Zid peh aajaaon to mor kar bhi na dekhoon Tum ne dekha hi nahin mera patthar hona



Zid peh aajaaon to mor kar bhi na dekhoon
Tum ne dekha hi nahin mera patthar hona


Baqi to mukamal hai tamana ki amarat Ek guzray howay waqt ka shesha nahi milta



باقی تو مکمل ہے تمنا کی عمارت
اک گزرے ہوئے وقت کا شیشہ نہیں ملتا
Baqi to mukamal hai tamana ki amarat
Ek guzray howay waqt ka shesha nahi milta


Har khamoshi ana nahin hoti Kuch khamoshiyaan sabr bhi hoti hai



Har khamoshi ana nahin hoti
Kuch khamoshiyaan sabr bhi hoti hai


Koi ye kaisay bataye key wo tanha kyon hai Wo jo apna tha wohi aur kisi ka kyon hai??



کوئی یہ کیسے بتائے کہ وہ تنہا کیوں ھے
وہ جو اپنا تھا وھی اور کسی کا کیوں ھے؟؟

Koi ye kaisay bataye key wo tanha kyon hai
Wo jo apna tha wohi aur kisi ka kyon hai??

 
یہی دُنیا ھے تو پِھر ایسی یہ دُنیا کیوں ھے؟؟
یہی ھوتا ھے، تو آخر یہی ھوتا کیوں ھے؟؟


Yehi duniya hai to phir aisi ye duniya kyon hai??
Yehi hota hai tk aakhir yehi hota kyon hai??

 
ایک ذرا ھاتھ بڑھا دیں تو پکڑ لیں دامن
اُس کے سینے میں سما جائے ھماری دھڑکن

Ek zara haath barha dain to pakar lain daaman
Uskay seenay main sama jaye hamari dharkan

 
اتنی قُربت ھے تو پِھر فاصلہ اِتنا کیوں ھے؟؟
دلٍ برباد سے نِکلا نہیں اب تک کوئی


Itni qurbat hai to phir faasla itna kyon hai?
Dil-e-barbaad se nikla nahi ab tak koi

 
ایک لُٹے گھر پہ دیا کرتا ھے دستک کوئی
آس جو ٹُوٹ گئی پِھر سے بندھاتا کیوں ھے؟؟

Aik lutay ghar pe diya karta hai dastak koi
Aas jo toot gai phir se bandhaata kyon hai?

 
تم مسرّت کا کہو یا اِسے غم کا رِشتہ
کہتے ھیں پیار کا رشتہ ھے جنم کا رِشتہ
ھے جنم کا جو یہ رِشتہ تو بدلتا کیوں ھے؟؟

Tum musarat ka kaho ya isay ghum ka rishta
Kehtay hain payar ka rishta hai janam ka rishta
Hai janam ka jo ye rishta to badlta kyon hai?

 کیفیؔ اعظمی
Kaifi Aazmi


Zindgi uljha hua soda hai Umreen leta hai, ek pal de kar



زندگی الجھا ہوا سودا ہے
عمریں لیتا ہے ، اک پل دے کر
Zindgi uljha hua soda hai
Umreen leta hai, ek pal de kar

Gulzaar


Phir har cheez se dil uth gaya Phir wahi uljhanein humhari hai





Phir har cheez se dil uth gaya
Phir wahi uljhanein humhari hai

Wajid Shaikh


Phir bhi mazi ka khayal aata hai gahay gahay Mudatain dard ki loo kam to nahi kar saktien



پھر بھی ماضی کا خیال آتا ہے گاہے گاہے
مدتیں درد کی لو کم تو نہیں کر سکتیں

 Phir bhi mazi ka khayal aata hai gahay gahay
Mudatain dard ki loo kam to nahi kar sakti'in

 
زخم بھر جائیں مگر داغ تو رہ جاتا ہے
دوریوں سے کبھی یادیں تو نہیں مر سکتیں

Zakham bhar jaien magar daagh to reh jata hai
Doriyoon se kabhi yadain to nahi mar saktien


Mein bhee apanee gatharee kholoon tou bhee apanee gaathen khole baad kee baatein baad mein hongee pahale dil kee baat to holey



मैं भी अपनी गठरी खोलूँ तू भी अपनी गाठें खोले
बाद की बातें बाद में होंगी पहले दिल की बात तो होले

Mein bhee apanee gatharee kholoon tou bhee apanee gaathen khole
baad kee baatein baad mein hongee pahale dil kee baat to holey


Asan nahi e dil chahat ka bhula dena Ishk ki duniya me Sambhal sambhal ke chalte hain



Asan nahi e dil chahat ka bhula dena
Ishk ki duniya me Sambhal sambhal ke chalte hain
Gir gir ke sambhalte hain
Ik aag si sine me,ja kar kise dikhlaye
Jakhm mile itne koi kaise sambhal paye
Dhuan sa nikalta hai
Koi ghav sa rishta hai
Aankh ke paani ko bas Pani hi samjha
Ye vo dard ka hissa hai
Jo ander ghut'ta hai
Chain mile ab tu,jab dum hi nikal jaye
Asaan nahi e dil

MS


I will identify your face and answer You give me a question equal to my height



I will identify your face and answer
You give me a question equal to my height

Aziz Indori
I will recognize your side and answer
You give me a question equal to my height

Aziz Indori


See my friend, Mary Gallan God give me your words.



See my friend, Mary Gallan
God give me your words.
See my friend, my cheeks,
Your words are also with God


How would you give someone the account of your deeds All the questions were wrong, how could you have answered?



How would you give someone the account of your deeds
All the questions were wrong, how could you have answered?

Munir Nyazi
How to give someone account of their actions?
All the questions were wrong, what would they answer?

Muneer Niazi


Mujh ko sooli par charha kar dukhi hai duniya Woh meri maut nahin aankhon mein darr maangti hai



Mujh ko sooli par charha kar dukhi hai duniya
Woh meri maut nahin aankhon mein darr maangti hai


Hum teray hijar main ek shaam phir aisay roye Jaisay kohsaar ka dil cheer key jharna photay



ہم ترے ہجر میں اک شام پھر ایسے روئے
جیسے کہسار کا دل چیر کے جھرنا پھوٹے.

Hum teray hijar main ek shaam phir aisay roye
Jaisay kohsaar ka dil cheer key jharna photay


Gar Ek sham mere naam ho jaye Khoobsurat si jine ki vajah ho jaye



Gar
Ek sham mere naam ho jaye
Khoobsurat si jine ki vajah ho jaye
Mil jaye khamosh labo ko jumbish
Khoobsurat si gazal ho jaye
Kawal ko mile tazgi Teri garm sanso se
Tera hath ho meri dhadkan per
Mere jine ki vajah ho jaye
Gar,ek sham mere naam ho jaye

MS


Tu hai souraj tujhe kaha maloom raat ka dukh Tu kise rooz mere ghar men utar shaam ke baad



Tu hai souraj tujhe kaha maloom raat ka dukh
Tu kise rooz mere ghar men utar shaam ke baad


Haven't come down from the heart after a million tries That person dominates my heart in such a way



Haven't come down from the heart after a million tries
That person dominates my heart in such a way
Haven't come out of heart after millions of tries
That person dominates my mind so much


Hazar raahain mud key daikhain Kahin se koi sada na aai



ہزار راہیں مُڑ کے دیکھیں
کہیں سے کوئی صدا نہ آئی
بڑی وفا سے نبھائی تم نے
 ہماری تھوڑی سی بے وفائی
جہاں سے تم موڑ مڑ گئے تھے
یہ موڑ اب بھی وہیں پڑے ہیں
ھم اپنے پیروں میں جانے کتنے
بھنور لپیٹے ہوئے کھڑے ہیں
کہیں کسی روز یوں بھی ہوتا
ہماری حالت تمہاری ہوتی
جو رات ہم نے گزاری مَر کے
 وہ رات تم نے گزاری ہوتی
تمہیں یہ ضد تھی کہ ہم بلاتے
ہمیں یہ اُمید وہ پُکاریں
بے  نام ہونٹوں پہ اب بھی لیکن
 آواز میں پڑ گئی دراڑیں
گلزار
Hazar raahain mud key daikhain
Kahin se koi sada na aai
Bari wafa se nibhai tum ne
Hamari thori si bewafai
Jahan se tum mod mur gaye thay
Ye mod ab bhi wahin paray hain
Hum apnay pairoon main janay kitnay
Bhanwar lapaitay howay kharay hain
Kahin kisi roz youn bhi hota
Hamari halat tumhari hoti
Jo raat hum ne guzari mar key
Wo raat tum ne guzaari hoti
Tumhain ye zid thi key hum bulatay
Hamain ye umeed wo pukarain
Hai naam honton pe ab bhi laikin
Aawaz main par gai dararain.
Gulzar


Kabhi wo shakhs tha , hum thay, aur itni batain thin Aur ab wo shakhs hai, hum hain aur aik khamoshi hai



کبھی وہ شخص تھا ، ہم تھے ،اور اتنی باتیں تھیں
اور اب وہ شخص ہے ، ہم ہیں اور ایک خاموشی ہے.
Kabhi wo shakhs tha , hum thay, aur itni batain thin
Aur ab wo shakhs hai, hum hain aur aik khamoshi hai


Wo rut bhi aiy ke main phool ki saheli hui Mehak mein champa kali, roop mein chambeli hui



وہ رُت بھی آئی کہ میں پھول کی سہیلی ہوئی
مہک میں چمپا کلی روپ میں چنبیلی ہوئی

 Wo rut bhi aiy ke main phool ki saheli hui
Mehak mein champa kali, roop mein chambeli hui

 
جو حرفِ سادہ کی صورت ہمیشہ لکھی گئی
وہ لڑکی تیــــــرے لیے کس طرح پہیلی ہوئی

Jo harf e sada ki soorat hamesha likhhi gaiy
Wo ladki tere liye kis tarah paheli hui

 
پروین شــــــاکر

Parveen Shakir


Machi hai khhalbali aisi nazar ke angan mein Ke jaise main tera deedar karne wala hoon



مچی ہے کھلبلی ایسی نظر کے آنگن میں
کہ جیسے میں ترا دیدار کرنے والا ہوں

حیا کے رنگ سے گلزار ہو گیا چہرہ
پتہ ہے اس کو کہ میں پیار کرنے والا ہوں
سبودھ لال ساقی

Machi hai khhalbali aisi nazar ke angan mein
Ke jaise main tera deedar karne wala hoon

Haya ke rang se gulzar ho gaya chehra
Pata hai us ko ke main pyar karne wala hoon

Saboodh Lal Saqi


Jab us pari jamal ka zanu ho zer e sar Kia arzu e takht e Sulaiman kare koi



جب اُس پری جمال کا زانو ہو زیرِ ســــــر
کیا آرزوئے تختِ سلیمــــــاں کرے کوئی

ڈر ہے بِکھــــــــر نہ جائے در و بَستِ زندگی
زُلفوں کو اِس طرح نہ پریشاں کرے کوئی
حُسین انجــــــــــم

Jab us pari jamal ka zanu ho zer e sar
Kia arzu e takht e Sulaiman kare koi

Dar hai bikhher na jaye dar o bast e zindagi
Zulfon ko is tarah na pareshan kare koi

Hussain Anjum


Youn nazar daliye ke ehd e khizan Ehtiraman bahar ban jaye



یوں نظر ڈالیے کہ عہدِ خزاں
احتراماً بہار بن جائے
سید عبدالحمید عدمؔ

Youn nazar daliye ke ehd e khizan
Ehtiraman bahar ban jaye

Syed Abdul Hameed Adam


Is qadar rayegan main hoon to nahi Jitni ehsas e ziyan hai mujh mein



اس قدر رائیگاں میں ہوں تو نہیں
جتنا احساسِ زیاں ہے مجھ میں
واجد امیر

Is qadar rayegan main hoon to nahi
Jitni ehsas e ziyan hai mujh mein

Wajid Ameer


Shayed ek wasl ke imkan mein rakha hua hai Dil ne muddat se tujhe dhiyan mein rakha hua hai



شاید اک وصل کے امکان میں رکھا ہوا ہے
دل نے مدت سے تجھے دھیان میں رکھا ہوا ہے
یوسف علی یوسف

Shayed ek wasl ke imkan mein rakha hua hai
Dil ne muddat se tujhe dhiyan mein rakha hua hai

Yousuf Ali Yousuf


Waqt chun le ga agar sab jan fiza narmahaten Phir dilon mein khhurdri yakh bastagi reh jaye gi



وقت چن لے گا اگر سب جانفزا نرماہٹیں
پھر دلوں میں کھردری یخ بستگی رہ جائے گی
ساحر حسیب

Waqt chun le ga agar sab jan fiza narmahaten
Phir dilon mein khhurdri yakh bastagi reh jaye gi

Sahir Haseeb


Firaq o wasl ke mani badal ke rakh de ga Tere khayal ka hona mere khayal ke paas



فراق و وصل کے معنی بدل کے رکھ دے گا
ترے خیـــال کا ہونا مرے خیـــال کـے پاس
شہپرؔ رسول

Firaq o wasl ke mani badal ke rakh de ga
Tere khayal ka hona mere khayal ke paas

Shehpar Rasool


Wo yaksar mukhtalif hai, munfarid pehchan rakhta hai Ek aiyne ki soorat shehr ko hairan rakhta hai



وہ یکسر مختلف ہے منفرد پہچان رکھتا ہے
اک آئینے کی صورت شہر کو حیران رکھتا ہے
اعتبار ساجدؔ

Wo yaksar mukhtalif hai, munfarid pehchan rakhta hai
Ek aiyne ki soorat shehr ko hairan rakhta hai

Aitbar Sajid


Sabhi chiragh jalane ke baad mujh pe khhula Tumhara lams zaruri hai raushni ke liye



سبھی چراغ جلانے کے بعد مُجھ پہ کُھلا
‏تمہارا لمس ضروری ہے روشنی کے لیے
سید مہدی بخاری

Sabhi chiragh jalane ke baad mujh pe khhula
Tumhara lams zaruri hai raushni ke liye

Syed Mehdi Bukhari


Ankhon ke chiraghon mein ujale na rahen ge Aa jao ke phir dekhne wale na rahen ge



آنکھوں کے چراغوں میں اُجالے نہ رہیں گے
آ جاؤ کہ پھر دیکھنے والے نہ رہیں گے
Ankhon ke chiraghon mein ujale na rahen ge
Aa jao ke phir dekhne wale na rahen ge


Kal shab hawa ne mera ishara samajh lia Uth kar mujhe chiragh bujhana nahi pada



کل شَب ہوا نے میرا اشارہ سمجھ لیا
اُٹھ کر مجھے چراغ بجھانا نہیں پڑا

Kal shab hawa ne mera ishara samajh lia
Uth kar mujhe chiragh bujhana nahi pada


Aj ghar se chala hoon yehi soch kar Ya to nazren nahi ya nazara nahi



آج گھر سے چلا ہوں یہی سوچ کر
یا تو نظریں نہیں یا نظارہ نہیں
قمر جلالوی

Aj ghar se chala hoon yehi soch kar
Ya to nazren nahi ya nazara nahi

Qamar Jalalvi


Fasana keh rahe hain aj wo apni muhabbat ka Khuda aisa kare, mera kahin par naam aaa jaye



فسانہ کہہ رہے ہیں آج وہ اپنی محبت کا
خدا ایسا کرے، میرا کہیں پر نام آ جائے

Fasana keh rahe hain aj wo apni muhabbat ka
Khuda aisa kare, mera kahin par naam aaa jaye


Yad hain marhale muhabbat ke Haye us be kali mein kia kuch tha



یاد ہیں مرحلے محبت کے
ہائے اس بے کلی میں کیا کچھ تھا
ناصر کاظمی

Yad hain marhale muhabbat ke
Haye us be kali mein kia kuch tha

Nasir Kazmi


Ye maloom hota hai tum samne ho Tumhen jab tasavvur mein hum dekhte hain



یہ معلوم ہوتا ہے تم سامنے ہو
تمہیں جب تصور میں ہم دیکھتے ہیں
قمر جلالوی

Ye maloom hota hai tum samne ho
Tumhen jab tasavvur mein hum dekhte hain

Qamar Jalalvi


Jise bhi hon adab adaab dekh sakta hai Koi bhi shakhs tere khwab dekh sakta hai



جسے بھی ہوں ادب آداب دیکھ سکتا ہے
کوئی بھی شخص ترے خواب دیکھ سکتا ہے
جمال احسانی

Jise bhi hon adab adaab dekh sakta hai
Koi bhi shakhs tere khwab dekh sakta hai

Jamal Ehsani


Armanon ki ek bheed lagi rehti hai din rat Dil tang nahi, khair se mehman bohat hain



ارمانوں کی اِک بِھیڑ لگی رہتی ہے دِن رات
دِل تنگ نہیں خیر سے مہمان بہت ہیں
پیر سید نصیرالدین نصیر شاہ گیلانی

Armanon ki ek bheed lagi rehti hai din rat
Dil tang nahi, khair se mehman bohat hain

Peer Syed Naseeruddin Naseer Shah Gilani


Lakh sajdon mein bhi tu us se nahi mil paya Hum ne ek jaam mein deedar kiya hai us ka



لاکھ سجدوں میں بھی تُو اُس سے نہیں مل پایا
ہم نے اِک جام میں دیدار کیا ہے اُس کا
مُرید باقؔر انصاری

Lakh sajdon mein bhi tu us se nahi mil paya
Hum ne ek jaam mein deedar kiya hai us ka

Mureed Baqar Ansari


Gulaab, khuwab, dawaa, zehr, jaam, kia kia hai Main aa gaya hoon, bata, intizam kia kia hai



گلاب، خواب، دوا، زہر، جام، کیا کیا ہے
میں آ گیا ہوں بتا، انتظام کیا کیا ہے
Gulaab, khuwab, dawaa, zehr, jaam, kia kia hai
Main aa gaya hoon, bata, intizam kia kia hai

 
فقیر، شاہ، قلندر، امام، کیا کیا ہے
تجھے پتہ نہیں، تیرا غلام کیا کیا ہے
Faqeer, shah, qalandar, imam, kia kia hai
Tujhe pata nahi tera ghulam kia kia hai

 
زمیں پہ سات سمندر، سَروں پہ سات آکاش
میں کچھ نہیں ہوں مگر اہتمام کیا کیا ہے
Zameen pe sat samundar saron pe sat akash
Main kuch nahi hoon magar ehtimam kia kia hai

 راحت اندوری
Rahat Indori


Sansen girti nahi tooti hui tasbeek ki tarah Umr lagti hai meri jan ,jan se jate



سانسیں گرتی نہیں ٹوٹی ہوئی تسبیح کی طرح
عمر لگتی ہے میری جان، جان سے جاتے

Sansen girti nahi tooti hui tasbeek ki tarah
Umr lagti hai meri jan ,jan se jate


Un ki chaukhhat pe jo ji bhar ke bahaye main ne Ye wo ansu hain jo logon se chhupaye main ne



اُن کی چوکھٹ پہ جو جی بھر کے بہائے میں نے
یہ وہ آنسو ہیں جو لوگوں سے چُھپائے میں نے
(صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم)
کاشف نعمان کاشی

Un ki chaukhhat pe jo ji bhar ke bahaye main ne
Ye wo ansu hain jo logon se chhupaye main ne

(Sal Allaho Alaihe Wa Alehi Wasallam)
Kashif Noman Kashi


Ghag Che Rata Wokri Ra Jwady Shama More Du Awaz Na De Loogy Shama



Ghag Che Rata Wokri Ra Jwady Shama

More Du Awaz Na De Loogy Shama


Sta Du Yaad Marghu Che Neesama BAQARA Rana Paate Pu Lasoono Ke Wazar Shi



Sta Du Yaad Marghu Che Neesama BAQARA

Rana Paate Pu Lasoono Ke Wazar Shi

Baqar


Zu Ba Tola Sta Du Stargo Na Loogy Kram More Mala Ku Khudaye Wak Du Dunya Rakar



Zu Ba Tola Sta Du Stargo Na Loogy Kram

More Mala Ku Khudaye Wak Du Dunya Rakar


Yara Ku Was Mi Rasedaly Laka Spogmai Ba De Pa Sar Walada Woma



Yara Ku Was Mi Rasedaly

Laka Spogmai Ba De Pa Sar Walada Woma


Che Ehsas Du Tanhaaye Warsara Na Vi Dase Yaar Na Tanhaaye Ke Umar Kha Dy



Che Ehsas Du Tanhaaye Warsara Na Vi

Dase Yaar Na Tanhaaye Ke Umar Kha Dy

Rehman Baba


Qasam Pu Khudaaye Che Da Wajood Mi Tol Sadu Woneesi Laas Che Pu Sawaal Bazar Ke Khukali Pukhtana Woneesi



قسم په خداې چي دا وجود مي ټول ساړه ونيسي
لاس چي په سوال بازار کى ښکلي پختانه ونيسي

Qasam Pu Khudaaye Che Da Wajood Mi Tol Sadu Woneesi

Laas Che Pu Sawaal Bazar Ke Khukali Pukhtana Woneesi



Zama Tote Tote Zadgiya Tu Che Jodegy Zu Ba Tore Khore Yama



زما ټوټی ټوټی زړګیه ته چی
جوړیږی زه به تورې خاوری یمه

Zama Tote Tote Zadgiya Tu Che

Jodegy Zu Ba Tore Khore Yama

 


Deedan Du Khuwar Patti Ghala Da Na Pre Modh Shi Na Ba Wotadi Pandona



ديدن د خوار پټي غَله ده
نه به پرې موړ شې نه به وتړې پنډونه

Deedan Du Khuwar Patti Ghala Da

Na Pre Modh Shi Na Ba Wotadi Pandona



Akhtar Ta Wraze Pu Shmaar Paate Pu Zrru Meerate Ba Du Cha Lare Sareena



اختر ته ورځې په شمار پاتې
په زړه میراتې به د چا لارې څارینه

Akhtar Ta Wraze Pu Shmaar Paate

Pu Zrru Meerate Ba Du Cha Lare Sareena

 


Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo