December Ke Din Raat Kanton Par Guzar Rahi Hai Hayaat Kanton Par


Poet Ayaz Khan

Type By
*.__Ayaz_Khan__.*

 

December Ke Din Raat Kanton Par

Guzar Rahi Hai Hayaat Kanton Par

Bhatak Raha Hon Gham Ki Basti Mein

Saji Hai Ghamon Ki Baraat Kanton Par

Bhiga Hai Daman-E- Hasti Ashkon Se

Jari Ashkon Ki Barsaat Kanton Par

Teri Deed Ki Aarzu Mein Hoti Hai Aksar

Teri Tasveer Se Mulaqaat Kanton Par

Hota Hai Zikar Jab Tera Kahen Par AYAZ

Hoti Hai Logo Se Teri Baat Kanton Par..!


Da Che Rangona Du Jalal Ao Du Kamal Goram Zu Sta Pu Stargo Ke Du Khpaley Meeney Faal Goram

 

Poet:Muhammad Israr Atal

Type By

*.__NOMI__.*

 

Da Che Rangona Du Jalal Ao Du Kamal Goram

Zu Sta Pu Stargo Ke Du Khpaley Meeney Faal Goram

 

 Saaqi Munkar Dy Asmaan Hum Waryazey Nu Rawali

Zama Damey La Charta Seorey Sta Du Shaal Goram


ALLAH De Nu Kr'ri Che Du Khaoro Khatto Kaley Wran Shi

Bya Ba Du Yaar Deedan La Kom Zaai Ke Dewaal Goram


Laka Che Zaan Veenama Dase Zr'ru La Ddadd Rakavi

Tar Nemey Shpey Mi Veekh Saati Che Sta Romaal Goram


Zu Waim Taa Sara Nezdey Oosi Pu Dagha Gharaz

Sta Du Kosey Har Yao Sar'ri Ta Sta Pu Khyaal Goram


Da Faal Katonki Khalaq Hum Jor'r Pu Haghu Mayen Dy

ATALA Trev Ye Vi Tandey Che Pu Cha Faal Goram

 

**********NOMI**********

 

Jwand Ye Wo Dak La Majboro Wada Ye Nu Kawala Zr'ru Ye Kedu Kho Du Ratlo Wada Ye Nu Kawala

 

Poet:Muhammad Israr Atal

Type By

*.__NOMI__.*

 

 Jwand Ye Wo Dak La Majboro Wada Ye Nu Kawala

Zr'ru Ye Kedu Kho Du Ratlo Wada Ye Nu Kawala

 

Du Khpal Zar'rgi Du Maatavalo Pu Chal Nu Poheda

 Ku Na Zama Du Zr'ru Saato Wada Ye Nu Kawala

 

 Jor're Yaqeen Ye Du Khpal Kali Pu Akhtaro Nu Wo

 Che Du Nakreezo Du Rawr'ro Wada Ye Nu Kawala

 

 Mayena Wa Khu Du Khpal Jwand Ikhtiyaar Ye Laas Ke Nu Wo

Zaka Zama Du Khpaledo Wada Ye  Nu Kawala

 

Du Pukhtano Du  Rawajono Na Inkaar Peghoor Dy

Du  Zawlano Na Du Wato Wada Ye Nu Kawala

 

Du  Muhabbat Pu Nom ATALA Haghe Marg Qablavo

Khu Du Yaarai Na Du Tobo Wada Ye Nu Kawala........!

 

**********NOMI**********

 

Du Cha Du Meeney Lewani Yu Lewani Mo Wajni Du Khaistono Du Khaar Khukole Khaperai Mo Wajni

 

Poet:Muhammad Israr Atal

Type By

*.__NOMI__.*

 

Du Cha Du Meeney Lewani Yu Lewani Mo Wajni

Du Khaistono Du Khaar Khukole Khaperai Mo Wajni


Khafa Pu De Nu Yu Che Wale Ao Pu Sa Mo Wajni

Khafa Pu De Yu Che Pu Khpal Kor Ke Pradi Mo Wajni


Sta Qatilano Stargo Dase Aadat Wagestu Che

His Guzara Rasara Nu Kavi Bekhii Mi Wajni


Sta Du Tarkho Tarkho Khabaro Na Hum Khuwand Akhlo Kho

Munga Che Wajni Sta Du Shundo Khamoshi Mo Wajni


Dagha Zamung Du Tarbeyat Sila Rarasi Mung Ta

Mung Be-Qalama wo Satali Khpal Bachi Mo Wajni


ATALA Mung Mayinan Zr'rono Ke Ghla Nu Saato

Pu Neyat Safa Yu Du Darghala Zr'ru Tagi Mo Wajni.

 

**********NOMI**********

 

Muhammad Israr Atal

 

 

Muhammad Israr Atal

Mohammad Israr Atal was born on 20th April, 1980

 at the Bagh-e-Aram Village of LundKhwar 

in District Mardan of Khyber Pukhtunkhwa.

 He got his early education from his native schools,

 completing his Matric from Government High School,

 Dheri Lakpani in 1997 

and his Intermediate education from 

Government College Katlang in 1999. 

Atal attented the University of Peshawar and

 graduated with Gold Medal in Pashto Literature.

 Later on he also completed his second Masters in 

 Journalism & Mass Commuication.

DUA

Munga ALLAH Ta Tal Zaari Kar're Da

Watana Sta Du Sar Lowar'rai La Para

Chamana Sta Du Rangeenai La Para

Da Janati Khaora Abada Ghuwar'ro

Yao Du Pukhto Bal Du Siyalai La Para


Da Hujro Ao Jumatono Watan

Du Muhabbat Du Aazanono Watan

Du Nang Namos Du GhairatonoTareekh

Da Du Pair'ro Ao Du Umrono Watan

 

Khushala Ghuwar'ro Zindabad Ye Ghuwar'ro

Du Lar-O-Bar Du Khushalo Du Para

Du Meena-Nake wrorwalai Lu Para

Du Aman-Nake Khushalai Lu Para

 

**********NOMI**********

 

Baarish Mein Kaya Dhuli Dhuli Si Hai Ladki, Rang Mein Ras Mein Ghuli Ghuli Si Hai Ladki


Poet Qateel Shafai

Type bY
UJRRA_DIL

 

Baarish Mein Kaya Dhuli Dhuli Si Hai Ladki,

Rang Mein Ras Mein Ghuli Ghuli Si Hai Ladki,

Boodein Youn Dikhti Hain Us K Rukhsaaron Par,

Para Jaise Thark Raha Ho Angaaron Par,

Roop Us Ka Lagta Hai Aisa Garam Gulabi'

Jaise Bohat Say Jaam Piye Ho Koi Sharabi,

Botal Jaisi Khuli Khuli Si Hai Ladki,

Baarish Mein Kaya Dhuli Dhuli Si Hai Ladki,

Us Ki Chal Say Daryao'n Ko Mile Rawani,

Chalti Phirti Hui Qayaamat Us Ki Jawani,

Chalti Hai To Dilon Ko Rondti Jati Hai Wo,

Ban K Chamkti Bijli Kondti Jati Hai Wo,

Angaaron Mein Tali Tali Si Ladki,

Chand Mein Himat Kahan Jo Us K Samane Aaye,

Sooraj Us Ko Daikh K Baadal Mein Chhup Jaye,

Us K Naam Say Baghon Mein Aaye Haryali,

Us K Gaalon Say Mangi Phoolon Ne Lali,

Mail Milaap Mein Khuli Dali Si Ladki...............!


Che Mi Nosh Kr'ru Sta Du Ishq Sharaab Lazeez Wrak Mi Shu Du Dwar'ro Stargo Khuwab Lazeez

 

Poet:Ahmad Deen Talib

Type By

*.__NOMI__.*

 

Che Mi Nosh Kr'ru Sta Du Ishq Sharaab Lazeez

Wrak Mi Shu Du Dwar'ro Stargo Khuwab Lazeez


Lag De Makh Ta Du Insaaf Sheesha Pu Laas Kr'ra

Hala Bola Du Biltoon Aazaab Lazeez


Che Pu Tan Ye Sta Du Gham Zahar Khuwara Shuwal

Du Har Rag Na Faryaad Kr'ri Rabaab Lazeez


Zwar'rand Sar Shuwa Sarwa Sta Du Qad Du Sharma

Sharam Kr'ri Darna Saman Gulaab Lazeez


Malghalare Jawahir Pake Monde Shi

Che Shi Zam Du Shor Sara Daryaab Lazeez


Tafahus La Du TALIB AHMAD DEEN Rasha

Ku Tre Aore Du Sifat Alqaab Lazeez

 

**********NOMI**********

 

Tamam Umar Tujhe Zindagi Ka Pyar Mile, KHUDA Kare Ye Khushi Tujh Ko Baar Baar Mile

 

Poet Qateel Shafai


Singer Naheed Akhtar
Movie Bharosa

Type

By

*_FAROOQI.54_*

Tamam Umar Tujhe Zindagi Ka Pyar Mile,

KHUDA Kare Ye Khushi Tujh Ko Baar Baar Mile,

Meri Dua Hai Bichhein Phool Teri Raahon Mein,

Kate Hayaat Teri Raahton Ki Chhaon Mein,

Qadam Qadam Pe Tujhe Muasam-E-Bahaar Mile,

Khuli Ho Teri Tamna Kisi Kanwal Ki Tarah,

Sajaye Tujh Ko Labon Par Koi Ghazal Ki Tarah,

Tujhe Kisi Ki Wafaon Ka Aetbaar Mile,

Sada Jiye Ye Ada Tere Muskuraane Ki,

Samet Le Tera Dil Har Khushi Zamane Ki,

Kisi Ko Jo Na Mila Wo Tujhe Qaraar Mile..................*


Wo Khuwbsorat Larrkiyaan, Dasht-E-Wafa Ki Hirniyaan


Poet Muneer Niazi

KHALISH

Type By

*.__Ayaz Khan__.*

Wo Khuwbsorat Larrkiyaan,

Dasht-E-Wafa Ki Hirniyaan,

Shehr-E-Shab-E-Mehtaab Ki,

Be Cheen Jadugarniyaan,

Jo Badalon Mein Kho Gain,

Nazaron Se Ujhal Ho Gain,

Ab Sard Kali Raat Ko,

Aankhon Mein Gehara Gham Liye,

Ashkon Ki Behti Nehar Liye,

Gulnaar Chehre Nam Kiye,

Hasti Ki Sirhad Se Paray,

Khawabo Ki Sangeen Out Se,

Kehti Hain Mujh Ko Be Wafa,

Hum Se Bechrr Kar Kia Tujhe,

Sukh Ka Khazana Mil Gaya.......!


Kab Tak Dil Ki Kher Manaein Kab Tak Raah Dikhlao Ge ? Kab Tak Chen Ki Mohlat Do Ge


Poet Faiz Ahmad Faiz


Type

By

*_FAROOQI.54_*

Kab Tak Dil Ki Kher Manaein Kab Tak Raah Dikhlao Ge ?

Kab Tak Chen Ki Mohlat Do Ge ?
Kab Tak Yaad Na Aao Ge ?

Beeta Deed-E-Umeed Ka Muasam Khak Urrti Hai Aankhon Mein,

Kab Bhejo Ge Dard Ka Baadal ?
Kab Barkha Barsao Ge ?

Ahd-E-Wafa Ya Tarak-E-Mohabbat Jo Chaho So Aap Karo,

Apne Bas Ki Baat Hi Kia Hai Hum Say Kia Manwao Ge ?

Kis Ne Visal Ka Sooraj Dekha Kis Par Hijar Ki Raat Dhali,

Gaisswon Wale Kon Thay ?
Kia Thay ?
Un Ko Kia Jatlao Ge ?

FAIZ Dilon K Bhag Mein Hai
Ghar Bharna Lut Jana Bhi,

Tum Us Hussan K Lutaf-O-Karam Par Kitne Din Utrao Ge......................?


Labon Pe Phool Khiltay Hain Kisi Ke Naam Se Pehly Dilon Ke Deep Jaltay Hain Charagh-E-Shaam Se Pehly

 

Poet:Amjad Islam Amjad

 

Labon Pe Phool Khiltay Hain Kisi Ke Naam Se Pehly

Dilon Ke Deep Jaltay Hain Charagh-E-Shaam Se Pehly


Kabhi Manzar Badalnay Par Bhi Qissa Chal Nahi Pata

Kahani Khatam Hoti Hai Kabhi Anjaam Se Pehly


Yahi Taare Tumhari Aankh Ki Chilman Mein Rehty Thy

Yahi Sooraj Nikalta Tha Tumhare Baam Se Pehly


Hui Hai Shaam Jungle Main Parende Laot-ty Hon Gy

Ab Inko Kis Tarha Rokein Nawah-E-Daam Se Pehly


Ya Saare Rang Murda Thy Tumhari Shakl Ban'ny Tak

Ya Saare Harf Muhmal Thy Tumhare Naam Se Pehly


Howa Hai Wo Agar Munsif To AMJAD Ihtiyatan Hum

Saza Tasleem Kartay Hain Kisi Ilzaam Se Pehly


**********NOMI**********

 

Mere Dil K Taar Bajein Baar Baar, Huwa Tujh Se Pyar Aa Ja


Poet Qateel Shafai

Singer Saleem Raza
Move Payel Ki Jhankar 1967

Type

By

*_FAROOQI.54_*

Mere Dil K Taar
Bajein Baar Baar,
Huwa Tujh Se Pyar Aa Ja,

Rahoon Bay Qaraar
Karoon Intzar
Gaye Nain Haar Aa Ja,

Ye Tera Shabab Khilta Gulab,
Mujhe Kitne Khawab Dikhlaye,

Tera Kia Jawab ?
Zair-E-Naqaab
Too Ik Aaftab Chamkaaye,

Hansein Mere Nain
Katte Gham Ki Rain,
Mile Dil Ko Chain Aa Ja,

Jo Mile Pyaam
To Main Gaam Gaam,
Takoon Dil Ko Tham Teri Raahein,

Mera Subha-E-Sham,
Yahi Ab Hai Kaam,
Tera Lay K Naam Bharoon Aahein,

Tujh Bin Udas
Rahe Dil Ki Aas
Kabhi Mere Pas Aa Ja,

Rahoon Bay Qaraar,

Karoon Intzar

Gaye Nain Haar Aa Ja.....................*


Kitni Mushkil Se Kati Kal Ki Meri Raat Na Poochh Dil Se Nikli Hoi Honton Mein Dabi Baat Na Poochh


Kitni Mushkil Se Kati Kal Ki Meri Raat Na Poochh

Dil Se Nikli Hoi Honton Mein Dabi Baat Na Poochh


Wo Kis Ada Se Mere Saamnay Se Guzra Abhi

Kis Tarha Main Ne Sambhale Mere Jazbaat Na Poochh


Waqt Jo Badley To Insaan Badal Jatey Hain

Kia Nahi Dikhlaatey Ye Gardash-E-Haalaat Na Poochh


Wo Kisi Ka Ho Bhi Gaya Aur Mujhe Khabar Na Hoi

Kis Tarha Us Ne Chor'raya Hai Mujh Se Haath Na Poochh


Is Tarha Pal Mein Mujhe Begana Kar Diya Us Ne

Kis Tarha Apno Se Khai Hai Mein Ne Maat Na Poochh


Ab Tera Piyaar Nahi Hai To Sanam Kuch Bhi Nahi

Kitni Mushkil Se Bani Thi Dil Ki Kayinaat Na Poochh

 

**********NOMI**********

 

Nazren To Patheron Ko Bhi Kar Jain Chaak Chaak,Saj Dhaj Ke Bastiyun Mein Dekhai Na Dia Kar


نظریں تو پتھروں کو بھی کر جائیں چاک چاک

.

سج دھج کے بستیوں میں دکھائی نہ دیا کر


Band Hoti Kitabon Mein, Urrti Hui Tatliyan Daal Di


Poetess
Noshi Geelani

Type

By

*_FAROOQI.54_*

Band Hoti Kitabon Mein,
Urrti Hui Tatliyan Daal Di,

Kis Ne Risamon Ki Jalti Hui Aag Mein Ladkiyan Daal Di ?

Khof Kesa Hai Ye ?
Naam Us Ka Kahein Zair-E-Lab Bhi Nahi,

Jis Ne Haathon Mein Mere Hare Kanch Ki Choorriyan Daal Di,

Hont Pyase Rahe Hosle Thak Gaye Umar Sehra Hui,

Hum Ne Pani K Dhoke Mein Phir Rait Par Kashtiyan Daal Di,

Muasam-E-Hijar Ki Kesi Saait Hai ?
Ye Dil Bhi Heran Hai,

Mere Kaanon Mein Kis Ne Teri Yaad Ki Baaliyan Daal Di....................*


Buhat Andar Tak Tabahi Macha Deta Hai . . Wo Aansoo Jo Aankhoon Se Beh Nahi Pata


Buhat Andar Tak Tabahi Macha Deta Hai

.

.

Wo Aansoo Jo Aankhoon Se Beh Nahi Pata



Is Ahd-E-Pur Fatan Ki Nazar Say Ulajh Parro, Hangama Haaye Sham-O-Sehar Say Ulajh Parro,


Poet Saghar Sidiqui


Type

By

*_FAROOQI.54_*


Is Ahd-E-Pur Fatan Ki Nazar Say Ulajh Parro,

Hangama Haaye Sham-O-Sehar Say Ulajh Parro,

Hoga Rosh Rosh Pay Hamaray Janoon Ka Raaj,

Barrh Kar Nigah-E-Baraq-O-Sharar Say Ulajh Parro,

Lalkarti Hain Tum Ko Falak Boos Chotiyaan,

Itna Urro Keh Shams-O-Qamar Say Ulajh Parro,

Aatish Mein Kood Jao Bzam-E-Khalil-E-Shoq,

Mansooba Haaye Muaj-O-Bhanwar Say Ulajh Parro,

Barrhtay Chalo Mujaahido ALLAH Ki Raah Mein,

Bay Baak Ho K Khof-O-Khatar Say Ulajh Parro,

Apnay Watan Ki Khak-E-Muqdas K Wastay,

Saghar Tajliyaat-E-Gohar Say Ulajh Parro...............*


Ik Pagali Mera Naam Jo Le, Sharmaye Bhi Ghabraye Bhi

Singer Ustad Ghulam Ali

Type

By

UJRRA_DIL

Ik Pagali Mera Naam Jo Le,
Sharmaye Bhi Ghabraye Bhi,

Galion Galion Mujh Se Milne Aaye Sharmaye Bhi Ghabraye Bhi,

Raat Gaye Ghar Jane Wali Ghum Sum Ladki Rahon Mein,

Apni Uljhi Zulfon Ko
Suljhaye Bhi Ghabraye Bhi,

Kon Bichharr Kar Phir Lote Ga ?
Kion Aawara Phirte Ho ?

Raton Ko Ik Chaand Mujhe
Samjhaye Bhi Ghabraye Bhi,

Aane Wali Rut Ka Kitna Khof Hai Us Ki Aankhon Mein,

Jane Wala Door Se Hath Hilaye Bhi Ghabraye Bhi...................*

Poetess Nosh Gilani Type By *_FAROOQI.54_* Mere Sathi Meri Ye Rooh, Mere Jisam Se Parwaz Kar Jaye, To Lot Aana, Meri Bay Khawab Raton K Azabon Par, Saskte Shehar Mein Tum Bhi, Zara Si Der Ko Rukna, Mere Bay Jaan Honton Ki Duaon Par, Tum Apni Sard Peshani Ka, Pathar Rakh K Ro Dena, Bas Itni Baat Keh Dena, Mujhe Tum Se Mohabbat Hai................*

Poetess Nosh Gilani


Type

By

*_FAROOQI.54_*

Mere Sathi
Meri Ye Rooh,

Mere Jisam Se Parwaz Kar Jaye,

To Lot Aana,

Meri Bay Khawab Raton K Azabon Par,

Saskte Shehar Mein Tum Bhi,

Zara Si Der Ko Rukna,

Mere Bay Jaan Honton Ki Duaon Par,

Tum Apni Sard Peshani Ka,

Pathar Rakh K Ro Dena,

Bas Itni Baat Keh Dena,

Mujhe Tum Se Mohabbat Hai................*

Teri Nigah-E-Mohabbat Ka Intkhab Hoon Main, Chaman Mein Phool Bohat Hain Magar Gulab Hoon Main


Poet Qateel Shafai

Singer Tasvur Khanum
Movie Qismat 1974

Type

By

*_FAROOQI.54_*

Teri Nigah-E-Mohabbat Ka Intkhab Hoon Main,

Chaman Mein Phool Bohat Hain Magar Gulab Hoon Main,

Wo Aur Hon Ge Jinain Sirf Intzar Mila,

Mujhe To Pyar K Badle Mein Tera Pyar Mila,

Basa Huwa Hai Jo Dil Mein Tere Wo Khawab Hoon Main,

Zamane Bhar Ki Nazar Say Tujhe Bachaya Hai,

Phir Us K Bad Tujhe Rooh Mein Rachaya Hai,

Jo Tere Dam Se Hai Roshan Wo Maahtab Hoon Main,

Ye Dhoop Mere Baddan Ki Ye Zulf K Saye,

Meri Tarah Jo Haseen Ho Wo Samne Aaye,

Wafa Hoon,

Pyar Hoon,

Iqrar Hoon,

Shabaab Hoon Main................*


Sallam Likhta Hai Shaair Tumhare Hussan K Naam, Bikhar Gia Jo Kabhi Rang-E-Pairhan Sar-E-Baam


Poet Faiz Ahmad Faiz


Type

By

*_FAROOQI.54_*

Sallam Likhta Hai Shaair Tumhare Hussan K Naam,

Bikhar Gia Jo Kabhi Rang-E-Pairhan Sar-E-Baam,

Nikhar Gai Hai Kabhi Subha Do Pehar Kabhi Sham,

Kahein Jo Qaamat-E-Zaiba Pe Saj Gai Hai Qaba,

Chaman Mein Saro-O-Sanobar Sanwar Gaye Hain Tamam,

Bani Basaat-E-Ghazal Jab Dubo Liye Dil Ne,

Tumhare Saya-E-Rukhsar-O-Labb Mein Saghar-O-Jaam,

Sallam Likhta Hai Shaair Tumhare Hussan K Naam,

Tumhare Hath Pe Hai Tabish-E-Hina Jab Tak,

Jahan Mein Baqi Hai Dildaari-E-Uroos Sakhan,

Tumhara Hussan Jawan Hai To Mehrban Hai Falak,

Tumhara Dam Hai To Damsaz Hai Hawa-E-Watan,

Agricha Tang Hain Auqat Sakhat Hain Aalam,

Tumhari Yaad Se Shaireen Hai Talkhi-E-Ayaam,

Sallam Likhta Hai Shaair Tumhare Hussan K Naam..............*

.


Du Pokhtane Mor Awaaz


‎غزل‎'s photo.
دپښتني مور آواز
زما په عقل کې نقص نه شته ده انســـــــــان يمه زه
ما چې ورکړی امتحان دی قهرمـــــــان يمـــــــــه زه
د ميوند جنګ کې قربانی تــــــــه په ميدان ومه زه
ما چې ور کړی امتحان دی قــــــهرمــــــــان يـــــــــمه زه
سر کې ما غزه لرم ما غزو کې احساسات لرمـــه
زه پښتنه د پښتنې مينې جزبـــــــــــات لــــــــرمــــــــه
داسې خو مه وايه چه کور کی ياپه ګور کې اوسه
ستا داحساس لپاره ډير عالي خيـــــــــالات لــــــرمه
د پښتون کور اباديدو ته په ارمـــــــــان يــــــــــــمه زه
ماچې ورکرې امتحان دی قهرمـــــــــــان يــــــــــــمــه زه
دنړ يوال په مقابل انتظـــــــــام پــــــورتــــــــــه کـــــــړه
دجهالت الزام کړه لرې نوم دقام پورتـــــــــــه کـــــــړه
عقل هوښيارکړه د وطن ميندې خپـــــــل زړه وګڼـــه
که ترقي دوی مقصد ددوی مقام پــــــــورتــــــــه کړه
ټول نړيوال ته په طاقت کې ښه بيان يــــــــــــــمه زه
ما چه ورکړې امتحان ده قهــــــرمــــــــان يــــــــــمه زه
دوطن مور يمه تــــــــــــــــــه ګواښ دظلم زور مه کوه
دجګو غرو زمرو ته غوږ کـې شور ماښور مه کوه
دوي نه ختميږي سلسلې دغيرتـــــــــــــنو لــــــــــــــري
داحمد شاه او دمير ويس په شان سرونه لـــــــــــــري
(حفيظه ) وايـــــــــه چـې قدرت د ستر کاروان يمه زه
ما چې ورکړی امتحان دی قهرمـــــــان يمـــــــــه زه

Ho Jaaye Gi Jab Tum Se Shanasaayi Zara Aur Barrh Jaye Gi Shaayed Meri Tanhaayi Zara Aur


Ho Jaaye Gi Jab Tum Se Shanasaayi Zara Aur

Barrh Jaye Gi Shaayed Meri Tanhaayi Zara Aur


Kyun Khul Gae Logon Pe Meri Zaat Ke Asraar

Ay Kaash Keh Hoti Meri Gehraayi Zara Aur


Phir Haath Pe Zakhmon Ke Nishaan Gin Na sako Ge

Ye Uljhii Hoi Dor Jo Suljhaayi Zara Aur


Tardeed To Kar Sakta Tha Paile Gi Magar Aur

Iss Taur Bhi Hogi Teri Ruswaayi Zara aur


Kyun Tark-E-Talluq Bhi Kia Lout Bhi Aaya

Acha Tha Keh Hota Jo Wo Harjaayi Zara Aur


Hai Deep Teri Yaad Ka Roshan Abhi Dil Mein

Ye Khauf Hai Lekin Jo Hawa Aai Zara Aur


Larrna Wahin Dushman Se Jahan Ghayr Sako Tum

Jeeto Ge Tabhi Hogi Jo Paspaayi Zara Aur


Barrh Jaein Ge Kuch Aur Lahoo Bechne Wale

Ho Jay Agar Sheher Mein Mehengaayi Zara Aur


Ik Dobti Dharrkan Ki Sada Log Na Sun Lein

Kuch Der Ko Bajne Do Ye Shahnaayi Zara Aur.....!

 

**********NOMI**********

 

''Fitratona Ye Badal Di Gani Yao Shan Insanan Dii'' ''Sok Du Meene Arzomand Di Sok Du Meene Dushmanan Dii


''Fitratona Ye Badal Di Gani Yao Shan Insanan Dii''

''Sok Du Meene Arzomand Di Sok Du Meene Dushmanan Dii''

 

''Shinkay Khaal Pake Imam Dy Sta Du Wrozo Pu Mehraab Ke''

''Baanr'ra Khkata Porta Kegi Dagha Tool Ye Muqtadyaan Dii''

''Khukuli Tool Yao Shanti Na Vii Adatona Ye Badal Vii''

''Sok Pu Zr'runo Marham Kegdii Sok Da Zr'rono Qatilaan Dii''

''Dalta Meena Narawaa Da Nor Har Sa Dalta Rawaa Dii''

''Da Du Kom Mazhab Qanoon Dy Da Du Kom Mazhab Qazyaan Dii''

''Khpa Newalay Shwali GRANA Pu Hasrat Hasrat Wargori''

''De Ogdo Ogdo Kamso Ke Bala Zr'rona Awezaan Dii..........!

Email By Baryaali Samadona

 

Dil Deta Hai Ro Ro Duhai Kisi Se Koi Pyar Na Kare, Barri Mehngi Parre Gi Ye Judai Kisi Se Koi Pyar Na Kare


Poet Qateel Shafai

Singer Munwar Sultana
Movie Ishq Par Zor Nahein

Type

By

*_FAROOQI.54_*

Dil Deta Hai Ro Ro Duhai Kisi Se Koi Pyar Na Kare,

Barri Mehngi Parre Gi Ye Judai Kisi Se Koi Pyar Na Kare,

Koi Samjhe Kisi Ko Na Apna,

Jhoota Nikale Ga Jeevan Ka Sapna,

Gao'n Gao'n Pukare Shehnai,
Kisi Se Koi Pyar Na Kare,

Saij Par Bethi Roye Dulhniyan,

Base Preetam K Man Mein Sotniyan,

Haye Nikala Balam Harjai,
Kisi Se Koi Pyar Na Kare,

Pyar Ne Kuch To Pagal Banaya,

Aur Kuch To Zindagi Ne Bhi Sataya,

Khoob Apni Hui Jag Hansai,
Kisi Se Koi Pyar Na Kare.................*


Nigahein Mila Kar Badl Jane Wale Mujhe Tujh Se Koi Shikayat Nahi Hai


Poet Qateel Shafai
Singer Noor Jahaan
Movie Mehboob


Type

By

*_FAROOQI.54_*


Nigahein Mila Kar Badl Jane Wale
Mujhe Tujh Se Koi Shikayat Nahi Hai,

Ye Dunya Barri Sang Dil Hai,
Yahan Par Kisi Ko Kisi Se Mohabbat Nahi Hai,

Jafaon Se Toonay Mere Dil Ko Torra,
Mujhe Toonay Zalim Kahein Ka Na Chhorra,

Huwa Mujh Ko Maloom Sub Kuch Luta Kar,
Wafa Ki Yahan Koi Qeemat Nahi Hai,

Na Pehle Se Din Hain Na Pehli Si Raatein,
Bhula Di Wo Toone Mohabbat Ki Baatein,

Sunaye Thay Jo Toone Jhoote Fasane,
Zara Si Bhi Un Mein Haqeeqat Nahi Hai,

Karon Jo Main Faryad Apni Zabaan Se,
Girein Toot Kar Bijliyan Aasmaan Se,

Main Ashakon Mein Sare Jahan Ko Bahaa Doun,
Magar Mujh Ko Rone Ki Aadat Nahi Hai....................*


Sharam Na Aai Kion Baabul Tujhay ? Kion Haya K Janaze Niklwa Diye


Poet Qateel Shafai


Singer Noor Jahaan
Movie Qatil Ki Talash 1986

Type

By

*_FAROOQI.54_*

Sharam Na Aai Kion Baabul Tujhay ?
Kion Haya K Janaze Niklwa Diye ?

Ik Tawaaif K Paon Mein Sajte Hain Jo,
Too Ne Beti Ko Ghunghroo Wo Pehna Diye,

Teri Karni Ka Phal Mujh Ko Chakhna Parra,

Paon Apne Hi Lashe Par Rakhna Parra,

Sath Un Aansowon Ko Parkhna Parra,

Aaj Matti Mein Jo Too Ne Milwa Diye,

Jis Pe Thonpe Koi Zindagi Paap Ki,

Wo Bhi Hoti Hai Beti Kisi Baap Ki,

Aaye Aawaz Table Se Har Thaap Ki,

Gherton K Mehal Too Ne Kion Daha Diye,

Tere Khawabon Mein Heere Thay Almaas Thay,

Khawab Tere Mgar Kab Mujhe Raas Thay,

Sirf Izzat K Muati Mere Pas Thay,

Wo Bhi Too Ne Sar-E-Aam Lutwa Diye,

Sharam Na Aai Kion Baabul Tujhe..?


Chaandi Jesa Rang Hai Tera Sone Jese Ball, Aik Too Hi Dhanwan Hai Gori Baqi Sub Kangal

 

Poet Qateel Shafai

Singer Masoud Rana
Movie Mazboot 1963

Type

By

*_FAROOQI.54_*

 

Chaandi Jesa Rang Hai Tera Sone Jese Ball,

Aik Too Hi Dhanwan Hai Gori Baqi Sub Kangal,

Jitna Tujh Ko Dekhon Utni Barrhe Nazar Ki Pyaas,

Jo Kuch Tere Pas Hai Gori Nahi Kisi K Pas,

Ye Zulfain
Ye Hont Gulabi
Ye Aankhein
Ye Gall,

Aik Too Hi Dhanwan Hai Gori Baqi Sub Kangal,

Jab Tak Sar Par Aasmaan Hai Pairon Tale Zameen,

Tab Tak Teri Chaahat Ka Poora Mujhe Yaqeen,

Toonay Mera Sath Diya Too Jiye Hazaron Sall,

Aik Too Hi Dhanwan Hai Gori Baqi Sub 

Kangal............*

 

Ambwa Ki Daalion Pe Jhoolna Jhula Ja, Ab K Sawan Too Sajan Ghar Aa Ja


Poet Qateel Shafai

Singer Iqbal Bano
Movie Naagan


Ambwa Ki Daalion Pe Jhoolna Jhula Ja,

Ab K Sawan Too Sajan Ghar Aa Ja,

Tujh Bin Mera Man Bekal Hai,

So So Baras Ka Ik Ik Pal Hai,

Din Ye Guzaron Kese Itna Bata Ja,

Bichharr Gia Ho Jis Ka Sathi,

Wo Ik Deepak Hai Ban Baati,

Gham Ka Andhera Mere Man Se Mita Ja,

Yaad Jo Aaein Din Bechpan K,

Roein Nainaa'n Mujh Birhan K,

Taras Gai Hoon Mohe Daras Dikha Ja.....................*


Ku Zama Pu Stargo Oleed Ta Singaar Khpal She Pakhpala Ba Aashiq Pu Khpal Rukhsaar Khpal

  

18 may 2015 -Today Complete 100 Posts Of Ahmad Deen Talib

Poet:Ahmad Deen Talib

Type By

*.__NOMI__.*

 

Ku Zama Pu Stargo Oleed Ta Singaar Khpal

She Pakhpala Ba Aashiq Pu Khpal Rukhsaar Khpal

Da Khu Zu Yam Che Du Dera Ghama Nu Mram

Gani Sok Pu Ishq Ke Nu Paai Be-Yaar Khpal

His Gumaan Du Khushalai Mi Pu Cha Neshta

Tol Aalam Ganr'ri Aazar Zama Aazar Khpal

Bulbulan Du Biltanu Du Ghama Jar'ri

Pu Jar'ra Ke Yadavi Ter Shawe Waar Khpal

 

Che Majnoon Ghunde Pu Meena Ke Sadiq Vi

Hagha Nawri Nasehat Du Mor Ao Plaar Khpal

Zu TALIB AHMAD DEEN Ta Pase Ranzor Yam

Tafahus Du Maraz Nu Kr're Du Bimaar Khpal

 

**********NOMI**********

 

Che De Nan Kr'ru Rapu Gheg Rabaab Du Meeny Bakhshish Ra Yawa Piyala Sharab Du Meeny

 

Poet:Ahmad Deen Talib

Type By

*.__NOMI__.*

 

Che De Nan Kr'ru Rapu Gheg Rabaab Du Meeny

Bakhshish Ra Yawa Piyala Sharab Du Meeny


Du Ghanam Ghunde Pu Ishq Ke Allama Shom

Che Du Stargo Mi Razi Khonab Du Meeny


Khuwab Khanda Ra Na Juda Kr'ral Gham Du Hijar

Hagha Dam Che Ye Shuro Kr'ru Baab Du Meeny


Yaqeen Nu Dy Che Ba Bya Haghase Rogh Shi

Zr'ru Mi Dase Ghosavi Qasaab Du Meeny


Du Wisaal Badsha Ta Waya Che Laas Rakr'ri

Na-Khabara Kr'ram Laaho Selaab Du Meeny


Ma TALIB AHMAD DEEN Ghowakhe Du Zr'ru War Kr're

Pu Hamlo Hamlo Ye Khuri Gharab Du Meeny

 

**********NOMI**********

 

Hechare Mu Lara Kaar Du Bal Pu Kaar ke Che Be-Wara Ghuwar're War Pu Pradi Kaar Ke

 

Poet:Ahmad Deen Talib

Type By

*.__NOMI__.*

 

Hechare Mu Lara Kaar Du Bal Pu Kaar ke

Che Be-Wara Ghuwar're War Pu Pradi Kaar Ke


Laka Tu Che Pu Khpal Sod Maqsood Pohege

Dase Har Sar're Pohegi Roz Kaar Ke


Awal Tu Pakhpala Khpal A'aibona Shumar Kr'ra

Hala Rawala Du Bal A'aibona Shumar Ke


Du Bal Kor Ke Du Khpal Kor Izat Monde Shi

Khpal Warkar're Tua'am Khura Pu Kor Du Yaar Ke


AHMAD DEEN TALIB Jota La'alona Nu Gdi

Du Aseelo Malghalaro Pu Qatar Ke

 

**********NOMI**********

 

Aaj Ki Shab Main Preshan Hon To Yon Lagta Hai,Aj Mehtaab Ka Chehra Bhi Hai Utra Utra


آج کی شب میں پریشاں ہوں تو یوں لگتا ہے
.
.
.

آج مہتاب کا چہرہ بھی ہے اُترا اُترا
.
پروین شاکر


Badltay Muasmoon Ki Bay Wafai Nay Rula Dala, Hamein Apnay Dukhoon Par Jag Hansayi Nay Rula Dala

 

Poettse Nazia Kanwal Nazi

Type

By

*_FAROOQI.54_*

 

Badltay Muasmoon Ki Bay Wafai Nay Rula Dala,

Hamein Apnay Dukhoon Par Jag Hansayi Nay Rula Dala,

Koi Bhi Faradd-E-Wahid Kab Mutaasar Kar Saka Hum Ko ?

Hamein To Bas Zamanay Ki Khudayi Nay Rula Dala,

Na Jab Shour Tha To Zindagi Pur Kaif Thi Kitni,

Khuli Aankhein To Khud Apni Duhayi Nay Rula Dala,

Main Wo Pathar Hoon Jis Ko Muam Hona Rass Na Aaya,

Parri Karni Jo Paish Apni Safaayi Nay Rula Dala,

Dikhaway Ki Mohabbat Ka Koi Bhi Gham Nahi Laahaq,

Hamein To Apni Hi Is Khud Numaayi Nay Rula Dala,

Bohat Anmol Thi Wo Kanch Ki Gurriya Si Ik Ladki,

Milay Gi Ab Kahan ?

Us Ki Judayi Nay Rula Dala.................*


Laila Laila Laila Afsar Khoobaan Laila, Dil-O-Jaan Maa-Fada-E-Rukh-E-Tabaan Laila


Poet Qateel Shafai

Singar Zubaida Khanam
Movie
Ishq-E-Laila

 

Laila Laila Laila
Afsar Khoobaan Laila,

Dil-O-Jaan Maa-Fada-E-Rukh-E-Tabaan Laila,

Laila Ay Hoor Laila,

Az Too Shudam Door Laila,

Nala-E-Gham Mee Kashad
Aashiq Mehjoor Laila,

Laila Laila Laila Afsar Khoobaan Laila,

Zaray Zaray Mein Dharrkta Hai Yahan Qais Ka Dil,

Har Bagolay Mein Nazar Aata Hai Taira Mehmal,

Bohat Maghroor Laila,

Az Too Shudam Door Laila,

Laila Laila Laila................!


Chaand Hanse Dunya Base Roye Mera Pyar Ray, Dard Bhare Dil K Mere Toot Gaye Taar Ray

 

Poet Qateel Shafai

Singer Noor Jahaan
Movie Intzar 1956

Type
By

*_FAROOQI.54_*

 

Chaand Hanse Dunya Base Roye Mera Pyar Ray,

Dard Bhare Dil K Mere Toot Gaye Taar Ray,

Palakon Ki Chhaon Tale,
Ashakon Ki Aag Jale,

Teri Khabr Paon Kahan ?
Jaon Kahan Bas Na Chale,

Reh Na Sakon Raah Takon Nain Gaye Haar Ray,

Bachpan Ki Yaad Liye,
Hontoon Pe Faryad Liye,

Roti Hui Jaon Kahan ?
Main Dil Barbad Liye,

Too Hai Kahan?
Taire Bina Chain Hai Dushwar Ray,

Chaand Hanse Dunya Base Roye Mera Pyar Ray.....*


Bulbul Jar'ri Yadavi Rukhsaar Du Gul Khudaya Rawaly Dobar Bahar Du Gul

 

Poet:Ahmad Deen Talib

Type By

*.__NOMI__.*

 

Bulbul Jar'ri Yadavi Rukhsaar Du Gul

Khudaya Rawaly Dobar Bahar Du Gul


Du Bulbul Du Stargo Nam ChAman La Yosi

Bya Ye Boli Pa Shabnam Rebaar Du Gul


Che Faryad Du Bulbulano Bagh Ke Waori

Pu Ikhlas Izzat Kavi Malyaar Du Gul


Har Yao Zaagh Ba Aashiqi Du Gul Ikhtiyaar Kr'ra

Ku Ye Nu Leeday Pu Sang Ke Khaar Du Gul


Che Mi Sod Du Yaar Du Makh Warbande Kegi

Pokhtam Zaka Du Har Cha Na Laar Du Gul


AHMAD DEEN Du Hagha Khalqo Dua Go Dy

Che Perzo Pre Du Cha Shi Deedar Du Gul 

 

**********NOMI**********

 


Yao Bulbul Pu Chaghar Nu Dy Laka Zu Hamesha Na Qalar Nu Dy Laka zu

 

Poet:Ahmad Deen Talib

Type By

*.__NOMI__.*

 

Yao Bulbul Pu Chaghar Nu Dy Laka Zu

Hamesha Na Qalar Nu Dy Laka zu


Ajdaha Du Biltana Pu Zar'rgi Nosh Kr'ram

Sok Nosh Kar're Khamar Nu Dy Laka Zu


Du Nargas Du Gham Taoono Bora Tor Kr'ru

Tor Bora Dil Afgaar Nu Dy Laka Zu


Parwana Ku Zaan Sezi Pu Oor Du Shammey

Arzomand Du Deedar Nu Dy Laka Zu

 

Zu TALIB AHMAD DEEN Sta Du Dar Ghulam Yam

Yao GhulamDe Pakaar Nu Dy Laka Zu

 

**********NOMI**********

 

Che Shamal Kr'ri Gul Sahar Taza Nmar Parast Shi Pu Deedan Du Nmar Taza

 

Poet:Ahmad Deen Talib

Type By

*.__NOMI__.*

 

Che Shamal Kr'ri Gul Sahar Taza

Nmar Parast Shi Pu Deedan Du Nmar Taza


Zaagh Bora Ta Che Ghunche Du Khyala Khandi

Du Bulbul Pu Zr'ru Gdi Parhar Taza


His Hajat Mi Pu Sharab Pu Shakar Neshta

Yaar Zama Lari Sra Lab Shakar Taza


 Che Yousaf (A.S) Ghunde Dildar Mi Khuwa La Raghey

Du YaQub (A.S)  Ghunde Mi Sho Nazar Taza

 

Du Biltoon Pu Waseela Wisal Monde shi

Pu Wisal Shi Du Gham Tor Bashar Taza


AHMAD DEEN  Du Shairai Mehfil Ke Naast Dy

Latavi Du Aashiqai Daftar Taza

 

**********NOMI**********

 

Che Taro Tanzare Onu Kr'ri Awaz Nu Khabreegi Tre Khkaari Nu Bakha Baaz

 

Poet:Ahmad Deen Talib

Type By

*.__NOMI__.*

 

Che Taro Tanzare Onu Kr'ri Awaz

Nu Khabreegi Tre Khkaari Nu Bakha Baaz


Du Gham Okhko Mi Pat Raaz Du Zr'ru Zahir Ku

Laka Raaz Du Rabaab Sere Kr'ri Shahbaaz


Ku Mansoor Du Koh-E-Toor Na Zr'ru Muhkam Kr'ru

Oye Nu Zaghamal Sharab Du Ishq Daraz


Zaagh Ba Hechare Lamsoon Baghbaan Ta Nu Kr'ro

Ku Bulbul Ta Nu Kr're Gul Khanda Du Naaz


Har Sar're Du Biltana Du Ghama Jar'ri

Magar Sok Ye Aashiq Boli Sok Ghamaaz


Che Ba Tal Du AHMAD DEEN TALIB Pre Sod Wo

Khudaya Sa Sho Hagha Saaz Hagha Damsaaz

 

**********NOMI**********

 

Och Largy Kala Samegi Be Du Oora Nu Yaari Shi Du Kam Asal Be Du Zora

 

Poet:Ahmad Deen Talib

Type By

*.__NOMI__.*

 

Och Largy Kala Samegi Be Du Oora

Nu Yaari Shi Du Kam Asal Be Du Zora


Wal Tre Nu Ozi Ku Par're Pu Oor Seze

Sa Umeed Dy Du Kam Asal Haram Khora


Che Du Yao Pu Gheg Ke Naast Vi Bal Ta Khandi

Yaari Mu Ghuwar'ra Du Dase Ghareeb Chora


Tash Du Khuley Libas Ye Vi Ikhlaase Nu vi

Laka Sarwa Be-Mewe Du Bagh Samsora


Pu Dolat  Pu Muhabat Kala Khpaleegi

Che Pu Zaat Nu Vi Aseel Du Plar O Mora

 

AHMAD DEEN Ta Ye Ashna Starge Na Ashna Kr're

Zaka Nu Kr'ri Du Kam Aslo Yaari Nora

 

**********NOMI**********

 

Beyarta Nu Razi Ter Shawe Haal Du Umar Nu Paiwand Akhli Shledalay Taal Du Umar

 

Poet:Ahmad Deen Talib

Type By

*.__NOMI__.*

 

Beyarta Nu Razi Ter Shawe Haal Du Umar

Nu Paiwand Akhli Shledalay Taal Du Umar


Che Yao Got Maiy Pu Kror'rono Monde Nu shi

Abas sala Toyawe Salsaal Du Umar


Hagha Baagh Che Bulbulaan Pake Mewa Khuri

Tu Ba Sa Kr're Be-Mewe Da Nihaal Du Umar


Du Dunya Pu Karobaar Dase Mashghol Ye

Che De Nu Razi Pu Sar Ke Khyal Du Umar


Ku Har So Tre Pat Pu Faal Du Parhez Garze

Khu Aakhir Ba De Marg Maat Kr'ri Faal Du Umar


AHMAD DEEN Che Du Har Cha Na Tafahus Kr'ri

Pu Brekhna Pore Tar'ri Mashaal Du Umar

 

**********NOMI**********

 

Ya Zama Pu Zr'ru Ke Meena Du Dilbar Da Ya Ghuncha Pu Baghicha Du Sadbar Da

 

Poet:Ahmad deen Talib

Type By

*.__NOMI__.*

 

Ya Zama Pu Zr'ru Ke Meena Du Dilbar Da

Ya Ghuncha Pu Baghicha Du Sadbar Da

Ya Ghotai Ghotai Khuwaley Du Yaar Du Makh Di

Ya Tabqa Du Malghalaro Pu Mar Mar Da

Ya Ye Qad-O-Qamat Na Sarwa Sharminda Shuwa

Ya Walar'ra Ye Deedan Ta Zwar'rand Sar Da

Ya Mi Khuwand Ye Du Sro Shondo Khuley Na Nu Zi

Ya Zaila Sheerini Du Shahad Shakar Da

Ya Ye Be-Ewaz Na Khair Du Deedan Rakr'ru

Ya Ewaz Mi Ghulami Du Yaar Du Dar Da

Ya Ghamaz Du AHMAD DEEN Du Khu Na Takhti

Ya Pu Laas Du Wisaal Nakha Du Lakhkar Da

 

**********NOMI**********

 

Da Pama Zama Du Yaar Mehrubani Da Zaka Lare Mi Du Zr'ru Na Preshani da

 

Poet:Ahmad Deen Talib

Type By

*.__NOMI__.*

 

Da Pama Zama Du Yaar Mehrubani Da

Zaka Lare Mi Du Zr'ru Na Preshani da


Ku Pa Ghar'ra Garzom Rasai Du Zulfo

Rata Wai Che Da Hum Musalmani Da


Ku Har So Ye Du Biltoon Du Khofa Jar'ram

Khu Pu Laas Mi Du Wisal Qaharmani Da


Da Mi Tao Du Aashiqai Ta Ghar'ra Kekhwa

Pu Afsoos Mi Du Asmaan Sar Gardani Da


Ku Khubaan Du Tol Jahan Mi Pu Laas Rashi

Khu Be-Yaara Mi Ruswa Zindagani Da


Zu TALIB AHMAD DEEN Pand Du Sabar Naoram

Che Daana Yama Ku Da Mi Naadani Da

 

**********NOMI**********

 

Che Paida Shi Du Hijr'ra Kara Farzand Day Ao Nor Khalq Pohegi Pre Sargand

 

Poet:Ahmad Deen Talib

Type By

*.__NOMI__.*

 

Che Paida Shi Du Hijr'ra Kara Farzand

Day Ao Nor Khalq Pohegi Pre Sargand


Chare Gul Nu Zarghonegi Be Du Tukhma

Nu Khpaleegi Prade Baz Pu BazoBand


Pu Pradai Zmaka Ke Nal Che Sok Nihaal Kr'ri

Tre Na-Raaz Vi Du Haghe Zmake Khawand


Magar Da Hijr'ra Pre Dase Khushleegi

Laka Bya Momi Badfal Iqbal Buland


Ku Pu Khar Du Manzari Sarman Khuwara Shi

Nor Ba Nu Kr'ri Du Khpal Asal Chaal Chaland


AHMAD DEEN TALIBA Da De Na-Pohi Da

Che Yaarai Ke Du Kam-Aslo Gore Khuwand

 

**********NOMI**********

 

Rasha Rasha Du Be-nango Yaari Pregda Mewa Nu Darkavi Botey Bari Pregda

 

Poet:Ahmad Deen Talib

Type By

*.__NOMI__.*

 

Rasha Rasha Du Be-nango Yaari Pregda

Mewa Nu Darkavi Botey Bari Pregda


Khpal Khawand Nu Pejani Bardara Wana

Be-wafa Sara Da KhairKhuwahi Pregda


Che Gulona Ye Saba La Bal Ta Khandi

Du Majaz Du Dase Bagh Malyari Pregda


Pu Hunar Ba Sar-O-Maal Darna Ganr'ra Kr'ri

Che De Nu Zda Du Libaas Juwari Pregda


Zin Zarin Che Taazi Ass La Munasib Dy

Du Zillat Du Khar ,Qacher Sawari Pregda


AHMAD DEENA Ku Gharaz De Khushali Vi

Khushali Nu Lari Yaar Bazari Pregda

 

**********NOMI**********

 

Khpal Ashna Wata Ashna Ashna Tua'am Gda Na-Ashna Ta Du Ashna Pu Makhke Gaam Gda

 

Poet:Ahmad Deen Talib

Type By

*.__NOMI__.*

 

Khpal Ashna Wata Ashna Ashna Tua'am Gda

Na-Ashna Ta Du Ashna Pu Makhke Gaam Gda


Du Dozakh Botey Nihaal Janat Ke Nu Kr're

Nu Pu Khulu Du Dozakhi Du Janat Jaam Gda


Du Dushman Na Zaan Saata Ku Der De Dost Shi

Ghat Marghu Ta Du Ranai Du Paasa Daam Gda


Che Pre Nu Gde Du Nan Kaar Saba Ta

Saba Wraze La Tokha Du Nan Maakham Gda


Lewani Du Lewano Pairvi Nu Kr'ri

Rogho Khalqo La Du Rogho Khalqo Naam Gda


AHMAD DEEN TALIBA Drang Sa'at La Marg Dy

Gor Kafan Lara Du Nek Amal Inaam Gda

 

**********NOMI**********

 

Pu Qafas Ke De Yam Du Zulfo Bandewan Khuwakh Laka Dar Che Pu Sadaf Ke Vi Penhan Khuwakh

 

Poet:Ahmad Deen Talib

Type By

*.__NOMI__.*

 

Pu Qafas Ke De Yam Du Zulfo Bandewan Khuwakh

Laka Dar  Che Pu Sadaf Ke Vi Penhan Khuwakh


Khaperak Ku Noor Du Namar Ta Katey Nu Shi

Zu Yam Sta Du Makh Shua'a Ta Nigran Khuwakh


Sta Du Husan Che Sifat Yao Ware Waori

Du Yousaf (A.S) Pu Sifat Nu Vi Hagha Zwan Khuwakh


Yao Marghu Pu Daam Ke Onkhali Nor Takhti

Bandi Sta Du Ishq Pu Daam Ke Vi Marghan Khuwakh


Ku Aoya Zara Parde De Pu Makh Nu Wey

Sok Ba Nu Wo Pu Rozgaar Du De Jahan Khuwakh


Pu Hargiz Ke Che Da Sta Du Khaist Boie Dy

AHMAD DEEN Yam Pu Sail Zaka Du Bostaan Khuwakh

 

**********NOMI**********

 

Zu Che Veenama Du Bal Pu Makh Ke Khpal Makh HarGiz Nu Laram Nazar Pu Hagha Bal Makh

 

Poet:Ahmad Deen Talib

Type By

*.__NOMI__.*

 

Zu Che Veenama Du Bal Pu Makh Ke Khpal Makh

HarGiz Nu Laram Nazar Pu Hagha Bal Makh


Che Kam Aqal Vi Pu Khar'r Aain Ke Gori

An Ku Mr'rawey Pake Veeni Taza Gul Makh


Bulbulaan Sala Du Hagha Gul Sifat Kr'ri

Pu Baghbaan Du Baagh Che Nu Vi Du Bulbul Makh


Du Wafa Laafe Che Kr'ri Azmekht Pe Okr'ra

Du Ashna Ghunde Khkarigi Du Chughal Makh


Patang Zaan Sara Jarga Shammey La Botla

Warsha Ogora Che Shta Ku Osezal Makh


Ku Pat Makh Pu Zulfo Yaar AHMAD DEEN Bya Mond

Khukolavi Ba Ye La Pasa Du KaKal Makh

 

**********NOMI**********

 

Pas Du Nemi Shpe Na Keena Kat Ke Vekh Che Talab De Ghal Onu Kr'ri Du Tasleekh

 

Poet:Ahmad Deen Talib

Type By

*.__NOMI__.*

 

Pas Du Nemi Shpe Na Keena Kat Ke Vekh

Che Talab De Ghal Onu Kr'ri Du Tasleekh


Oor Taza Kr'ra Pe Kabaab Du Bulbul Kr'ra

Du Kabaab Du Para Onu Seze Seekh


Du Mewe Yawa Jolai Du Bagha Yosa

Che Du Ghege Pu Luqma Du Tua'am Trekh


Du Dushman Pu Dutkarai Mu Khushalega

Khushalega Du dostano Pu Taobeeh


AHMAD DEENA Ma'ashoqa Vi Pu Zr'ru Narma

Khu Mushkil Dy Du Aashiq Du Zr'ru Tamreeh


**********NOMI**********

 

Biltoon Loot Kr'ra Khazana Zama Du Rooh Nora Nu Shi Guzrana Zama Du Rooh

 

Poet:Ahmad Deen Talib

Type By

*.__NOMI__.*

 

Biltoon Loot Kr'ra Khazana Zama Du Rooh

Nora Nu Shi Guzrana Zama Du Rooh


Tamami Umar Khazan Rabande Ter Shu

Bahar Nu Shu Harjana Zama Du Rooh


Har Sa'at Mi Da Biltoon Baghair Du Wasal

Rata Khkaari Qaidkhana Zama Du Rooh


Che Tofang Du Toro Stargo Ta De Khyal Kr'ram

Rasa Wali Nishana Zama Du Rooh


La Ba Kala Kr're Sargand Charagh Du Husan

Qarar Nu Khuri Parwana Zama Du Rooh


Zu TALIB AHMAD DEEN Jar'ram Ku Ye Aore

Da Naghma Ao Tarana Zama Du Rooh

 

**********NOMI**********

 


Naasih Na Leeda Zama Taqat Majal Che Naseehat Ye Rata Kr'ru Du Ishq Du Faal Che

 

Poet:Ahmad Deen Talib

Type By

*.__NOMI__.*

 

Naasih Na Leeda Zama Taqat Majal Che

Naseehat Ye Rata Kr'ru Du Ishq Du Faal Che


Nan Zama Pu Zr'ru Ke Sabar Qarar Nu Khuri

Shu Sore Sore Zama Du Zr'ru Ghurbal Che

 

We Deedan Du ShamyKhaas Patang La Khayi

Warbakhi Pu Yawa Kokah Sar-O-Maal Che


Du Firaq Tamam Ghamona Rana Door Shi

Kala Kala Yaar Mi Okhandi Pu Khayaal Che


Pu Mangul Ba Mi Du Wasal Ghuncha Rashi

Du Shamal Ghunde Mukhlis Laram Dalal Che


NaUmeeda Raqibaan Pu Bearta Lar'ral

AHMAD DEEN De Du Pat Raaz Onawe Haal Che

 

**********NOMI**********

 

Nu Khpaleegi Pu His Rang Tapas Bachha Nu Hagha Che Vi Pu Asal Kam Louchha

 

Poet:Ahmad Deen Talib

Type By

*.__NOMI__.*


Nu Khpaleegi Pu His Rang Tapas Bachha

Nu Hagha Che Vi Pu Asal Kam Louchha


Laka Rogha Hindwana Che Mianz Skha Vi

Dase Skha Vi Du Na-Ahl Gul Ghunchha


Ku Luqman Du Zamany Vi Pokh Ba Nukr'ri

Du Kam Zaato Du Yaarai Paiwand Kachha


Zamana Ba Ye Pakhpala Pu Adab Kr'ri

Che Sam Nu Shi Du Ustaz Pu Tabanchha


Ku Garmi Ye Du Pisar Pu Sar Ke Nu Vi

Plaar Ye Der Lari Nabaat Shahad Soochha


AHMAD DEENA Na Shukri Loya Bala Da

Du Qaron Du Haal Na Zda Kr'ra Deebachha

 

**********NOMI**********

 

Na Pohegam Du Khubano Pu Rawaj Che Mukhtaj Wale Mukhtaj Kr'ri Du Mukhtaj

 

Poet:Ahmad Deen Talib

Type By

*.__NOMI__.*

 

Na Pohegam Du Khubano Pu Rawaj

Che Mukhtaj Wale Mukhtaj Kr'ri Du Mukhtaj


Badshahan Kala Qalang Du Malang Ghuwar'ri

Yaar Zama Na Sar-O-Maal Ghuwar'ri Khiraj


Laka Shama Che Du Shpe Grewan Kr'ri Seere

Zr'ru Mi Seere Shu Du Ishq Pu Amwaj


Der Zama Ghunde Du Khpal Watan Na Wrak Shol

Sta Du Makh Shua'a Pase Pu Shab-E-Daj


Hamesha Du Biltana Du Baaz Pu Pkho Ke

Du Afsoos Na'are Waham Laka Daraaj


Pu Naseeb Ba Zu TALIB AHMAD DEEN Jor'r Sham

Che Tabeeb Mi Be-Parwa Shu Pu Ilaaj

 

**********NOMI**********

 

Patawe Zama Na Speen Rukhsaar Pu Su Pu Zakhmi Zar'rgi Mi Gde Angaar Pu Su

 

Poet:Ahmad Deen Talib
Type By
*.__NOMI__.*

Patawe Zama Na Speen Rukhsaar Pu Su
Pu Zakhmi Zar'rgi Mi Gde Angaar Pu Su

Ku Du Dera Ghama Mram Tapos Mi Nu Kr're
Che Ba Rogh shi Da Ghamjan Bemaar Pu Su

Tu Pakhpala Da Jar'ra Faryad Mi Aore
Da Ahwal Na Mi Pukhte Rebar Pu Su

Che De Mast Laka Mansoor Du Ishq Pu Maiy Kr'ram
Odrawe Rata Pu Dar Ke Daar Pu Su

Du Wafa Mehar Che Bal Ta Naseehat Kr're
Akhley Tu Zama Du Zr'ru Azaar Pu Su

Yawa Nakha Du Yaarai Pu Mianz Ke Neshta
Ma TALIB AHMAD DEEN Boly Yaar Pu Su

**********NOMI**********

 

Ku Kabaab De Jisam-O-Jaan Shi Zama Sa Ku Pu Gham Ke De Guzran Shi Zama Sa

 

Poet:Ahmad Deen Talib

Type By

*.__NOMI__.*

 

Ku Kabaab De Jisam-O-Jaan Shi Zama Sa

Ku Pu Gham Ke De Guzran Shi Zama Sa


Che Di Sabar Naseehat Pu Ghuwago Nawri

Ku De Okhke Pu Grewan Shi Zama Sa


Guldasta Che Du Wisaal Du Bagha Ghuwar're

Ku De Sar Pake Tawaan Shi Zama Sa


Baghicha Zama Du Husan Taghaur Nu Khuri

Ku Bahaar Shi Ku Khazaan Shi Zama Sa


Bulbulaan Mi Sanakhuwan Du Ishq Der Di

Ku Dwa Dre Pake Tawaan Shi Zama Sa


AHMAD DEENA Pu De Haal Shukar Guzaar Sha

Ku Du De De Umar Gran Shi Zama Sa

 

**********NOMI**********

 

Hijar Ki Taarik Raaton Mein, Main, Umeed Ka Jugnoo Dhund Raha Hon


Poet Ayaz Khan

Type By

*.__Ayaz_Khan__.*

 

Hijar Ki Taarik Raaton Mein, Main,

Umeed Ka Jugnoo Dhund Raha Hon,

Mein Bhi Pagal Hon Khizaan Mein,

Phool Aur Khushboo Dhund Raha Hon,

Teri Deed Ke Sab Hi Phool Murjha Gaye Hain,

Aur Mein Shoq-E-Namoo Dhund Raha Hon,

Dil Lahoo Lahoo Perahan Taar Taar Howa,

Aur Mein Taab-E-Rafoo Dhund Raha Hon,

Mein Ne Apne Hi Hathon Se Khud Ko Barbad Kia,

AYAZ Tere Daman Par Lahoo Dhund Raha Hon....!

 

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo