Woh shikway Jo maine kiye hi nahin Saari zindagi karaz rahein ge tum par

 


Woh shikway Jo maine kiye hi nahin
Saari zindagi karaz rahein ge tum par


Mere be rabt khayaalaat mein kya rakha hai Main to pagal hoon meri baat mein kya rakha hai



Mere be rabt khayaalaat mein kya rakha hai
Main to pagal hoon meri baat mein kya rakha hai
Baandh rakha hai teri yaad ne maazi se mujhe
Warna guzray huey lamhaat mein kya rakha hai
Meri takmeel tere zaat se hi mumkin hai
Tu alag ho to meri zaat mein kya rakha hai


Hum Bade Shoukh Hain Monh Zor Hain Gustakh Bhi Hain Hum Se Kisi Tour Bhi Ummeed Muhabbat Na Lagayeye



ہم بڑے شوخ ہیں منہ زور ہیں گستاخ بھی ہیں
ہم سے کسی طور بھی امید محبت نہ لگائیے
Hum Bade Shoukh Hain Monh Zor Hain Gustakh Bhi Hain
Hum Se Kisi Tour Bhi Ummeed Muhabbat Na Lagayeye


Mujh Ko Pani Mein Utane Ka Ishara Kar Ke Ja Chuka Chaand Samandar Se Kinara Kar Ke



مجھ کو پانی میں اترنے کا اشــــــارہ کرکے
جا چکا چاند ســـــــمندر سے کِنارہ کرکے
Mujh Ko Pani Mein Utane Ka Ishara Kar Ke
Ja Chuka Chaand Samandar Se Kinara Kar Ke


تجربہ ایک ہی عبرت کے لئے کافی تھا
میں نے دیکھا ہی نہیں عــــــــشق دوبارہ کرکے
Tajruba Aik Hi Ibrat Ke Liye Kafi Tha
Main Ne Daikha Hi Nahi Ishq Dobara Kar Ke


Bhoole'n hain rafta rafta unhe muddato'n mei ham Kishto'n mei khudkushi ka mza ham se poochhiye



Bhoole'n hain rafta rafta unhe muddato'n mei ham
Kishto'n mei khudkushi ka mza ham se poochhiye


Dil khol kar aaj roye hum Le doobi aaj humhein thakawat sabar ki



Dil khol kar aaj roye hum
Le doobi aaj humhein thakawat sabar ki


The tongue is silent but My emotions speak for itself.



The tongue is silent but
My emotions speak for itself.
The tongue is silent but
My emotions speak


Hasti Mit jati hai Aashiyaan Banane Mein Bahut Mushkil hoti hai Aapno Ko Samjhane Mein



Hasti Mit jati hai Aashiyaan Banane Mein
Bahut Mushkil hoti hai Aapno Ko Samjhane Mein
Ek pal mein Kisi Ko bhula na Dena
Zindagi lag jati hai Kisi Ko Aapna Banane mein


Likha hai kya lakeeron mein mujhe parhna nahin aata Teri bedard duniya se mujhe larna nahin aata



Likha hai kya lakeeron mein mujhe parhna nahin aata
Teri bedard duniya se mujhe larna nahin aata
Bas itna hausla de de Kabhi na aankh yeh jhalke
Bhatakna hai muqaddar mein kabhi na aankh yeh bhatke


Tum Jis Ko Dasteyaab Ho Lazim Hai Us Peh Keh Har Roz Apne Bakht Ka Sadqa Diya Kare



تم جس کو دستیاب ہو لازم ہے اس پہ کہ
ہر  روز  اپنے   بخت   کا  صدقہ  دیا  کرے

Tum Jis Ko Dasteyaab Ho Lazim Hai Us Peh Keh

Har Roz Apne Bakht Ka Sadqa Diya Kare


Tere Hi Sharton Peh Agar Karna Hai Tujh Ko Qabool Yeh Saholat Tou Mujhe Sara Jahan Daita Hai



تیری ہی شرطوں پہ اگر کرنا ہے تجھ کو قبول
یہ سہولت تو مجھے سارا جہاں دیتا ہے

Tere Hi Sharton Peh Agar Karna Hai Tujh Ko Qabool

Yeh Saholat Tou Mujhe Sara Jahan Daita Hai


Udasi Khatam Ho Jaye Agar Tum Milny Aa Jao Mera Har Zakham So Jaye Agar Tum Milny Aa Jao



اداسی ختم ہو جائے اگر تم ملنے آ جاؤ
میرا ہر زخم سو جائے اگر تم ملنے آ جاؤ
تمہارے قرب کے لمحے میسر ہم کو آ جائیں
یہ دل رنگوں میں کھو جائے اگر تم ملنے آ جاؤ
شب ہجراں کے ماتھے پر سویرے پھر سے روشن ہوں
یہ رت گجرے پرو جائے اگر تم ملنے آ جاؤ
ستارا بخت کا اپنا بلندی پر نظر آئے
زمیں آکاش ہو جائے اگر تم ملنے آ جاؤ
ہواؤں میں بسی پھولوں کی دل آویز یہ خوشبو
مرے دل میں سمو جائے اگر تم ملنے آ جاؤ
کڑکتی دھوپ ہے سر پر بھلا انکار یہ کب ہے
مجھے ساون بھگو جائے اگر تم ملنے آ جاؤ
ثمینہ سید


Us Se Kehna Keh Hoshyar Rahe Ishq Raste Mein Chor Deta Hai



اُس سے کہنا کہ ہوشیار رہے
عشق رستے میں چھوڑ دیتا ہے
ڈراڑ آتی نہیں باہر کوئی
ہجر اندر سے توڑ دیتا ہے

Us Se Kehna Keh Hoshyar Rahe

Ishq Raste Mein Chor Deta Hai

Dar Ud Aati Nahi Bahir Koi

Hijar Andar Se Tod Deta Hai


Main Jo Itna Sa Piyari Hon Jao Aaraam Karo Konsa Tumhari Hon



میں جو  اتناااااا  سا  پیاری ہوں
جاؤ آرام کرو۔کونسا تمہاری ہوں

Main Jo Itna Sa Piyari Hon

Jao Aaraam Karo Konsa Tumhari Hon


Koi samjh hi nahin pa raha meri aa’ziyat ko Sab se keh rahi hoon thak gaayi hoon main



Koi samjh hi nahin pa raha meri aa’ziyat ko
Sab se keh rahi hoon thak gaayi hoon main


Hum Ne Khud Ko Khud He Dus Liya Heraan Rah Gaya Astyeen Ka Saanp



ہم نے خود کو خود ہی ڈس لیا،

حیران رہ گیا آستین کا سانپ 

Hum Ne Khud Ko Khud He Dus Liya

Heraan Rah Gaya Astyeen Ka Saanp


Whenever I talk to myself You must be mentioned.



Whenever I talk to myself
You must be mentioned.

John Elia
Whenever I talk to myself
You must be mentioned.

Jaun Alia


Us ki umeed e naaz ka, ham se ye maan thaa ke aap Umr guzaar deejiye, umr guzaar di gayee



उस की उमीदे नाज़ का, हम से ये मान था के आप
उम्र गुज़ार दीजिए, उम्र गुज़ार दी गई ।

 जॉन एलिया
اس کی امیدِ ناز کا ہم سے یہ مان تھا کہ آپ
عمر گزار دیجئے، عمر گزار دی گئی
جون ایلیاء
Us ki umeed e naaz ka, ham se ye maan thaa ke aap
Umr guzaar deejiye, umr guzaar di gayee

Jaun Elia

 

Who is this peeps? What is that? Turn off the lights and see, it may not be morning.



Who is this peeps? What is that?
Turn off the lights and see, it may not be morning.

Mohammad Alvi
Who is this peeps from the oat of Kiwad?
Try to turn off the lights, let there be no morning.

Muhammad Alvi


My voice is the veil of my face, Where I am silent, hear me from there.



My voice is the veil of my face,
Where I am silent, hear me from there.
My voice is the veil of my face.
Listen to me where I am silent.


Sab ne humare zawaal ka intezaar rakha hai Rab ne hum mein pata nahin kya kamaal rakha hai



Sab ne humare zawaal ka intezaar rakha hai
Rab ne hum mein pata nahin kya kamaal rakha hai


Bas meri mohsbbat hi samajh na paye tum Baki har ghalti ka barabar hisaab rakhte ho



بس میری محبت ہی سمجھ نہ پائے تم
باقی ہر غلطی کا برابر حساب رکھتے ہو
Bas meri mohsbbat hi samajh na paye tum
Baki har ghalti ka barabar hisaab rakhte ho


Churaai Hein Sari Mastiyan Mai-Khane Ki Buhat Gila Hai SAQI Ko Teri Aankhon Se



چراٸی ہیں ساری مستیاں میخانے کی
بہت گلہ ہے ساقی کو تیری آنکھوں سے

Churaai Hein Sari Mastiyan Mai-Khane Ki

Buhat Gila Hai SAQI Ko Teri Aankhon Se

 

Suno Ki Ab Hum Gulaab Denge Gulaab Lenge



Main Chahta Tha Ki Usko Gulaab Pesh Karon



Vaada Jhoota Kar Liya Chaliye Tasalli Ho Gayi





Jab Us Ne Vaada Kiya Hum Ne E'tibaar Kiya





Pyaar Saughaat , Wafa Nazr , Mohabbat Tohfa



Main Tohfa Le Ke Aaya Hoon Tamannaoun Ke Phoolon Ka



Main Us Ke Vaade Ka Ab Bhi Yaqeen Karta Hoon



Sara Jurm Ae Mukhlis Akhiyan Da Jinhan Zalim Sajan Pasand Keety



سارا جُرم اے مُخلِص اکھِیاں دا

جِنہاں ظالِم سجّن پسند کیتے

Sara Jurm Ae Mukhlis Akhiyan Da

Jinhan Zalim Sajan Pasand Keety


Use Kisi Se Muhabbat Na Thi



Aur Kuch Tohfa Na Tha Jo Laate Hum Tere Niaz



Kisi Ke Sheereen Labon Se Udhar Lete Hain



Teri Majbooriyan Durust Magar Tu Ne Vaada Kiya Tha Yaad To Kar



KUCHH BHI NAHIN AGAR TOU HATHELI PE JAAN SAHI TUHFA KOI TOU US KE LIYE YAAR LE CHALO



Tum Se Mil Kar Imli Meethi Lagti Hai Tum Se Bichad Kar Shahad Bhi Khaara Lagta Hai



Har Baar Hai Naya Tere Milne Ka Zaaiqa Aisa Samar Kisi Bhi Shajar Ne Nahi Diya




Main Tere Zikar Ki Vaadi Mein Sair Karta Rahoon



Din Mein Aane Lage Hain Khwaab Mujhe



Suboot Hai Ye Muhabbat Ki



Aapne Jhoota Vaada Kar Ke Aaj Humari Umr Badhe Di



Badan Mein Jaise Taazyana Ho Gaya Hai




Usmein Saari Sifaat Phoolon Ki





Tumhare Jaise Hazaron Aaye Hazaron Gaye Waise Tum Ne Apna Naam Kia Bataya Tha



تمہارے جیسے ہزاروں آئے ہزاروں گئے
ویسے تم نے اپنا نام کیا بتایا تھا
Tumhare Jaise Hazaron Aaye Hazaron Gaye
Waise Tum Ne Apna Naam Kia Bataya Tha


Husan Ki Alamat Hon , Ya Koi Qayamat Hon Ya'ani Teri AAnkhon Ka Intekhab Ho Jana



حسن کی علامت ہوں ،  یا کوئی  قیامت ہوں
یعنی تیری آنکھوں کا  انتخاب ہو جانا
Husan Ki Alamat Hon , Ya Koi Qayamat Hon
Ya'ani Teri AAnkhon Ka Intekhab Ho Jana

نیند نے یہ پوچھا ہے ،  میری گہری آنکھوں سے
کیا ، بہت ضروی ہے محوِ خواب ہو جانا ؟
Neend Ne Yeh Poocha Hai , Meri Gehri Aankhon Se
Kia , Buhat Zarori Hai Maho e Khuwaab Ho Jana ?



Ajab Apna Haal Hota Jo Wisal e Yaar Hota Kabhi Jaan Sadqay Hoti Kabhi Dil Nisar Hota



عجب اپنا حال ہوتا جو وصال یار ہوتا

کبھی جان صدقے ہوتی کبھی دل نثار ہوتا

Ajab Apna Haal Hota Jo Wisal e Yaar Hota

Kabhi Jaan Sadqay Hoti Kabhi Dil Nisar Hota

شاعر: داغ دہلوی

Poet:Dagh Dehlvi

 

Woh Barang e Aitbar Aankhon Mein Hai Aik Taskeen Ik Qarar Aankhon Mein Hai



وہ برنگ اعتبار آنکھوں میں ہے
ایک تسکیں اک قرار آنکھوں میں ہے

Woh Barang e Aitbar Aankhon Mein Hai

 Aik Taskeen Ik Qarar Aankhon Mein Hai


میں نئی رت کے سفر پر ہوں مگر
پچھلے موسم کا خمار آنکھوں میں ہے

Main Nayi Rut Ke Safar Par Hon Magar

Pichlay Mousam Ka Khumar Aankhon Mein Hai


خیر مقدم کہہ رہے ہیں سرخ لب
چاہتوں کا اشتہار آنکھوں میں ہے

Khair Maqdam Keh Rahe Hain Surakh Lab

Chahaton Ka Ishtehar Aankhon Mein Hai


روشنی کی طرح وہ رخصت ہوا
جگنوؤں کی اک قطار آنکھوں میں ہے

Roshni Ki Tarah Woh Rukhsat Hoa

Jugnoun Ki Ik Qatar Aankhon Mein Hai


ڈوبتے لمحوں کی کشتی پر سوار
کاروان انتظار آنکھوں میں ہے

Doobte Lamhon Ki Kashti Par Sawar

Kawaan Intezar Aankhon Mein Hai


ایک طوفاں دل کی گردش میں احساں
ایک جوئے اشک بار آنکھوں میں ہے

Aik Toofan Dil Ki Gardish Mein IHSAN

Aik Joye Ashk Bar Aankhon Mein Hai 

 احساں

Ihsan


Phir Se Aaya Hai Woh Lamha , Mere Piyare Logo Faisla Karna Hai Jab Apne Muqadar Ka Tumhein



پھر سے آیا ہے وہ لمحہ، مِرے پیارے لوگو

فیصلہ کرنا ہے جب اپنے مقدر کا تمہیں

Phir Se Aaya Hai Woh Lamha , Mere Piyare Logo

Faisla Karna Hai Jab Apne Muqadar Ka Tumhein

ایک ہوجاؤ بس اک دن، مِرے سارے لوگو

آج کردار ادا کرنا ہے رہبر کا تمہیں

 Aik Ho Jao Bas Ik Din , Mere Sare Logo

Aaj Kirdar Ada Karna Hai Rehbar Ka Tumhein

اور کچھ بھی نہ کرو، دل کی سُنو، ووٹ تو دو

اُس چُناؤ میں جسے چاہو چُنو، ووٹ تو دو

 Aur Kuch Bhi Na Karo , Dil Ki Suno , Vote Tou Do

Us Chunao Mein Jise Chaho Chuno , Vote Tou Do

تم ہو چوبیس کروڑ اور تمہاری رائے

آنے والے کئی برسوں کو کرے گی روشن

 Tum Ho Chaobees Karor Aor Tumhari Raaye

Aanay Wale Kai Barson Ko Karegi Roshan

دور ہوجائیں گے اس صحن سے غم کے سائے

اور ہوجائے گا پُرنور ہمارا آنگن

 Door Ho Jaeingy Is Sehan Se Gham Ke Saaye

Aur Ho Jaeyega Pur-Noor Humara Aangan

یہ جو گھر تم سے ہے آباد، تمہارا ہی تو ہے

یہ جو ہے مُلکِ خداداد،،تمہارا ہی تو ہے

Yeh Jo Ghar Tum Se Hai Aabad , Tumhara Hi Tou Hai

Yeh Jo Hai Mulk e Khudadad , Tumhara Hi Tou Hai

رحمان فارس

Rehman Faris

 

Mera sochna teri zaat tak Meri gufftagu teri baat tak



Mera sochna teri zaat tak
Meri gufftagu teri baat tak
Na Tum Milo jo kabhi mujhe
Mera dhoondna tukhe paar tak
Kabhi fursatein jo milay to aa
Meri zindagi ke hashar tak
Maine jaana ke main to kuch nahin
Tere pehle se tere baad tak


Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo