Muflis Ke Badan Ko Bhi Hai Chhadar Ki Zarorat Ab Khul Ke Mazaron Par Ye Elaan Kia Jaye



Muflis Ke Badan Ko Bhi Hai Chhadar Ki Zarorat

Ab Khul Ke Mazaron Par Ye Elaan Kia Jaye


Thukra Diya Jinhon Ne Mujhe MERA WAQT Dekhkar Aisa WAQT Laon Ga Keh Milna Pade Ga Mujh Se WAQT LE KAR



Thukra Diya Jinhon Ne Mujhe MERA WAQT Dekhkar

Aisa WAQT Laon Ga Keh Milna Pade Ga Mujh Se WAQT LE KAR



WOhi Dilfareb Baatein WOhi Dil'Aawez Lehjaa Tery JhOot Par Bhi Janaa Meraa Such Nisaar Jaaye


"+,,+"
WOhi Dilfareb Baatein
WOhi Dil'Aawez Lehjaa...>
"+,,+"
Tery JhOot Par Bhi
Janaa Meraa Such
Nisaar Jaaye...>


Dar-E-Qafas Se Pray Jab Saba Guzarti Hai Kissay Khabar K Aseeron Pe Kiya Guzarti Hai


Dar-E-Qafas Se Pray Jab Saba Guzarti Hai
Kissay Khabar K Aseeron Pe Kiya Guzarti Hai
.
Talluqaat Kabhi Is Qadar Na Tootay Thay
K Teri Yaad Bhi Dil Se Khafa Guzarti Hai
.
Woh Ab Milay Bhi Tau Milta Hai Is Tarah Jaisay
Bujhe Charaghon Ko Chhu Kar Hawa Guzarti Hai
.
Yeh Ehl-E-Hijr Ki Basti Hai Ehtiyaat Se Chal
Museebaton Ki Yahan Inteha Guzarti Hai
.
Na Poochh Apni Anaa Ki Baghaawatein MOHSIN
Dar-E-Qabool Se Bach K DUA Guzarti Hai….!!


Zikar Aayega Jahan Bhanwaron Ka Baat Hogi Mere Harjaayi Ka (Parveen Shakir)




Zikar Aayega Jahan Bhanwaron Ka

Baat Hogi Mere Harjaayi Ka

(Parveen Shakir)


Laakh Gird Apne Hifazat Ki Lakeerein Khencho Aik Bhi Inn Mein Nahi Maa Ki Duaon Jaisi




Laakh Gird Apne Hifazat Ki Lakeerein Khencho

Aik Bhi Inn Mein Nahi Maa Ki Duaon Jaisi


Tujhe Manaon Keh Apni Ana Ki Baat Suno'n Ulajh Raha Hai Mere Faislon Ka Resham Phir







Tujhe Manaon Keh Apni Ana Ki Baat Suno'n

Ulajh Raha Hai Mere Faislon Ka Resham Phir


Ghar Apna Bana Laite Hain Jo Dil Mein Hamare Hum Se Tou Parindy Wo Udaye Nahi Jate




Ghar Apna Bana Laite Hain Jo Dil Mein Hamare

Hum Se Tou Parindy Wo Udaye Nahi Jate


Bada Dushwar Hota Hai, Zara Sa Faisala Karna, Keh Jeewan Ki Kahani Ko, Bayan-e-Be-Zubani Ko,



Bada Dushwar Hota Hai,

Zara Sa Faisala Karna,

Keh Jeewan Ki Kahani Ko,

Bayan-e-Be-Zubani Ko,

Kahan Se Yaad Rakhna Hai,

Kahan Se Bhool Jana Hai,

Kise Kitna Batana Hai,

Kis Se Kitna Chupana Hai,

Kahan Ro Ro Ke Hansna Hai,

Kahan Hans Hans Ke Rona Hai,

Kahan Aawaaz Deni Hai,

Kahan Khamosh Rehna Hai,

Kahan Rasta Badalna Hai,

Kahan Se Laot Jana Hai,

Bada Dushwaar Hota Hai....!


Be-Sabab Tark-e-Ta'aluq Ka Bada Ranj Hua Lakh Ranjishein Sahi Ik Umar Ka Yarana Tha (Naseer-u-Deen Naseer)

Be-Sabab Tark-e-Ta'aluq Ka Bada Ranj Hua

Lakh Ranjishein Sahi Ik Umar Ka Yarana Tha

(Naseer-u-Deen Naseer)

Ye Shehr-e-Talasmat Hai, Kuch Keh Nahi Sakty Pehlo Mein Khara Shakhs, Fareshta Hai Keh Iblees

Ye Shehr-e-Talasmat Hai,

Kuch Keh Nahi Sakty

Pehlo Mein Khara Shakhs,

Fareshta Hai Keh Iblees

 

Apne Kirdar Ko Muosam Se Bachaye Rakhna Laot Kar Phool Mein Wapas Nahi Aati Khushbo (Parveen Shakir)

Apne Kirdar Ko Muosam Se Bachaye Rakhna

Laot Kar Phool Mein Wapas Nahi Aati Khushbo

(Parveen Shakir)


Starge Mi Shwe Spine Che Spogmay Pa Nazar Na Razi, Miyasht Da Akhtar Tera Shwa Kho Wraz Da Akhtar Na Razi,

Poet:Muhammad Israr Atal

Starge Mi Shwe Spine Che Spogmay Pa Nazar Na Razi,

Miyasht Da Akhtar Tera Shwa Kho Wraz Da Akhtar Na Razi,

Zu Da Loy Jahan Khabar Larunky Lewanay Yama,

Yao Da Be-Khabar Ashna Da Makhe Khabar Na Razi,

Laa Kho Da Janan Da Mulaqaat Laozuna Pate Di,

Marg Ta Khabar Yosy Che Ma Pasy Zar Na Razi,

Khor Da Ror Pa Qabar Da Akhtar Pa Sahar Chaghe Krhe,

Tol Musafar Raghla Zama Wrak Musafar Na Razi,

Khuday Khabar "ATAL" Halato Somra Majboor Karhy Dy,

Makhke Ba Ratlo Kho Os Bekhi Pa Nazar Na Razi...........!


Mehfil Aara Thy Magar Phir Kam Numa Hote Gaye Dekhty Hi Dekhty Hum Kia Se Kia Hote Gaye


محفل آرا تھے مگر پھر کم نما ہوتے گۓ
دیکھتے ہی دیکھتے ہم کیا سے کیا ہوتے گۓ
نا شناسی دہر کی تنہا ھمیں کرتی گیء
ہوتے ہوتے ہم زمانے سے جدا ہوتے گۓ

Mehfil Aara Thy Magar Phir Kam Numa Hote Gaye

Dekhty Hi Dekhty Hum Kia Se Kia Hote Gaye

Na-Shanasi Dahar Ki Tanha Hamain Karti Gaye

Hote Hote Hum Zamany Se Juda Hote Gaye


chehre pe mere zulf ko phailaao kisii din kyaa roz garajte ho, baras jaao kisii din


chehre pe mere zulf ko phailaao kisii din
kyaa roz garajte ho, baras jaao kisii din

raazon kii tarah utro mere dil mein kisii shab
dastak pe mere haath kii khul jaao kisii din

perron kii tarah husn kii baarish mein nahaa luun
baadal kii tarah jhuum ke ghir aao kisii din

khushbuu kii tarah guzro mere dil kii galii se
phuulon kii tarah mujh pe bikhar jaao kisii din

phir haath ko khairaat mile band-e-qabaa kii
phir lutf-e-shab-e-vasl ko doharaao kisii din

guzren jo mere ghar se to ruk jaayen sitaare
is tar’ha merii raat ko chamakaao kisii din

main apnii har ik saans usii raat ko de duun
sar rakh ke mere siine pe so jaao kisii din

Amjad Islam Amjad


milay jahan main kisi ko kaantay,kisi k hisay gulab thehray jisay wo chahay nawazta ha,ye meray rab k hisab thehray


milay jahan main kisi ko kaantay,kisi k hisay gulab thehray
jisay wo chahay nawazta ha,ye meray rab k hisab thehray

bara raheem o kareem ha wo,jisay bhi de de ye uski marzi
kisi k hisay sawab likh de,kisi k hisay azab thehray

ye apni taqdeer se mila ha,kisi ko darya,kisi ko sahra
koi tarasta ha boond bhar ko,kisi k hisay saelaab thehray

koi to din main bhi sapnay dekhay,kisi se neenden bhi duur bhagen
kisi k hisay main rt jagay,to kisi k hisay main khawb thehray

 

Ahista chal zindagi abhi kai karz chukana baqi hai, kuch dard mitane baqi hai


Ahista chal zindagi abhi kai karz chukana baqi hai,
kuch dard mitane baqi hai
kuch farz nibhana baqi hai.
Raftaar mein tere chalne se
kuch rooth gai, kuch chhut gaye.
Roothon ko manana baqi hai,, Roothon ko hasana baqi hai
, kuch hasraatein abhi adhori hain,
kuch kaam bhi aur zaruri hain
Khwahishen jo ghut gaye dil mai unko dafnana zaruri hai
Kuch rishte ban kar toot gaye,
kuch judhte judhte choot gaye
Un toot-e-choote rishtoon ke zakhmoon ko mitana baqi hai
Tu aage chal main aata hoon
kya chor tujhe ji paaoonga?
In saanson par haqq hai jinka,
unko samjhana baaqi hai
Aahista chal zindagi, kai qarz chukana baqi hai......
AAHISTA CHAL ZINDAGI.


Nahi Mujh Ko Shikayat Ab Kisi Se Bas Apne Aapse Rotha Hua Hon



Nahi Mujh Ko Shikayat Ab Kisi Se

Bas Apne Aapse Rotha Hua Hon 

Bazahir Khush Hon Lekin Sach Bataon

Main Andar Se Buhat Toota Huwa Hon 

Farrukh Izhar


Muhabbat Munfarid Hoti Hai Sab Dunya Ke Kheilon Se Jo Hara Phir Nahi Khela,Jo Jeeta Us Ne Tuoba Ki


Muhabbat Munfarid Hoti Hai Sab Dunya Ke Kheilon Se
Jo Hara Phir Nahi Khela,Jo Jeeta Us Ne Tuoba Ki

محبت منفرد ہوتی ہےسب دنیا کےکھیلوں سے
جوہارا پھرنہیں کھیلا _ جوجیتا اس نے توبہ کی

Khud Bik Rahy Hain Aa Ke Khareedar-e-Mustafa,Dil Hai Mera Khazeena Israr-e-Mustafa (Bedam Shah Warsi)


کلام بیدم شاہ وارثی
کتاب مصحف بیدم
خود بک رہے ہیں آ کے خریدار مصطفےٰ

دل ہے مرا خزینہ اسرارِ مصطفےٰ
آنکھیں ہیں دونوں روزنِ دیوار مصطفےٰ

پھیلا ہوا ہے چاروں طرف دامنِ نگاہ
اور لُٹ رہی ہے دولتِ دیدارِ مصطفےٰ

تفسیر مصحفِ رخِ پر نور والضحیٰ
والیل شرح گیسوئے خمدارِ مصطفےٰ

نعلین پا سے عرش معلیٰ کو ہے شرف
روح الا میں ہیں غاشیہ بردارِ مصطفےٰ

کیونکر نہ سجدہ پیش رح مصطفے ٰکروں
طاقِ حرم ہے ابروئے خمدار مصطفےٰ

بیدم نہ آوں جا کہ دیار رسول سے
تربت ہو زیر سایہ دیوارِ مصطفےٰ

Udhrrhy Badan Mein Maa Ka Bas Zameer Hi Bacha Tifl Ke Balakney Se Shab Biki Jo Aabro (Razab Tabraiz)



Udhrrhy Badan Mein Maa Ka Bas Zameer Hi Bacha
Tifl Ke Balakney Se Shab Biki Jo Aabro
(Razab Tabraiz)

Main Khata-e-Umar Mein Abhi nisf Ke Adad Pe Abhi Mor Pankh Rahiyo Mere Naoumar Tabasum (Razab Tabraiz)



Main Khata-e-Umar Mein Abhi nisf Ke Adad Pe
Abhi Mor Pankh Rahiyo Mere Naoumar Tabasum
(Razab Tabraiz)

Mere Preetam Main Kuch Lamhey Kabhi Aise Bataon Keh,Mere Kamre Mein Aatashdan Se Chand Gaz Ke Hadat Pe (Razab Tabraiz)



Muskura Ke Be-Sabab Tabah Na Kijiye Shikan Ka Apne Maathy Aareez Karobaar (Razab Tabraiz)



Muskura Ke Be-Sabab Tabah Na Kijiye
Shikan Ka Apne Maathy Aareez Karobaar
(Razab Tabraiz)

Ishq-e-Zuhra Jiyon Babily Sazayabon Se Jaise Andhy Ka Shasham His Mahir Hona (Razab Tabraiz)


 

Ishq-e-Zuhra Jiyon Babily Sazayabon Se
Jaise Andhy Ka Shasham His Mahir Hona
Aise Hona Hai Tera Khird Se Aagy
Aise Hona Hai Mera Sirf Bazahir Hona
(Razab Tabraiz) 

Ye Ishq Hai Ik Darya,Main Doob Gayi Darya Ke Beech,Ik Shor Mere Atraf Macha,Main Doob Gayi Darya Ke Beech (Aman ullah Aman)


صرف 19 اشعار
۔
یہ عشق ہے اک دریا گہرا، میں ڈوب گئی دریا کے بیچ
اک شور مرے اطراف مچا، میں ڈوب گئی دریا کے بیچ
۔
لہروں کے سہارے چلتے تھے لہروں پر پاؤں پھسلتے تھے
تو تیر کے دریا پار اترا میں ڈوب گئی دریا کے بیچ
۔
دل پر میرے اک پہرا تھا پانی سے لگاؤ گہرا تھا
پانی کا بہاؤ تیز ہوا میں ڈوب گئی دریا کے بیچ
۔
میں اپنے آپ میں تنہا تھی میں نے پھر ایک صدا یہ دی
اے ربا مجھ کو پار لگا، میں ڈوب گئی دریا کے بیچ
۔
دریا کا ایک کنارا تھا، یادوں پر تیری گذارا تھا
بس تیرا ایک سہارا تھا، میں ڈوب گئی دریا کے بیچ
۔
تو نے کیوں مجھ کو چھوڑ دیا منہ موڑ لیا دل توڑ دیا
پھر میرے پاس تھا اک رستہ، میں ڈوب گئی دریا کے بیچ
۔
میں سب کچھ اپنا ہار گئ اور عشق کو اندر مار گئی
میں نے پھر خود کو یوں سمجھا، میں ڈوب گئی دریا کے بیچ
۔
تو جوگی والا پھیرا تھا میں تیری تھی تو میرا تھا
پھر دنیا بھر سے بیر رہا میں ڈوب گئی دریا کے بیچ
۔
میں جانوں یہ اوقات مری، ہے جیت تری اور مات مری
تھا جھوٹا سچا قول ترا میں ڈوب گئی دریا کے بیچ
۔
تیری ہر بات ٹھکانے پر، جیسے ہر تیر نشانے پر،
تھا سامنے بس اک دل میرا، میں ڈوب گئی دریا کے بیچ
۔
تونے یہ درد دیا اچھا، کانٹوں سے دامن تار ہوا
میں ٹوٹ کے بولی اے ربا، میں ڈوب گئی دریا کے بیچ
۔
اک دکھ دل کے ویرانے میں، کیا لینا ہے ہرجانے میں
یہ رونا ہے انجانے کا، میں ڈوب گئی دریا کے بیچ
۔
میں تو پھرتی صحرا صحرا، بھر کر بانہوں میں ریت، ہوا
یہ کیا پھر میرے ساتھ ہوا، میں ڈوب گئی دریا کے بیچ
۔
اک عالم ہے سرشاری کا، کیا ہو گا دنیا داری کا
لا پتھر باندھ لے بھاری سا، میں ڈوب گئی دریا کے بیچ
۔
جس پیڑ پہ گھر چڑیا کا تھا، وہ پیڑ ہرا پھلدار گرا،
پھر چیخ اٹھی ننھی چڑیا، میں ڈوب گئی دریا کے بیچ
۔
تھا ایک تماشا یاروں کا، یہ شہر بھرا بازاروں کا
غم کا بادل کچھ یوں برسا ، میں ڈوب گئی دریا کے بیچ
۔
یہ سچ ہے اس کو تول زرا، اس راز کو جگ پر کھول زرا
سائیں نگری میں بول زرا، میں ڈوب گئی دریا کے بیچ
۔
اک جذبہ تھا امید بھی تھی اور دل میں حسرت دید بھی تھی
تھا کچا میرے پاس گھڑا، میں ڈوب گئی دریا کے بیچ
۔
کل دریا پار امان گیا، اور دیکھا دریا رنجیدہ
ہر موج پہ یہ لکھا پایا، "میں ڈوب گئی دریا کے بیچ"
۔
امان اللہ خان امان

Moti Haar Proye Huye Din Guzare Hain Roye Huye


شاعرہ پروین شاکر
بک خود کلامی
انتخاب
‫‏عروسہ ایمان
موتی ہار پروۓ ہوۓ
دن گزرے ہیں روۓ ہوۓ
.
نیند مسافر کو ہی نہیں
رستے بھی ہیں سوۓ ہوۓ
.
جشن ۓ بہار میں آ پہنچے
زخم کا چہرہ دھوۓ ہوۓ
.
کبھی نہ کشت ۓ جاں اجڑی
خواب تھے ایسے بوۓ ہوۓ
.
اس کو پا کر رہتے ہیں
اپنے آپ میں کھوۓ ہوۓ
.
آج بھی یونہی رکھے رہے
سارے ہار پروۓ ہوۓ
.
کتنی برساتیں گذریں
اس سے مل کر روۓ ہوۓ



Poetess:Parveen Shakir

Moti Haar Proye Huye
Din Guzare Hain Roye Huye
Neend Musaafir Ko Hi Nahein
Raste Bhi Hain Soye Huye
Jashan-E-Bahaar Mein Aa Pohnche
Zakham Ka Chehra Dhoye Huye
Kabhi Na Kashat-E-Jaan Ujrri
Khawaab The Aise Boye Huye
Us Ko Paa Kar Rehte Hain
Apne Aap Mein Khoye Huye
Aaj Bhi Younhi Rakhe Rahe
Sare Haar Proye Huye
Kitni Barsaatein Guzrein
Us Se Mil Kar Roye Huye...*

"Chaak Kardi Turk-e-Naadan Ne Khilafat Ki Quba Saadgi Muslim Ki Dekh Aoron Ki Aayaari Bhi Dekh"



Chaak Kardi"Turk-e-Dana" Ne "Secularism" Ki Quba

Kamal Ata Turk Ke Hathon Khilafat-e-Usmania Ke Suqot Par Izhar-e-Afsos
 Karte Hoe Allama Muhammad Iqbal Ne Ye Asha'ar Kahe They:

"Chaak Kardi Turk-e-Naadan Ne Khilafat Ki Quba
Saadgi Muslim Ki Dekh Aoron Ki Aayaari Bhi Dekh"

Aj Agar Allama Muhammad Iqbal Zinda Hote Tou Tayyip Erdogan 
Aor Turkon Ke Kaarnamey Dekh Kar Be-Sakhta Keh Uthtey:

"Chaak Kardi Turk-e-Dana Ne Secularism Ki Quba
Firasat Muslim Ki Dekh Aoron Ki Aayaari Bhi Dekh"

Wahein Mulla Mafqood Aaj Marg Ka Alam Haya Ko Jahan "Bey" Ne Kia Jetey Jii Hazam (Razab Tabraiz)



Wahein Mulla Mafqood Aaj Marg Ka Alam
Haya Ko Jahan "Bey" Ne Kia Jetey Jii Hazam
(Razab Tabraiz)

Titli Ki Tarah Rang-e-Par Aziz Tou Rakhta,Gul Noch Laita Thori Si Tameez Tou Rakhta (Razab Tabraiz)



Nazar Udhar Lagi Pathar Idhar Laga Yahi Hamara Apasi Tabadala Raha (Razab Tabraiz)



Nazar Udhar Lagi Pathar Idhar Laga
Yahi Hamara Apasi Tabadala Raha
(Razab Tabraiz)

Kabhi rangon ki kehkashan mein Kabhi bahaaron k mausam mein


Kabhi rangon ki kehkashan mein
Kabhi bahaaron k mausam mein
Mujhy baarish bulaati hai
Yahi har pal sunaati hai
Kisi ny yaad kiya tum ko
Koi har pal bulaata hai mujhy
Hawa ki har ik shouqi mein
Uski baaton ki shararat hai
Naram bondon ki rangat mein
Ussi ki chahat ki aahat hai
Mujh Sy har pal har lamha
Haseen mausam yeh Kehta hai
Barasti bondon mein daikho
Wo tumhary saath rehta hai
"""Mujhy baarish bulaati hai"""

Udasi Chali Jati Hai Dilkash Urooj Par Jab Sanvli Ko Milta Hai Namak Ka Ishtehaar (Razab Tabraiz)






Udasi Chali Jati Hai Dilkash Urooj Par
Jab Sanvli Ko Milta Hai Namak Ka Ishtehaar
(Razab Tabraiz)

Haya Jahan Khari Thi Wahein Jheenp Sii Gayi Labon Ne Jab Jaga Diye Aariz Mein Qumqumey (Razab Tabraiz)





Haya Jahan Khari Thi Wahein Jheenp Sii Gayi
Labon Ne Jab Jaga Diye Aariz Mein Qumqumey
(Razab Tabraiz)

Halq Par Phair Kar Khanjar Jo Khoon Chhota Tou Yun Boley Badey Chhintey Udatey Ho Badi Tum Mein Rawaani Hai (Razab Tabraiz)



Halq Par Phair Kar Khanjar Jo Khoon Chhota Tou Yun Boley
Badey Chhintey Udatey Ho Badi Tum Mein Rawaani Hai
(Razab Tabraiz)

Chhiin Kar Jo Kisi Se Haasil Ho Voh Khushi Mo'atbar Nahin Hoti


Chhiin Kar Jo Kisi Se Haasil Ho .....
Voh Khushi Mo'atbar Nahin Hoti ....

چھین کر جو کسی سے حاصل ھو
وہ خوشی معتبر نہیں ہوتی

Dil Bala'a Se Nisaar Ho Jaaye..... Aap Ko Aitebaar Ho Jaaye


Dil Bala'a Se Nisaar Ho Jaaye.....
Aap Ko Aitebaar Ho Jaaye .....
Qahar Toh Baar Baar Hota Hai .....
Lutf Bhi Aik Baar Ho Jaaye .....
Ya Khizaan Jaaye Ya Bahaar Aaye ....
Ya Khizaan Hi Bahaar Ho Jaaye .....
Dil Pe Maana Keh Ikhtiyaar Nahin .....
Aur Agar Ikhtiyaar Ho Jaaye ......

دل بلا سے نثار ہو جائے
آپ کو اعتبار ہو جائے
قہر تو بار بار ہوتا ہے
لطف بھی ایک بار ہوجائے
یا خزاں جائے یا بہار آئے
یا خزاں ہی بہار ہو جائے
دل پہ مانا کہ اختیار نہیں
اور اگر اختیا ر ہو جائے

Huro'n Se Kya Nibaah Karein Gey Voh Khuld Mein ????? Jo Pyaar Kar Sakey Na Yahaan Aadmi Ke Saath


Huro'n Se Kya Nibaah Karein Gey Voh Khuld Mein ?????
Jo Pyaar Kar Sakey Na Yahaan Aadmi Ke Saath .........

حوروں سے کیا نبھا کریں گے وہ خُلد میں
جو پیار کر سکے نہ یہاں آدمی کے ساتھ

Mere junoo’n ka nateeja zaroor nikle ga Isi siyaah samundar se noor nikle ga


Mere junoo’n ka nateeja zaroor nikle ga
Isi siyaah samundar se noor nikle ga
Gira diya hy to sahil pe intizaar na kar
Agar wo doob gya hy to duur nikle ga
Usi ka shehr, wohi mudaai, wohi munsif
Hamen yaqee’n tha hamara qasoor nikle ga
Yaqee’n na aye to ek baat puch kar dekho
Jo hans raha hy wo zakhmon se choor nikle ga..
Amir Agha Qazalbash

Hawa Ban Kr Bikharny Sy, Tujhe Kya Farq Parta Hy ..? Mery Jeeny Ya Marny Sy, Tujhe Kya Farq Parta Hy.?


Hawa Ban Kr Bikharny Sy, Tujhe Kya Farq Parta Hy ..?
Mery Jeeny Ya Marny Sy,
Tujhe Kya Farq Parta Hy.?
Tujhe Apni Khushiyon Sy Zara Fursat Nahi Milti,
Mery Gham K Ubharny Sy, Tujhe Kya Farq Parta Hy..?
Teri Yaadon Main
Ham Roty Rahy Lakn,
Hamary Aisa Karny Sy,
Tujhe Kya Farq Parta Hy?
Tere To Paas Rehty Hain,
Hazaaro Chahny Waly,
Mery Hony Na Hony Sy,
Tujhe Kya Farq Parta Hy.....??

Jab Chorr Gaya Tab Dekha Rang Apni Aankhon Ka Hairaan Alag,Preshaan Alag,Sunsaan Alag,Bayabaan Alag



ﺟﺐ ﭼﮭﻮﮌ ﮔﯿﺎ ﺗﺐ ﺩﯾﮑﮭﺎ ﺭﻧﮓ ﺍﭘﻨﯽ ﺁﻧﮑﮭﻮﮞ ﮐﺎ
ﺣﯿﺮﺍﻥ ﺍﻟﮓ _ﭘﺮﺷﺎﻥ ﺍﻟﮓ _ ﺳﻨﺴﺎﻥ ﺍﻟﮓ _ ﺑﯿﺎﺑﺎﻥ ﺍﻟﮓ

Jab Chorr Gaya Tab Dekha Rang Apni Aankhon Ka
Hairaan Alag,Preshaan Alag,Sunsaan Alag,Bayabaan Alag


Kuchh Din To Baso Merii Aankhon Mai Phir Khvaab Agar Ho Jaao To Kyaa


Kuchh Din To Baso Merii Aankhon Mai
Phir Khvaab Agar Ho Jaao To Kyaa
Main Tanahaa Thaa Main Tanahaa Huun
Tum Aao To Kyaa Na Aao To Kyaa
Jab Ham Hii Na Mahake Phir Saahib
Tum Baad-E-Sabaa Kahalaao To Kyaa
Jab Dekhane Vaalaa Koii Nahiin
Bujh Jaao To Kyaa Jal Jaao To Kyaa

Kesne raste mein "Chand"rakha thaa Mujh ko thokar waha lagi kese



Kesne raste mein "Chand"rakha thaa..
Mujh ko thokar waha lagi kese..

Lehja-E-Yaar Mein Zehar Hai BichhOo Ki Tarah VO Mujhy Aap TO Kehtaa Hai Magar TOu Ki Tarah



"+,,+"
Lehja-E-Yaar Mein
Zehar Hai BichhOo
Ki Tarah...>
"+,,+"
VO Mujhy Aap TO
Kehtaa Hai Magar
TOu Ki Tarah...>

Khamosh Ho Kion , Dad-eJafa Kion Nahi Detey,Bismil Ho To Qatil Ko Dua Kion Nahi Detey


خاموش ہو کیوں، دادِ جفا کیوں نہیں دیتے
بسمل ہو تو قاتل کو دعا کیوں نہیں دیتے
وحشت کا سبب روزنِ زنداں تو نہیں ہے
مہر و مہ و انجم کو بجھا کیوں نہیں دیتے
اک یہ بھی تو اندازِ علاجِ غمِ جاں ہے
اے چارہ گرو، درد بڑھا کیوں نہیں دیتے
منصف ہواگر تم تو کب انصاف کروگے
مجرم ہیں اگر ہم تو سزا کیوں نہیں دیتے
رہزن ہو تو حاضر ہے متاعِ دل و جاں بھی
رہبر ہو تو منزل کا پتہ کیوں نہیں دیتے
کیا بیت گئی اب کے فراز اہلِ چمن پر
یارانِ قفس مجھ کو صدا کیوں نہیں دیتے
(احمد فراز)

An Angel's Kiss, Is like so much bliss. And that Angel is you


Poem
An Angel's Kiss
An Angel's Kiss,
Is like so much bliss.
And that Angel is you.
You know what to do.
You love to make me smile,
Every time I've been sad for a while.
The feelings are growing.
And they are showing.
An Angel's Kiss,
Is something I'm glad exists.
You're someone I know.
And you help me grow.
Please tell me.
How you feel.
So I know.
If it's real.
But it's An Angel's Kiss.
It's something I shall not ever miss.
I love you.
And that I will always do....

May Kaday Mein Kesa Takluf May Kashi Mein Kesa Hijaab ? ? ? Bazam-E-Saqi Mein Addbb Aadaab Mat Dekha Karo


میکدے مـیں کیــا تکلــف میکشی میـں کیـا حجـــــــــاب
بــــــزم ســـــاقــی میــںادب اداب مـت دیـکھا کــــــرو

May Kaday Mein Kesa Takluf May Kashi Mein Kesa Hijaab ? ? ?

Bazam-E-Saqi Mein Addbb Aadaab Mat Dekha Karo

Apni tameer uthathey tu koi baat bhi thi Tum ne aik umer ganwa di meri mismari me


Apni tameer uthathey tu koi baat bhi thi
Tum ne aik umer ganwa di meri mismari me

Ye jo reeg e dasht e firaq jai Ye ruke ager Ye ruke ager tu nishan mile


Ye jo reeg e dasht e firaq jai
Ye ruke ager
Ye ruke ager tu nishan mile
K jo Faslo ki saleeb jai
Wo garhi hue hai kahan kahan
Meere aasma se kidher gai tere iltefat ki kahkashan
Ye ruke ager tu nisha mile main tha kis nager
Tu raha kahan
K zama o maka ki ye wusaatein
Tujhe dekhne ko.taras gai
Wo mere naseeb ki barishein
Kisi aur chat pe.baras gai

Apni Mohabbaton Ki KHUDAI Dia Na Kar Har Be Talab K Hath Kamai Dia Na Kar


Poet
Farhat Abas Shah

Apni Mohabbaton Ki KHUDAI Dia Na Kar
Har Be Talab K Hath Kamai Dia Na Kar

Deti He Jab Zara Si Bhi Aahat Azeetein,
Aisi Khamoshiyon Mein Sunai Diya Na Kar,

Pahle Hi Hadsat K Imkan Kam Nahi,
Youn Mujh Ko Raston Mein Sujhai Diya Na Kar,

Nazrein To Patharon Ko Bhi Kar Jaein Chak Chak,
Saj Dhaj K Bastiyon Mein Dikhai Diya Na Kar,

In Muasamon Mein Panchi Palt'Te Nahi Sada,
Dil Ko Udasiyon Mein Rihai Diya Na Kar,

Aata Nahi Badlna Jo Andaz-E-Dushmani,
Chahre Badl Badl K Dikhai Diya Na Kar,

FARHAT Koi To Faraq Ho Aam Aur Khas Mein,
Har Aik Aashna Ko Rasai Diya Na Kar............!

BARISH hui to ghar ke dareeche se lag ke hum.... Chupchap sogwaar tumhe sochte rahe


BARISH hui to ghar ke dareeche se lag ke hum....
Chupchap sogwaar tumhe sochte rahe !

Us ne Darya main dal di hogi Meri muhbt b ik naiki thi


اس نے دریا میں ڈال دی ہو گی _____
مری محبت بھی اک نیکی تھی ____

Us ne Darya main dal di hogi
Meri muhbt b ik naiki thi

SAWAN KI GHATA AAJ BHI PURKAIF HE LEKIN GUZRI HUI BARSAAT KI HASRAT NAHI JATI


SAWAN KI GHATA AAJ BHI PURKAIF HE LEKIN
GUZRI HUI BARSAAT KI HASRAT NAHI JATI !

Woh Ishq Bahot Mushkil Tha Magar Assan Na Tha Yuun Jeena Bhi


Woh Ishq Bahot Mushkil Tha Magar
Assan Na Tha Yuun Jeena Bhi
Us Ishq Ne Zinda Rehane Ka
Mujhe Zarf Diya Pindaar Diya.........

Ham qarar kya pate wehshatun ke mosam me Usne door hona tha barishun ke mosam me


Ham qarar kya pate wehshatun ke mosam me
Usne door hona tha barishun ke mosam me
Bheegti rutun me ham be sabab nahi rote
Baarishen to hoti hain barishun ke mosam me 

ہم قرار کیا پاتے وحشتوں کے موسم میں
اس نے دور ہونا تھا بارشوں کے موسم میں
بھیگتی رُتوں میں ہم بے سبب نہیں روتے
بارشیں تو ہوتی ہیں بارشوں کے موسم میں

Ey suno, meri mukhtsar si khuwaish hai !! Ek cofee.......mein aur tum


Ey suno, meri mukhtsar si khuwaish hai !!
Ek cofee.......mein aur tum

aik muddat guzar gaee lekin dil ka mausom nhi bad'al paaya


aik muddat guzar gaee lekin
dil ka mausom nhi bad'al paaya
na teri soch nay rihaaii di
na teri yaad say nikal paaya

ایک مُدت گزر گئی لیکن
دل کا موسم نہیں بدل پایا
نہ تیری سوچ نے رہائی دی
نہ تیری یاد سے نکل پایا

Uth chale woh toh uss mein hairat kya Unn ke aage wafa ki qeemat kya


Uth chale woh toh uss mein hairat kya
Unn ke aage wafa ki qeemat kya
Uss ke kuuche se ho ke aaya hoon

Iss se achchi hai koi jannat kya

Ye mushkile, ye dushwariya, ye kashmakash, ye jadojehed !! Ey zindagi tu lakh nakhre dikha, hame ishq hai to hai


Ye mushkile, ye dushwariya, ye kashmakash, ye jadojehed !!
Ey zindagi tu lakh nakhre dikha, hame ishq hai to hai !!

UN KI QAATIL NIGAAO'N KA KYA KAHIYE SAHIB, JIS PE DAALI TIRCHHI NAZAR, WO QATL HO GAYA


UN KI QAATIL NIGAAO'N KA KYA KAHIYE SAHIB,
JIS PE DAALI TIRCHHI NAZAR, WO QATL HO GAYA

Bas Wahi Kam Kar Gayi Dil Ka Tu Ne Jo Dali Wajbi Si Nazar


بس وہی کام کر گئی دل کا
تو نے جو ڈالی____واجبی سی نظر

Bas Wahi Kam Kar Gayi Dil Ka
Tu Ne Jo Dali Wajbi Si Nazar

Dil Mubtala-e-Hijar Rafaqat Mein Reh Gaya Lagta Hai Koi Farq Muhabbat Mein Reh Gaya


دل مبتلائے ہجر رفاقت میں رہ گیا
لگتا ہے کوئی فرق محبت میں رہ گیا

Dil Mubtala-e-Hijar Rafaqat Mein Reh Gaya
Lagta Hai Koi Farq Muhabbat Mein Reh Gaya

Faslye aise bhi honge... Ye kabhi socha na tha,


Faslye aise bhi honge...
Ye kabhi socha na tha,
samne baitha tha mere...
Aur wo mera na tha__!!
Hoke khushbu ki tarah... phaila tha mere char su,
mai use mehsoos kar sakta tha...
Chu sakta na tha__!!
Raat bhar bichali si aahat...
kanme aati rahi,
jhank kar dekha gali me,
gali me koi bhi aaya na tha___!!
Khud hi chadha rakha hai...
Par ajaniyat ke bilas,
warna kab ek dusre ko...
Pehchana na tha__!!

Kaun sood-o-ziyaa’n ki duniya mein, Dard-e-ghurbat ka sath deta hai


Kaun sood-o-ziyaa’n ki duniya mein,
Dard-e-ghurbat ka sath deta hai,

Jab muqaabil hon ishq aur daulat,
Husnn daulat ka saath deta hai..

Garmiy-e-Hasrat-e-Nakaam Say Jal Jatay Hain Ham Charaghoun KI Trah Shaam Say Jal Jatay Hain


گرمئی حسرتِ ناکام سے جل جاتے ہیں
ہم چراغوں کی طرح شام سے جل جاتے ہیں

شمع جس آگ میں جلتی ہے نمائش کے لیے
ہم اُسی آگ میں گمنام سے جل جاتے ہیں

خود نمائی تو نہیں شیوہء اربابِ وفا
جن کو جلنا ہو وہ آرام سے جل جاتے ہیں

بچ نکلتے ہیں اگر آتشِ سیّال سے ہم
شعلہء عارضِ گلفام سے جل جاتے ہیں

جب بھی آتا ہے مرا نام ترے نام کے ساتھ
جانے کیوں لوگ مرے نام سے جل جاتے ہیں

قتیل شفائی

Garmiy-e-Hasrat-e-Nakaam Say Jal Jatay Hain
Ham Charaghoun KI Trah Shaam Say Jal Jatay Hain

 Shama Jis Aag Main Jalti Hay Numaish K Liye
Ham Usi Aag Main Gumnaam Say Jal Jatay HAin

 Khud Numaai To Nahin Shaiwa-e-Arbaab-e-Wafa
Jin Ko Jalna Ho Woh Aaraam Say Jal Jatay Hain

 Bach Nikaltay HAin Agar Aatish-e-Sayyal Say Ham
Shola Aariz-e-Gulfaam Say Jal Jatay HAin

 Jab Bhi Aata Hay Mera Naam Tere Naam K Sath
Janay Kuin LoG Mere Naam Say Jal Jatay HAin

 Qateel shifai

chup chap se hogay tume dekh kr hum jese kis shaair ne ghazal cher de ho


chup chap se hogay tume dekh kr hum
jese kis shaair ne ghazal cher de ho

dard, dard hi rahaa Ultaa bhi likha,seedha bhi likhaa


,,, dard, dard hi rahaa
Ultaa bhi likha, ,,,,seedha bhi likhaa, ,,,,,,

Meri jeb mein fareb the hi nahin... Bas thori si saadagi thi.


Meri jeb mein fareb the hi nahin...
Bas thori si saadagi thi.
Phoolon ki taazagi thi.
Rooh ki awaaragi thi.
Ab lamhe lipte hain...saaye simte hain.

Maang kar tumse khushi lun mujhey manzoor nahin Kis ka maangi huye daulat se bhala'a hota hai


Maang kar tumse khushi lun mujhey manzoor nahin ......
Kis ka maangi huye daulat se bhala'a hota hai ????
Log na-haq kisi majboor ko kehte hain bura ........
Aadmi achchhe hein par vaqt bura hota hai ........
Muneer Niazi

Kis ney bakhsha hey mery dil ko tadapney ka maza dil ye kehta hey usey dil se dua de jey ....wafa


Kis ney bakhsha hey mery dil ko tadapney ka maza 
dil ye kehta hey usey dil se dua de jey ....wafa

Deeda-e-Deedar Jo Har Haal Mein Na-Deeda Hai,Jis Se Posheeda Nahi Tum Hum Se Wo Posheeda Hai (Bedam Shah Warsi)


بیدم شاہ وارثی
دیدہ دیدار جو ہر حال میں نا دیدہ ہے
جس سے پوشیدہ نہیں تم ہم سے وہ پوشیدہ ہے
دیکھتا ہے سب کو لیکن سب سے خود پوشیدہ ہے
شرم سے آنکھوں کے پردوں میں وہ نور دیدہ ہے
چشم نا بینا سے پردہ ہے تو کچھ بیجا نہیں
آنکھ والوں سے بھی وہ جانِ جہاں پوشیدہ ہے
واہ رے تیری بے حجابی واہ رے تیری نقاب
لفظ پوشیدہ میں معنی کی طرح پوشیدہ ہے
جس کو دیکھو ہر گھڑی پامال کرتا ہے مجھے
کیا مری کشتِ تمنا سبزہ روئیدہ ہے
ذرہ ذرہ ہے ترا آئینہ حُسن و جمال
تو ہی پوشیدہ نہ اب صورت تری نادیدہ ہے
جب بجز اک ذات مطلق دوسرا پیدہ نہیں
کون ہے پھر غیر اور کس سے کوئی پوشیدہ ہے
ہائے وہ کہنا کِسی کا بزم میں پھیلا کے ہاتھ
آگلے مل لیں بس اتنی پات پر رنجیدہ ہے
جستجو ہے اُس کی بیدم دل ہے جسکی جلوہ گاہ
وہ چھپا ہے ہم سے جو آنکھوں کا نورِ دیدہ ہے

Ab jo ek hasrat- e- javaani hai ..... Umr-e-rafta'a ki yeh nishaani hai....



 Ab jo ek hasrat- e- javaani hai ..... Umr-e-rafta'a ki yeh nishaani hai....

Kaha Mushkil Mein Rehta Hon Kaha Asan Kar Dalo Keh Jis Ki Chhah Ziada Ho Wahi Qurban Kar Dalo

"Khizar Se...

Kaha Mushkil Mein Rehta Hon
Kaha Asan Kar Dalo
Keh Jis Ki Chhah Ziada Ho
Wahi Qurban Kar Dalo
Kaha Be-Qalb Hain Aahein
Kaha Uss Se Tarrap Mango
Utho Tareeki-e-Shab Mein
Zara Khoon-e-Jigar Dalo
Kaha Raaz-e-Sukoon Kia Hai?
Kaha Logo Ke Dukh Banto
Jo Chhehre Be-Dhanak Dekho

ﺧِﻀﺮ ﺳﮯ۔۔۔

ﮐﮩﺎﻣﺸﮑﻞ ﻣﯿﮟ ﺭﮨﺘﺎ ﮨﻮﮞ
ﮐﮩﺎ ﺁﺳﺎﻥ ﮐﺮ ﮈﺍﻟﻮ
ﮐﮧ ﺟِﺲ ﮐﯽ ﭼﺎﮦ ﺯِﯾﺎﺩَﮦ ﮨﻮ
ﻭﮨﯽ ﻗُﺮﺑﺎﻥ ﮐﺮ ﮈﺍﻟﻮ
ﮐﮩﺎ ﺑﮯ ﻗَﻠْﺐ ﮨﯿﮟ ﺁﮨﯿﮟ
ﮐﮩﺎ ﺍُﺱ ﺳﮯ ﺗَﮍَﭖ ﻣﺎﻧﮕﻮ
ﺍُﭨﮭﻮ ﺗﺎﺭﯾﮑﯽﺀ ﺷﺐ ﻣﯿﮟ
ﺫﺭﺍ ﺧﻮﻥِ ﺟِﮕَﺮ ﮈﺍﻟﻮ
ﮐﮩﺎ ﺭﺍﺯِ ﺳُﮑُﻮﮞ ﮐﯿﺎ ﮨﮯ؟
ﮐﮩﺎ ﻟﻮﮔﻮﮞ ﮐﮯ ﺩﮐﮫ ﺑﺎﻧﭩﻮ
ﺟﻮ ﭼﮩﺮﮦ ﺑﮯ ﺩَﮬﻨَﮏ ﺩﯾﮑﮭﻮ

Aik Pal Mein Zindagi Bhar Ki Udasi De Gaya Wo Juda Hote Hue Kuch Phol Basi De Gaya




Aik Pal Mein Zindagi Bhar Ki Udasi De Gaya
Wo Juda Hote Hue Kuch Phol Basi De Gaya
,
Noch Kar Shakhon Ke Tan Se Khushk Patton Ka Libas
Zard Mousam Banjh Rut Ko Be Libasi De Gaya,
Subh Ke Tare
Meri Pehli Dua Tere Liye
Tu Dil E Be Sabar Ko Taskeen Zara Si De Gaya,
Log Malbon Mein Dabe Saye Bhi Dafnane Lage
Zalzala
Ehl E Zamin Ko Bad Hawasi De Gaya,
Tunday Jhonke Ki Ragon Mein Ghol Kar Apna Dhuwan
Ik Diya Andhi Hawa Ko Khud Shanasi De Gaya,
Le Gaya Mohsin Wo Mujh Se Abar Bunta Asma,n
Uske Badle Mein Zameen,,, Sadiyon Ki Piyasi De Gaya...!
Mohsin Naqvi

'BARISHON' k Mousam Mein, Waqt k Andhairon Mein,


'BARISHON' k Mousam Mein,
Waqt k Andhairon Mein,
Maine us se Pocha Tha,
Chhor tu na Jao Gay,
Hath Tham kr us ne,
Kan Mein ye Bola Tha,
Kaisy Chhor skta hon,
Tm tu Jan Ho Meri,
Aur aj Aisa Ha,
Waqt ki Tamazat Mein,
Wehshaton k Mousam Mein,
Mein ne us se Pocha Ha,
Chhor kr Hi Jana Tha,
To Muskurati Galion Mein,
Aas Q Dilai Thi,
Piyas Q Jagai Thi,
Mery In Swalon Par,
Chalty Chalty wo Bola
Mousamon ki Aadat Hai
WAQT PAR BADAL JANA..!!

Kitni Azziyat Say Uss Nay Mujh Ko Bhulaaya Ho ga Meri Yadoon Nay Ussay Khoob Rulaaya Ho ga


Kitni Azziyat Say Uss Nay Mujh Ko Bhulaaya Ho ga
Meri Yadoon Nay Ussay Khoob Rulaaya Ho ga
Baat Be Baat Aankh Uss Ki Jo Chhalkee Ho gi
Uss Nay Chehray Ko Baazu'on Men Chupaaya Ho ga
Socha Ho Ga Uss Nay Din Men Kaee Baar Mujhay
Naam Hatheli Par Bhi Likh Likh Kay Mitaaya Ho ga
Jahan Uss Nay Mera Zikkr Suna Hoga Kisi Say
Uss Ki Aankhon Men Koi Aansoo Tau Aaya Ho ga
Raat Kay Beetnay Tak Neend Na Aai Hogi Tujhay
Tu nay Takkiye Ko Bhi Seenay Say Lagaaya Ho ga
Ho kay Nidhaal Meri Yaadon Say Tu nay Jaana
Meri Tasveer Pay Sar Apna Tikaaya Ho ga
Poocha Ho ga Jo Kisi Nay Teray Haalaat Ka Sabbab
Tu nay Baaton Men Khoob Uss Say Chupaaya Ho ga

Sittaray iss Qaddar dekhay ke ,Aankhain bujh gayin Muhabbat iss Qaddar kar Li ,Muhabbat Chhor di Hum Ne


ﺳﺘﺎﺭﮮﺍﺱ ﻗﺪﺭﺩﯾﮑﮭﮯﮐﮧ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟﺑﺠﮫ ﮔﺌﯿﮟﺍﭘﻨﯽ
ﻣﺤﺒﺖ ﺍﺱ ﻗﺪﺭ ﮐﺮ ﻟﯽ ﻣﺤﺒﺖ ﭼﮭﻮﮌ ﺩﯼ ﮨﻢ ﻧﮯ

Sittaray iss Qaddar dekhay ke ,Aankhain bujh gayin ....
Muhabbat iss Qaddar kar Li ,Muhabbat Chhor di Hum Ne ....

Rasm e deewangi bhi mujh ko nibhani hai abhi Zindgi tujh se juda ho ke bitani hai abhi


Rasm e deewangi bhi mujh ko nibhani hai abhi
Zindgi tujh se juda ho ke bitani hai abhi
Saqiya! de wohi pyala gham e hasti ka mujhe
Usme baqi meri do ghunt jawani hai abhi

Different poets- Similar ground-different thoughts


Different poets- Similar ground-different thoughts

Pta nahin ki mere baad un pe kya guzri
Main chand khwaab zamane mein chhor aaya tha
Janisar Akhtar
Ab dekh ye hasrat bhari ujri huyee aankhen
Duniya! Tere baare mein mere khwaab bahut the
Ahmad Faraz

Ainey Se Jab Zara Sa Door Hat Ke Ro Padey,Aks Ne Awaz Di Thi Par Meri Maney Ga Kon?




شاعر شہزاد قیس
کتاب لیلٰی
آئینے سے جب ذِرا سا ، دُور ہٹ کے رو پڑے
عکس نے آواز دی تھی ، پر مری مانے گا کون
حُور دُنیا میں ملی تھی ، پر مری مانے گا کون
جنت اَپنے گھر میں ہی تھی ، پر مری مانے گا کون
پھول اُڑتے پھر رہے تھے روشنی میں اَبر کی
چاندنی خوشبو بھری تھی ، پر مری مانے گا کون
خوشنما ، قوسِ قُزح تھی ، جگنوؤں کے جسم پر
تتلیوں میں روشنی تھی ، پر مری مانے گا کون
فاختہ مہکا رہی تھی خوشبو دَر خوشبو چمن
ہر کلی کچھ کُوکتی تھی ، پر مری مانے گا کون
آنکھوں دیکھا واقعہ ہے ، ایک ضِدّی دِل رُبا
اِس غزل پر مر مٹی تھی ، پر مری مانے گا کون
اُس نے پاؤں کیا دَھرے ، گھر میں اُجالا بھر گیا
شَہر بھر میں رات ہی تھی ، پر مری مانے گا کون
ریت کی برکھا میں دُھل کے ، کھِل اُٹھے دِل کے گُلاب
بارِشوں میں تشنگی تھی ، پر مری مانے گا کون
شَہرِ خاموشاں میں نِصفِ شَب کی سُوئیاں ملتے ہی
زِندگی ہی زِندگی تھی ، پر مری مانے گا کون
آئینے سے جب ذِرا سا ، دُور ہٹ کے رو پڑے
عکس نے آواز دی تھی ، پر مری مانے گا کون
شاخ سے بچھڑی کلی پہ ، شبنمی قطرے نہ تھے
وُہ تو تتلی رو رہی تھی ، پر مری مانے گا کون

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo