Muhabbat kaya hai taseer e muhabbat kis ko kehte hain Tera majboor kar dena mera majboor ho jaanaa



Muhabbat kaya hai taseer e muhabbat kis ko kehte hain
Tera majboor kar dena mera majboor ho jaanaa


Maikaday Ke Siwa , Humara Pata Unki Zulfon Ke Aas Paas Mila



دل  ملا  او ر  غم شناس  ملا

پھول کو آگ کا  لباس  ملا

 Dil Mila Aur Gham-Shanaas Mila

Phool Ko Aag Ka Libas Mila

 

ہر شناور بھنور میں ڈوبا تھا

جو ستارہ ملا اُداس  ملا

 Har Shanawar Bhanwar Mein Dooba Tha

Jo Sitara Mila Udaas Mila

 

میکدے کے سوا، ہمارا پتا

ان کی زلفوں کے آس پاس ملا

Maikaday Ke Siwa , Humara Pata

Unki Zulfon Ke Aas Paas Mila

 

مجھ کو تقدیر کی گزر کہ میں

صرف تدبیر کا ہراس ملا

 Mujh Ko Taqdeer Ki Guzar Keh Main

Sirf Tadbeer Ka Haras Mila


آب حیواں کی دھوم تھی ساغرؔ

سادہ پانی کا اک گلاس ملا

 Aab Haiwan Ki Dhoom Thi SAGHAR

Sada Paani Ka Ik Glass Mila


ساغرؔ  صدیقی

Saghar Siddiqui


Pee Li Tou Kuch Pata Na Chala Woh Zaroor Tha Woh Uska Saya Tha Keh Wahi Rashk e Hoor Tha



Phool Chahe Thay Magar Haath Mein Aaye Pathar(SAGHAR SIDDIQUI)



Aaj Ki Raat Bhi Guzri Hai



Mujhe mosam se kya laina November ho December ho Mere sab rang tujh se hain baharon ke Khizanon ke



Mujhe mosam se kya laina November ho December ho
Mere sab rang tujh se hain baharon ke Khizanon ke


Qareeb-tar hai jo fikr o khayal mein mere Wohi hai door buhat door aasman ki tarah



Qareeb-tar hai jo fikr o khayal mein mere

Wohi hai door buhat door aasman ki tarah

 

Kabhi kareeb kabhi doore ho k rotay hain Mohabbaton k bhi mausam ajeeb hotay hain



Kabhi kareeb kabhi doore ho k rotay hain
Mohabbaton k bhi  mausam ajeeb hotay hain

Azhar Inayati


Mana nazar ke samnay hai beshumar dhund Hai dekhna ke dhund ke uus par kon hai



Mana nazar ke samnay hai beshumar dhund
Hai dekhna ke dhund ke uus par kon hai


Tabasum ki saza ketni kari hai Guloon ko khel ky murjhana para hai



تبسم کی سزا کتنی کڑی ہے
گلوں کو کھل کے مرجھانا پڑا ہے
جوشؔ ملیح آبادی
Tabasum ki saza ketni kari hai
Guloon ko khel ky murjhana para hai

Josh Maleeh abadi


Mil hi jaaye ga kabhi dil ko yaqeen rehta hain Woh isi shahr ki galiyon mein kahein rehta hai



Mil hi jaaye ga kabhi dil ko yaqeen rehta hain
Woh isi shahr ki galiyon mein kahein rehta hai

Ahmad Mushtaq


Main akaila nahi hon apnay saath Meray sath aik masla hai mera



میں اکیلا نہیں ہوں  اپنے  ساتھ
میرے ساتھ ایک مسئلہ ہے مرا


Main akaila nahi hon apnay saath
Meray sath aik masla hai mera


Har Baat Jantay Hoe Bhi , Dil Manta Na Tha Hum Jane Aitbar Ke , Kis Marhalay Mein Thay



Har Baat Jantay Hoe Bhi , Dil Manta Na Tha

Hum Jane Aitbar Ke , Kis Marhalay Mein Thay


Ik Din BARRI Hal Ho Janadi Mushkil Jee Ae Thoday Dinan Tuu



وگڑ گئی اے تھوڑے دناں توں 

دوری پئی اے تھوڑے دناں توں

 

تیرے ہندیا پیندے نئیں ساں

پینی پئی اے تھوڑے دناں توں

 

چن جیا مکھڑا نظر نئی آوندا

رُت سرمئی اے تھوڑے دناں توں

 

شام سویرے آجاندے سن

خبر نہ لئی اے تھوڑے دناں توں

 

دل مر جانا ہن تک ڈردا

چوٹ تے سئی اے تھوڑے دناں توں

 

اک دن بری حل ہو جانڑی

 مشکل جئی اے تھوڑے دناں توں

 

بَری نظامی

Barri Nizami


Waqt Hai Jhonka Hawa Ka Aur Hum Faqt Peelay Pattay Kon Jane Agli January , Tum Kahan , Hum Kahan



وقت ہے جھونکا ہوا کا اور ہم فقط پیلے پتے
کون جانے اگلی جنوری ، تم کہاں ، ہم کہاں
Waqt Hai Jhonka Hawa Ka Aur Hum Faqt Peelay Pattay
Kon Jane Agli January , Tum Kahan , Hum Kahan


Bal'la ki afraa tafri hai hamari zaat mein lekin Hum bey dhiyani mein bhi teray dhiyan mein rehtay hain



بلا کی افراتفری ہے ہماری ذات میں لیکن
ھم بے دھیانی میں بھی تیرے دھیان میں رہتے ہیں
Bal'la ki afraa tafri hai hamari zaat mein lekin
Hum bey dhiyani mein bhi teray dhiyan mein rehtay hain


Kahan Ho Tum Chaly Aao Muhabbat Ka Taqaza Hai Gham e Dunya Se Ghabra Kar Tumhein Dil Ne Pukara Hai



Sansar ki har shay ka, itna hi fasana hai Ek dhund se aana hai, ik dhund mein jana hai



Ek pal ki palak par hai , tahri hui yeh dunya

Ek pal ke jhapakte hi, har khel suhana hai

Sansar ki har shay ka, itna hi fasana hai

Ek dhund se aana hai, ik dhund mein jana hai 

Sahir Ludhianvi 

اک پل کی پلک پر ہے ، ٹہری ہوئی یہ دنیا 

اک پل کے جھپکنے تک ہر کھیل سہانہ ہے

سنسار کی ہر شئے کا اتنا ہی فسانہ ہے

اک دھند سے آنا ہے۔ اک دھند میں جانا ہے 

ساحر لدھیانوی 

एक पल की पलक पर है, ठहरी हुई ये दुनिया

एक पल के झपकने तक हर खेल सुहाना है

संसार की हर शय का इतना ही फ़साना है

एक धुँध से आना है, एक धुँध में जाना है 

साहिर लुधियानवी

 

Ye Mahlon , Ye Takhton , Ye Tajon Ki Dunya Ye Insan Ke Dushman Samajon Ki Dunya



یہ محلوں ، یہ تختوں ، یہ تاجوں کی دنیا
یہ انساں کے دشمن سماجوں کی دنیا
یہ دولت کے بھوکے رواجوں کی دنیا
یہ دنیا اگر مل بھی جائے تو کیا ہے ؟
ہر اک جسم گھائل ، ہر اک روح پیاسی
نگاہوں میں الجھن ، دلوں میں اداسی
یہ دنیا ہے یا عالمِ بد حواسی
یہ دنیا اگر مل بھی جائے تو کیا ہے ؟
یہاں اک کھلونا ہے انساں کی ہستی
یہ بستی ہے مردہ پرستوں کی بستی
یہاں پر تو ہے جیون سے موت سستی
یہ دنیا اگر مل بھی جائے تو کیا ہے ؟
جوانی بھٹکتی ہے بدکار بن کر
جواں جسم سجتے ہیں بازار بن کر
یہاں پیار ہوتا ہے بیوپار بن کر
یہ دنیا اگر مل بھی جائے تو کیا ہے ؟
یہ دنیا جہاں آدمی کچھ نہیں ہے
وفا کچھ نہیں ، دوستی کچھ نہیں ہے
جہاں پیار کی قدر ہی کچھ نہیں ہے
یہ دنیا اگر مل بھی جائے تو کیا ہے ؟
جلا دو اسے پھونک ڈالو یہ دنیا
میرے سامنے سے ہٹا لو یہ دنیا
تمھاری ہے تم ہی سنبھالو یہ دنیا
یہ دنیا اگر مل بھی جائے تو کیا ہے ؟​
ساحر لدھیانوی

Teri Ruswaion Se Darta Hoon Jab Tere Shehar Se Guzarta Hoon



تیری رسوائیوں سے ڈرتا ہوں
ﺟﺐ ﺗﯿﺮﮮ ﺷﮩﺮ ﺳﮯ ﮔﺰﺭﺗﺎ ﮨﻮﮞ
ﺩﻝ ﺑﮭﯽ ﮐﺮﺗﺎ ﮨﮯ ﯾﺎﺩ ﭼﮭﭗ ﮐﮯ ﺗﺠﮭﮯ
ﻧﺎﻡ ﻟﯿﺘﯽ ﻧﮩﯿﮟ ﺯﺑﺎﻥ ﺗﺮﺍ
ﮐﺲ ﺳﮯ ﭘﻮﭼﮭﻮﮞ ﮔﺎ ﻣﯿﮟ ﺧﺒﺮ ﺗﯿﺮﯼ
ﮐﻮﻥ ﺑﺘﻼﺋﮯ ﮔﺎ ﻧﺸﺎﮞ ﺗﯿﺮﺍ
ﺗﯿﺮﯼ ﺭﺳﻮﺍﺋﯿﻮﮞ ﺳﮯ ﮈﺭﺗﺎ ﮨﻮﮞ
ﺟﺐ ﺗﯿﺮﮮ ﺷﮩﺮ ﺳﮯ ﮔﺰﺭﺗﺎ ﮨﻮﮞ
ﺣﺎﻝ ﺩﻝ ﺑﮭﯽ ﻧﮧ ﮐﮩﮧ ﺳﮑﺎ ﮔﺮﭼﮧ
ﺗﻮ ﺭﮨﯽ ﻣﺪﺗﻮﮞ ﻗﺮﯾﺐ ﻣﯿﺮﮮ
ﺗﻮ ﻣﺠﮭﮯ ﭼﮭﻮﮌ ﮐﺮ ﭼﻠﯽ ﺑﮭﯽ ﮔﺌﯽ
ﺧﯿﺮ ﻗﺴﻤﺖ ﻣﺮﯼ ، ﻧﺼﯿﺐ ﻣﺮﮮ
ﺍﺏ ﻣﯿﮟ ﮐﯿﻮﮞ ﺗﺠﮫ ﮐﻮ ﯾﺎﺩ ﮐﺮﺗﺎ ﮨﻮﮞ
ﺟﺐ ﺗﯿﺮﮮ ﺷﮩﺮ ﺳﮯ ﮔﺰﺭﺗﺎ ﮨﻮﮞ
ﮔﻮ ﺯﻣﺎﻧﮧ ﺗﯿﺮﯼ ﻣﺤﺒﺖ ﮐﺎ
ﺍﯾﮏ ﺑﮭﻮﻟﯽ ﮨﻮﺋﯽ ﮐﮩﺎﻧﯽ ﮨﮯ
ﮐﺲ ﺗﻤﻨﺎ ﺳﮯ ﺗﺠﮫ ﮐﻮ ﭼﺎﮨﺎ ﺗﮭﺎ
ﮐﺲ ﻣﺤﺒﺖ ﺳﮯ ﮨﺎﺭ ﻣﺎﻧﯽ ﮨﮯ
ﺍﭘﻨﯽ ﻗﺴﻤﺖ ﭘﮧ ﻧﺎﺯ ﮐﺮﺗﺎ ﮨﻮﮞ
ﺟﺐ ﺗﯿﺮﮮ ﺷﮩﺮ ﺳﮯ ﮔﺰﺭﺗﺎ ﮨﻮﮞ
ﮐﻮﺋﯽ ﭘﺮﺳﺎﻥ ﺣﺎﻝ ﮨﻮ ﺗﻮ ﮐﮩﻮﮞ
ﮐﯿﺴﯽ ﺁﻧﺪﮬﯽ ﭼﻠﯽ ﺗﯿﺮﮮ ﺑﻌﺪ
ﺩﻥ ﮔﺰﺭﺍ ﮨﮯ ﮐﺲ ﻃﺮﺡ ﻣﯿﮟ ﻧﮯ
ﺭﺍﺕ ﮐﯿﺴﮯ ﮈﮬﻠﯽ ﮨﮯ ﺗﯿﺮﮮ ﺑﻌﺪ
ﺭﻭﺯ ﺟﯿﺘﺎ ﮨﻮﮞ ﺭﻭﺯ ﻣﺮ ﺗﺎ ﮨﻮﮞ
ﺟﺐ ﺗﯿﺮﮮ ﺷﮩﺮ ﺳﮯ ﮔﺰﺭﺗﺎ ﮨﻮﮞ
ﻭﮦ ﺟﻮ ﮐﮩﺘﮯ ﮨﯿﮟ ﻣﺠﮫ ﮐﻮ ﺩﯾﻮﺍﻧﮧ
ﻣﯿﮟ ﺍﻧﮭﯿﮟ ﺑﮭﯽ ﺑﺮﺍ ﻧﮩﯿﮟ ﮐﮩﺘﺎ
ﻭﺭﻧﮧ اس ﺑﮯ ﻧﻮﺍ ﻣﺤﺒﺖ ﻣﯿﮟ
ﺩﻝ ﮐﮯ ﻟﭩﻨﮯ ﭘﮧ ﮐﯿﺎ ﻧﮩﯿﮟ ﮐﮩﺘﺎ
ﻣﯿﮟ ﺗﻮ ﻣﺸﮑﻞ ﺳﮯ ﺁﮦ ﺑﮭﺮﺗﺎ ﮨﻮﮞ
ﺟﺐ ﺗﯿﺮﮮ ﺷﮩﺮ ﺳﮯ ﮔﺰﺭﺗﺎ ﮨﻮﮞ
ﺁﺝ ﺑﮭﯽ ﮐﺎﺭ ﺯﺍﺭ ﮨﺴﺘﯽ ﻣﯿﮟ
ﺗﻮ ﺍﮔﺮ ﺍﯾﮏ ﺑﺎﺭ ﻣﻞ ﺟﺎ ﺋﮯ
ﭼﯿﻦ ﺁ ﺟﺎ ﺋﮯ ﺁﺭﺯﺅﮞ ﮐﻮ
ﺣﺴﺮﺗﻮﮞ ﮐﻮ ﻗﺮﺍ ﺭ ﻣﻞ ﺟﺎ ﺋﮯ
ﺟﺎ ﻧﮯ ﮐﯿﺎ ﮐﯿﺎ ﺧﯿﺎﻝ ﮐﺮﺗﺎ ﮨﻮﮞ
ﺟﺐ ﺗﯿﺮﮮ ﺷﮩﺮ ﺳﮯ ﮔﺰﺭﺗﺎ ﮨﻮﮞ
سیف الدین سیف


Talash Kar Meri Kami Ko Apne Dil Mein Dard Ho Tou Samajh Laina Reshta Ab Bhi Baqi Hai



Talash Kar Meri Kami Ko Apne Dil Mein

Dard Ho Tou Samajh Laina Reshta Ab Bhi Baqi Hai

Parveen Shakir


Apna Dil Pesh Karon Apni Wafa Pesh Karun



Usko Tou Kabhi Mujh Se Muhabbat Hi Nahi Thi Kion Aaj Woh Phir Mera Pata Dhoond Raha Hai



پت جھڑ میں بہاروں کی فضا ڈُھونڈ رہا ہے
پاگل ہے جو دُنیا میں وَفا ڈُھونڈ رہا ہے
Pat Jhad Mein Baharon Ki Fiza Dhoond Raha Hai
Pagal Hai Jo Dunya Mein Wafa Dhoond Raha Hai

 
خُود اپنے ہی ہاتھوں سے وہ گھر اپنا جلا کر
اَب سر کو چُھپانے کی جگہ ڈُھونڈ رہا ہے
Khud Apne Hi Haathon Se Woh Ghar Apna Jala Kar
Ab Sar Ko Chupanay Ki Jagah Dhoond Raha Hai

 
کل رات تو یہ شخص ضیا بانٹ رہا تھا
کیوں دِن کے اُجالے میں دِیا ڈُھونڈ رہا ہے
Kal Raat Tou Ye Shakhs Zia Bant Raha Tha
Kion Din Ke Ujalay Mein Diya Dhoond Raha Hai

 
شاید کے ابھی اُس پہ زوال آیا ہوا ہے
جُگنُو جو اندھیرے میں ضیا ڈُھونڈ رہا ہے
Shayed Ke Abhi Us Pe Zawal Aaya Hoa Hai
Jugno Jo Andhere Mein Zia Dhoond Raha Hai

 
کہتے ہیں کہ ہر جا پہ ہی موجُود خُدا ہے
یہ سُن کے وہ پتَّھر میں خُدا ڈُھونڈ رہا ہے
Kehtay Hein Keh Ja Pe Hi Moujood Khuda Hai
Ye Sun Ke Woh Pathar Mein Khuda Dhoond Raha Hai

 
اُسکو تو کبھی مُجھ سے محبت ہی نہیں تھی
کیوں آج وہ پھر میرا پتا ڈُھونڈ رہا ہے
Usko Tou Kabhi Mujh Se Muhabbat Hi Nahi Thi
Kion Aaj Woh Phir Mera Pata Dhoond Raha Hai

 
کِس شہرِ مُنافِق میں یہ تُم آ گۓ ساغر
اِک دُوجے کی ہر شخص خطا ڈُھونڈ رہا ہے
Kis Shehar e Munafiq Mein Ye Tum Aa Gaye SAGHAR
Ik Dojay Ki Har Shakhs Khata Dhoond Raha Hai

 
ساغر صدیقی
Saghar Siddiqui


Na Jisam Tedan Na Jan Teedi Ae Tirka Rab Rehman Da Onde Hukam Baghair Tu Be-Was Haein Ae Faisla Quran Da



Na Jisam Tedan Na Jan Teedi Ae Tirka Rab Rehman Da

Onde Hukam Baghair Tu Be-Was Haein Ae Faisla Quran Da

Meday Jisam Te Medi Marzi Ae, Ae Waham Guman Insan Da Hai

Teedi Rooh Hai SHAKIR Malik Di Teeda Dhancha Qabrestan Da Hai

 


Kuch Ishq Kia Kuch Kam Kia




Bal Daliye Jabeen Pe Na Khanjar Nikal Ke Itnay Jawab , Aur Mere Ik Sawal Ke?



بَل ڈالئے جبیں پہ نہ خنجر نکال کے
اِتنے جواب، اور مِرے اِک سوال کے؟

قُربان جاؤں آپ کی اِس چال ڈھال کے
آتے ہی چل دیئے مجھے اُلجھن میں ڈال کے

صدقے مَیں اِس کرم کے، تصدّق خیال کے
وعدے تو بار بار کئے ہیں وصال کے

پھر بھی مِری وفا کا یقیں تو نہیں کیا
دل رکھ دیا تھا سامنے اُس کے، نکال کے

یہ خار زارِ دشتِ جُنوں ہے ذرا سنبھل
اس راہ سے گزر بھی تو دامن سنبھال کے

گیسو کے پیچ و خَم میں مِرا دل پھنسا رہا
آخر پَتہ چلا کہ یہ حلقے ہیں جال کے

کہنے کو ایک بار تو وعدہ وفا کرو
کیوں روز روز  بات بڑھاتے ہو ٹال کے

مدّت کے بعد اُن پہ عَدو کا بھرم کُھلا
نادم ہیں آستین میں وہ سانپ پال کے

میرے یہ شعر، آب میں موتی سے کم نہیں
ہاتھ آۓ، فن کے سات سمندر کھنگال کے

اَللّٰہ! دَم کی خیر، کہ یہ کُوۓ یار ہے
رکھنا قدم نصیرؔ ذرا دیکھ بھال کے

 پیرسیّدنصیرالدّین نصیرؔ جیلانی
Peer Sayed Naseer u Deen Naseer Gilani


Janib Maikadah Aa Nikly Hein Mastanay Chand Saqiya La Tu Chalaktay Hoe Paimanay Chand




جانبِ میکدہ آ نکلے ھیں مستانے چند

ساقیا لا تَو چَھلکتے ھُوئے پیمانے چند

Janib Maikadah Aa Nikly Hein Mastanay Chand

Saqiya La Tu Chalaktay Hoe Paimanay Chand


کربلا  وادئ  ایمن  دلِ  بے  صبر و قرار

قابلِ دید ھیں دنیا میں یـے ویرانے چند

Karbala Wadi e Eman Dil Be-Sabar o Qarar

Qabil Deed Hein Dunya Mein Ye Weeranay Chand

 

نیندیں اُن کی  ھیں اُنھِیں کے ھیں مُقدر بیدار

 سائے میں شمع کے سوتے ھیں جو پروانے چند

Neendein Un Ki Hein Unhein Ke Hein Muqaddar Bedar

Saaye Mein Shamma Ke Sotay Hein Jo Parwanay Chand

 

کربلا  شہرِ  نجف  یثرب  و  جیلاں  اجمیر

یـے مرے ساقئ دیوہ کے ھیں میخانے چند

 Karbala Shehar e Najaf Yasrab o Gilan Ajmeer

Ye Mere Saqi e Dewa Ke Hein Maikhanay Chand

 

کوئی محفل ھو بیاباں  کے مزے لیتے ھیں

جمع ھوتے ھیں جہاں پر ترے دیوانے چند

Koi Mehfil Ho Bayabaan Ke Mazay Laitay Hein

Jama Hotay Hein Jahan Par Tere Deewanay Chand

 

دل کے چھالوں کو کلیجے سے لگا رکھا ھے

لعل و یاقُوت ھیں مرے لیئے یـے دانے چند

 Dil Chalon Ko Kalejay Se Laga Rakha Hai

La'al o Yaqoot Hein Mere Liye Ye Danay Chand

 

نھیں غُربت میں  جو  یارانِ  وطن  اے بیدمٓ

دفن کر دیں گے کہیں دشت میں بیگانے چند

Nahein Ghurbat Mein Jo Yaraan e Watan Ae BEDAM

Dafan Kar Deingay Kahein Dasht Mein Beganay Chand


سَیَّد سِراجُ الدِین غُلام حُسین بیدمٓ شاہ وارثی
کُلیاتِ بیدم

صَفحہ 309_308


Meri Har Khushi Tere Dum Se Hai Meri Zindagi Tere Gham Se Hai



تجھے کیا سناؤں میں دلربا، تیرے سامنے مرا حال ہے
تری اک نگاہ کی بات ہے، مری زندگی کا سوال ہے
مری ہر خوشی ترے دم سے ہے، مری زندگی ترے غم سے ہے
ترے درد سے رہے بے خبر، مرے دل کی کب یہ مجال ہے
تیرے حسن پر ہے مری نظر، مجھے صبح و شام کی کیا خبر
مری شام ہے تری جستجو، مری صبح تیرا خیال ہے
میرے دل جگر میں سما بھی جا، رہے کیوں نظر کا بھی فاصلہ
کہ ترے بغیر تو جانِ جاں، مجھے زندگی بھی محال ہے
تجھے کیا سناؤں میں دلربا
مجروح سلطانپوری


Usko Tou Kabhi Mujh Se Muhabbat Hi Nahi Thi Kion Aaj Woh Phir Mera Pata Dhoond Raha Hoon



Usko Tou Kabhi Mujh Se Muhabbat Hi Nahi Thi

Kion Aaj Woh Phir Mera Pata Dhoond Raha Hoon

Saghar Siddiqui


Chishm e Qatil Meri Dushman Thi Hamaisha Lekin Jaisi Ab Ho Gai Qatil Kabhi Aisi Tou Na Thi



چشم قاتل میری دشمن تھی ہمیشہ لیکن
جیسی اب ہوگئی قاتل کبھی ایسی تو نہ تھی

Chishm e Qatil Meri Dushman Thi Hamaisha Lekin

Jaisi Ab Ho Gai Qatil Kabhi Aisi Tou Na Thi


Tundi e Bad e Mukhalif Se Na Ghabra Ae Uqaab Ye Tou Chalti Hain Tujhe Oncha Udanay Ke Liye

 

یہ تینوں اشعار علامہ اقبال کے نام سے منسوب ہیں لیکن اصل میں یہ اشعار علامہ اقبال کے نہیں ہیں
Ye Teenon Asha'ar Allama Iqbal Ke Nam Se Mansoob Hein Lekin Asal Mein Ye Asha'ar Allama Iqbal Ke Nahi Hein

 


Tundi e Bad e Mukhalif  Se Na Ghabra Ae Uqaab

Ye Tou Chalti Hain Tujhe Oncha Udanay Ke Liye

Sayed Sadiq Hussain Shah

Islam Ke Daman Mein Aur Is Ke Siwa Kia Hai

Ik Zarb e Yadllah Ik Sajda e Shabiri

Waqar Anbalvi

Khuda Ne Aaj Tak Us Qoum Ki Halat Nahi Badli

Na Ho Jis Ko Khayal Aap Apni Halat Ke Badalnay Ka

Zafar Ali Khan

 

Us Ne Door Rehnay Ka Mashwara Bhi Lekha Hai Saath Hi Muhabbat Ka Wasta Bhi Lekha Hai



Us Ne Door Rehnay Ka Mashwara Bhi Lekha Hai

Saath Hi Muhabbat Ka Wasta Bhi Lekha Hai


Us Ne Ye Bhi Lekha Hai Mere Ghar Nahi Aana

Saaf Saaf Lafzon Mein Rasta Bhi Lekha Hai

Mohsin Naqvi


Uske Halqay Mein Chand Aik Shikaari Thay SALEEM Aur Kuch Main Bhi Parindon Se Buhat Khelta Tha



Raqs Karte Hoe Lamhon Se Buhat Khelta Tha
Be-Khudi Mein Main Zamanon Se Buhat Khelta Tha


Bichadnay Wale Ye Batatay Hein Selaab Se Qabal
Ye Jo Darya Hai Kinaron Se Buhat Khelta Tha


Main Khilono Se Kabhi Bhi Nahi Khela Ae Dost
Khuwaab Hotay Thay Main Khuwabon Se Buhat Khelta Tha


Ab Tou Be-Rang Udaasi Hai Meri Aankhon Mein
MAA Batati Hai Main Rangon Se Buhat Khelta Tha


Uske Halqay Mein Chand Aik Shikaari Thay SALEEM
Aur Kuch Main Bhi Parindon Se Buhat Khelta Tha


Hum Tou Mainosh Hein ,Badnam Hein SAGHAR Paakeezah Jo Hein Log,Woh Kia Kia Nahi Karte



Hum Tou Mainosh Hein ,Badnam Hein SAGHAR

Paakeezah Jo Hein Log,Woh Kia Kia Nahi Karte

Saghar Siddiqui


Palat Ke Suye Chaman D



Manzilen Kya Hain Rasta Kya Hai



Khoon Behne Laga Hai Unglion Se



Ma'alom nahin kaun si basti ke makeen the Kuchh log mere soch se bhi badh ke haseen the



Ma'alom nahin kaun si basti ke makeen the
Kuchh log mere soch se bhi badh ke haseen the


Yaad teri dil nu chhad rooh de vich sama gayee Rooh nu kaamba laggia, dil bahut ghabraa gia

 


R o o h
Yaad teri dil nu chhad rooh de vich sama gayee
Rooh nu kaamba laggia, dil bahut ghabraa gia
Meri rooh ne teri rooh noon khaure jaa ke kee kiha
toon achanak mili mainu chain dil noon aa gia

 

Jhoothi bulundiyon ka dhuaan paar kar ke aa Qadd naapna hai mera tau chhat se utar ke aa

 


جھوٹی بلندیوں کا دھواں پار کر کے آ
قد ناپنا ہے میرا تو چھت سے اُتر کے آ


झूठी बुलन्दियोँ का धुआँ पार कर के आ
क़द नापना है मेरा तो छत से उतर के आ।

 
Jhoothi bulundiyon ka dhuaan paar kar ke aa

Qadd naapna hai mera tau chhat se utar ke aa


Who will take care of this house Everyday one thing breaks



Who will take care of this house
Everyday one thing breaks

John Elia

Who would take care of this house
One thing breaks every day

John Elia
Who will take care of this house
One thing breaks everyday

Jaun Elia


Waqif nahi grift-e-tasswur se wo Shamim Jo ye samajh rahain hain k daman chudaliya



واقف نہیں گرفتِ تصوّر سے وہ شمیمٓ
جو یہ سمجھ رہے ہیں کہ دامن چھڑا لیا
شمیم کرہانی
Waqif nahi grift-e-tasswur se wo Shamim
Jo ye samajh rahain hain k daman chudaliya

Shamim Kiryani


Hisaab Kitab Sirf Rab Ne Saheeh Lagaya Sab Ko Khali Haath Bhaija Aur Khali Haath Wapas Bulaya



حساب کتاب صرف رب نے صحیح لگایا

سب کو خالی ہاتھ بھیجا اور خالی ہاتھ واپس بلایا

Hisaab Kitab Sirf Rab Ne Saheeh Lagaya

Sab Ko Khali Haath Bhaija Aur Khali Haath Wapas Bulaya


Mahram Raaz Hone de Yaa be niaaz hone de



محرم راز ہونے دے
Mahram Raaz Hone de
 یا  بے نیاز ہونے دے
Yaa be niaaz hone de
تو میری آخری محبت ہے
Tu merre aakhri mohabbat haai
اختتام کا آغاز ہونے دے
Ikhtetaam Kaa Aaghaaz hone de
Usman Razzaq


Koi taaluq jo na hota to khafa kyon hote Be-rukhe tere mohubat ka pata dete hai



کوئی  تعلق جو  نہ ہوتا تو خفا کیوں ہوتے
بے رخی تیری محبت کا پتہ دیتی ہے
Koi taaluq jo na hota to khafa kyon hote
Be-rukhe tere mohubat ka pata dete hai


Socho to silwaton se bhari hai tamam rooh Dekhon to ik shikan bhi nahi hai libas mein



Socho  to silwaton se bhari hai tamam rooh
Dekhon to ik shikan bhi nahi hai libas mein

Shakeeb Jalali


Usne Likha Bhool Jao Mujhy Hum Ne Bhi Likh Diya Kaun Ho TUM



Usne Likha Bhool Jao Mujhy
Hum Ne Bhi Likh Diya Kaun Ho TUM


Taweel asrat chor jata hai Yun tera mukhtasar sa yaad aana



Taweel asrat chor jata hai
Yun tera mukhtasar sa yaad aana


Simat gaya to main apna wajood kho donga Kis ehtmaam se usnay mujhy bakhaira hai



سمٹ گیا تو میں اپنا وجود کھو دوں گا

کس اہتمام سے اس نے مجھے بکھیرا ہے

Simat gaya to main apna wajood kho donga

Kis ehtmaam se usnay mujhy bakhaira hai


Koi puchh raha hai mujhse meri zindagi ki kimat Mujhe yaad aa raha hai tera houle se muskurana



Koi puchh raha hai mujhse meri zindagi ki kimat
Mujhe yaad aa raha hai tera houle se muskurana



Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo