Hisab-e-Umar Ka Itna Sa Goshwara Hai,Tumhein Nikaal Ke Dekha To Sab Khasara Hai



حسابِ عمر کا اتنا سا گوشوارا ہے
تمہیں نکال کے دیکھا تو سب خسارا ہے
کسی چراغ میں ہم ہیں کسی کنول میں ہو تم
کہیں جمال ہمارا کہیں تمہارا ہے
وہ کیا وصال کا لمحہ تھا جس کے نشے میں
تمام عمر کی فرقت ہمیں گوارا ہے
ہر اک صدا جو ہمیں بازگشت لگتی ہے
نجانے ہم ہیں دوبارہ کہ یہ دوبارہ ہے
وہ منکشف مری آنکھوں میں ہو کہ جلوے میں
ہر ایک حُسن کسی حُسن کا اشارہ ہے
عجب اصول ہیں اس کاروبارِ دُنیا کے
کسی کا قرض کسی اور نے اُتارا ہے
کہیں پہ ہے کوئی خُوشبو کہ جس کے ہونے کا
تمام عالمِ موجود استعارا ہے
نجانے کب تھا! کہاں تھا مگر یہ لگتا ہے
یہ وقت پہلے بھی ہم نے کبھی گزارا ہے
یہ دو کنارے تو دریا کے ہو گئے ، ہم تم!
مگر وہ کون ہے جو تیسرا کنارا ہے

Hai ye bhi daur ke neen'do'n se khwab roothe hain Khuli nigah sai dekhe thai ik zamana tha


Image may contain: plant, flower, nature, outdoor and text

Hai ye bhi daur ke neen'do'n se khwab roothe hain
Khuli nigah sai dekhe thai ik zamana tha

Hijar Karte Ya Koi Wasal Guzara Karte,Hum Baharhaal Basar Khuwaab Tumhara Karte



ہجر کرتے یا کوئی وصل گزارا کرتے
ہم بہرحال بسر خواب تمھارا کرتے
ایک ایسی بھی گھڑی عشق میں آئی تھی کہ ہم
خاک کو ہاتھ لگاتے تو ستارا کرتے
اب تو مل جاؤ ہمیں تم کہ تمھاری خاطر
اتنی دور آ گئے دنیا سے کنارا کرتے
محوِ آرائشِ رُخ ہے وہ قیامت سرِ بام
آنکھ اگر آئینہ ہوتی تو نظارا کرتے
جب ہے یہ خانہ ء دل آپکی خلوت کے لئے
پھر کوئی آئے یہاں ، کیسے گوارا کرتے
ظرفِ آئینہ کہاں اور ترا حسن کہاں
ہم ترے چہرے سے آئینہ سنوارا کرتے

Hui Wafa ko kabhi jis ki rehbari pyaari Ussi ko apna har ik naqsh-e-pa mitana tha


No automatic alt text available.

Hui Wafa ko kabhi jis ki rehbari pyaari
Ussi ko apna har ik naqsh-e-pa mitana tha

Uss se poocho azaab rasto'n ka Jiska saathi safar main bichrda hai


Image may contain: one or more people, people sitting and text

Uss se poocho azaab rasto'n ka
Jiska saathi safar main bichrda hai


Mahabbat ki aik se zyada daleel nahi hoti Aur be-wafai ke sau (100) se kam bahaane nahi hote



Mahabbat ki aik se zyada daleel nahi hoti
Aur be-wafai ke sau (100) se kam bahaane nahi hote

Mata Pa War Ke Rakhkara Wa Ma Lidale Na Wa, Mata Ye Kare Ishara Wa Ma Lidale Na Wa


Image may contain: 1 person

Mata Pa War Ke Rakhkara Wa Ma Lidale Na Wa,
Mata Ye Kare Ishara Wa Ma Lidale Na Wa 
Ma Ye Da Laaso, Na Prewati Mat Bangri Tolawal,
Hagha Zama Pa Tamasha Wa,Ma Lidale Na Wa
Sa Ajiba Ghunde ,Khabra Da Manalo Na Da,
Mata Pa Ghega Ke Oda Wa Ma,Lidale Na Wa
Gharra Ye Rakrra Khula Ye Rakra Za Ye Har Sa Manam,
Kho Bas Arman Che Tora Shpa Wa Ma, Lidale Na Wa 
Mata Ye Owayal ATALA Lewanai De Krama 
Sta Kho Khlogay Sma Lamba Wa Ma,Lidale Na Wa

Tum To Meri Jaan-e-Jaan Thein Farha,Kon Thein Tum Aur Kahan Thein Farha


فارہہ

تم جو میری جانِ جاں تھیں فارہہ

کون تھیں تم اور کہاں تھیں فارہہ

ہوں میں اب اور اک جہانِ نا شناس

تم ہی بس میرا جہاں تھیں فارہہ

کیا ہوا وہ رودِ خوابِ جاں کہ تم

جس میں دست و پا زناں تھیں فارہہ

میں غریقِ رودِ زہرِ ناب ہوں
تم جو تھیں نوشیں زباں تھیں فارہہ

اور کہہ سکتا ہوں کیا میں یعنی میں

تم زمین و آسماں تھیں فارہہ

اب تو ہوں میں اک خزاں اندر خزاں

تم بہارِ بے خزاں تھیں فارہہ

اب میں ہوں خانہ بدوش اور تم مرا

اک مکانِ جاوداں تھیں فارہہ

میں تھا میرِ داستاں یعنی کہ تم

داستانِ داستاں تھیں فارہہ

کیا بھلا میرا وجود اور کیا عدم

تم، نہیں، تھیں اور، ہاں، تھیں فارہہ

ہاں میں شاید تھا بہت نا مہرباں

تم بَلا کی مہرباں تھیں فارہہ

تھی وہ اپنی درمیانی بھی عجیب

یعنی تم نا درمیاں تھیں فارہہ

کیوں نہ تھوکا جائے اب خونِ جگر

یعنی تم میرا زیاں تھیں فارہہ

ہائے وہ بادِ برینِ سبز کوک

پر تم اک رودِ دُخاں تھیں فارہہ

کیسی خوش بینی خوش اُمیدی کہاں

تم تو حشر بے اماں تھیں فارہہ

کچھ نہیں تھیں تم نہیں تھیں کچھ بھی تم

پر مرا ہندوستاں تھیں فارہہ

مجھ تک آئیں جانے کتنی کسبیاں

تم ہی شہ بانوئے جاں تھیں فارہہ

سب کنیزیں تھیں تمہاری جانِ من

تم مری نورِ جہاں تھیں فارہہ

جو بدل ٹھہریں تمہارا وہ سبھی

کتنی گھٹیا لڑکیاں تھیں فارہہ

میں جو ہوں اب میں ہوں بے نام و نشاں

تم مرا نام و نشاں تھیں فارہہ

تم نوائے جاودانِ جاں ہو جاں

تم نوائے جاوداں تھیں فارہہ

ایک دل تھا جو کہ تھا اور ایک جاں

اور تم ان کے درمیاں تھیں فارہہ

میں تمہیں میں ٹھوکریں کھاتا رہا

کیوں تم اتنی مہرباں تھیں فارہہ

اک جہانِ بے جہانِ خواب تھا

اور تم اس کا سماں تھیں فارہہ

میں نے تم کو اپنے دل کا گھر دیا

تم جو تھیں بے خانماں تھیں فارہہ

شکوہ ہا شوریدگی ہا شور ہا

تم بہت کمتر گماں تھیں فارہہ

اب مجھے آزاد کر دو چھوڑ دو

جان و دل کے سارے رشتے توڑ دو

جب کوئی منزل نہیں میری تو پھر

رُخ کسی جانب بھی میرا موڑ دو

کچھ نہیں تھا کیا حقیقت کا خیال

صرف افسانے تھے ممکن اور محال

اک عبث میں خونِ دل تھوکا گیا

کوئی بھی حالت نہیں تھی اور حال

اک گمانِ بے گماں ہے زندگی

داستاں کی داستاں ہے زندگی

دَم بہ دَم ہے اک فراقِ جاوداں

اک جبیں بے آستاں ہے زندگی

کہکشاں بر کہکشاں ہے اک گریز

بودِ بے سود و زیاں ہے زندگی

ہے مری تیرہ نگاہی اک تلاش

تم کہاں ہو اور کہاں ہے زندگی

دل تھا درہم اور برہم رائیگاں

تھے تمہاری زُلف کے خم رائیگاں

اپنی ساری آرزوئیں تھیں فریب

اپنے خوابوں کا تھا عالم رائیگاں

جون شاید کچھ نہیں کچھ بھی نہیں

ہے دوام اک وہم اور دم رائیگاں

زندگی بس رائیگانی ہی تو ہے

میں بہت خوش ہوں کہ تھے ہم رایگاں

ہم رَسا اور نارسا کچھ بھی نہ تھے

یعنی جون و فارہہ کچھ بھی نہ تھے

جون ایلیا

Habs-e-Duniya Se Guzar Jaatay Hain Aaisa Kartay Hain Keh Marr Jaatay Hain


Habs-e-Duniya Se Guzar Jaatay Hain.!
Aaisa Kartay Hain Keh Marr Jaatay Hain.!

Kaisay Hotay Hain Bicharnay Waalay.?
Hum Yeh Sochain Bhi To Darr Jaatay Hain.!​


Dil Jo Tootey To Sar-e-Mehfil Bhi.!
Baaal Be-Wajah Bikhar Jaatay Hain.!​


Ab Na Dekho Meri Banjar Aankhen.!
Charh'tay Daryaa To Utar Jaatay Hain.!​


Dhoop Ka Roop Rachaanay Waalay.!
Shaam Ko Aur Nikhar Jaatay Hain.!​


Ab Na Murr Murr Kay Pukaaro Unko.!
Log Rastay Men Thehar Jaatay Hain.!​


Khaali Damann Say Shikayat Kaisi.?
Aashk Ankhon Men To Bhar Jaatay Hain.!​


Tum kahaaan Jao Gay Socho Mohsin.?
Log Thakk Haar Kay Ghar Jaatay Hain.!​


Lakdi Ke Makano Mein Chiraago Ko Na Rakhiye Apne Bhi Yahan Aag Bujhaane Nahi Aate


Lakdi Ke Makano Mein Chiraago Ko Na Rakhiye

Apne Bhi Yahan Aag Bujhaane Nahi Aate

Na Main Ne Chaand Ko Dekha,Aur Na Koi Tehniyat Ka Phool



Rind-e-kharaab-haal ko zahid na chedh tu Tujh ko paraaii kya padhi apni nabedh tu



Rind-e-kharaab-haal ko zahid na chedh tu
Tujh ko paraaii kya padhi apni nabedh tu

Chuut'taa hai kaun mar ke griftaar-e-dam-e-zulf
Turbat pe uss ki jaal ka paayega pedh tu

Ay zahid-e-do-rang na peer aap ko banaa
Manind-e-subh-e-kazib abhee hai adedh tu

Awargi se ku-e-mohabbat ki haath utha
Ay ZAUQ yeh utha na sakega khakhed tu

Jahan Hujatain Wahan Hijaab Kis Liye Jahan Chahatain Wahan Naqaab Kis Liye



" غزل "
 
شیخ اسلم آزاد
 
Sheikh Aslam Azad

جہاں حجتیں وہاں حجاب کس لئے
جہاں چاہتیں وہاں نقاب کس لئے

Jahan Hujatain Wahan Hijaab Kis Liye
Jahan Chahatain Wahan Naqaab Kis Liye

پوچھا ہے کسی نے سوال یہ مجھ سے
جہاں عذاب ہیں وہاں خواب کس لئے

Poocha Hai Kisi Ne Sawaal Ye Mujh Se
Jahan Azaab Hain Wahan Khuwaab Kis Liye

جو چلتے نہیں اپنی تحریروں پر, پھر
چھپتے ہیں ان کے کتاب کس لئے

Jo Chaltay Nahi Apni Tahreeron Par,Phir
Chaptay Hain Unke Kitaab Kis Liye

کسی کو کسی پر فوقیت نہیں گر
ہیں پھر یہ وڈیرے, نواب کس لئے

Kisi Ko Kisi Par Foqiyat Nahi Gar
Hain Phir Ye Waderay,Nawaab Kis Liye

جو جانتے ہیں درسِ انسانی "اے آزاد
ان کے لئے جنتیں اور ثواب کس لئے

Jo Jantay Hain Dars-e-Insaani "Ay AZAD"
Unke Liye Jannatain Aur Sawaab Kis Liye

Talkhiyan barh gayin jab zeest ke paimane mein Ghol kar dard ke maaron ne piya eid ka chand


Image may contain: drink

Talkhiyan barh gayin jab zeest ke paimane mein
Ghol kar dard ke maaron ne piya eid ka chand
Saghar siddiqui

Eid Ke Din Purani Yadon Se Dil Behlana Acha Laga Bheegi Aankhon Se Hansna Aur Qahaqhe Lagana Acha Laga



عید کے دن
پرانی یادوں سے
دل بہلانا اچھا لگا
بھیگی آنکھوں سے
ہنسنا اور
قہقہے لگانا اچھا لگا

Eid Ke Din 
Purani Yadon Se
Dil Behlana Acha Laga
Bheegi Aankhon Se
Hansna Aur
Qahaqhe Lagana Acha Laga

BSs Itna Saa Tha Tehwaar-E-EiD *** Kisi Nay EID Mubarak Keh Diya TO Kisi Nay Haal Tak Na POochha



**************
BSs Itna Saa Tha
Tehwaar-E-EiD
***
Kisi Nay EID
Mubarak Keh Diya
TO Kisi Nay Haal
Tak Na POochha
**************

Main Ne Chaha Tha Keh Tujhe Eid Pe Kuch Paish Karon Jis Mein Ihsaas Ke Sab Rang Hon Roshan Roshan



Main Ne Chaha Tha Keh Tujhe Eid Pe Kuch Paish Karon
Jis Mein Ihsaas Ke Sab Rang Hon Roshan Roshan

Jis Mein Aankhon Ke Tarashay Hoe Moti Lekhon
Jis Mein Shamil Ho Mere Qalb Ki Dhadkan Dhadkan

Eid Ka Din Hai Galay Aaj To Mil Lay Zalim Rasm e Duniya Bhi Hai Mouqa Bhi Hai, Dastoor Bhi Hai



ईद का दिन है गले आज तो मिल ले ज़ालिम
रस्म ए दुनिया भी है, मौक़ा भी है, दस्तूर भी है।
क़मर बदायूनी।

Eid Ka Din Hai Galay Aaj To Mil Lay Zalim
Rasm e Duniya Bhi Hai Mouqa Bhi Hai, Dastoor Bhi Hai
Qamar Badayuni

Taare utre jab phelaya anchal ko Eid k chaand mein daikha mein ny sajan ko


Image may contain: one or more people

Taare utre jab phelaya anchal ko
Eid k chaand mein daikha mein ny sajan ko
Chaand raat ki mehndi mujh sy kehti hua
Tum bhi ik paigham likho na sajan ko

Eid ka chaand falak par nazar aaya jis dam Meri palkon py sitaary thy Teri yaadon k


No automatic alt text available.

Eid ka chaand falak par nazar aaya jis dam
Meri palkon py sitaary thy Teri yaadon k

gaye dinon ka suraag lekar kidhar se aaya kidhar gaya wo ajib maanuus ajanabi tha mujhe to hairaan kar gaya wo


No automatic alt text available.

gaye dinon ka suraag lekar kidhar se aaya kidhar gaya wo
ajib maanuus ajanabi tha mujhe to hairaan kar gaya wo
wo hijr ki raat ka sitaara wo ham-nafas ham-sukan hamaara
sada rahe usaka naam pyaara suna hai kal raat mar gaya wo
wo raat ka be-nava musaafir wo tera shaayir wo tera ' naasir'
teri gali tak to hamane dekha tha phir na jaane kidhar gaya wo
bas ek moti si chhab dikhaakar bas ek mithi si dhun sunaakar
sitaaraa-e-shaam ban ke aaya ba-rang-e-kaab-e-sahar gaya wo
kushi ki raat ho ya gam ka mausam nazar use dhuundhati hai haradam
wo buu-e-gul tha ki nagmaa-e-jaan mere to dil mein utar gaya wo
na ab wo yaadon ka chadhata dariya na fursaton ki hai os barakha
yuunhi zara si kasak hai dil mein jo zakm gahara tha bhar gaya wo
kuchh ab sambhalane lagi hai jaan bhi badal chala daur-e-aasamaan bhi
jo raat bhaari thi tal gayi hai jo din kada tha guzar gaya wo
bas ek manzil hai bul-hawas ki hazaar raste hain ahal-e-dil ke
yahi to hai farq mujhamein usamein guzar gaya main thahar gaya wo
shikastaa-pa raah mein khada huun gaye dinon ko bhuu raha huun
jo qaafila mera hamasafar tha misaal-e-gard-e-safar gaya wo
mera to kuun ho gaya hai paani sitamagaron ki palak na bhigi
jo naala uttha tha raat dil se na jaane kyuun be-asar gaya wo
wo mayakade ko jagaane waala wo raat ki nind udaane waala
ye aaj kya usake ji mein aayi ki shaam hote hi ghar gaya wo
wo jisake shaane pe haath rakh kar safar kiya tuune manzilon ka
teri gali se na jaane kyuun aaj sar jhukaaye guzar gaya wo

Uljhi Sham ko Paane ki Zidd na Karo Jo Na Ho Apna,Usse Apnane Ki Zidd Na Karo


Image may contain: one or more people, people sitting, ocean, shoes, beach, outdoor, water and nature

Uljhi Sham ko Paane ki Zidd na Karo
Jo Na Ho Apna,Usse Apnane Ki Zidd Na Karo
Is Samandar mein Tuffan Bahut Aate Hain
Iske Sahil Par Ghar Banane ki Zidd Na Karo

उलझी शाम को पाने की ज़िद न करो
जो ना हो अपना उसे अपनाने की ज़िद न करो
इस समंदर में तूफ़ान बहुत आते है
इसके साहिल पर घर बनाने की ज़िद न करो

Wo Akhri Train Mein Bheta Hoa Hoga,Par Ye To Bas Qiyas Hai Aur Chaand Raat Hai


Image may contain: tree, sky, train, outdoor and nature


وُہ آخری ٹرین میں بیٹھا ہُوا ہو گا
پر یہ تو بس قیاس ہے اور چاند رات ہے

*************************************
غزل نمبر 1: دِل ، رُوح تک اُداس ہے اور چاند رات ہے
*************************************
دِل ، رُوح تک اُداس ہے اور چاند رات ہے
اِک بدترین یاس ہے اور چاند رات ہے
وُہ آخری ٹرین میں بیٹھا ہُوا ہو گا
پر یہ تو بس قیاس ہے اور چاند رات ہے
دِل کا سکوں ، جگر کا سکوں ، ذِہن کا سکون
سب کچھ تو اُس کے پاس ہے اور چاند رات ہے
ٹھنڈی ہَوا کا پَہرا ہے یادوں کے شہر میں
ہر زَخم بے لباس ہے اور چاند رات ہے
لوح و قلم پہ دَرد اُتارے گی چاندنی
دِل فاتر الحواس ہے اور چاند رات ہے
اِک وعدہ اُس کی دید کا ، اِک پڑیا زہر کی
دونوں کی یکساں آس ہے اور چاند رات ہے
کچھ لیلیٰ کو جنون ہے تقسیمِ زَخم کا
کچھ قیس غم شناس ہے اور چاند رات ہے
شاعر:شہزادقیس 
 مجموعہ کلام: عید

***********************************

غزل نمبر 2: مجنوں بہت اُداس ہے اور چاند رات ہے
***********************************
مجنوں بہت اُداس ہے اور چاند رات ہے
لیلیٰ کسی کے پاس ہے اور چاند رات ہے
اِس بار عید ملنے کا وَعدہ تلک نہیں
ہر آس محوِ یاس ہے اور چاند رات ہے
’’ شب دیدہ جنگلات ‘‘ سے لاتے ہو جو حنا
اُس میں لہو کی باس ہے اور چاند رات ہے
سوچوں نے زَخم دَھر دِئیے دوزَخ کی ریت پر
چاہت کی بانجھ پیاس ہے اور چاند رات ہے
نیلے فلک کی آنکھوں کا رُومال سُرخ ہے
پورا اُفق اُداس ہے اور چاند رات ہے
بچے تو دوست بچے ہیں ، تُو خوش ہے کس لیے
ہر غم کی چاند اَساس ہے اور چاند رات ہے
کہتے ہیں چاند مجنوں بناتا ہے اور قیس
پہلے سے بد حواس ہے اور چاند رات ہے

Ab Dil Jaly Wahan Se Bharty Hain Botlein Ik Jheel Mein Phisal Ke Geri Thein Jahan Aap





Ab Dil Jaly Wahan Se Bharty Hain Botlein
Ik Jheel Mein Phisal Ke Geri Thein Jahan Aap
Razab Tabraiz
 

Tere sb jhoot moatbar thehry Hua sach bol bol mei ruswa



Tere sb jhoot moatbar thehry

Hua sach bol bol mei ruswa...!!!

Lab py hain qehqahy kisi nakaam zabt k Dil mei bhara hua hai qayamat ka ik malal



Lab py hain qehqahy kisi nakaam zabt k

Dil mei bhara hua hai qayamat ka ik malal...!!!

Tujh ko sochun to roshni dekhun Yaad mehtaab ho gae shayed



Tujh ko sochun to roshni dekhun

Yaad mehtaab ho gae shayed...!!!

Mujh py chaa jaye wo barsaat ki khushbu ki trha Ang ang apna usi rutt mei mehakta dekhun



Mujh py chaa jaye wo barsaat ki khushbu ki trha

Ang ang apna usi rutt mei mehakta dekhun...!!!

Tery badalny k ba-wasf tujh ko chaha hai Ye aitraaf b shamil mery gunnah mei hai



Tery badalny k ba-wasf tujh ko chaha hai

Ye aitraaf b shamil mery gunnah mei hai...!!!

Jo badiloun se b mujh ko chupaye rkhta tha Barhi hai dhoop to be-saibaan chor gya



Jo badiloun se b mujh ko chupaye rkhta tha

Barhi hai dhoop to be-saibaan chor gya...!!!

Na Mein Shair Na Shair Ki Nawa Hon,Bas Aik Adna Ghulam-e-Mustafa (P.B.U.H)



نہ میں شاعر نہ شاعر کی نوا ہوں
بس اک ادنیٰ غلامِ مصطفیٰ ہوں

نیازِ عشق میں ڈوبا ہوا ہوں
غرورِ حسن بن کر آ گیا ہوں

متاعِ ہر زماں ہیں اشک میرے
سرورِ جاوداں کا ماجرہ ہوں

برنگِ گُل کِھلا ہوں شاخِ گلشن
جہانِ رنگ و بُو کو جانتا ہوں

حیاتِ جاوداں کا راز پایا
سرِ تسلیم یوں خم کر گیا ہوں

تجلّی نے کیا واصف کو بے خود
خدا جانے میں کیا تھا اور کیا ہوں


Intezar-E-Saba Raha Barson Ik Dareecha Khula Raha Barson



Intezar-E-Saba Raha Barson
Ik Dareecha Khula Raha Barson
Aik Din Unka Pyar Barsa Tha
Aur Main Bheegta Raha Barson
Tab Kahin Ja K Ik Ghazal Lekhi
Main Usay Sochta Raha Barson
Faasley Kam Na Ho Sakey Nasir
Aamna Saamna Raha Barson...!!!

Kon jane ek tabassum se Kitne mafhoom-e-ghum nikalte hain



Kon jane ek tabassum se

Kitne mafhoom-e-ghum nikalte hain...!!!

Qissay kahaniyoun ki had tak Mohabbat buhat khubsoorat hai


Image may contain: one or more people and close-up

Qissay kahaniyoun ki had tak

Mohabbat buhat khubsoorat hai...!!!

Kaanp uthti hon main ye soch k tanhae mein Mery chehry pe tera naam na parh ly koe


Image may contain: one or more people

Kaanp uthti hon main ye soch k tanhae mein

Mery chehry pe tera naam na parh ly koe...!!!

Jo badiloun se bhi mujh ko chupaye rkhta tha Barhi hai dhoop to be-saibaan chor gya


Image may contain: one or more people, people standing, ocean, sky, outdoor and water

Jo badiloun se bhi mujh ko chupaye rkhta tha

Barhi hai dhoop to be-saibaan chor gya...!!!

TU SHIKAM SAIR HE,LEKIN KOI BHOOKA TO NAHI,DEKHNA YE BHI HE,AE MARD E KHUDA EID KE DIN



Shayed kisi rasty ki hawa teri khabar dy Is wasty masroof-e-safar hai tera mohsin Mohsin Naqvi



شاید کسی رستے کی ہوا تیری خبر دے
اس واسطے مصروف سفر ہے تیرا محسن
محسن نقوی
Shayed kisi rasty ki hawa teri khabar dy
Is wasty masroof-e-safar hai tera mohsin
Mohsin Naqvi

Eid Ka Kia Hai Janaan , Guzar Hi Jaye Gi Deed Na Sahi Teri Yaad Se Jee Behla Lengy



عید کا کیا ہے جاناں, گذر ہی جائے گی
دید نہ سہی تیری یاد سے جی بہلا لیں گے
سامنے تیری تصویر کے تصویر ہو جائیں گے
اور تجدیدِ عہدِ وفا کی شمع جلا لیں گے
شیخ اسلم آزاد

Eid Ka Kia Hai Janaan , Guzar Hi Jaye Gi
Deed Na Sahi Teri Yaad Se Jee Behla Lengy
Saamnay Teri Tasveer Ke Tasveer Ho Jaengy
Aor Tajdeed-e-Ahd-e-Wafa Ki Shamma Jala Lengy
Sheikh Aslam Azad

Mang Eid da tuhfa kya bhejan Jehra shuqaan nal saja bhejan Do cheezan hein meedy seene wich Dass dil bhejan ya saah bhejan


Image may contain: night

Mang Eid da tuhfa kya bhejan
Jehra shuqaan nal saja bhejan
Do cheezan hein meedy seene wich
Dass dil bhejan ya saah bhejan

Qaafilon ke qaafiley qadmon ke nishaan chorr gaye Aik hamara hi dard tha jo hijrat na kar sakaaa



Qaafilon ke qaafiley qadmon ke nishaan chorr gaye

Aik hamara hi dard tha jo hijrat na kar sakaaa

Dunya Ki Har Zubaan Ki Apni Hi Ada Hai Apni Mehik Aur Apni Hi Matti Ki Sada Hai



Dunya Ki Har Zubaan Ki Apni Hi Ada Hai
Apni Mehik Aur Apni Hi Matti Ki Sada Hai
Par Jis Se Keh Insaniat Ko Dars Mila Hai
Wo Hai Zubaan Arbi,Keh Jo Guftar-e-Khuda Hai 

Dua Kijiye Keh Urdu Ki Tarah Arbi Bhi Seekh Sakon...
 
Poetess:Lata Haya

Yahi zindagi museebat, yahi zindagi masarrat Yahi zindagi haqeeqat, yahi zindagi fasaana



Yahi zindagi museebat, yahi zindagi masarrat
Yahi zindagi haqeeqat, yahi zindagi fasaana

Tu aesa kar Apna dard mujhy dy dy Phr main jano Dard jane Dawa jane Khuda jane



Tu aesa kar
Apna dard mujhy dy dy
Phr main jano
Dard jane
Dawa jane
Khuda jane

Tum qaflay baharon k kuch der rok lo Aatay han hm bhi paaun se, kaantay nikaal k


No automatic alt text available.

Tum qaflay baharon k kuch der rok lo
Aatay han hm bhi paaun se, kaantay nikaal k

Naav me baithkar dhoye the usne haath kabhi saare taalab me mehndi ki mehak aaj bhi hai


Image may contain: 1 person, standing, child, outdoor and water

नाव में बैठ्कर धोये थे उसने हाथ कभी
सारे तालाब में मेहँदी की महक आज भी है

Naav me baithkar dhoye the usne haath kabhi
saare taalab me mehndi ki mehak aaj bhi hai

Ilaahi abro rakhna bara naxuk zamana hai Dillon mein kufr rakhty hain bazahir dostana hai


Image may contain: one or more people and people standing

Duniya do rangi opron sangi andaron dushman
Ilaahi abro rakhna bara naxuk zamana hai
Dillon mein kufr rakhty hain bazahir dostana hai

Wo aankhen thi jo sach sach bayan kar gayee warna lafz hote to kab ke mukar gaye hote


Image may contain: one or more people and close-up

वो तो आँखें थी जो सब सच बयां कर गयी
वरना लफ्ज होते तो कब के मुकर गए होते

Wo aankhen thi jo sach sach bayan kar gayee
warna lafz hote to kab ke mukar gaye hote

Apni khu-e-wafa se darta hon Aashqi bandagi na ho jaaye


Image may contain: 1 person, smiling, close-up

अपनी खू-ए-वफा से डरता हूँ  आशकी बंदगी ना हो जाए
Apni khu-e-wafa se darta hon Aashqi bandagi na ho jaaye

REH GAI DIL MEIN ADHURI HAR KHUSHI TERE BAGHAIR KESE KHUSH REH KAR GUZARU ZINDAGI TERE BAGHAIR



My friend Bilqees Baloch and her Late daughter Huriya Baloch in their hometown Lahore ( Pakistan ) only a month ago . Now Huriya is gone forever , Never to be seen again . Huriya was never sick in her life . A forever healthy and fit Huriya died yesterday after a very short mysterious illness . Rest in eternal peace Huriya ( pronounced as HOORYA meaning Angelique


Image may contain: 2 people, people smiling, indoor

REH GAI DIL MEIN ADHURI HAR KHUSHI TERE BAGHAIR
KESE KHUSH REH KAR GUZARU ZINDAGI TERE BAGHAIR
KYA BATAU KIS KADAR PHEEKE NAZAR AANE LAGE
CHAND TAARO MEIN NAHI WO ROSHNI TERE BAGHAIR
ZINDGAI SARI WO TANHA KIS TARAH KAATE BHALA
EK PAL JISNE NA KAATA HO KABHI TERE BAGHIR
YA KHUDA KO ILM HAI YA MEIN SAMJHTA HU ISE
JO MUJHE MEHSOOS HOTI HAI KAMI TERE BAGHAIR
TERI YAADON KE TERE RANGEE KHYALO KE TUFAIL
NAAM KO ZINDA HAI "RASHID"AAJ BHI TERE BAGHAIR

 POET:RASHID TONKI

Go jald baaz bohat hoon magar yaqeen karo Tumhare khuwab tassali se dekhta hoon main



Go jald baaz bohat hoon magar yaqeen karo
Tumhare khuwab tassali se dekhta hoon main

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo