Hazaron Khuwahishein Aisi Keh Har Khuwahish Pe Dam Nikle


 شاعر مرزا اسد اللہ خان غالب
بک دیوان ۓ غالب صفحہ 335 336

انتخاب اجڑا دل

ہزاروں خواہشیں ایسی کہ ہر خواہش پہ دم نکلے
بہت نکلے میرے ارمان پھر بھی کم نکلے

ڈرے کیوں میرا قاتل کیا رہے گا اس کی گردن پر
وہ خون جو چشم ۓ تر سے عمر بھر یوں دم نکلے

نکلنا خلد سے آدم کا سنتے آۓ ہیں لیکن
بہت بے آبرو ہو کر تیرے کوچے سے ہم نکلے

بھرم کھل جاۓ ظالم تیرے قامت کی درازی کا
اگر اس طرۂ پر پیچ و خم نکلے

مگر لکھواۓ کوئی اس کو خط تو ہم سے لکھواۓ
ہوئی صبح اور گھر سے کان پر رکھ کر قلم نکلے

ہوئی اس دور میں منسوب مجھ سے بادہ آشامی
پھر آیا وہ زمانہ جو جہاں میں جام ۓ جم نکلے

ہوئی جن سے توقع خستگی کی داد پانے کی
وہ ہم سے بھی زیادہ خستۂ تیغ ۓ ستم نکلے

محبت میں نہیں ہے فرق جینے اور مرنے کا
اسی کو دیکھ کر جیتے ہیں جس کافر پہ دم نکلے

کہاں میخانہ کا دروازہ غالب اور کہاں واعظ؟
پر اتنا جانتے ہیں کل وہ جاتا تھا کہ ہم نکلے


ZARA UNKI SHOKHI TO DEKHIYE,LIYE ZULF-E-KHAM SHUDA HAATH MAIN


ZARA UNKI SHOKHI TO DEKHIYE,LIYE ZULF-E-KHAM SHUDA HAATH MAIN,

MERE PAAS AAYE DABE DABE ,MUJHE SAANP KEHKE DRA DIYA


AE MOHTASIB NA PHANK,MERE MOHTASIB NA PHANK


AE MOHTASIB NA PHANK,MERE MOHTASIB NA PHANK,

ZALIM SHARAB HAI,ARE ZALIM SHARAB HAI



Ae saaqi , mujhe moujon ki rawani de de Phir se ikk sham suhani de de


Ae saaqi , mujhe moujon ki rawani de de

Phir se ikk sham suhani de de

Nashaa ho jayega mujh ko tere dar ki kasam

Apne haathon se jo jaam mein bhar ke paani de de


Muhabbat Mein Nahi Hai Qaid Milny Aur Bicharny Ki Yeh in Khudgarz Baaton Sy Bohot Aagy Ki Duniya Hai



Muhabbat Mein Nahi Hai Qaid Milny Aur Bicharny Ki

Yeh in Khudgarz Baaton Sy Bohot Aagy Ki Duniya Hai

 


Kon Takoun Main Raha, Kon Sar-e-Rah Guzaar Shehr Kay Saaray Charaghon Ko Hawa Jaanti Hay


Kon Takoun Main Raha, Kon Sar-e-Rah Guzaar

Shehr Kay Saaray Charaghon Ko Hawa Jaanti Hay

*

Who was resting on shelves and who was out lighting the Streets

The Winds recognize every flame in the City


Merey sajdey me tu Merey har lafz me tu


Merey sajdey me tu
Merey har lafz me tu
Meri haar saans me tu
Manzar e chashm me tu
Ibadat me tu
Aqeedat me tu
Mohabbat me tu
Jidhar bhi jau bus tu hi tu
Merey lahoo me tu
Meri dua me tu
Meri manzil bhi tu
Mera raasta bhi tu
Mera paymaana bhi tu
Mera mehkhana bhi tu
Meri meh bhi tu
Mera nasha bhi tu
Mera aagaaz bhi tu
Mera anjaaam bhi tu
Teri hi chowkhat pe nikley dum
Hasrat e chamak yahi
Bus tu hi tu tu hi tu


Dono jeha'an teri mohabbat mai ha'ar key Woh ja raha hai koi shab e gham guzar key

Dono jeha'an teri mohabbat mai ha'ar key
Woh ja raha hai koi shab e gham guzar key
Ik fursat e gunnah mili wo bhi char din
Dekhey hain hum ney hosley Perwerdegar key

Wo Jo dil k qareeb hoty hain Un sy rishty ajeeb hoty hain


Wo Jo dil k qareeb hoty hain

Un sy rishty ajeeb hoty hain

Door reh k bhi dil k qareeb hoty hain

Sab k apny naseeb hoty hain

Kuch sada k ghareeb hoty hain

Chahaton k sawal py aksar

hath khali hi loat aaty hain

Chahaton k safar mein zawal in k naseeb hoty hain


Meri zindagi ke raaz mein ek raaz tum bhi ho



Meri zindagi ke raaz

mein ek raaz tum bhi

ho, Meri bandagi ki

aas mein ek aas tum

bhi ho, Tum kya ho 

mere, kuchh ho ya

kuchh bhi nahi magar,

Meri zindagi ke kash

mein ek kash tum bhi

ho...!


Ik yahi aas kaafi hai mery jeeny ko Dill nahi aap dharakty hain mery seeny mein



Ik yahi aas kaafi hai mery jeeny ko

Dill nahi aap dharakty hain mery seeny mein

 

Sochha tha keh iss bazm mein khamosh rahenge Mozoo-e-sukhan bann ke rahi kam-sukhni bhi


Sochha tha keh iss bazm mein khamosh rahenge

Mozoo-e-sukhan bann ke rahi kam-sukhni bhi 

Mohsin Bhopali


Fursat mile Ranjishe bhula dena Kaun jaane Sanso ki mohtaten Kahan tak hai


Fursat mile
Ranjishe bhula dena
Kaun jaane
Sanso ki mohtaten
Kahan tak hai


Hai Dua Yaad,Magar Harf-e-Dua Yaad Nahi Mere Naghmaat Ko Andaaz-e-Nawa Yaad Nahi



Poet:Saghar Siddiqui (Pakistan)
Hai Dua Yaad,Magar Harf-e-Dua Yaad Nahi
Mere Naghmaat Ko Andaaz-e-Nawa Yaad Nahi
Hum Ne Jin Ke Liye Rahon Mein Bechhaya Tha Lahoo
Hum Se Kehtay Hain Wahi Ahd-e-Wafa Yaad Nahi
Zindagi Jabr-e-Musalsal Ki Tarah Kaati Hai
Jaane Kis Jurm Ki Paai Hai Saza, Yaad Nahi
Main Ne Palkon Se Dar-e-Yaar Pe Dastak Di Hai
Main Wo Saa'il Hon Jise Koi Sadaa Yaad Nahi
Kise Bhar Aaein Sar-e-Shaam Kisi Ki Aankhein
Kise Thirai Chiraghon Ki Zia Yaad Nahi
Sirf Dhundlaaye Sitaaron Ki Chamak Dekhi Hai
Kab Howa,Kon Howa, Mujh Se Khafa Yaad Nahi
Aao,Ik Sajda Karen Aalam-e-Madhoshi Mein
Log Kehtay Hain Keh Saghar Ko Khuda Yaad Nahi

ﺳﺎﻏﺮ ﺻﺪﯾﻘﯽ ﭘﺎﮐﺴﺘﺎﻥ

ﮨﮯ ﺩﻋﺎ ﯾﺎﺩ ﻣﮕﺮ ﺣﺮﻑِ ﺩﻋﺎ ﯾﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ
ﻣﯿﺮﮮ ﻧﻐﻤﺎﺕ ﮐﻮ ﺍﻧﺪﺍﺯِ ﻧﻮﺍ ﯾﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ

ﮨﻢ ﻧﮯ ﺟﻦ ﮐﮯ ﻟﺌﮯ ﺭﺍﮨﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﺑﭽﮭﺎﯾﺎ ﺗﮭﺎ ﻟﮩﻮ
ﮨﻢ ﺳﮯ ﮐﮩﺘﮯ ﮨﯿﮟ ﻭﮨﯽ ﻋﮩﺪِ ﻭﻓﺎ ﯾﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ

ﺯﻧﺪﮔﯽ ﺟﺒﺮِ ﻣﺴﻠﺴﻞ ﮐﯽ ﻃﺮﺡ ﮐﺎﭨﯽ ﮨﮯ
ﺟﺎﻧﮯ ﮐﺲ ﺟﺮﻡ ﮐﯽ ﭘﺎﺋﯽ ﮨﮯ ﺳﺰﺍ، ﯾﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ

ﻣﯿﮟ ﻧﮯ ﭘﻠﮑﻮﮞ ﺳﮯ ﺩﺭِ ﯾﺎﺭ ﭘﮧ ﺩﺳﺘﮏ ﺩﯼ ﮨﮯ
ﻣﯿﮟ ﻭﮦ ﺳﺎﺋﻞ ﮨﻮﮞ ﺟﺴﮯ ﮐﻮﺋﯽ ﺻﺪﺍ ﯾﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ

ﮐﯿﺴﮯ ﺑﮭﺮ ﺁﺋﯿﮟ ﺳﺮِ ﺷﺎﻡ ﮐﺴﯽ ﮐﯽ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ
ﮐﯿﺴﮯ ﺗﮭﺮﺍﺋﯽ ﭼﺮﺍﻏﻮﮞ ﮐﯽ ﺿﯿﺎﺀﯾﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ

ﺻﺮﻑ ﺩﮬﻨﺪﻻﺋﮯ ﺳﺘﺎﺭﻭﮞ ﮐﯽ ﭼﻤﮏ ﺩﯾﮑﮭﯽ ﮨﮯ
ﮐﺐ ﮨﻮﺍ، ﮐﻮﻥ ﮨﻮﺍ، ﻣﺠﮫ ﺳﮯ ﺧﻔﺎ ﯾﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ

ﺁﺅ ﺍﮎ ﺳﺠﺪﮦ ﮐﺮﯾﮟ ﻋﺎﻟﻢِ ﻣﺪﮨﻮﺷﯽ ﻣﯿﮟ
ﻟﻮﮒ ﮐﮩﺘﮯ ﮨﯿﮟ ﮐﮧ ﺳﺎﻏﺮ ﮐﻮ ﺧﺪﺍ ﯾﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ

Dasht Mein Qais Nahi,Koh Pe Farhad Nahi Hai Wahi Ishq Ki Dunya Magar Abaad Nahi


Poet:Saghar Nizaami (Hindustan) 

Dasht Mein Qais Nahi,Koh Pe Farhad Nahi

Hai Wahi Ishq Ki Dunya Magar Abaad Nahi

Dhoondne Ko Tujhe O Mere Na Milne Wale

Wo Chala Hai,Jise Apna Bhi Pata Yaad Nahi

Rooh-e-Bulbul Ne Khizaan Ban Ke Ujaarra Gulshan

Phool Kehtay Rahe,Hum Phool Hain Sayaad Nahi

 Husn Se Chouk Hoi Iss Ki Hai Tareekh Gawahh

Ishq Se Bhool Hoi Ho Ye Mujhe Yaad Nahi

Barbat-e-Maah Pe Mezraab-e-Fughaan Rakh Di Thi

Main Ne Naghma Sunaya Tha,Tumhein Yaad Nahi

Laao Ik Sajda Karon Aalam-e-Bad Masti Mein

Log Kehtay Hain Keh Saghar Ko Khuda Yaad Nahi


ﺳﺎﻏﺮ ﻧﻈﺎﻣﯽ
ﺩﺷﺖ ﻣﯿﮟ ﻗﯿﺲ ﻧﮩﯿﮟ، ﮐﻮﮦ ﭘﮧ ﻓﺮﮨﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ
ﮨﮯ ﻭﮨﯽ ﻋﺸﻖ ﮐﯽ ﺩﻧﯿﺎ ﻣﮕﺮ ﺁﺑﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ

ﮈﮬﻮﻧﮉﻧﮯ ﮐﻮ ﺗﺠﮭﮯ ﺍﻭ ﻣﯿﺮﮮ ﻧﮧ ﻣﻠﻨﮯ ﻭﺍﻟﮯ
ﻭﮦ ﭼﻼ ﮨﮯ، ﺟﺴﮯ ﺍﭘﻨﺎ ﺑﮭﯽ ﭘﺘﮧ ﯾﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ

ﺭﻭﺡِ ﺑﻠﺒﻞ ﻧﮯ ﺧﺰﺍﮞ ﺑﻦ ﮐﮯ ﺍﺟﺎﮌﺍ ﮔﻠﺸﻦ
ﭘﮭﻮﻝ ﮐﮩﺘﮯ ﺭﮨﮯ، ﮨﻢ ﭘﮭﻮﻝ ﮨﯿﮟ ﺻﯿﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ

ﺣﺴﻦ ﺳﮯ ﭼﻮﮎ ﮨﻮﺋﯽ ﺍﺱ ﮐﯽ ﮨﮯ ﺗﺎﺭﯾﺦ ﮔﻮﺍﮦ
ﻋﺸﻖ ﺳﮯ ﺑﮭﻮﻝ ﮨﻮﺋﯽ ﮨﻮ، ﯾﮧ ﻣﺠﮭﮯ ﯾﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ

ﺑﺮﺑﻂِ ﻣﺎﮦ ﭘﮧ ﻣﻀﺮﺍﺏِ ﻓﻐﺎﮞ ﺭﮐﮫ ﺩﯼ ﺗﮭﯽ
ﻣﯿﮟ ﻧﮯ ﻧﻐﻤﮧ ﺳﻨﺎﯾﺎ ﺗﮭﺎ، ﺗﻤﮩﯿﮟ ﯾﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ

ﻻﺅ ﺍﮎ ﺳﺠﺪﮦ ﮐﺮﻭﮞ ﻋﺎﻟﻢِ ﺑﺪﻣﺴﺘﯽ ﻣﯿﮟ
ﻟﻮﮒ ﮐﮩﺘﮯ ﮨﯿﮟ ﮐﮧ ﺳﺎﻏﺮ ﮐﻮ ﺧﺪﺍ ﯾﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ

Muhabbat Ho To Be-Had Ho,Jo Nafrat Ho To Be-Payaan Koi Bhi Kaam Kam Karna Mujhe Har Giz Nahi Aata


محبت ہو تو بے حد ہو، جو نفرت ہو تو بے پایاں

کوئی بھی کام کم کرنا مجھے ہرگز نہیں آتا

 

Muhabbat Ho To Be-Had Ho,Jo Nafrat Ho To Be-Payaan

Koi Bhi Kaam Kam Karna Mujhe Har Giz Nahi Aata


Har Koi Dil Ki Hatheeli Pe Hai Sehra Rakhe,Kis Ko Seraab Kare Wo Kise Piyaasa Rakhe



ہر کوئی دل کی ہتھیلی پہ ہے صحرا رکھے
کس کو سیراب کرے وہ  کسے پیاسا رکھے
*

عُمر بھر کون نبھاتا ہے تعلق اِتنا
اے میری جان کے دُشمن  تجھے اللہ رکھے
*
ہم کو اچھا نہیں لگتا کوئی ہم نام ترا
کوئی تجھ سا ہو  تو پھر نام بھی تجھ سا رکھے
*
دل بھی پاگل ہے  کہ اُس شخص سے وابستہ ہے
جو کسی اور کا ہونے دے  نہ اپنا رکھے
*
کم نہیں طمعِ عبادت بھی تو حرصِ زر سے
فقر تو وہ ہے  کہ جو دین نہ دُنیا رکھے
*
ہنس نہ اتنا بھی  فقیروں کے اکیلے پن پر
جاااا خُدا میری طرح تجھ کو بھی ، تنہا رکھے
*
یہ قناعت ہے ، اطاعت ہے ، کہ چاہت ہے ، فراز
ہم تو راضی ہیں وہ جس حال میں ، جسیا رکھے


2 Shaair 2 Ghazlein Poet:Saghar Nizaami (Hindustan) Poet:Saghar Siddiqui (Pakistan) Dasht Mein Qais Nahi,Koh Pe Farhad Nahi Hai Wahi Ishq Ki Dunya Magar Abaad NahiHai Dua Yaad,Magar Harf-e-Dua Yaad Nahi Mere Naghmaat Ko Andaaz-e-Nawa Yaad Nahi



ﺳﺎﻏﺮ ﻧﻈﺎﻣﯽ ﺩﺳﻤﺒﺮ1984 - 1905 ﻓﺮﻭﺭﯼ
 ﺍﻭﺭ
ﺳﺎﻏﺮ ﺻﺪﯾﻘﯽ 1974 - 1928

ﺩﻭ ﺷﺎﻋﺮ ﺩﻭ ﻏﺰﻟﯿﮟ

ﺳﺎﻏﺮ ﻧﻈﺎﻣﯽ ﮨﻨﺪﻭﺳﺘﺎﻥ

ﺩﺷﺖ ﻣﯿﮟ ﻗﯿﺲ ﻧﮩﯿﮟ، ﮐﻮﮦ ﭘﮧ ﻓﺮﮨﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ
ﮨﮯ ﻭﮨﯽ ﻋﺸﻖ ﮐﯽ ﺩﻧﯿﺎ ﻣﮕﺮ ﺁﺑﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ

ﮈﮬﻮﻧﮉﻧﮯ ﮐﻮ ﺗﺠﮭﮯ ﺍﻭ ﻣﯿﺮﮮ ﻧﮧ ﻣﻠﻨﮯ ﻭﺍﻟﮯ
ﻭﮦ ﭼﻼ ﮨﮯ، ﺟﺴﮯ ﺍﭘﻨﺎ ﺑﮭﯽ ﭘﺘﮧ ﯾﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ

ﺭﻭﺡِ ﺑﻠﺒﻞ ﻧﮯ ﺧﺰﺍﮞ ﺑﻦ ﮐﮯ ﺍﺟﺎﮌﺍ ﮔﻠﺸﻦ
ﭘﮭﻮﻝ ﮐﮩﺘﮯ ﺭﮨﮯ، ﮨﻢ ﭘﮭﻮﻝ ﮨﯿﮟ ﺻﯿﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ

ﺣﺴﻦ ﺳﮯ ﭼﻮﮎ ﮨﻮﺋﯽ ﺍﺱ ﮐﯽ ﮨﮯ ﺗﺎﺭﯾﺦ ﮔﻮﺍﮦ
ﻋﺸﻖ ﺳﮯ ﺑﮭﻮﻝ ﮨﻮﺋﯽ ﮨﻮ، ﯾﮧ ﻣﺠﮭﮯ ﯾﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ

ﺑﺮﺑﻂِ ﻣﺎﮦ ﭘﮧ ﻣﻀﺮﺍﺏِ ﻓﻐﺎﮞ ﺭﮐﮫ ﺩﯼ ﺗﮭﯽ
ﻣﯿﮟ ﻧﮯﻧﻐﻤﮧ ﺳﻨﺎﯾﺎ ﺗﮭﺎ، ﺗﻤﮩﯿﮟ ﯾﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ

ﻻﺅ ﺍﮎ ﺳﺠﺪﮦ ﮐﺮﻭﮞ ﻋﺎﻟﻢِ ﺑﺪﻣﺴﺘﯽ ﻣﯿﮟ
ﻟﻮﮒ ﮐﮩﺘﮯ ﮨﯿﮟ ﮐﮧ ﺳﺎﻏﺮ ﮐﻮ ﺧﺪﺍ ﯾﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ
................................................
ﺳﺎﻏﺮ ﺻﺪﯾﻘﯽ ﭘﺎﮐﺴﺘﺎﻥ

ﮨﮯ ﺩﻋﺎ ﯾﺎﺩ ﻣﮕﺮ ﺣﺮﻑِ ﺩﻋﺎ ﯾﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ
ﻣﯿﺮﮮ ﻧﻐﻤﺎﺕ ﮐﻮ ﺍﻧﺪﺍﺯِ ﻧﻮﺍ ﯾﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ

ﮨﻢ ﻧﮯ ﺟﻦ ﮐﮯ ﻟﺌﮯ ﺭﺍﮨﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﺑﭽﮭﺎﯾﺎ ﺗﮭﺎ ﻟﮩﻮ
ﮨﻢ ﺳﮯ ﮐﮩﺘﮯ ﮨﯿﮟ ﻭﮨﯽ ﻋﮩﺪِ ﻭﻓﺎ ﯾﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ

ﺯﻧﺪﮔﯽ ﺟﺒﺮِ ﻣﺴﻠﺴﻞ ﮐﯽ ﻃﺮﺡ ﮐﺎﭨﯽ ﮨﮯ
ﺟﺎﻧﮯ ﮐﺲ ﺟﺮﻡ ﮐﯽ ﭘﺎﺋﯽ ﮨﮯ ﺳﺰﺍ، ﯾﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ

ﻣﯿﮟ ﻧﮯ ﭘﻠﮑﻮﮞ ﺳﮯ ﺩﺭِ ﯾﺎﺭ ﭘﮧ ﺩﺳﺘﮏ ﺩﯼ ﮨﮯ
ﻣﯿﮟ ﻭﮦ ﺳﺎﺋﻞ ﮨﻮﮞ ﺟﺴﮯ ﮐﻮﺋﯽ ﺻﺪﺍ ﯾﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ

ﮐﯿﺴﮯ ﺑﮭﺮ ﺁﺋﯿﮟ ﺳﺮِ ﺷﺎﻡ ﮐﺴﯽ ﮐﯽ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ
ﮐﯿﺴﮯ ﺗﮭﺮﺍﺋﯽ ﭼﺮﺍﻏﻮﮞ ﮐﯽ ﺿﯿﺎﺀﯾﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ

ﺻﺮﻑ ﺩﮬﻨﺪﻻﺋﮯ ﺳﺘﺎﺭﻭﮞ ﮐﯽ ﭼﻤﮏ ﺩﯾﮑﮭﯽ ﮨﮯ
ﮐﺐ ﮨﻮﺍ، ﮐﻮﻥ ﮨﻮﺍ، ﻣﺠﮫ ﺳﮯ ﺧﻔﺎ ﯾﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ

ﺁﺅ ﺍﮎ ﺳﺠﺪﮦ ﮐﺮﯾﮟ ﻋﺎﻟﻢِ ﻣﺪﮨﻮﺷﯽ ﻣﯿﮟ
ﻟﻮﮒ ﮐﮩﺘﮯ ﮨﯿﮟ ﮐﮧ ﺳﺎﻏﺮ ﮐﻮ ﺧﺪﺍ ﯾﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ

2 Shaair 2 Ghazlein

Poet:Saghar Nizaami (Hindustan)
Dasht Mein Qais Nahi,Koh Pe Farhad Nahi
Hai Wahi Ishq Ki Dunya Magar Abaad Nahi
Dhoondne Ko Tujhe O Mere Na Milne Wale
Wo Chala Hai,Jise Apna Bhi Pata Yaad Nahi
Rooh-e-Bulbul Ne Khizaan Ban Ke Ujaarra Gulshan
Phool Kehtay Rahe,Hum Phool Hain Sayaad Nahi
Husn Se Chouk Hoi Iss Ki Hai Tareekh Gawahh
Ishq Se Bhool Hoi Ho Ye Mujhe Yaad Nahi
Barbat-e-Maah Pe Mezraab-e-Fughaan Rakh Di Thi
Main Ne Naghma Sunaya Tha,Tumhein Yaad Nahi
Laao Ik Sajda Karon Aalam-e-Bad Masti Mein
Log Kehtay Hain Keh Saghar Ko Khuda Yaad Nahi

Poet:Saghar Siddiqui (Pakistan)
Hai Dua Yaad,Magar Harf-e-Dua Yaad Nahi
Mere Naghmaat Ko Andaaz-e-Nawa Yaad Nahi
Hum Ne Jin Ke Liye Rahon Mein Bechhaya Tha Lahoo
Hum Se Kehtay Hain Wahi Ahd-e-Wafa Yaad Nahi
Zindagi Jabr-e-Musalsal Ki Tarah Kaati Hai
Jaane Kis Jurm Ki Paai Hai Saza, Yaad Nahi
Main Ne Palkon Se Dar-e-Yaar Pe Dastak Di Hai
Main Wo Saa'il Hon Jise Koi Sadaa Yaad Nahi
Kise Bhar Aaein Sar-e-Shaam Kisi Ki Aankhein
Kise Thirai Chiraghon Ki Zia Yaad Nahi
Sirf Dhundlaaye Sitaaron Ki Chamak Dekhi Hai
Kab Howa,Kon Howa, Mujh Se Khafa Yaad Nahi
Aao,Ik Sajda Karen Aalam-e-Madhoshi Mein
Log Kehtay Hain Keh Saghar Ko Khuda Yaad Nahi

Baahir Hain Had-e-Fahm Se Rindon Ke Muqaam Tujh Ko Kia Khabar Kon Kahan Jhoom Raha Hai


باہر ہیں حد فہم سے رندوں کے مقام
تجھ کو کیا خبر کون کہاں جھوم رہا ہے


Baahir Hain Had-e-Fahm Se Rindon Ke Muqaam

Tujh Ko Kia Khabar Kon Kahan Jhoom Raha Hai


Ik sehmi sehmi aahat ha,ik mehka mehka saya ha aehsas ki tanhai main,ye raat gae kon aya ha


Ik sehmi sehmi aahat ha,ik mehka mehka saya ha

aehsas ki tanhai main,ye raat gae kon aya ha

man phool samajh k chun loon ga,in bheegay se angaaron ko

aankhon ki ibadat ka man ne,bs ek yehi phl paya ha


Wo koi aur na tha,chnd khushk patay thay shajar se toot k,jo fasl e gul pe roae thay

 

Poet:Ahmad Nadeem Qasmi

Wo koi aur na tha,chnd khushk patay thay

shajar se toot k,jo fasl e gul pe roae thay

tumharay baad chaman par jb ik nazar dali

kali kali main,khizan k charagh jaltay thay

NADEEM,jo bhi mulaqat thi,adhoori thi

k ek chehray k peechay,hazar chehray thay


Baqa-E-Arz-E-Watan ki Dua Ko Kia Uthain Jo Haath Paani Mein Paani Mila Ke Baichtay Hain



Baqa-E-Arz-E-Watan ki Dua Ko Kia Uthain

Jo Haath Paani Mein Paani Mila Ke Baichtay Hain


Khatam Kar Di Wahi Par Ghazal Apni Uthaya Haath Jo Us Ne Angrrai Ko


 

Khatam Kar Di Wahi Par Ghazal Apni

Uthaya Haath Jo Us Ne Angrrai Ko

Poet:Hafiz Khurram


Mere Khuwaab Wabasta Thay Tum Se Kuch Pore Aur Kuch Adhoore


 

Mere Khuwaab Wabasta Thay Tum Se

Kuch Pore Aur Kuch Adhoore




Saboot Aur Bhala Mangte Un Se Kia Wafa Ka Shab Wo Kisi Aur K Saath Dekha Gaya Tha



Saboot Aur Bhala Mangte Un Se Kia Wafa Ka
Shab Wo Kisi Aur K Saath Dekha Gaya Tha
Poet:Hafiz Khurram

Chand Aansoo Bhi Bardasht Na Kar Paaya Wajood Apna Kehne Ko Ik Samandar Saa Hai Mujh Mein



Chand Aansoo Bhi Bardasht Na Kar Paaya Wajood Apna

Kehne Ko Ik Samandar Saa Hai Mujh Mein

Poet:Hafiz Khurram




Mujhe Hasna Nahi Aata Jahan Par Tum Nahi Hoty


 

Mujhe Hasna Nahi Aata

Jahan Par Tum Nahi Hoty


Tum Bhala Kab Tak Saath Do Gy Mera Main To Aksar Tum Bin Udaas Ho Jata Hon


 

Tum Bhala Kab Tak Saath Do Gy Mera

Main To Aksar Tum Bin Udaas Ho Jata Hon



Abhi To Raakh Hoe Hain Tere Firaq Mein Hum Abhi Humare Bikharne Ka Khel Baqi Hai


 

Abhi To Raakh Hoe Hain Tere Firaq Mein Hum

Abhi Humare Bikharne Ka Khel Baqi Hai




Yaad aayegi hamari to Beete kal ki Kitab palat lena


Yaad aayegi hamari to

Beete kal ki

Kitab palat lena

Yun hi kisee

Panne par

Muskurate hue

Mil jayenge hum

 

Main Shair Hon Mujh Se Zara Soch K Ulajhna Lafzon Mein Likh Don Ga Lehjon Ki Talkhian


میں شاعر ہوں مجھ سے زرا سوچ کے الجهنا

لفظوں میں لکھ دوں گا لہجوں کی تلخیاں

 

Main Shair Hon Mujh Se Zara Soch K Ulajhna

Lafzon Mein Likh Don Ga Lehjon Ki Talkhian


Ishq ke mazmoon thai jin me wo risaale kya huye Ay kitaab e zindgi tere hwaale kya huye


Ishq ke mazmoon thai jin me wo risaale kya huye  

Ay kitaab e zindgi tere hwaale kya huye


Deemak zada kitab thee yadon kee zindagi Her werq kholnay kee khuwish may phat gea


Deemak zada kitab thee yadon kee zindagi 

Her werq kholnay kee khuwish may phat gea


Ho chuka qata'a ta'alluq to jafaayen kyon ho Jinko matlab nahin rehta woh sataatey bhi nahin Daagh Dehlvi


Ho chuka qata'a ta'alluq to jafaayen kyon ho

Jinko matlab nahin rehta woh sataatey bhi nahin

Daagh Dehlvi


Bikhar Rahe Thay So Hum Ne Utha Liye Khud Hi Gulaab Jo Teri Khaatir Saja Ke Rakhe Thay


بکھر رہے تھے سو ہم نے اُٹھا لیے خود ہی  

گلاب جو تری خاطر سجا کے رکھے تھے 

تمہی نے پاﺅں نہ رکھا وگرنہ وصل کی شب

زمیں پہ ہم نے ستارے بچھا کے رکھے تھے

 

Bikhar Rahe Thay So Hum Ne Utha Liye Khud Hi

Gulaab Jo Teri Khaatir Saja Ke Rakhe Thay

Tumhe Ne Paaon Na Rakha Wagarna Wasl Ki Shab

Zameen Pe Hum Ne Sitaare Bechha Ke Rakhe Thay


Usne kaha Sun Ahad nibhane ki khatir mat aa Ahad nibhane waale aksar

 

Poet:Ahmad faraz

Usne kaha 

Sun

Ahad nibhane ki khatir mat aa 

Ahad nibhane waale aksar 

Majboori ya mehjoori ki thakaan se lauta karte hain 

Tum jao 

Aur dariya dariya pyaas bujhaao 

Jin aankhon mein doobho 

Jis dil mein bhi utro 

Meri jalan awaaz na degi

Lekin jab meri chahat 

Aur meri khwaaish ki lau 

Itni tez Aur Itni

Unchi ho jaye

Jab dil ro de

Tab laut aana 

 

Chahat Mein Kiya Duniya Dari Ishq Mein Kaisi Majbori Logo Ka Kiya, Samjha'ne Do In Ki Apni Majbori

 

Poet:Mohsin Bhopali

Chahat Mein Kiya Duniya Dari 

Ishq Mein Kaisi Majbori

Logo Ka Kiya, Samjha'ne Do 

In Ki Apni Majbori

Mein Ney Dil Ki Baat Rakhi Aur Tu Ney Duniya Walon Ki

Meri Garz Bhi Majboori Thee Un Ka Huqam Bhi Majboori

Rok Sako To Pahli Barish Ki Boondon Ko Tum Roko

Kachi Mitti To Mehkey Ge, Hai Mitti Ki Majboori

Jab Tak Hunsta Gata Mausam Apna Hai,Sab Apnay Hain

Waqt Paray To Yaad Aa jati Hai Masnooee Majboori

Aik Awara Badal Sey Kyun Mein Ney Saya Manga Thaa

Meri Bhi Ye Nadani Thee, Us Ki Bhi Thee Majboori

Muddat Guzri Aek Wadey Per Ajj Bhi Qayam Hain Mohsin 

Hum Ney Sari umer Nibhaye, Apni Pehli Majboori

>>>>>>>>>>>NOMI<<<<<<<<<<


Zaroori to nahi ki koi gam bhi ho shaamil Haan yoon bhi aksar nikal aate hai aasoon



Zaroori to nahi ki koi gam bhi ho shaamil 

Haan yoon bhi aksar nikal aate hai aasoon...!

 

Sookhe hue zabat se poochho phool kaise khilte hain?



Sookhe hue zabat se poochho

phool kaise khilte hain? 

Kabhi ashqon ki baarish se 

Kabhi chhor di gayee khwaahish se


Wo aainy ko bhi hairat mein daal dyta hai Kisi kisi ko khuda yeh kamal dyta hai


Wo aainy ko bhi hairat mein daal dyta hai

Kisi kisi ko khuda yeh kamal dyta hai


Urti rahti ha ek gard mujh main Kon phirta ha dar badar mujh main


Urti rahti ha ek gard mujh main

Kon phirta ha dar badar mujh main

Mujhko mujh main jaga naheen milti

Wo ha mojood isqadar mujh main


Mujhay aur zindgi de,k hai dastan adhoori Meri maut se na ho gi,meray gham ki tarjumani


Mujhay aur zindgi de,k hai dastan adhoori

Meri maut se na ho gi,meray gham ki tarjumani

Ahmad Nadeem Qasmi


Rang Baatein Karein Aur Baaton Se Khushbo Aaye Dard Phoolon Ki Tarha Mehke Agar Tu Aaye



Rang Baatein Karein Aur Baaton Se Khushbo Aaye 

Dard Phoolon Ki Tarha Mehke Agar Tu Aaye


Dil main ek hi jazbay ko samoen kesay ab tujhay pa k ye uljhan ha,k khoen kesay


Dil main ek hi jazbay ko samoen kesay

ab tujhay pa k ye uljhan ha,k khoen kesay

kitni hasrat thi,tujhay paas bitha kr rotay

ab ye mushkil ha,teray samnay roen kesay

Ahmad Nadeem Qasmi


Aj mausam ki pehli baarish thi Tan pani mein Man yaadon mein


Aj mausam ki pehli baarish thi

Tan pani mein

Man yaadon mein

Kab kitna bheega yaad nahi

Yaad hai tu bus itna

K peechli baarish mein

Hum tum sang sang bheegy thy


Sun Ay Saaqi Chala Saaghar De Ana Sahal Tha Dil Ka


شاعر خواجہ حافظ شیراز
بک دیوان ۓ حافظ صفحہ 52

انتخاب اجڑا دل

سن اے ساقی چلا ساغر دے آنا سہل تھا دل کا

مگر اب عشق میں ہے سامنا مشکل پے مشکل کا

جو بوۓ نافہ طرے سے صبا پچھلے کو کھول آۓ

بھرے بل مشکیں پیچ کیا کیا کھاۓ خوں ۓ دل کا

مصلہ رنگ لے مے سے اگر پیر ۓ مغاں کہہ دے

سمجھ رہبر کو ناواقف نہ رسم و راہ منزل کا

یہ کالی رات طوفاں سر پہ منہ پھاڑے بھنور آگے
 

دل اس بپتا کو جانے کیا سبکساراں ۓ ساحل کا

ہوئی خود رائگاں کاموں میں آخر وجہ رسوائی

رہا کب راز بن کر مشوروں میں نقل محفل کا

ہمیں کیا منزل ۓ جاناں میں لطف ۓ امن و آسایش

جگا دے ہر گھڑی گھڑیال باندھو بند محمل کا

حضوری چاہے گر حافظ تو رکھ پیش نظر اس کو

اسے دیکھتے دنیا چھوڑ دے پھینک دے یے ٹکڑا ململ کا


Jahan Phoolon Ko Khilna Tha Wahan Khiltey To Acha Tha


شاعر سعد اللہ شاہ
بوک بادل چاند ہوا اور میں صفحہ 94

انتخاب اجڑا دل

جہاں پھولوں کو کھلنا تھا وہاں کھلتے تو اچھا تھا
تمہیں کو ہم نے چاہا تھا تمیں ہمیں ملتے تو اچھا تھا

تمہیں تو دکھ ہی ملے تھے تمہیں نے صبر کھینجا تھا
تمہارے لب کسی لمحے ہلتے تو اچھا تھا

بڑی مشکل تھی دشمن بھی میری خاطر وہاں پہنچے
بلا سے زخم بڑہ جاتے نہ یوں سلتے تو اچھا تھا

کٹی ہے سعد تم بن مگر اتنی سی ہے دل میں
اگر آتے تو اچھا تھا
اگر ملتے تو اچھا تھا


Saavan Ki Bheegi Raaton Mein

ساون کی بھیگی راتوں میں
جب پھول کھلیں برساتوں مٰیں
جب چھیڑیں سکھیاں باتون میں
مینوں یاداں تیریاں آؤندیاں نیں
دل کو پکڑ رہ جاتی ھوں
پوچھ نہ کیسے شرماتی ھوں
ساری باتیں سن لیتی ھوں
آدھی باتیں کہہ جاتی ھوں
خوشبو نہیں ملتی کلیوں میں
کوئی رنگ نہیں رنگ رلیوں میں
گاؤں کی سونی گلیوں میں
مینوں یاداں تیریاں آؤندیاں نیں
اپنا دکھڑاکہہ نہیں سکتی
اور جدائ سہہ نہیں سکتی
کچے گھڑے پہ بہہ نہیں سکتی
بیٹھ کہ راتیں سہہ نہیں سکتی
میں پہن کے پائل پاؤں میں
تیرا رستہ دیکھوں گاؤں میں
پیپل کی ٹھنڈی چھاؤں میں
مینوں یاداں تیریاں آؤندیاں نیں
کب تک تم پردیس رھو گے
آؤگے نہ خط لکھو گے
میں گھٹ گھٹ کہ جاں دیدوں گی
پھر تم کس کو جان کہو گے ؟
ڈھنڈوگے جنگل میلے میں
ھر بستی میں ھر بیلے میں
گاؤگے یہی اکیلے میں
مینوں یاداں تیریاں آؤندیاں نیں
۔مینوں یاداں تیریاں آؤندیاں نیں

Unka a'anchal hai, k rukhsar, k pairahen hai


Unka a'anchal hai, k rukhsar, k pairahen hai 

Kuch tu hai jis say hui jati jai chilmann range'en 

Janey us zulf ki mohoom ghanni chao'on mae 

Timtamata hai wo aaweiza abhi tak k nahi?


Mildi Ay Bas Iss Dunya Vich Rut Ik Navi Javaani Di


Mildi Ay Bas Iss Dunya Vich

Rut Ik Navi Javaani Di

Hokay Bharan Di, Pyaar Karan Di

Akhaan Di, Nadaani Di

Baaqi Umr Te Bas Phir Aiveen

Nasdiyaan Bhujdiyaan Langdi Ay

Duur Draaz Diyaan Sochaan Andar

Ro'ndiyaan Hasdiyaan Langdi Ay

Bhuldey Jaande Khwaabaan De

Aksaan Nu Labhdiyaan Langdi Ay

Muneer Niazi

 

ملدی اے بس اس دنیا وچ

رُت اک نویں جوانی دی

ھؤکے بھرن دی ، پیار کرن دی

اکھاں دی نادانی دی

باقی عمر تے بس فیر اینویں

نسدیاں بھجدیاں لنگدی اے

دُور دراز دیاں سوچاں اندر

روندیاں ھسدیاں لنگدی اے

بھُلدے جاندے خواباں دے

عکساں نوں لبھدیاں لنگھدی اے

منیر نیازی


Aey ghum Tujhse larrai Meri jaari rahegi


Aey ghum

Tujhse larrai

Meri jaari rahegi

Ye baat aur hai ki

Jeetega tu bhi nahi

Aur harunga mai bhi nahi...!


Saari Baatein Chund-Roza Thi'n Saare Qissey Do Din Ke Hein


Saari Baatein Chund-Roza Thi'n

Saare Qissey Do Din Ke Hein

Uss Ne Bakhsha Kab Kis Ko Hai

Uss Ke Badley Gin Gin Ke Hein

Zaahir Toh Phir Zaahir Hi Hai

Saare Jhagrrey Baatin Ke Hain

Kal Tak Jo Thay Merey Humdam

Woh Ab Saare, Sab Unn Ke Hain




Kaash K K0i Rasta Mil Jaye Tujh Tak Pah0uChne Ka Qehar Ban Kar Baras Rahi Hain Mujh Pe Yaadein Teri


Kaash K K0i Rasta Mil Jaye Tujh Tak Pah0uChne Ka
Qehar Ban Kar Baras Rahi Hain Mujh Pe Yaadein Teri


Lo Apna Jahan A Duniya Walo, Hum Is Duniya Ko Chor Chaly Jo Rishtey Natey Jorray They, Wo Rishtey Nate Tor Chaly


Lo Apna Jahan A Duniya Walo, Hum Is Duniya Ko Chor Chaly
Jo Rishtey Natey Jorray They, Wo Rishtey Nate Tor Chaly

Kuch Sukh Ke Lamhey Dekh Chaly, Kuch Dukh Ke Lamhey Jheil Chaly
Taqdeer Ki Andhi Gardish Ney, Jo Khel Khilaye Khel Chaly

Har Cheez Tumhari Lotas Di, Hum Kuch Na Le Kar Sath Chaly
Phir Dosh Na Dena Aey Logo, Hum Dekh Lo Khali Hath Chaly

Ye Raah Akeli Kat’ti Hai, Yahan Sath Na Koi Yaar Chaly
Us Paar Na Janey Kiya Hoga, Is Paar To Sab Kuch Haar Chaly


Gaye Dinon Ka Suraagh Le Kar Kidhar Se Aaya Kidhar Gaya Wo Ajeeb Manoos Ajnabi Tha, Mujhe To Hairaan Kar Gaya Wo


Gaye Dinon Ka Suraagh Le Kar Kidhar Se Aaya Kidhar Gaya Wo
Ajeeb Manoos Ajnabi Tha, Mujhe To Hairaan Kar Gaya Wo

Khushi Ki Raat Ho Keh Gham Ka Mausam, Nazar Usy Dhoondti Hai Har Dam
Wo Boye Gul Tha Keh Naghma-E-Jaan, Mere To Dil Mein Utar Gaya Wo

Wo Maikadey Ko Jagane Wala, Wo Raat Ki Neend Uraney Wala
Ye Aaj Kia Is Ke Jee Mein Aai Keh, Shaam Hote Hi Ghar Gaya Wo

Wo Jis Ke Kandhon Pe Haath Rakh Kar Safar Kia Tu Ne Manziloon Ka
Teri Gali Se Najaney Koin Aaj Sar Jhukaye Guzar Gaya Wo

Wo Raat Ka Be Nawa Musafir, Wo Teri Shayr, Wo Tera Nasir
Teri Gali Tak To Ham Ne Dekha Tha Phir Najaney Kidhar Gaya Wo


Ajnabi Aey ajnabi shaks bata Tu mera kia lagta hai


Ajnabi

Aey ajnabi shaks bata

Tu mera kia lagta hai

Tera andaz e bayan

Teri yeh shokhiyan

Mera har gham mera har dard

Mita dyty hain

Mery in zakhmon par Marham laga dyty hain

Aey ajnabi shaks bata

Yeh kaisa rishta hai

Tujh sy milny ki

Mery dill ko aas rahy

Tu mujh sy door hai laikin

Tera wujood meri

Dharkanon k pass rahy

Aey ajnabi shaks bata

Yeh kaisa jazba hai

K tum sy mohabbat hai

Olfat hai Na koi chah

Na pany ki hasrat hai

Na khoony ka gila

Na mohabbat

Na ulfat

Tu yeh jazba kaisa


Tou'n Lakh Krorr Hazaar Sahi Mei'n Kakh Vi Nahein Laachaar Sahi

 

Tou'n Lakh Krorr Hazaar Sahi

Mei'n Kakh Vi Nahein Laachaar Sahi

Tou'n Husn Jamaal Da Maalik Sahi

Mei'n Kojhi Te Be-Kaar Sahi

Tou'n Bagh Bahaar Di Ronaq Sahi

Tou'n Gul Phol,Te Mai'n Khaar Sahi

Mei'nko Sajnaan Apne Naal Chha Rakh

Mai'n Nokar Toun Sarkaar Sahi


ye aankh zra nm ho aur barish ka mosam ho mujhay lahaq tera gham ho,aur barish ka mosam ho



Friends,roman version

ye aankh zra nm ho aur barish ka mosam ho

mujhay lahaq tera gham ho,aur barish ka mosam ho

udasi jm si jati ha,kisi barf ki manind

khyalon main agar tum ho,aur barish ka mosam ho

 

Dilon ke zalzale dekhein hain Sahib


Dilon ke zalzale dekhein hain Sahib???

Koi tabaahi nahin dikhti

Bas sab fanaa ho jaata hai


Tay Un Se Roz-E-Hashar Mulaqat Ho Gai Hum Jis Se Darte The Wohi Bat Ho Gai


شاعرہ نجمہ شاہین کھوسہ
بوک میں آنکھیں بند رکھتی ہوں
صفحہ 40

انتخاب اجڑا دل

طے ان سے روز ۓ حشر ملاقات ہو گئی
ہم جس سے ڈرتے تھے وہی بات ہو گئی

جب سے کسی سے ترک ۓ ملاقات ہو گئی
آنسو گرے کچھ ایسے کہ برسات ہو گئی

شاہین عشق میں یے کرامات ہو گئی
میں جیت چاہتی تھی مجھے مات ہو گئی

اہل ۓ جنوں کو جشن ۓ چراغاں سے کیا غرض
صحرا کی چاندنی میں بسر رات ہو گئی

دل کی خلش سے بارہا بیتاب ہو گۓ
آخر کو اشک ۓ خوں میری سوغات ہو گئی

 

Poetess Doctor Najma Shaheen Khosa

Tay Un Se Roz-E-Hashar Mulaqat Ho Gai

Hum Jis Se Darte The Wohi Bat Ho Gai

Jab Se Kisi Se Tarak-E-Mulaqat Ho Gai

Aansoo Gire Kuch Aise K Barsaat Ho Gai

Shaaheen Ishq Mein Ye Karmat Ho Gai

Main Jeet Chaahti Thi Mujhe Maat Ho Gai

Ehl-E-Janoon Ko Jashan-E-Charaghan Se Kaya Gharaz

Sehra Ki Chaandni Mein Basar Raat Ho Gai

Dil Ki Khalish Se Baarha Betaab Ho Gaye

Aakhir Ko Ashak-E-Khoon Meri Soghaat Ho Gai


Kya husn-e-ittefaq tha ke uss ki gali mein hum Ek kaam se gaye they ke phir kaam se gaye


Kya husn-e-ittefaq tha ke uss ki gali mein hum

Ek kaam se gaye they ke phir kaam se gaye


Koi Hum Se Pooche Mizaaj Baarish Ka Hum Jo Kachhe Makaan Wale Hain



کوئی ہم سے پوچھے مزاج بارش کا

ہم جو کچے مکان والے ہیں


Koi Hum Se Pooche Mizaaj Baarish Ka

Hum Jo Kachhe Makaan Wale Hain


Dasht ehsaas kee hiddat bhee qyammat hai NADEEM


Dasht ehsaas kee hiddat bhee qyammat hai NADEEM 

Kuchch zaroori to nahin paon mein chaaley rakhna


Zindagi ko shamaa kee maanind jalaata hoon NADEEM


Zindagi ko shamaa kee maanind jalaata hoon NADEEM 

Bujh to jaoonga magar subha to kar jaoonga


Ru Baru Mushkil Hua Us Ko Batana Haal-e-Dil Lag Raha Tha Asaan Kitna, Aainay K Samne


 

 

Ru Baru Mushkil Hua Us Ko Batana Haal-e-Dil

Lag Raha Tha Asaan Kitna, Aainay K Samne


Khud Pe Itna Hai Jo Ghuroor Tujhe Kar Na Daale Yeh Choor Choor Tujhe


Khud Pe Itna Hai Jo Ghuroor Tujhe
Kar Na Daale Yeh Choor Choor Tujhe

Kya Khabar Thi Keh waqt Ki Lehrein
Mujh Se Kar Dein Gi Itna Door Tujhe

Kitna Anjaan Ban Ke Puchhtey Hein
Kis Ne Tarrpaaya Hai Huzoor Tujhe?

Kon Hai Dost, Kon Dushman Hai ?
Iss Qadar Hai Kahaan Shaa'ur Tujhe?

Dil Ki Dharrkan Gawaahi Deti Hai
Yaad Aata Hon Mein Zuroor Tujhe


Charaagh Hon Main Agar Bujh Gaya To Kia Gham Hai Keh Jitni Der Jala Roshni To Ki Main Ne


چراغ ہوں میں اگر بجھ گیا تو کیا غم ہے

کہ جتنی دیر جلا روشنی تو کی میں نے

افتخار نسیم

 

Charaagh Hon Main Agar Bujh Gaya To Kia Gham Hai

Keh Jitni Der Jala Roshni To Ki Main Ne

Iftikhar Naseem


Judaayi Ki Aziyat Se Mera Dil Ab Bhi Darta Hai


Judaayi Ki Aziyat Se Mera Dil Ab Bhi Darta Hai

Judaayi Do Gharri Ki Ho Toh Koyi Dil Ko Behlaaye
Judaayi Chaar Pal Ki Ho Toh Koyi Dil Ko
Samjhaaye

Judaayi Umr Bhar Ki Ho Toh Kya Chaara Karey Koyi ????
Keh Ek Milney Ki Hasrat Mein Bhala Kab Tak Jiye Koyi ????


Ghair poochhen bhi to hum kya apna afsana kahen Ab to hum wo hain jise apne bhi begana kahen


Ghair poochhen bhi to hum kya apna afsana kahen

Ab to hum wo hain jise apne bhi begana kahen

Shab ke aakhir hote hote dono hi jab jal bujhe

Kis ko samjhen shaam e mehfil kisko parwana kahen

Aaj tanhai mein phir aankhon se tapka hai lahoo

Ji ke behlane ko aao apna afsana kahen

Ali Jawwad Zaidi


Zakhm-E-Ummeed Bhar Gaya Kab Ka Qais To Apne Ghar Gaya Kab Ka


Zakhm-E-Ummeed Bhar Gaya Kab Ka

Qais To Apne Ghar Gaya Kab Ka

Ab To Munh Apna Mat Dikhaao Mujhe

Naaseho! Main Sudhar Gaya Kab Ka

Aap Ab Poochhne Ko Aaye Hain

Dill Meri Jaan Mar Gaya Kab Ka

Aap Ek Neend Aur Le Leejiye

Qaafela Kooch Kar Gaya Kab Ka

Mera Fehrist Se Nikaal Do Naam

Main To Khud Se Mukar Gaya Kab Ka 

Jaun Elia


Jo Bhi Mila Koi Na Koi Sabbq Day Gay Meri Zindgi Mein Har Koi Ustaad Nikalaa


جو بھی ملا کوئی نہ کوئی سبق دے گیا

میری زندگی میں ہر کوئی استاد نکلا

 

Jo Bhi Mila Koi Na Koi Sabbq Day Gay

Meri Zindgi Mein Har Koi Ustaad Nikalaa


Your Lips Speak Soft Sweetness Your Touch A Cool Caress


Poem
Rex A Williams

Never Have I Fallen

Your Lips Speak Soft Sweetness
Your Touch A Cool Caress
I Am Lost In Your Magic
My Heart Beats Within Your Chest

I Think Of You Each Morning
And Dream Of You Each Night
I Think Of Your Arms Being Around Me
And Cannot Express My Delight

Never Have I Fallen
But I Am Quickly On My Way
You Hold A Heart In Your Hands
That Has Never Before Been Given Away


Kisi Ke Paas Rehna Ho To Thorra Door Rehna Chahiye



Kisi Ke Paas Rehna Ho To

Thorra Door Rehna Chahiye

Jaun Eliya

Dhoondne Wale Tujhe Apna Pata Kia Don Main Yahan To Jism Talak Aarzi Thikaane Hain



Dhoondne Wale Tujhe Apna Pata Kia Don Main

Yahan To Jism Talak Aarzi Thikaane Hain


Sooraj ki har Kiran Teri Soorat pe waar doun Dozkh ko chahta houn Jannat pe waar doun


Sooraj ki har Kiran Teri

Soorat pe waar doun

Dozkh ko chahta houn

Jannat pe waar doun


Baat Chali Neelay Gagan Se Taare Torre Logon Ne Waqt Parra To Jaan Chuhrra Li Jaan Se Piyaare Logon Ne


بات چلی تو نیلے گگن سے تارے توڑے لوگوں نے

وقت پڑا تو جان چھڑا لی جان سے پیارے لوگوں نے

 

Baat Chali Neelay Gagan Se Taare Torre Logon Ne

Waqt Parra To Jaan Chuhrra Li Jaan Se Piyaare Logon Ne


Kaha Dharrkan Jigar Saanson Ko Tum Se Piyaar Hai Laila,Kaha In Adbi Daawon Se Be-Zaar Hai Laila

شاعر شہزاد قیس
بوک لیلا صفحہ 31

انتخاب اجڑا دل

کہا دھڑکن جگر سانسوں کو تم سے پیار ہے لیلا

کہا ان ادبی دعوں سے بیذار ہے لیلا

کہا سنیۓ ہمارا دل یہیں پر آج رکھا تھا

کہا لو کیا تمہارے دل کی ٹھیکیدار ہے لیلا

کہا مجنوں کی چاہت نے تمہیں لیلا بنا ڈالا

کہا مجنوں جنونی کی خود معمار ہے لیلا

کہا مجنوں نگاہیں پھیر لے تو کیا کرو گی جی

کہا مجنوں نہ کر پائی تو پھر بیکار ہے لیلا

کہا پر ملکہ ۓ حسن ۓ جہاں تو اور کوئی ہے

کہا پردہ نشیں ہیں ورنہ سردار ہے لیلا

کہا یے ہجر کی راتیں مجھے کیوں بخش دی صاحب

کہا شاعر بننے کو بہت فنکار ہے لیلا

کہا ان زاہدوں کو کچھ رعایت عشق میں دیجیۓ

کہا حوروں کا نہ سوچیں تو تیار ہے لیلا

کہا تنہا ملو نا کچھ غزلیں سنانی ہے

کہا ہم سب سمجھتے ہیں ہوشیار ہے لیلا

کہا کوہ ۓ ہمالیہ میں رواں کر دوں جو جوۓ شیر

کہا وہ شرط ۓ شیریں تھی کہیں دشوار ہے لیلا

کہا شمعہ پتغے قیس میں ستمگر کون؟

کہا شمعہ بھی نوری نور کا مینار ہے لیلا

 

Akelay Baith Ke,Chup Chaap Din Ko Nimtaya Guzari Raat Sitaron Se Guftago Karte


 

 

Poet:Ahmad Nadeem Qasmi

Akelay Baith Ke,Chup Chaap Din Ko Nimtaya

Guzari Raat Sitaron Se Guftago Karte




Ye Subah Ki Kirnon Ne Bedaar Kia Mujh Ko Warna Main Us Se Milne Ko Puhonchne Wala Tha


Poet:Hafiz Khurram

Ye Subah Ki Kirnon Ne Bedaar Kia Mujh Ko

Warna Main Us Se Milne Ko Puhonchne Wala Tha


Musaafir hi musaafir har taraf hain Magar har shakhs tanha jaa raha hai


Musaafir hi musaafir har taraf hain

Magar har shakhs tanha jaa raha hai


Tumhare baad jab chaman pe ik nazar dali Kali kali mein khizaan ke chiraag jaltey the


Tumhare baad jab chaman pe ik nazar dali

Kali kali mein khizaan ke chiraag jaltey the

 

Bhari duniya mein faqat mujh se nigaahein na chura Ishq par bas na chaley gaa teri daanaayi ka


Bhari duniya mein faqat mujh se nigaahein na chura

Ishq par bas na chaley gaa teri daanaayi ka


Dekha Tha Aik Phool Muhabbat Ke Baagh Mein,Tab Se Hai Izteraab Dil Daagh Daagh Mein

شاعرہ نجمہ شاہین کھوسہ 

بوک میں آنکھیں بند رکھتی ہوں

صفحہ 202

انتخاب اجڑا دل

دیکھا تھا ایک پھول محبت کے باغ میں

تب سے ہے اضطراب دل داغ داغ میں

میرا وجود لالا صحرا سے کم نہیں

نکلی ہو آج خود ہی میں اپنے سراغ میں

مانوں گی ہار ظلمت ۓ شب سے نہ میں کبھی

جب تک روشنی ہے اس دل کے چراغ میں

فانی جہان کی ہے ہر اک شے فنا مآل

بیکار ہے یے حرص و ہوس اس دماغ میں

شاہین یے بھی تشنا لبوں ہی میں بانٹ دو

تھوڑی سی مۓ پڑی ہے جو تیرے ایاغ میں

Kis Kee Nazar Lagee Mairee Bastee Ko Aye KHUDA Kiyoun Ho Gaee Hay Shehar Kee Veeraan Galee Galee


Kis Kee Nazar Lagee Mairee Bastee Ko Aye KHUDA

Kiyoun Ho Gaee Hay Shehar Kee Veeraan Galee Galee

Poetess Naseem Nazish


Janti Hoon K Bujhana Hai Hawa Ne Is Ko . To Phir Charaagh-E-Wafa Kis Liye Jalaati Hoon Main


Janti Hoon K Bujhana Hai Hawa Ne Is Ko

.

To Phir Charaagh-E-Wafa Kis Liye Jalaati Hoon Main ? ? ? ? ? ?

.

Poetess Doctor Najma Shaheen Khosa


Intkhaab Ishq Taira Tha Ay Dil Ab Kiyon Kehta Hay Ujarr Diya Mujh Ko



شاعر عمر راہی

انتخاب عشق تیرا تھا اے دل

اب کیوں کہتا ہے اجاڑ دیا مجھ کو

Intkhaab Ishq Taira Tha Ay Dil

Ab Kiyon Kehta Hay Ujarr Diya Mujh Ko


Husn Ko Chaand Jawani Ko Kanwal Kehte Hain,Us Ki Soorat Nazar Aaye To Ghazal Kehte Hain

 

شاعر قتیل شفائی

سنگر سلیم رضا

انتخاب عروسہ ایمان

حسن کو چاند جوانی کو کنول کہتے ہیں

اس کی صورت نظر آۓ تو غزل کہتے ہیں

اف وہ مر مر سے تراشا ھوا شفاف بدن

دیکھنے والے جسے تاج محل کہتے ہیں

وہ تیرے حسن کی قیمت سے نہی ہے واقف

پنکھڑی کو جو تیرے لب کا بدل کہتے ہیں

پڑ گئ پاؤں میں تقدیر کی زنجیر تو کیا.

ہم تو اس کو بھی تیری زلف کا بل کہتے ہیں

 

Wo Kabhi Mil Jaaen To Kia Kijiye,Raat Din Soorat Ko Dekha Kijiye


وہ کبھی مِل جائیں تو کیا کیجیے

رات دِن صُورت کو دیکھا کیجیے

چاندنی راتوں میں اِک اِک پُھول کو

بے خودی کہتی ہے سجدہ کیجیے

جو تمنّا، بر نہ آئے عُمر بھر

عُمر بھر اُس کی تمنّا کیجیے

عِشق کی رنگینیوں میں ڈُوب کر

چاندنی راتوں میں رویا کیجیے

پُوچھ بیٹھے ہیں ہمارا حال وہ

بے خوُدی توُ ہی بتا کیا کیجیے

ہم ہی اُس کے عِشق کے قابل نہ تھے

کیوں کسی ظالم کا شِکوہ کیجیے

آپ ہی نے درد بخشا ہے ہمَیں

آپ ہی اِس کا مَداوا کیجیے

کہتے ہیں اختر وہ سُن کر میرے شعر

اِس طرح ہم کو نہ رُسوا کیجیے

اختر شیرانی


Sardiyon Ki Sham Hai Or Dhyaan Me Hain Dhund Dhund Me Lipte Hue Tere Waade Yaad aate hain


 

Sardiyon Ki Sham Hai Or Dhyaan Me Hain Dhund

Dhund Me Lipte Hue Tere Waade Yaad aate hain

Phir sochte hai acha hai nazar ko sukoon miley ga

Teri talaash me nigaah doooooooor tk toh naa jae ge

shaheen 

 

Yonhi Nahi Aai Mere Lehje Mein Ye Talkhi Reshton Mein Rawayon Ka Zehar Chakha Hai Main Ne


Yonhi Nahi Aai Mere Lehje Mein Ye Talkhi

Reshton Mein Rawayon Ka Zehar Chakha Hai Main Ne




Kam zarf o munaafiq the so afsos nahi hai, Jo log mere halqa-e-ahbaab se nikle


Kam zarf o munaafiq the so afsos nahi hai,

Jo log mere halqa-e-ahbaab se nikle


Un Ke Jalwe Jahan Pe Hote Hain,Hosh Kis Ko Wahan Pe Hote Hain


ﺍﻥ ﮐﮯ ﺟﻠﻮﮮ ﺟﮩﺎﮞ ﭘﮧ ﻫﻮﺗﮯ ﻫﯿﮟ

ﻫﻮﺵ ﮐﺲ ﮐﻮ ﻭﻫﺎﮞ ﭘﮧ ﻫﻮﺗﮯ ﻫﯿﮟ

۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔

ﺟﻦ ﮐﻮ ﺭﺏ ﭘﺮ ﯾﻘﯿﻦ ﻫﻮﺗﺎ ﻫﮯ

ﮐﺐ ﻭﻩ ﻧﺎﻻﮞ ﺯﯾﺎﮞ ﭘﻪ ﻫﻮﺗﮯ ﻫﯿﮟ

۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔

ﮐﯿﺴﮯ ﻣﻠﺘﮯ ﺯﻣﯿﮟ ﭘﮧ ﮨﻢ ﺩﻭﻧﻮﮞ

ﺭﺷﺘﮯ ﺟﺐ ﺍٓﺳﻤﺎﮞ ﭘﮧ ﮨﻮﺗﮯ ﮨﯿﮟ

۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔

ﺟﻦ ﮐﮯ ﻗﺪﻣﻮﮞ ﺳﮯ ﺧﻮﮞ ﻧﮧ ﺭﺳﺘﺎ ﮨﻮ

ﺑﻮﺟﮫ ﻭﮦ ﮐﺎﺭﻭﺍﮞ ﭘﮧ ﮨﻮﺗﮯ ﮨﯿﮟ

۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔

ﻇﻠﻢ ﮐﺘﻨﮯ ﻫﯽ ﺩﯾﮑﮭﺘﮯ ﻫﯿﮟ ﻫﻢ

ﭘﮭﺮ ﺑﮭﯽ ﺗﺎﻟﮯ ﺯﺑﺎﮞ ﭘﻪ ﻫﻮﺗﮯ ﻫﯿﮟ

۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔

ﮐﺒﮭﯽ ﺳﻨﺘﮯ ﻧﮧ ﺗﮭﮯ ﻣﺮﮮ ﺩﻝ ﮐﯽ

ﺍﺏ ﻓﺪﺍ ﺩﺍﺳﺘﺎﮞ ﭘﮧ ﮨﻮﺗﮯ ﮨﯿﮟ

۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔

ﮐﮭﯿﻠﺘﮯ ﮨﻮ ﻣﺮﮮ ﮔﺮﯾﺒﺎﮞ ﺳﮯ

ﺩﻭﺳﺖ ﺍﯾﺴﮯ ﮐﮩﺎﮞ ﭘﮧ ﮨﻮﺗﮯ ﮨﯿﮟ

۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔

ﮨﺎﺭ ﺍﻥ ﮐﺎ ﻧﺼﯿﺐ ﻫﮯ ﺟﻮ ﺑﮭﯽ

ﻧﺎﺯﺍﮞ ﺗﯿﺮ ﻭ ﮐﻤﺎﮞ ﭘﻪ ﻫﻮﺗﮯ ﻫﯿﮟ

۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔

ﺿﺎﺑﻄﮯ ﻫﯿﮟ ﻓﻘﻂ ﻫﻤﺎﺭﮮ ﻟﯿﮯ

ﻻﮔﻮ ﮐﺐ ﺣﮑﻤﺮﺍﮞ ﭘﻪ ﻫﻮﺗﮯ ﻫﯿﮟ

۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔

ﮐﻮﻥ ﺳﻨﺘﺎ ﻫﮯ ﺳﭻ ﺯﻣﺎﻧﮯ ﻣﯿﮟ

ﻓﯿﺼﻠﮯ ﺍﺏ ﮔﻤﺎﮞ ﭘﻪ ﻫﻮﺗﮯ ﻫﯿﮟ

۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔

ﭼﻮﭦ ﮐﮭﺎ ﮐﺮ ﺩﻋﺎﺋﯿﮟ ﺩﯾﮟ ﻭﺍﺭﺙ

ﻟﻮﮒ ﺍﯾﺴﮯ ﮐﮩﺎﮞ ﭘﮧ ﮨﻮﺗﮯ ﮨﯿﮟ


Umr Barrhney Ki Ghalat-Fehmi Mein Kati Saari Umr Sach Yeh Hai Keh Lamha Lamha Kam Huyi Hai Zindagi


Umr Barrhney Ki Ghalat-Fehmi Mein Kati Saari Umr

Sach Yeh Hai Keh Lamha Lamha Kam Huyi Hai Zindagi


Rachi Hoi Hai Har Ik Lafz Mein Teri Khushbo


رچی ہوئی ہے ہر اک لفظ میں تری خوشبو
تری وفا کی مہک
تیرے پیار کی خوشبو
زباں کوئی بہی ہو خوشبو کی
وہ بہلی ہوگی
پرین شاکر
خوشبو

Khuof Khatra Mi Da Taareekh Kitaab Ke Neshta Da Baroodo Pa Loogi Ke Ra-Loi Shawe Yam Pukhtoon Yam



Khuof Khatra Mi Da Taareekh Kitaab Ke Neshta

Da Baroodo Pa Loogi Ke Ra-Loi Shawe Yam Pukhtoon Yam


Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo