑی زردیاں بھردے
حجاب آلود نظروں میں ذرا بے باکیاں بھر دے

لبوں کی بھیگی بھیگی سلوٹوں کومضمحل کردے
نمایاں رنگِ پیشانی پہ عکس سوزِ دل کر دے

تبسم آفریں چہرے میں کچھ سنجیدہ پن بھر دے
جواں سینے کی مخروطی اٹھانیں سرنگوں کر دے

گھنے بالوں کو کم کردے مگر رخشندگی دے دے
نظر سے تمکنت لے کرمذاقِ عاجزی دے دے

مگر ہاں بنچ کے بدلے اسے صوفے پہ بٹھلا دے
یہاں میرے بجائے اک چمکتی کار دکھلا دے​

ساحر لدھیانوی

Musawwer Main Tera Shahkaar Wapas Karne Aaya Hon

Ab Iss Rangeen Rukhsaron Mein Thodi Zardiyan Bhar De
Hijaab-Aalood Nazron Mein Zara Be-Bakiyan Bhar De

Labon Ki Bheegi Bheegi Selwaton Ko Muzmahel Kar De
Numayan Rang e Paishaani Pe Aks e Souz e Dil Bhar De

Tabasum Aafreen Chehre Mein Kuch Sanjeeda-Pan Bhar De
Jawaan Seenay Ki Makhrooti Uthanein Sir-Nagon Kar De

Ghanay Baalon Ko Kam Kar De Magar Rakhshandgi Dy De
Nazar Se Tamkanat Le Kar Mazaq e Aajizi Dy De

Magar Haan Bench Ke Badly Ise Sofay Pe Bethla De
Yahan Mere Bajaye Ik Chamakti Car Dekhla De

Sahir Ludhianvi

Yeh Kis Maqam Pe Soojhi Tujhe Bichharne Walay Keh Ab tau Ja Ke Kahein Din Sanwarnay Walay Thay



ये किस मुक़ाम पे सूझी तुझे बिछड़ने वाले
कि अब तो जा के कहीं दिन सँवरने वाले थे। 
जमाल इहसानी 

Yeh Kis Maqam Pe Soojhi Tujhe Bichharne Walay
Keh Ab tau Ja Ke Kahein Din Sanwarnay Walay Thay
Jamal Ihsani

Hona to wohi hai jo muqadar main likha hai Lakin wo mere khuwaab , mere khuwaab , mere khuwaab



ہونا تو وہی ہے جو مقدر میں لکھا ہے
لیکن وہ مرے خواب، مرے خواب، مرے خواب

Hona to wohi hai jo muqadar main likha hai
Lakin wo mere khuwaab , mere khuwaab , mere khuwaab

Tumhara ahd e wafa hon , tumhara Naz e junoon Tarap utho gay Mere zakhm agar daikhao mujhe



Tumhara ahd e wafa hon , tumhara Naz e junoon
Tarap utho gay Mere zakhm agar daikhao mujhe
Aziz Jahan Ada Jaafry

Aap Kahiye Toh Nibahtay Challay Jain Gay Magar Iss Taalluq Mein Aziyat Ke Siwa Kuch Bhi Nahi



آپ کہیئے تو نباہتے چلے جائیں گے ' مگر
اس تعلق میں اذیت کے سوا کُچھ بھی نہیں

Aap Kahiye Toh Nibahtay Challay Jain Gay Magar
Iss Taalluq Mein Aziyat Ke Siwa Kuch Bhi Nahi

kya khoob youn hota k yaadein bhi rait hoti mutthi se gira dete paon se udaa dete


Image may contain: one or more people

kya khoob youn hota k yaadein bhi rait hoti
mutthi se gira dete paon se udaa dete

Dil k dariya ko kisi roz utar jana hai Itna besimt na chal laut ke ghar jana hai



Dil k dariya ko kisi roz utar jana hai
Itna besimt na chal laut ke ghar jana hai

Us tak ati hai to har chiz thahar jati hai
Jaise pana hi use asl main mar jana hai

Bol ai sham-e-safar rang-e-rihai kya hai
Dil ko rukana hai k taron main thahar jana hai

Kaun ubharate hue mahatab ka rasta roke
Us ko har taur su-e-dasht-e-sahar jana hai

Main khila hun to isi khak main milna hai mujhe
Vo to khushbu hai use agle nagar jana hai

Vo tere husn ka jadu ho k mera gam-e-dil
Har musafir ko isi ghat utar jana hai

Amjad Islam Amjad

Kaun kehta hai muhabbat ki zubaan hoti hai Ye haqeeqat to nigaahon se bayaan hoti hai


Image may contain: one or more people and closeup

Kaun kehta hai muhabbat ki zubaan hoti hai
Ye haqeeqat to nigaahon se bayaan hoti hai

Muhabbaton Ki Saza Be-Misaal Di Us Ne Udaas Rehne Ki Aadat Hi Daal Di Us Ne



‏محبتوں کی سزا بے مثال دی اس نے
اداس رہنے کی عادت ہی ڈال دی اس نے


Muhabbaton Ki Saza Be-Misaal Di Us Ne
Udaas Rehne Ki Aadat Hi Daal Di Us Ne

Sulag uthay hain kinaron pe sang raezay bhi Gira hai toot ke pani main hosla Kis ka




سلگ اٹھے ہیں کناروں پہ سنگ ریزے بھی
گرا ہے ٹوٹ کے پانی میں حوصلہ کس کا

Sulag uthay hain kinaron pe sang raezay bhi
Gira hai toot ke pani main hosla Kis ka

Jab Khizaan Aaey To Pattey Na Samar Bachta Hai Khaali Jholi Liey Weeraan Shajar Bachta Hai


No automatic alt text available.

جب خزاں آئے تو پتّے نہ ثَمَر بچتا ھے
خالی جھولی لیے ویران شجَر بچتا ھے
نُکتہ چِیں ! شوق سے دن رات مِرے عَیب نکال
کیونکہ جب عَیب نکل جائیں، ھُنَر بچتا ھے
سارے ڈر بس اِسی ڈر سے ھیں کہ کھو جائے نہ یار
یار کھو جائے تو پھر کونسا ڈر بچتا ھے
روز پتھراؤ بہت کرتے ھیں دُنیا والے
روز مَر مَر کے مِرا خواب نگر بچتا ھے
غم وہ رستہ ھے کہ شب بھر اِسے طَے کرنے کے بعد
صُبحدم دیکھیں تو اُتنا ھی سفر بچتا ھے
بس یہی سوچ کے آیا ھُوں تری چوکھٹ پر
دربدر ھونے کے بعد اک یہی در بچتا ھے
اب مرے عیب زدہ شہر کے شر سے، صاحب !
شاذ و نادر ھی کوئی اھلِ ھُنر بچتا ھے
عشق وہ علمِ ریاضی ھے کہ جس میں فارس
دو سے جب ایک نکالیں تو صفَر بچتا ھے
رحمان فارس

Jab Khizaan Aaey To Pattey Na Samar Bachta Hai
Khaali Jholi Liey Weeraan Shajar Bachta Hai
Nukta-Chee’n ! Shoq Se Din Raat Mere Aib Nikaal
Kyunkey Jab Aib Nikl Jaaein, Hunar Bachta Hai
Saarey Dar Bas Isi Dar Se Hein K Kho Jaaey Na Yaar
Yaar Kho Jaaey To Phir Konsa Dar Bachta Hai
Roz Pathraao Bohut Kartey Hein Duniya Waley
Roz Mar Mar Ke Mera Khwaab-Nagar Bachta Hai
Gham Wo Rastaa Hai K Shab Bhar Isey Tay Karney Key Baad
Subh-Dam Dekhein To Utna Hi Safar Bachta Hai
Bas Yehi Soch K Aaya Hoon Teri Chokhat Par
Dar-ba-Dar Honey K Baad Ik Yehi Dar Bachta Hai
Ab Mere Aib-Zadaa Shehr Ke Shar Se, Sahib !
Shaaz-o-Naadar Hi Koi Ahl-e-Hunar Bachta Hai
Ishq Wo Ilm-e-Rayaazi Hai K Jis Mein Faris
Do Se Jab Aik Nikaalein To Sifar Bachta Hai
Rehman Faris

Jalwa e Gul bulbul ko Buhat hai shama ko girya e shaam Baad e bahari Gul ko Buhat hai mujh ko tera naam



جلوہ ء گل کو بلبل بہت ہے،شمع کو گریاء شام
بادء بہاری گل کو بہت ہے،مجھ کو تیرا نام

Jalwa e Gul bulbul ko Buhat hai shama ko girya e shaam
Baad e bahari Gul ko Buhat hai mujh ko tera naam

Qurbatein Hote Hoe Bhi Faslon Mein Qaid Hain Kitni Azadi Se Hum Apni Hadon Mein Qaid Hain


Image may contain: one or more people

قربتیں ہوتے ہوئے بھی فاصلوں میں قید ہیں
کتنی آزادی سے ہم اپنی حدوں میں قید ہیں

Qurbatein Hote Hoe Bhi Faslon Mein Qaid Hain
Kitni Azadi Se Hum Apni Hadon Mein Qaid Hain

Wo kisi ko yaad kar ke muskuraya tha udhar Aur main na-daan ye samjha ke wo mera huwa


Image may contain: 1 person, smiling, closeup

Wo kisi ko yaad kar ke muskuraya tha udhar
Aur main na-daan ye samjha ke wo mera huwa
Iqbal Ashhar

Kaarwaan Se Koi Nisbat Na Kisi Manzil Se Gum Hon Goya Keh Ik Gardaab Hai Dunya Meri



Kaarwaan Se Koi Nisbat Na Kisi Manzil Se
Gum Hon Goya Keh Ik Gardaab Hai Dunya Meri
Zoya Rao

Nazar mila ke kaha mujh se mere saaqi ne Haraam kehte hain jis ko yeh woh sharaab nahi



Nazar mila ke kaha mujh se mere saaqi ne
Haraam kehte hain jis ko yeh woh sharaab nahi

Meri Tishnagi Ka Khyal Kar Main Udas Hon Mujhe Dekh Ja Meri Be-basi Ka Malaal Kar Main Udas Hon Mujhe Dekh Ja


Image may contain: one or more people and people standing

Meri Tishnagi Ka Khyal Kar
Main Udas Hon Mujhe Dekh Ja
Meri Be-basi Ka Malaal Kar
Main Udas Hon Mujhe Dekh Ja
Main Tere Khyal Ke Dasht Mein
Sabi Raston Se Guzar Gya
Tu Bhi Mere Gham Ka Khayal Kar
Main Udas Hon Mujhe Dekh Ja
Yeh Tere Sitam Ye Tera Karam
Mujhe Aor Zoq-E-Janoon Dein
Mera Chalna Yon Na Mahaal Kar
Main Udas Hon Mujhe Dekh Ja
Mera Zard Chehra Hai Kis Liye
Makaan Ujra Hai Kis Liye
Na Tu Mujh Se Aisa Sawal Kar
Main Udas Hon Mujhe Dekh Ja

Aankh bhar ke dekh lo damm bhar Dil ko Chhaahat hai Pazeerayi ki


Image may contain: 1 person, closeup


آنکھ بھر کے دیکھ لو دم بھر
دل کو چاہت ھے پزیرائی کی
تاشفین فاروقی

Aankh bhar ke dekh lo damm bhar
Dil ko Chhaahat hai Pazeerayi ki
Tashfeen Farooqi

Fareb Ek Aur Kha Liya Jaye Kyoon Na Usko Manaa Liya Jaye


Image may contain: 1 person, smiling


Fareb Ek Aur Kha Liya Jaye...!!!
Kyoon Na Usko Manaa Liya Jaye...!!!

Kitni khamosh thi Woh Hijar ki Raat Dill ki Awaz se kaan Phattay thay



کتنی خاموش تھی وہ ہجر کی رات 
دل کی آواز سے کان پھٹتے تھے

Kitni khamosh thi Woh Hijar ki Raat
Dill ki Awaz se kaan Phattay thay

Main woh Darya hon ke har Boond Bahnvar hai jis ki Tum Ne Acha hi kiya Mujh se kinara kar ke


Image may contain: one or more people and outdoor

میں وہ دریا ہوں کہ ہر بوند بهنور ہے جسکی
تم نے اچها ہی کیا مجھ سے کنارہ کر کے

Main woh Darya hon ke har Boond Bahnvar hai jis ki
Tum Ne Acha hi kiya Mujh se kinara kar ke

Hazaron Na-Mukammal hasraton ke bojh tallay Ye jo dil dhardkta hai, kammal karta hai


Image may contain: one or more people

ہزاروں نامکمل حسرتوں کے بوجھ تلے
یہ جو دل دھڑکتا ہے کمال کرتا ہے

Hazaron Na-Mukammal hasraton ke bojh tallay
Ye jo dil dhardkta hai, kammal karta hai

Woh aksar Khwaab Mein Aakar Meri Halat Pe Roti Hai Keh Tah-e-Khak Bhi Maa Ki Pareshani Nahi Jati



Woh aksar Khwaab Mein Aakar Meri Halat Pe Roti Hai
Keh Tah-e-Khak Bhi Maa Ki Pareshani Nahi Jati

Na thi koi bhi ranjishey sirf adato main tazad tha Keh usy pasand thi shokhiyan aur mujhy saadgi mein kamal tha



Na thi koi bhi ranjishey sirf adato main tazad tha
Keh usy pasand thi shokhiyan aur mujhy saadgi mein kamal tha

Arzoo poori hui har ek Tabeer hua har khaab bhee Khwahish koi na rahi tishna Phir bhee Ek anjani si kami rahi Lub e darya bhee Tishnagee rahi


https://scontent.fisb5-1.fna.fbcdn.net/v/t1.0-9/40025977_877768012412777_3457163152444096512_n.jpg?_nc_cat=0&oh=52f93a3f13436d92e8bec62e37bd6685&oe=5BED1E9A

Arzoo poori hui har ek
Tabeer hua har khaab bhee
Khwahish koi na rahi tishna
Phir bhee
Ek anjani si kami rahi
Lub e darya bhee
Tishnagee rahi

Chalo Ik Baar Phir Se Ajnabi Ban Jaen Hum Dono Na Main Tum Se Koi Ummeed Rakhon Dil Nawazi Ki



خوبصورت موڑ

چلو اک بار پھر سے اجنبی بن جائیں ہم دونوں
نہ میں تم سے کوئی امید رکھوں دل نوازی کی
نہ تم میری طرف دیکھو غلط انداز نظروں سے
نہ میرے دل کی دھڑکن لڑکھڑائے میری باتوں سے
نہ ظاہر ہو تمہاری کشمکش کا راز نظروں سے

تمہیں بھی کوئی الجھن روکتی ہے پیش قدمی سے
مجھے بھی لوگ کہتے ہیں کہ یہ جلوے پرائے ہیں
مرے ہم راہ بھی رسوائیاں ہیں میرے ماضی کی
تمہارے ساتھ بھی گزری ہوئی راتوں کے سائے ہیں

تعارف روگ ہو جائے تو اس کا بھولنا بہتر
تعلق بوجھ بن جائے تو اس کو توڑنا اچھا
وہ افسانہ جسے انجام تک لانا نہ ہو ممکن
اسے اک خوبصورت موڑ دے کر چھوڑنا اچھا
چلو اک بار پھر سے اجنبی بن جائیں ہم دونوں
ساحر لدھیانوی

kabhi rukhsaar se takraata hai kabhi zulf mein olajh jataa hai tumhara ye jumkaa bhi hu ba hu mera mizaaj rakhta hai


Image may contain: one or more people and closeup

kabhi rukhsaar se takraata hai
kabhi zulf mein olajh jataa hai
tumhara ye jumkaa bhi
hu ba hu mera mizaaj rakhta hai

Ka'aba o Quran Ko Dekha Hai Gelaaf Mein Leptey Hoe Ab Main Samjha Hon Pardey Ki Fazeelat Kia Hai



کعبہ و قرآن کو دیکھا ہے
غلاف میں لپٹے ہوئے
اب میں سمجھا ہو
پردے کی فضیلت کیا ہے

का'बा ओ कुरान को देखा हे
गिलाफ में लिपटे हुए
अब में समजा हुं
परदे की फजीलत क्या हे

Ka'aba o Quran Ko Dekha Hai
Gelaaf Mein Leptey Hoe
Ab Main Samjha Hon 
Pardey Ki Fazeelat Kia Hai

Tum Rang Ho Tum Noor Ho Tum Sheesha Ho Tum Jaam Kirnon Se Bhari Subah Ho Taron Se Bhari Shaam


Image may contain: 1 person, closeup

Tum Rang Ho Tum Noor Ho Tum Sheesha Ho Tum Jaam
Kirnon Se Bhari Subah Ho Taron Se Bhari Shaam
Rangeen Hai Sarshaar Hai Mastana Hai Dunya
Tum Ho Tou Nigahon Mein Pari-Khana Hai Dunya

Umr Keheti Hai Ab Sanjeeda Hua Jaye Dil Keheta Hai Kuch Nadaniyan Aur Sahi


Image may contain: 1 person

Umr Keheti Hai Ab Sanjeeda Hua Jaye
Dil Keheta Hai Kuch Nadaniyan Aur Sahi

Eid Pheeki Lag Rahi Hey, Ishq Ki Taaseer Bhaij Aa Gley Mil Ya Libaas-e-Eid Mei’n Tasveer Bhaij



عید پھیکی لگ رھی ھے، عشق کی تاثیر بھیج
آ گلے مِل یا لباسِ عید میں تصویر بھیج
تیری خُوشبو اور کھنَک مَیں خط سے کرلُوں گا کشید
چُوڑیوں والے حنائی ھاتھ کی تحریر بھیج
دیکھ کر ویران گلیاں خوف آتا ھے مُجھے
اے خُدا ! کوئی گداگر یا کوئی رھگیر بھیج
میری آنکھوں کو نہ دے آدھی ادھوری بخشِشیں
خواب واپس چھین لے یا خواب کی تعبیر بھیج
جاں لبوں پر آگئی ھے آنسُوؤں کے قحط سے
آنکھ بُھوکی مر رھی ھے، غم کے شہدو شِیر بھیج
عید کا تُحفہ یہ کہہ کر اُس نے واپس کردیا
میرے پیروں کے لیے پائل نہیں، زنجیر بھیج
تیری لکّھی قید سے باھر نکلنا ھے مُجھے
کاتبِ تقدیر ! ایسا کر، کوئی تدبیر بھیج
دُوسرے مصرعے کے گہرے راز کو فارس نہ کھول
اس غزل کو چُپکے چُپکے وادئ کشمیر بھیج
رحمان فارس
Eid Pheeki Lag Rahi Hey, Ishq Ki Taaseer Bhaij
Aa Gley Mil Ya Libaas-e-Eid Mei’n Tasveer Bhaij
Teri Khushboo Aur Khanak Mai’n Khat Sey Ker Lu’n Ga K’sheed
Chooriyo’n Waaley Hinaai Haath Ki Tehreer Bhaij
Daikh Ker Weeraan Gliyaa’n Khof Aata Hey Mujhey
Aey Khuda ! Koi Gdaa’gar Ya Koi Reh’geer Bhaij
Meri Aankho’n Ko Na Dey Aadhi Adhoori Bakhshishei’n
Khwaab Waapis Chheen Ley Ya Khwaab Ki Taabeer Bhaij
Jaa’n Lbo’n Per Aa Gai Hey Aansuo’n Key Qeht Sey
Aankh Booki Mr Rahi Hey, Gham Key Shehd-o-Sheer Bhaij
Eid Ka Tohfa Yeh Keh Ker Us Ney Waapis Ker Diya
Merey Pero’n Key Liey Paa’il Nahi’n, Zanjeer Bhaij
Teri Likkhi Qaid Sey Baahir Niklna Hey Mujhey
Kaatib-e-Taqdeer ! Aisa Ker, Koi Tadbeer Bhaij
Doosrey Misrey K Gehrey Raaz Ko Faris Na Khol
Is Ghazal Ko Chupkey Chupkey Waadi-e-Kashmir Bhaij
Rehman Faris

Nigah-e-mehar kahan ki wo barhami bhi gayi main dosti ko jo roya to dushmani bhi gayi


Image may contain: 1 person, closeup

Nigah-e-mehar kahan ki wo barhami bhi gayi
main dosti ko jo roya to dushmani bhi gayi

Buhat Dino Me Woh Aaye Hain Wasl Ki Shab Hai Mouzin Aaj Na Ya Rab Aazaan Ke Liye



بہت دنوں میں وہ آئے ہیں وصل کی شب ہے
موذن آج نہ یا رب اٹھے اذاں کے لئے
बहुत दिनों में वो आए हैं
वस्ल की शब है
मोअज़्ज़िन आज न या रब
उठे अज़ाँ के लिए
Buhat Dino Me Woh Aaye Hain Wasl Ki Shab Hai
Mouzin Aaj Na Ya Rab Aazaan Ke Liye

Farigh na janiye mujhe Masroofe jung hon Uss chup se jo kalam se aaghe nikal gayi


Image may contain: text

Farigh na janiye mujhe Masroofe jung hon
Uss chup se jo kalam se aaghe nikal gayi

Kiun na kron guroor apne aap pe Mujhe usne chaaha hai jise chaane Waly hazaar they



Kiun na kron guroor apne aap pe
Mujhe usne chaaha hai jise chaane Waly hazaar they

Mere Honton Pe Likha Sabbr Bata Sakta Hai Main Nay Daryaa Ki Koi Shart Nahi Maani Hai


Image may contain: 1 person, sitting

Mere Honton Pe Likha Sabbr Bata Sakta Hai
Main Nay Daryaa Ki Koi Shart Nahi Maani Hai
Is Qadar Shour Hai Is Shehr Mien Lehjon Ka Ali
Apni Aawaaz Bhi Andazay Say Pehchani Hai
 
Ali Zaryoun

Ye Gard Baith Jaye To Maloom Kar Sakon Aankhe Nahi Rahin Ya Tamasha Nahi Raha


Image may contain: one or more people and hat

Ye Gard Baith Jaye To Maloom Kar Sakon
Aankhe Nahi Rahin Ya Tamasha Nahi Raha

Ab Tou Har Haath Ka Pathar Humain Pehchanta Hai Umar Guzri Hai Tere Shehr Mein Aaty Jaty


Image may contain: outdoor

اب تو ہر ہاتھ کا پتھر ہمیں پہچانتا ہے
عمر گزری ہے ترے شہر میں آتے جاتے 


अब तो हर हाथ का पत्थर हमें पहचानता है
उम्र गुज़री है तेरे शहर में आते जाते

Ab Tou Har Haath Ka Pathar Humain Pehchanta Hai
Umar Guzri Hai Tere Shehr Mein Aaty Jaty

Ye Bhee Aik Khata thii K Main Khuda Sey pehlay Teray Samnay Roya


Image may contain: night and text

Ye Bhee Aik Khata thii K Main
Khuda Sey pehlay  Teray Samnay Roya

Ya Bhee Likha Gaya Kasoor Mera Keh Mohabbat Mein Intaha ki Hai


Image may contain: flower and text

Ya Bhee Likha Gaya Kasoor Mera
Keh Mohabbat Mein Intaha ki Hai
Itbaf Abrak
 

Chaand Badla Hai Kabhi, Jheel Badal Jane Se Aaina Koi Bhi Ho, Aks Tumhara Hoga


Image may contain: one or more people

Chaand Badla Hai Kabhi, Jheel Badal Jane Se
Aaina Koi Bhi Ho, Aks Tumhara Hoga


ﭼﺎﻧﺪ ﺑﺪﻻ ﮨﮯ ﮐﺒﮭﯽ، ﺟﮭﯿﻞ ﺑﺪﻝ ﺟﺎﻧﮯ ﺳﮯ
ﺁﺋﯿﻨﮧ ﮐﻮﺋﯽ ﺑﮭﯽ ﮨﻮ , ﻋﮑﺲ ﺗﻤﮩﺎﺭﺍ ﮨﻮﮔﺎ

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo