Posts

Showing posts with the label Poet Ayaz Khan

Kuch Khushiyan Kuch Gham De Kar Jeet Gaya Ik Aur Saal Is Jeewan Ka Beet Gaya

Image
  کچھ خوشیاں کچھ غم دے کر جیت گیا اک  اور  سال  اس   جیون   کا   بیت گیا Kuch Khushiyan Kuch Gham De Kar Jeet Gaya Ik Aur Saal Is Jeewan Ka Beet Gaya ازقلم ایازخان Poet: Ayaz Khan  

December Aur Main December Ka Pehla Din Aur Main Be-Basi Ki Tasweer Bana

Image
Soch December Aur Main  December Ka Pehla Din Aur Main Be-Basi Ki Tasweer Bana Bistar Par Laho Lahaan Pada Hoa Ye Soch Raha Hoon Kia Main Zard Mousam Ka Ik Sookha Hoa Pata Hoon Jo Hawa Ke Dosh Par Kabhi Yahan Kabhi Wahan Udhta Rehta Hai Ayaz Khan  

Ye Khushi Ke Mujrim Ghami Ke Dost Log Ab Hoe Tergi Ke Dost Aadmi Ko Ab Aadmi Se Dar Aadmi Nahi Aadmi Ke Dost

Image
Ye Khushi Ke Mujrim Ghami Ke Dost Log Ab Hoe Tergi Ke Dost Aadmi Ko Ab Aadmi Se Dar Aadmi Nahi Aadmi Ke Dost Poet:Ayaz Khan Sarwan

Ye Khushi Ke Mujrim Ghami Ke Dost Log Ab Hoe Tergi Ke Dost

Image
Ye Khushi Ke Mujrim Ghami Ke Dost Log Ab Hoe Tergi Ke Dost Admi Ko Ab Admi Se Dar Admi Nahi Admi Ke Dost Poet:Ayaz Khan

Aankh Jab Shabnami Nahi Hoti Mujh Se Phir Shairi Nahi Hoti

Image
Aankh Jab Shabnami Nahi Hoti Mujh Se Phir Shairi Nahi Hoti Ayaz Khan

Na Yaad Koi Gham Na Yaad Khushi Mein Aawaaz Di Hum Ne Khird Ko Deewangi Mein

Image
اسلام علیکم اک تازہ غزل احباب کی بصارت کی نذر۔ بحر۔۔ سریع مسدس مخبون مکسوف مستفعلن مستفعلن فعولن غزل نا یاد کوئی غم میں نا یاد خوشی میں۔۔ آواز دی ہم نے خرد کو دیوانگی میں۔۔ دن رات گزرے ہیں ہنسی خوشی میں۔۔ گزرے گی اب کیسے غمی میں۔۔ دل پر ہی تیرگی کا راج ہو تو۔۔ دیتا نہیں دیکھائی روشنی میں۔۔ نا گل سے نا کلی سے ہے محبت۔۔ نا چین دل کو تازگی میں۔۔ پڑھ کر جون کی شاعری میاں اب۔۔ دل ہی نہیں لگتا ہے عاشقی میں۔۔ ہے یہ خلاصہ زندگی کا ایاز۔۔ یہ زندگی ساری رہی کمی میں۔۔ ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ شاعر ایاز خان ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔

Eid Par Jab Laila Ki Yaad Aai Hogi Qais Ne Kaise Phir Eid Manai Hogi

عید اسپیشل شاعر؛ ایاز خان قوافی: آئی ، منائی ، اُڑائی... ردیف: ہوگی عید پر جب لیلیٰ کی یاد آئی ہو گی قیس نے کیسے پھر عید منائی ہو گی لبوں پر صرف لیلیٰ کا نام ہو گا دشت میں اُس نے خوب خاک اُڑائی ہو گی دیوانگی میں جب اُس نے خود کو نوچا ہو گا لیلیٰ ہی اُس کے خیال میں آئی ہو گی دید کی حسرت نے جب اُس کو ستایا ہو گا ریت پر لیلیٰ کی تصویر اُس نے بنائی ہو گی آنکھوں سے جب اُس کے اشک نکلے ہونگے صحرا نے بھی اپنی پیاس بجھائی ہو گی تھا اُس کا جینا مرنا صحرا میں قسم آس نے لیلیٰ کی کھائی ہو گی تاریک شب میں غم نے جب سر اُٹھایا ہو گا یادوں کی شمع پھر اُس نے جلائی ہو گی حال پوچھتا تھا وہ جب چاند لیلیٰ کا قطبی ستارے نے بھی کچھ آگ لگائی ہو گی رو رو کر جب اُس کی آنکھ لگی ہو گی ایاز چپکے سے لیلیٰ اُس کے خواب میں آئی ہو گی..... Eid Special Poet:Ayaz Khan Eid Par Jab Laila Ki Yaad Aai Hogi Qais Ne Kaise Phir Eid Manai Hogi Labon Par Sirf Laila Ka Naam Hoga Dasht Mein Usne Khoob Khaak Udai Hogi Deewangi Mein Jab Uss Ne Khud Ko Nocha Hoga Lail...

Mujh Par Taari Hai Rah-e-Hijar Ki Thakan Ya RAB Iss Eid Par Tou Mila Dy Uss Se Mujh Ko Poet:Ayaz Khan

شاعر ایاز خان مجھ پر تاری ھے راہ ھجر کی تھکن یارب اس عید پر تو میلا دے اُس سے مجھے Mujh Par Taari Hai Rah-e-Hijar Ki Thakan Ya RAB Iss Eid Par Tou Mila Dy Uss Se Mujh Ko Poet:Ayaz Khan

Suna Hai Uskey Shehar Mein Eid Aa Rahi Hai Jiski Deed Ko Ye Veeraney Tarastey Hain (Ayaz Khan)

Image
Suna Hai Uskey Shehar Mein Eid Aa Rahi Hai Jiski Deed Ko Ye Veeraney Tarastey Hain (Ayaz Khan)

Aey Lala-o-Gul Mujhe Baharon Ke Sapney Na Dekhao Main Kam Naseeb Meri Khazaan Mein Aankh Khuli Hai (Ayaz Khan)

Image
Aey Lala-o-Gul Mujhe Baharon Ke Sapney Na Dekhao Main Kam Naseeb Meri Khazaan Mein Aankh Khuli Hai (Ayaz Khan)

Khuwaab Le Lo Khuwaab Saab Khuwaab Le Lo Khuwaab Buhat Haseen Aur Dilkash Hain Mere Khuwaab

Image
Poet:Ayaz Khan Khuwaab Le Lo Khuwaab Saab Khuwaab Le Lo Khuwaab Buhat Haseen Aur Dilkash Hain Mere Khuwaab In Khuwaabon Ki Koi Qeemat To Nahi Par Muflisi Ne Is Qadar Bad-Haal Kar Diya Hai Keh Khuwaabon Ke Siwa Mere Paas Baichney Ke Liye Kuch Nahi Main Ne Ye Khuwaab Bachpan Se Jawani Tak Jawani Se Zindagi Ki Aakhri Saanson Tak Dekhein Hain Mere Ye Anmol Khuwaab Jo Meri Zindagi Ka Hasil Hain Buhat Majboor o Laachaar Ho Kar Ye Khuwaab Baichney Aaya Hon Koi Hai Jo Mujh Se Ye Mere Ye Haseen Aur Anmol Khuwaab Kharidey  Khuwaab Le Lo Khuwaab Saab Khuwaab Le Lo Khuwaab Buhat Haseen Aur Dilkash Hain Mere Khuwaab   شاعرایازخان خواب لےلوخواب صاحب خواب لےلوخواب بہت حسین اور دلکش ھیں میرے خواب اِن خوابوں کی کوئی قیمت تو نہیں پر مُفلسی نے اِس قدربدحال کردیا ھے کے خوابوں کے سوا میرے پاس بیچنے کے لیے کچھ نہیں میں نے یہ خواب بچپن سے جوانی تک جوانی سے زندگی کی آخری سانسوں تک دیکھیں ھیں میرے یہ انمول خواب جو میری زندگی کا حاصل ھیں...

Usko Chova Hi Tha...... Titlian Ghulam Ho Gain Meri.... (Poet:Ayaz Khan)

Image
Usko Chova Hi Tha...... Titlian Ghulam Ho Gain Meri.... Poet:Ayaz Khan شاعر ایازخان اُس کو چھوا ہی تھا..... تتلیاں غلام ھوگیں میری....

Buhat Charchey Hain Teri Maghroor Aankhon Ke...... Suna Hai Roz Qatal Karti Hain Dilon Ka

Image
Buhat Charchey Hain Teri Maghroor Aankhon Ke...... Suna Hai Roz Qatal Karti Hain Dilon Ka.................... Poet:Ayaz Khan شاعر ایاز خان بہت چرچے ھیں تیری مغرور آنکھوں کے...... سنا ھے روز قتل کرتی ھیں دلوں کا......

Main Jab Bhi Muot Ko Galey Lagata Hon Tere Khayaal Ki Koi Chorri Si Khanak Jati Hai

Image
Main Jab Bhi Muot Ko Galey Lagata Hon Tere Khayaal Ki Koi Chorri Si Khanak Jati Hai Poet:Ayaz Khan شاعرایازخان میں جب بھی موت کو گلے سے لگاتاھوں..... تیرے خیال کی کوئی چوڑی سی کھنک جاتی ہے.....

Main Dhoond Raha Hon Zindagi Kitatabon Mein Koi To Ishara Hoga Jeeney Ka Nisabon Mein

Poet:Ayaz Khan Main Dhoond Raha Hon Zindagi Kitatabon Mein Koi To Ishara Hoga Jeeney Ka Nisabon Mein Yun Lagta Hai Keh Wo Aas Paas Hai Mere Tamam Umar Guzar Di Main Ne In Sarabon Mein Zindagi Dukhon Ke Siwa Kuch Nahi Janan Kahan Se Laon Main Sukoon In Khrabon Mein Meri Aankhon Ki Veerani Ki Haqeeqat Ye Hai Main To Kab Ka Mar Chuka Hon Khuwabon Mein Aaj Har Rang Ke Miltey Hain Gulaab Bazar Mein Ayaz Par Milti Nahi Khushbo Jhulsey Hoe Gulabon Mein شاعر ایاز خان انتخاب  عروسہ ایمان غزل میں ڈھونڈ رھاہوں زندگی کتابوں میں کوئی تو اِشارہ ھوگا جینے کا نصابوں میں یوں لگتا ہے کے وہ آس پاس ہے میرے تمام عمر گزاردی میں نے اِن سرابوں میں زندگی دکھوں کے سوا کچھ نہیں جانا کہاں سے لاؤں میں سکون اِن خرابوں میں میری آنکھوں کی ویرانی کی حقیقت یہ ہے میں تو کب کا مر چکا ہوں خوابوں میں آج ہر رنگ کے ملتے ہیں گلاب بازار میں ایاز پر ملتی نہیں خوشبو جھلسے ہوۓ گلابوں میں...........................!

Yahan Dard Itna Aam Kion Hai,Jeena Mushkil Khudkashi Haram Kion Hai

Image
غزل شاعرایازخان یہاں درداتناعام کیوں ھے جینامشکل خُودکشی حرام کیوں ھے میں توخاموش ھی رھتاتھا پھر اب لبوں پےتیرانام کیوں ھے شراب پیناحرام ھے پھر آج میرےھاتھوں میں جام کیوں ھے ابھی ابھی توسحرھوئی ھے یہاں پھر میرےاِردگردشام کیوں ھے تیرےلفظوں میں تُو سچائی ھے ایاز پھراِس شہرمیں توعام کیوں ھے

Tere Lafzon Mein Sachhayi Hai AYAZ... Phir Is Shehar Mein Tu Aam Kion Hai

Image
   Poet:Ayaz Khan Tere Lafzon Mein Sachhayi Hai AYAZ... Phir Is Shehar Mein Tu Aam Kion Hai... شاعرایازخان تیرےلفظوں میں سچائی ھےایاز... پھراِس شہرمیں توعام کیوں ھے...

Sharab Haram Hai Phir Aaj Mere Hathon Mein Jaam Kion Hai

Image
  Poet:Ayaz Khan Sharab Haram Hai Phir Aaj... Mere Hathon Mein Jaam Kion Hai... شاعرایازخان شراب پیناحرام ھےپھرآج... میرےھاتھوں میں جام کیوں ھے...

Barai Firokht Hon

شاعرایازخان ایک اُداس نظم برائے فروخت ھوں حسرتوں کے گلاب لیے کچھ ادھورےخواب لیے اُداس آنکھوں کےساتھ غم کی کتاب یے ٹوٹےھوےدل کےساتھ درد کےباب لیے وہ ایک سوال جوھمیشہ لبوں پےرھا سجاکرپلکوں پےجواب لیے کس کس نےاِس دل پرلگائےھیں زخم اُن نفرتوں کاحساب لیے زندگی کی آخری سانسوں کے ساتھ ھرقدم پرآنکھوں سے بہتاھواآب لیے میں برائےفرخت ھوں صرف چندلفظوں کے عوض کے کوئی مجھ سے کہے حوصلہ رکھومیں تمہارےساتھ ھوں

Buhat Mayos Buhat Udaas Hon Hijar Ki Shab Guzaar K Aaya Hon

Image
Buhat Mayos Buhat Udaas Hon Hijar Ki Shab Guzaar K Aaya Hon Poet:Ayaz Khan بہت مایوس بہت اُداس ھوں ھجرکی شب گزارکے آیا ھوں شاعر ایاز خان