Fitrat ka taqaza hai nahen ishq tamasha Aadam ko rula deti hai hawwa ki judayi



فطرت کا تقاضا ہے نہیں عشق تماشا
آدم کو رلا دیتی ہے حوا کی جدائی

Fitrat ka taqaza hai nahen ishq tamasha
Aadam ko rula deti hai hawwa ki judayi

hum chahtey they maah e darakhshaan ko dekhna us ne humein dareechey se chehra dikha diya



ہم چاہتے تھے
ماہ درخشاں کو دیکھنا
اس نے ہمیں دریچے سے
چہرہ دکھا دیا

हम चाहते थे
माह-ए-दरख़्शाँ को देखना
उस ने हमें दरीचे से
चेहरा दिखा दिया

hum chahtey they
maah e darakhshaan ko dekhna
us ne humein dareechey se
chehra dikha diya

KAISE KEH DUN Kaise keh dun k main be-qaraar nahi hun Qaraar cheen ne waale ki talbgar nahi hun Uski bs ek jhalak ko main betaab nahi hun



KAISE KEH DUN

Kaise keh dun k main be-qaraar nahi hun

Qaraar cheen ne waale ki talbgar nahi hun

Uski bs ek jhalak ko main betaab nahi hun

29/11/2018

Main ban k ek Jazba tere dil mein uter jaaun Tu ban k ek Lamha mujhse hi chura le mujhko



Main ban k ek Jazba tere dil mein uter jaaun

Tu ban k ek Lamha mujhse hi chura le mujhko

Talashon mein jab bhi khud ko khud mein

Nazar main na aaun khud ko nazar tuhi aaye mujhko

Chand jab be-zuban ho Muntzir nazar mein muskuraye koi



Chand jab be-zuban ho
Muntzir nazar mein muskuraye koi
Main ek harf bhi na kaho
Ba-dastoor Laut aaye koi
Justjoo ko kar ke dil se Qubool
Un-kahe aash'aar jaan jaye koi
Sifar se janmi hui azmat ko
Sifar mein mil ke
Sifar sa hi nibhaye koi
Jyoti
Muntzir=awaiting
Justjoo=longing
Azmat=greatness

Chaman Veeran Hai Ab Tak Shagoofe Khil Nahin Paaye Badi Taakheer Kar Di Hai Kisi Ny Muskurane Mein



Chaman Veeran Hai Ab Tak Shagoofe Khil Nahin Paaye
Badi Taakheer Kar Di Hai Kisi Ny Muskurane Mein

Tanha Woh Aaen Jaen Ye Hai Shaan Ke Khilaaf Aana Haya Ke Saath Hai Jana Ada Ke Saath



تنہا وہ آئیں جائیں
یہ ہے شان کے خلاف
آنا حیا کے ساتھ ہے
جانا ادا کے ساتھ

तन्हा वो आएँ जाएँ
ये है शान के ख़िलाफ़
आना हया के साथ है
जाना अदा के साथ

Tanha Woh Aaen Jaen
Ye Hai Shaan Ke Khilaaf
Aana Haya Ke Saath Hai
Jana Ada Ke Saath

Woh Mujhe Zinda Dekh Kar Boley..!! Tumhein Bad'dua Bhi Nahin Lagti Kya



Woh Mujhe Zinda Dekh Kar Boley..!!
Tumhein Bad'dua Bhi Nahin Lagti Kya..??

Hazaar Fitno Ki Apne Ghar Mein Hai Dar Keh Nendia Akhad Na Jae Keh Phool Chehre Pe Kajlo Ki Banafshi Churiyan Chamak Rahi Hain



ہزار فتنوں کی اپنے گھر میں
ہے ڈر کہ نندیا اکھڑ نہ جائے
کہ پھول چہرے پہ کاجلوں کی
بنفشی چھریاں چمک رہی ہیں
رزب تبریز

Hazaar Fitno Ki Apne Ghar Mein
Hai Dar Keh Nendia Akhad Na Jae
Keh Phool Chehre Pe Kajlo Ki
Banafshi Churiyan Chamak Rahi Hain
Razab Tabraiz

Wich majhdhaar de turdi berhi aassrey tere Paar lgaa de saayiyan main kujh vi nahin bin tere



Wich majhdhaar de turdi berhi aassrey tere
Paar lgaa de saayiyan main kujh vi nahin bin tere

Khayal aata hai tehzeeb ke yateemi par Khuda urooj na bakhshe kabhi kameeno ko



خیال آتا ھے تہذیب کی _ یتیمی پر
خُدا عرُوج نہ بخشے کبھی کمینوں کو

Khayal aata hai tehzeeb ke yateemi par
Khuda urooj na bakhshe kabhi kameeno ko

Aien Mumkin Hai Main Apna Bhi Na Rahon Ab Aein Mumkin Hai Tu Mujh se Nikal Jaye Abb



عین ممکن ھے میں اپنا بھی نہ رھوں اب
عین ممکن ھے تو مجھ سے نکل جائے اب

Aien Mumkin Hai Main Apna Bhi Na Rahon Ab
Aein Mumkin Hai Tu Mujh se Nikal Jaye Abb

Mumkin Hai Ab Ki Bar Main Adha Dekhai Doon Mumkin Hai Tera Hijar Ye Chehra Udair De



ﻣﻤﮑﻦ ﮨﮯ ﺍﺏ ﮐﯽ ﺑﺎﺭ ﻣﯿﮟ ﺁﺩﮬﺎ ﺩﮐﮭﺎﺋﯽ ﺩﻭﮞ
ﻣﻤﮑﻦ ﮨﮯ ﺗﯿﺮﺍ ﮨﺠﺮ _ ﯾﮧ ﭼﮩﺮﮦ ﺍﺩﮬﯿﮍ ﺩﮮ

Mumkin Hai Ab Ki Bar Main Adha Dekhai Doon
Mumkin Hai Tera Hijar Ye Chehra Udair De

Deryaoon Mein Qatery ki soorat Gum ho jaoon Main apnay ap say Bahir nikloon Tum ho jaoon



دریاوں میں
قطرے کی صورت
گم ہو جاوں
میں اپنے آپ سے
باہر نکلوں
تم ہو جاوں

Deryaoon Mein
Qatery ki soorat
Gum ho jaoon
Main apnay ap say
Bahir nikloon
Tum ho jaoon

Dil Kisi Se Tab Lagana Jab Dilon Ko Padna Seekho Har Chehre Ki Fitrat Me Wafadari Nahi Hoti



Be-Zubaan Na Samajh Meri Khamoshi Ko Shor Karta Nahi Hai Kabhi Gehra Paani



Zaya Na Kar Apne Alfaaz Har Kisi K Liye Khamosh Reh K Dekh Tujhe Samajhta Kon Hai




Mujhe keh ke tum sharabi na karo jahan men ruswa Koi raaz tu chupa hai Mere mai-kashi ke peechai



مجھے کہہ کے تم شرابی نہ کرو جہاں میں رسوا
کوئی راز تو چھپا ہے میری مے کشی کے پیچھے

Mujhe keh ke tum sharabi na karo jahan men ruswa
Koi raaz tu chupa hai Mere mai-kashi ke peechai

Meri Kitaab e Muhabbat Mein Uss Ka Zikar Nahien Woh Khush Khayal ,Ghalat Fehmiyon Mein Rehta Hai



مِری کِتابِ مُحَّبَّت میں اُس کا ذِکر نَہِیں
وُہ خُوش خیال ، غلَط فِہمیوں میں رہتا ہے

Meri Kitaab e Muhabbat Mein Uss Ka Zikar Nahien
Woh Khush Khayal ,Ghalat Fehmiyon Mein Rehta Hai

Saaqii meri khamosh-mizaaji ki laaj rakh iqraar gar nahin hai to inkar bhi nahin



Saaqii meri khamosh-mizaaji ki laaj rakh
iqraar gar nahin hai to inkar bhi nahin
ARSH MALSIYANI

Jo kaal ka banda ho, woh haal ko kya jane ? Saaki pe jo roshan hai, woh sheikh se pinha hai



Jo kaal ka banda ho, woh haal ko kya jane ?
Saaki pe jo roshan hai, woh sheikh se pinha hai !!!

What is hidden from the priest,
is revealed to the cup bearer,
The man in senses cannot see,
What stays beyond his naked eye !

Rizq malboos makaan saans marz qarz dawaa Munqasim ho gaya insaan inhein afkaar ke beech



Rizq malboos makaan saans marz qarz dawaa
Munqasim ho gaya insaan inhein afkaar ke beech
mohsin naqvi

Issi khyaal mein guzri hai sham.e.dard aksar Ki dard had se badhegaa to mein muskuraa duungaa



Issi khyaal mein guzri hai sham.e.dard aksar
Ki dard had se badhegaa to mein muskuraa duungaa
Bahut dinon se mera dil udaas hai MOHSIN
Iss aaine ko koee aks ek naya duungaa

Taabnaak husn sahi Lakh Ujala kar le Lau tab tak na jale gi Rooh na ho Roshan jab tak



Taabnaak husn sahi
Lakh Ujala kar le
Lau tab tak na jale gi
Rooh na ho Roshan jab tak
Jyoti
Taabnaak=shining

Khamosh Iss Liye Nahi Hon Keh Kuch Kehna Nahi Hai Khamosh Iss Liye Hon Keh Koi Sunta Nahi Hai




خاموش اسلئے نہیں ہوں کہ کچھ کہنا نہیں ہے
خاموش اسلئے ہوں کہ کوئی سُنتا نہیں ہے

Khamosh Iss Liye Nahi Hon Keh Kuch Kehna Nahi Hai
Khamosh Iss Liye Hon Keh Koi Sunta Nahi Hai

Buhat udas hai tanha dekhai deta hai Ye zard chand tou hum sa dekhai deta hai



غزل
بہت اُداس ہے تنہا دکھائی دیتا ہے
یہ زرد چاند تو ہم سا دکھائی دیتا ہے
سیاہ رات، سمندر کہ ڈوبتا سورج
ہمیں اُس آنکھ میں کیا کیا دکھائی دیتا ہے
یہ کس نے چھیڑ دیا آرزو کے تاروں کو
کہ دِل تو ہاتھ سے جاتا دکھائی دیتا ہے
فقط یہ ہم ہی نہیں خواہشوں کے صحرا میں
تمام دشت ہی پیاسا دکھائی دیتا ہے
وہ دِل سے گزرا تھا اک بار خواب کی صورت
اسی لئے تو شناسا دکھائی دیتا ہے
نہ دیکھا خونِ تمنا نہ آستیں پہ لہو
ہے پھر بھی دعویٰ کہ خاصا دکھائی دیتا ہے
وہ لوٹ آیا ہے اب اعتبار کر لو غزل
وفا کے ہاتھ میں کاسا دکھائی دیتا ہے
شاعرہ غزالہ

Buhat udas hai tanha dekhai deta hai
Ye zard chand tou hum sa dekhai deta hai
Siyah raat keh samandar dobta soraj
Humain is aankh mein
kea kea dekhai deta hai
Ye kis ne chhair dea aarzoo k taron ko
Keh dil tou haath se jata dekhai deta hai
Faqat ye hum he nahen
khoahishon k sehra mein
Tamam dasht piyasa dekhai deta hai
Wo dil se guzra tha ek bar khowab ki soorat
Is lea tou shanasa dekhai deta hai
Na dekha khoon tamn'na na aasten pe laho
Hai phir bhi dawa k khasa dekhai deta hai
Wo loot aaya hai ab aetabar karlo Ghazal
Wafa k haath mein kasa dekhai deta hai

Tum Bin Meri Zaat Adhori Jaise Koi Baat Adhori



ﺗﻢ ﺑﻦ ﻣﯿﺮﯼ ﺫﺍﺕ ﺍﺩﮬﻮﺭﯼ
ﺟﯿﺴﮯ ﮐﻮﺋﯽ ﺑﺎﺕ ﺍﺩﮬﻮﺭﯼ
ﮬﺠﺮ ﮐﮯ ﺳﺎﺭﮮ ﺩﻥ ﮨﯿﮟ
ﭘﻮﺭﮮ
ﻟﯿﮑﻦ ﮬﮯ ﮨﺮ ﺭﺍﺕ ﺍﺩﮬﻮﺭﯼ
ﻟﻔﻈﻮﮞ ﮐﯽ ﮔﮩﺮﺍﺋﯽ ﻣﯿﮟ
ﺟﮭﺎﻧﮑﻮ
ﺳﻤﺠﮭﻮ ﻧﮧ ﮨﺮ ﺑﺎﺕ ﺍﺩﮬﻮﺭﯼ
ﻧﻢ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ ﺍﻭﺭ ﺳُﻮﮐﮭﯽ
ﭘﻠﮑﯿﮟ
ﮬﻮﺗﯽ ﮬﮯ ﺑﺮﺳﺎﺕ ﺍﺩﮬﻮﺭﯼ
ﻣﺠﮫ ﺳﮯ ﻣﺠﮫ ﮐﻮ ﭼﮭﯿﻦ
ﮔﺌﮯ ﺗﻢ
ﺭﮦ ﮔﺌﯽ ﻣﯿﺮﯼ ﺫﺍﺕ
ﺍﺩﮬﻮﺭﯼ

Tum Bin Meri Zaat Adhori
Jaise Koi Baat Adhori
Hijar Ke Saare Din Hain 
Pore
Lekin Hai Har Raat Adhori
Lafzon Ki Gehrayi Mein 
Jhanko
Samjho Na Har Baat  Adhori
Nam Aankhein Aur Sookhi 
Palken
Hoti Hai Barsaat Adhori
Mujh Se Mujh Ko Cheen 
Gaye Tum
Reh Gayi Meri Zaat 
Adhori

Udas Mosam Mein Zard Patay , Muntazir Hai Bahar teray ,



اداس موسم میں زرد پتے
منتظر ہیں بہار تیرے
نجانے کتنی رتوں سے پیاسے
یہ دشت تم کو بلا رہے ہیں
کبھی تو لوٹو ، کبھی تو پلٹو
کہ زندگی میں ويرانياں ہیں
بنا تمھارے
یہ موسموں کی ادائیں دیکھو
کبھی ہنسائیں ، کبھی رلائیں
تم ہی کہو اب
کیا کریں هم
یاد رکھیں یا بھول جائیں

Udas Mosam Mein Zard Patay ,
 Muntazir Hai Bahar teray ,
Na Janay Kitne Rutoon K Pyasay ,
Ya Dashet tum ko Bula Rahay Ha ,
Kabi tou Laotu ,
Kabi tu Palto ,
K Zindgi Ma veranea Ha Bin tumharay ,
Ya Mosmon Ki Adayen Dekho ,
Kabi Hansaye ,
Kbi Rulaye ,
Tum hi Kaho Ab kya Karay Hum ,
Yaad Rakhay Ya Bool Jaen...!!!

Iss Raah-e-Shauq mein Mere Na-Tajurba Shanas Ghairon se dar na dar magar Apno se Ehtiyaat



Iss Raah-e-Shauq mein
Mere Na-Tajurba Shanas
Ghairon se dar na dar magar
Apno se Ehtiyaat

Qadam qadam pe aisay rokta hai dil Kabhi kabhi to lagta hai khuda hai dil



قدم قدم پہ ایسے روکتا ہے دل
کبھی کبھی تو لگتا ہے خدا ہے دل
دماغ تک کبھی صدا نہیں گئی
عجیب طرز کا کوئی خلا ہے دل
مرے مقابلے پہ کس کو لاؤ گے؟
مرے سوا کسی کو مانتا ہے دل؟
ہے بے دلی کے باوجود خوش دلی
نہ چاہ کر بھی کچھ تو چاہتا ہے دل
کہیں سے کوئی یاد ابھرنے لگتی ہے
کسک کی وادیوں میں ڈوبتا ہے دل
تمہارے بعد کا تو خیر کیا کہیں
تمہارے ساتھ بھی بہت دکھا ہے دل
ہم اپنی اپنی راہ چل دیے مگر
عجیب ہے وہیں رکا ہوا ہے دل
فریحہ نقوی
Qadam qadam pe aisay rokta hai dil
Kabhi kabhi to lagta hai khuda hai dil
Damagh tak kabhi sadaa nahi gai
Ajeeb tarz ka koi khala hai dil
Bus aik hi par iktifa kray bhi kiun
Azal se chaar main bata hua hai dil
Meray muqablay pe kis ko laao gay?
Meray siwa kisi ko manta hai dil?
Hai be-dili k bawajood khush dili
Na chah kr bhi kuch tou chahta hai dil
Kaheen se koi yaad ubhrnay lagti hai
Kasak ki waadiyoun mein doobta hai dil
Tumhare baad ka tou kher kya kahein
Tumhare sath bhi bohat dukha hai dil
Hum apni apni raah chal diye magar
Ajeeb hai waheen ruka hua hai dil
Fareeha Naqvi

Iss Adhuri Tasveer Ko Chalo Poora Karte Hain Chale Aao Jo Tum Tou Ismen Rang Bharte Hain



Raakh se aaj bhi uttha Nazar aata hai dhuwan Dil jala tha kabhi alfaz ke aangaron par



Raakh se aaj bhi uttha Nazar aata hai dhuwan
Dil jala tha kabhi alfaz ke aangaron par

Patjhar mein sirf pattay girtey hain Nazron se girney ka koi mausam nahi hota



Patjhar mein sirf pattay girtey hain
Nazron se girney ka koi mausam nahi hota

ek Jhaunka is tarah Zanjeer e dar khdka gya main ye samjha bhoolney wale ko main Yaad aa gya



Remembering... Nazeer Banarasi
ایک جھونکا
اس طرح زنجیر در کھڑکا گیا
میں یہ سمجھا
بھولنے والے کو میں یاد آ گیا


एक झोंका
इस तरह ज़ंजीर-ए-दर खड़का गया
मैं ये समझा
भूलने वाले को मैं याद आ गया
ek Jhaunka
is tarah Zanjeer e dar khdka gya
main ye samjha
bhoolney wale ko main Yaad aa gya

ZINDAGI JEHAD MEIN HAI, SABR KE QABU MEIN NAHIN NABZE-E-HASTI KA LAHU KAAMPTEY AANSOO MEIN NAHIN



ज़िंदगी जिहाद में है सब्र के क़ाबू में नहीं
नब्ज़ ए हसती का लहू काँपते हाथों में नहीं
उड़ने खुलने में है निकहत ख़म ए गेसू में नहीं
जन्नत इक और है जो मर्द के पहलू में नहीं
उसकी आज़ाद रविश पर भी मचलना है तुझे
उठ मेरी जान मेरे साथ ही चलना है तुझे। 

ZINDAGI JEHAD MEIN HAI, SABR KE QABU MEIN NAHIN
NABZE-E-HASTI KA LAHU KAAMPTEY AANSOO MEIN NAHIN
UDNE KHULNE MEIN HAI NAKKHAT, KHAM-E-GESU MEIN NAHIN
JANNAT IK AUR HAI JO MARD KE PEHLU MEIN NAHIN
USKI AZAD RAVISH PAR BHI MACHALNA HAI TUJHE
UTH MERI JAAN MERE SAATH HI CHALNA HAI TUJHE
Kaifi Azmi

Shab-E-Hijran Ki Aziyat Ki Khabar Kis Ko Hai Meri Gumnam Mohabbat Ki Khabar Kis Ko Hai



Shab-E-Hijran Ki Aziyat Ki Khabar Kis Ko Hai
Meri Gumnam Mohabbat Ki Khabar Kis Ko Hai
Kis Ko Ahsaas Meri Shiddat-E-Jazbaat Ka Hai
Mere Halat Meri Wehshat Ki Khabar Kis Ko Hai
Kon Veeran Makano Ki Khabar Rakhta Hai
Meri Ujri Hoi Kismat Ki Khabar Kis Ko Hai
Main Ne Chup Chap Mohabbat K Sitam Jhelay Hain
Meri Is Darja Sharafat Ki Khabar Kis Ko Hai
Kon Aaye Ga Aay Dil Tujh Ko Tasalli Denay
Teri Udass Tabaiyat Ki Khabar Kis Ko Hai

Ishq e lahasil hi sahi mujhe phir bhi ishq hai tumse Tum meri zindagi ho aour main tum me.n fana Hun 26/11/2018.



Barishon k udas mousam mein Khud ko dekhon tou yaad aae koi Kaash ek bar yuon bhi ho jae Main pokaroon tu loat aaye koi



Barishon k udas mousam mein
Khud ko dekhon tou yaad aae koi
Kaash ek bar yuon bhi ho jae
Main pokaroon tu loat aaye koi

Ab k baras bhi jab hoi taqseem roshni Hum ko hamre hese k jugno nahen mely



Ab k baras bhi jab hoi taqseem roshni
Hum ko hamre hese k jugno nahen mely

Bichrte waqt dilase, Na khokhle wade Woh pehli bar mujhe, aaj be-wafa na laga




Bichrte waqt dilase, Na khokhle wade
Woh pehli bar mujhe, aaj be-wafa na laga
Yeh dekhne ka salika b kesko aata hai
Ke usne dekha mujhe, aur dekhta na laga

Rang Khushbo Gulaab Le Aae Aap Kia Kia Janaab Le Aae



رنگ خوشبو گلاب لے آئے
آپ کیا کیا جناب لے آئے
۔
ہم نے پانی حضور مانگا تھا
آپ پھر سے شراب لے آئے
۔
قطرہ قطرہ یہ غم شمار کیے
اور پھر اک کتاب لے ائے
۔
راستے پر دوکان ہے اپنی
جس کا ٹوٹے وہ خواب لے آئے
۔
یہ محبت بھی ایسی بیوہ ہے
آنکھ جس کی چناب لے آئے
۔
ہم گنہ گار مر گئے شہ دل
رند پی کے ثواب لے آئے

شاہ دل شمس

Parveen Shakir K Muntakhab Asha'ar


24 / نومبر / 1952*
 *مقبول ترین خاتون شاعرہ پروین شاکر کے یومِ ولادت پر منتخب اشعار احبابِ ذوق کی خدمت*
اب تو اس راہ سے وہ شخص گزرتا بھی نہیں
اب کس امید پہ دروازے سے جھانکے کوئی

*اپنی رسوائی ترے نام کا چرچا دیکھوں*
*اک ذرا شعر کہوں اور میں کیا کیا دیکھوں*

اپنے قاتل کی ذہانت سے پریشان ہوں میں
روز اک موت نئے طرز کی ایجاد کرے

*میں سچ کہوں گی مگر پھر بھی ہار جاؤں گی*
*وہ جھوٹ بولے گا اور لا جواب کر دے گا*

اس نے مجھے دراصل کبھی چاہا ہی نہیں تھا
خود کو دے کر یہ بھی دھوکا، دیکھ لیا ہے

*اس کے یوں ترکِ محبت کا سبب ہوگا کوئی*
*جی نہیں یہ مانتا وہ بے وفا پہلے سے تھا*

اک نام کیا لکھا ترا ساحل کی ریت پر
پھر عمر بھر ہوا سے میری دشمنی رہی

بخت سے کوئی شکایت ہے نہ افلاک سے ہے
یہی کیا کم ہے کہ نسبت مجھے اس خاک سے ہے

*بس یہ ہوا کہ اس نے تکلّف سے بات کی*
*اور ہم نے روتے روتے دوپٹے بھگو لئے*

*بہت سے لوگ تھے مہمان میرے گھر لیکن*
*وہ جانتا تھا کہ ہے اہتمام کس کے لئے*

تو بدلتا ہے تو بے ساختہ میری آنکھیں
اپنے ہاتھوں کی لکیروں سے الجھ جاتی ہیں

*گئے موسم میں جو کھلتے تھے گلابوں کی طرح*
*دل پہ اتریں گے وہی خواب عذابوں کی طرح*

تھک گیا ہے دل وحشی مرا فریاد سے بھی
جی بہلتا نہیں اے دوست تری یاد سے بھی

*تیرے پیمانے میں گردش نہیں باقی ساقی*
*اور تری بزم سے اب کوئی اٹھا چاہتا ہے*

جستجو کھوئے ہوؤں کی عمر بھر کرتے رہے
چاند کے ہم راہ ہم ہر شبِ سفر کرتے رہے

*چلنے کا حوصلہ نہیں رکنا محال کر دیا*
*عشق کے اس سفر نے تو مجھ کو نڈھال کر دیا*

دشمنوں کے ساتھ میرے دوست بھی آزاد ہیں
دیکھنا ہے کھینچتا ہے مجھ پہ پہلا تیر کون

*بابِ حیرت سے مجھے اذنِ سفر ہونے کو ہے*
*تہنیت اے دل کہ اب دیوار در ہونے کو ہے*

*ہم تو سمجھے تھے کہ اک زخم ہے بھر جائے گا*
*کیا خبر تھی کہ رگ جاں میں اتر جائے گا*

یوں بچھڑنا بھی بہت آساں نہ تھا اس سے مگر
جاتے جاتے اس کا وہ مڑ کر دوبارہ دیکھنا

*میرے چہرے پہ غزل لکھتی گئیں*
*شعر کہتی ہوئی آنکھیں اس کی*

*پروین شاکر*

Main Nafrato K Jehan Mein Reh Kar Juda Rahon Ga Tou Kia Karon Ga Ye Theek Kehtay Ho Be-Wafa Hon Wafa Karon Ga Tou Kia Karon Ga



میں نفرتوں کے جہاں میں رہ کر
جُدا رھُوں گا تو کیا کروں گا
یہ ٹھِیک کَہتے ھو ، بے وفا ھُوں
وَفا کروں گا ، تو کیا کروں گا

بس اَیک تُو ھی تو رہ گَیا ھے
جہاں سارا تو کھو چکا ھُوں
تُجھے بھی اپنی اَنا میں آ کر
خفا کرُوں گا ، تو کیا کروں گا

ھزار سجدے تو کر چُکا ھُوں
قَضا تُمہاری محبتوں میں
مَیں اَب دِکھاوے کا کوئی سَجدہ
اَدا کَرُوں گا ، تو کیا کروں گا

بغیر پانی بھی کوئی مَچھلی
بھلا کبھی رہ سَکی ھے زندہ
مَیں تُجھ کو کھو کر، کِسی کا ھو کر
بتا کروں گا ، تو کیا کروں گا
مُحسن نقوی
Main Nafrato K Jehan Mein Reh Kar
Juda Rahon Ga Tou Kia Karon Ga
Ye Theek Kehtay Ho Be-Wafa Hon
Wafa Karon Ga Tou Kia Karon Ga

Bas Aik Tu Hi Tou Reh Gaya Hai
Jahan Saara To Kho Chuka Hon
Tujhe Bhi Apni Ana Mein Aa Kar
Khafa Karon Tou Kia Karon Ga

Hazaar Sajdy Tou Kar Chuka Hon
Qaza Tuhari Muhabbato Mein
Main Ab Dekhawey Ka Koi Sajda
Ada Karon Ga Tou Kia Karon Ga

Baghair Paani Bhi Koi Machli
Bhala Reh Saki Hai Zinda
Main Tujh Ko Kho Kar Kisi Ka Ho Kar
Bata Karon Ga Tou Kia Karon Ga
Mohsin Naqvi


Zara Thehro Mujhe Mehsoos Karne Do



ذرا ٹھہرو
مجھے محسوس کرنے دو
جُدائی آن پہنچی ہے
مجھے تم سے بچھڑنا ہے
تمھاری مسکراہٹ، گفتگو، خاموشیاں
سب کچھ بھُلانا ہے
تمھارے ساتھ گزرے صندلی لمحوں کو
اس دل میں بسانا ہے
تمھاری خواب سی آنکھوں میں اپنے عکس کی پرچھائی کو محسوس کرنے دو
ذرا ٹھہرو مجھے تنہائی کو محسوس کرنے دو

ذرا ٹھہرو
مجھے محسوس کرنے دو
اذیت سے بھرے لمحے
بچھڑتے وقت کے قصے
کہ جب خاموش آنکھوں کے کناروں پر
محبت جل رہی ہوگی
کئی جملے لبوں کی کپکپاہٹ سے ہی
پتھر ہو رہے ہوں گے
مجھے ان پتھروں میں بین کرتی چیختی گویائی کو محسوس کرنے دو
ذرا ٹھہرو مجھے تنہائی کو محسوس کرنے دو

ذرا ٹھہرو
مجھے محسوس کرنے دو
تمھارے بعد کا منظر
دلِ برباد کا منظر
جہاں پر آرزوؤں کی جواں لاشوں پر
کوئی رو رہا ہوگا
جہاں قسمت محبت کی کہانی میں
جُدائی لکھ رہی ہوگی
مجھے ان سرد لمحوں میں سسکتے درد کی گہرائی کو محسوس کرنے دو
ذرا ٹھہرو مجھے تنہائی کو محسوس کرنے دو

ذرا ٹھہرو
مجھے محسوس کرنے دو
جُدائی آن پہنچی ہے
مجھے تم سے بچھڑنا ہے
اذیت سے بھرے لمحے
بچھڑتے وقت کے قصے
تمھارے بعد کا منظر
دلِ برباد کا منظر
ذرا ٹھہرو! مجھے محسوس کرنے دو

Muhabbat Ki Suno Logo



محبت کی سنو لوگو
بس اتنی سی کہانی ہے
کتابوں میں لکھا ہے یہ
محبت خوبصورت ہے.

چمکتی چاندنی جیسی
محبت ہیر جیسی ہے
محبت سا کوئی جادو
نہیں تعویز ہے کوئی
محبت روشنی ہے
روشنی کب دائرے میں قید ہوتی ہے؟

جسے چاہے وُہ ٹھکرا دے
جسے چاہے بنا ڈالے اسیر اپنا
محبت نام ہے،
احساس ہے، اک خوبصورت شام ہے
جہاں دل کے دھڑکنے سے
سفر خوشبو کا ہوتا ہے
سنا ہے میں نے ایسا بھی
محبت کا کوئی موسم نہیں ہوتا
کہ یہ اک پیڑ ایسا ہے
زمیں سے جوڑ لے رشتہ
پلٹ دیتی ہے بنجر کو یہ شادابی
بدلتے موسموں کی شاعری ہے یہ
مجاور بن کے جو سوچے
اک ایسی عاجزی ہے یہ

محبت عام سی ہے
روپ ہے،
مہمان ہے،
بے خود سی صورت ہے
محبت روپ کی داسی
محبت روپ جیون کا
محبت سا نہیں آسیب دُنیا میں
یہ ہر اس دل میں بستی ہے
جہاں پر خوشنما بادل، لیئے برسات پھولوں کی
کسی اندھے جزیرے پر،
برستے ہوں ، لیئے خوشبو , اُداسی کی

محبت کی سنو لوگو
بس اتنی سی کہانی ہے
یہ جس کے دل میں گھر کرلے
اُجالا اس میں ہو جائے
محبت قید ہو جائے

Phool jhartay Hain shafaq-fam tare hooton se Aise baatain tou, parizad keya karte hain



پُھول جھڑتے ہیں شَفق فام تِرے ھونٹوں سے۔
ایسی باتیں تو, پَری زاد کیا کرتے ھیں

Phool jhartay Hain shafaq-fam tare hooton se
Aise baatain tou, parizad keya karte hain

Gham aor kuch nahen mujhe itna malaal hai Dunia jo chahti thi wohe baat hogai



غم اور کچھ نہیں، مجھے اتنا ملال ہے
دنیا جو چاہتی تھی وہی بات ہو گئی

Gham aor kuch nahen mujhe itna malaal hai
Dunia jo chahti thi wohe baat hogai

Yeh Dard Kam Tou Nahien Hai, Keh Tuu Hamein Nahien Mila Yeh Aour Baat , Keh Hum Bhi Na Ho Sakey Tere



یِہ دَرد کَم تو نہِیں ہے ، کہ تُو ہمیں نہیِں مِلا
یِہ آور بات ، کہ ہَم بھِی نہ ہَو سَکے تیرے

Yeh Dard Kam Tou Nahien Hai, Keh Tuu Hamein Nahien Mila
Yeh Aour Baat , Keh Hum Bhi Na Ho Sakey Tere

Koi Laa Sako To Laao Mera Wo Haseen Zamaana Jise Main Ne Kuchh Na Samajha Jise Main Ne Kuchh Na Jaana



"Nazeer Banarasi"
25 Nov 1909 Banaras U.P
23 March 1996 Banaras U.P. India
Pen name- Nazeer


 Koi Laa Sako To Laao Mera Wo Haseen Zamaana
Jise Main Ne Kuchh Na Samajha Jise Main Ne Kuchh Na Jaana
 
Mujhe Gham Nahen Hai Is Ka Ki Badal Gaya Zamaana
Meri Zindagi Ke Maalik Kahen Tum Badal Na Jaana
 
Mere Paas Waqt Thoda Mere Waaqyaat Lambe
Kahaan Sar-Guzasht Apani Na Suno Mera Fasaana
Waqyaat = Incident; Sar-Guzasht = Account/story
 
Mujhe Yaad Aaj Bhi Hai Jo Karam Hua Hai Mujh Pe
Mera Gham Abhi Hai Taaza Mere Saamane Na Aana
 
Ye Andheri Raat Mein Tum Kahaan Ja Rahe Ho Tanha
Na Tumhaari Raah Roke Kahen Be-Adab Zamaana
Be-Adab = Ill-Mannered
 
Jahaan Thahare Qalb-E-Muztar Wo "Nazeer" Meri Manzil
Jahaan Rok Ke Saans Le Loon Wahen Ab Mera Thikaana
Qalb-E-Muztar = Restless Heart

Tu Khushbo Thi Hawa Me Bikhar Gai Hai Saba Teri Mehik Se Nikhar Gai Hai



Tu Khushbo Thi Hawa Me Bikhar Gai Hai
Saba Teri Mehik Se Nikhar Gai Hai

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo