Naar Se Reshta Kia Janon,Main Toh Hon Ik Sard Diya


No automatic alt text available.

نار سے رشتہ کیا جانوں
میں تو ہوں اک سرد دیا
رنگ_طرب ایسے روٹها
روح تک مجھ کو زرد کیا
جزبات کی بانٹ میں اوروں کو
دل شاد رکها دل سیر کیا
یوں غیر مساوی حکمت سے
اپنے کو تنہا فرد کیا
شب دکھ کہنے کا دور چلا
شب دل میں نے افروز کیا
شب محفل ہی آشور بنی
ہر فرد کو یوں آزرد کیا
وہ سطر نصیب_غیر کی ہے
وہ منزل اور کے پیر کی ہے
یہ روگ بهی مجھ سے آ لپٹا
جب سارا رستہ گرد کیا
جو رسد میں تها وہی خیر کیا
میری قربت سے تو نے بیر کیا
اب حیرت مکھ پہ کیوں سجنی
جب میں نے دل بے درد کیا
پروردگار تو سہنے دے
بس آج رزب کو کہنے دے
میں بشر سے کیسے سنگ ہوا
گر تو نے فقط مجهے مرد کیا
(رزب تبریز)

lakha lokka'n to kee laina jey Rabb na milley akheeer



lakha lokka'n to kee laina
jey Rabb na milley akheeer
Banda kalla reh jaanda ey
vich hazaraan bheerh
Aurakk aukhi gall lagdee ey
samaj naa kai paindi
vich udeekaa'n mukk javan saah
je dard na thaaei'n paindi
hijar dee raah tey aukha chalna
tarap ey Oh-hi Jaaney
bulll chamak de hassdey jaapan
Raundey nain paraney

Hasne nahi deta kabhi rone nahi deta Ye dil to koi kaam bhi hone nahi deta



Hasne nahi deta kabhi rone nahi deta
Ye dil to koi kaam bhi hone nahi deta
Tum maang rahe ho mere dil se meri khwaish
Bachcha to kabhi apne khilone nahi deta

Khob Ke Hamza Baba Muskey Sho Aw Wayel Ye Rata. Salika Sanga De Ghazal ? Aw Pukhtana Sanga di



خوب کې حمزه بابا موسکى شو او ويل يې راته
سالکه څنګه دى غزل؟ او پښتانۀ څنګه دي؟

مصطفی سالک
***************************
Khob Ke Hamza Baba Muskey Sho Aw Wayel Ye Rata.
Salika Sanga De Ghazal ? Aw Pukhtana Sanga di
Mustafa Salik
 

Ay Mouj-e-Hawadis Tujhe Maloom Nahi Kia Hum Ahl-e-Muhabbat Hain Fana Ho Nahi Sakty



اے موج حوادث تجھے معلوم نہیں کیا
ہم اہل محبت ہیں فنا ہو نہیں سکتے

اسد بھوپالی

Ay Mouj-e-Hawadis Tujhe Maloom Nahi Kia
Hum Ahl-e-Muhabbat Hain Fana Ho Nahi Sakty
Asad Bhopali

Main lehlehaati shaakh ko samjha tha zindagi Patta gira to dars-e-fana de gaya mujhe



Main lehlehaati shaakh ko samjha tha zindagi
Patta gira to dars-e-fana de gaya mujhe

maktab-e-ishq ka dastoor nirala dekha uss ko chutti na mili jis ne sabaq yaad kiya



maktab-e-ishq ka dastoor nirala dekha
uss ko chutti na mili jis ne sabaq yaad kiya

Dil ki be-taabi nahin thahar'ne deti hai mujhe...!!! Din kahin... raat kahin... subah kahin... shaam kahin



Dil ki be-taabi nahin thahar'ne deti hai mujhe...!!!

Din kahin... raat kahin... subah kahin... shaam kahin...!!!

Saal-e-Nou Aik Istea'ara Hai



سالِ نو ایک استعارہ ہے
وقت ہر ایک سا ہمارا ہے

سال ہوتے ہیں موسموں کی طرح
ہمیں سب موسموں نے مارا ہے

وقت نے صرف پلک ہے جھپکی
آنکھ میں ہو بہو نظارہ ہے

خامشی میں وہی تعفن اک
گفتگو میں وہی غبارا ہے

حال بگڑا ہے اور بھی اپنا
ہم نے جتنا اسے سنوارا ہے

اپنے سائے کے ساتھ چلتے رہے
اور سمجھتے رہے تمہارا ہے

ہر نیا سال، سال بھر ہم نے
بس تری آس میں گزارا ہے

جو محبت کرے وہی جانے
اس میں اک مستقل خسارہ ہے

زندگی ہم خرید بیٹھے تھے
قرض ہر سانس نے اتارا ہے

کیا مناوں میں سالِ نو ابرک
جب وہی سال پھر دوبارا ہے
اتباف ابرک

Redaye Rabt Keh Yun Nahi Bilkul Thi Tar Tar



چند تازہ سطریں آپ سب اہل_ذوق کی نظر
ردائے ربط کہ یوں نہیں
بالکل تھی تار تار
تعلق میں شامل حال تھے
الفت کے پیوند چار

یقین سارے پارسا
مگر تھے تہی دست
ابو جہل تھے وسوسے
جاہل مگر عیار

سہاگ_ضبط مرحوم تھا
باراتیوں کے بیچ
آنسو کی زال پیدل تھی
مفقود تھے کہار

دل درگزر کا قائل تھا
سو کھا گیا شرم
اک چانٹاء عقل سے
جہاں بڑھ گئی تکرار

میں مرد میرا ایمان تھا
اک نیلو فر کا پھول
وہ نیلوفر تھی اس کی
اپنی خوشبوئیں ہزار

ہر دو میں رہیں
چار روز خوب حکمتیں
اک تھا تعویز_دل لگی
اک تھا ناحق بیمار

مسکاں کے ہو رہے تھے
جب رسمی تبادلے
اک الوداع کا لفظ تھا
رزب وہیں تیار
(رزب تبریز)

Shararat ly k ankhon mein wo uska dekhna touba, Main nazron par jami nazrein hatana bhool jati hon


Image may contain: 1 person, smiling

Shararat ly k ankhon mein wo uska dekhna touba,
Main nazron par jami nazrein hatana bhool jati hon...!!!

AGAR WO PYAR KAR LETA MERA DAAMAN PAKAR LETA



AGAR WO PYAR KAR LETA
MERA DAAMAN PAKAR LETA,
TOU
JEEWAN ME FAQAT US SE MUHABBAT FARZ HOJATI
MUHABBAT QARZ HOJATI
MAGAR
ACHA KIA US NE ,
MUJHE SAMJHA K CHAL NIKLA
MUJHE TUKHRA K CHAL NIKLA
BAHUT NADAAN SA HAI WO
ABHI ANJAAN SA HAI WO
KAHAN MALOOM HAI USS KO
MUHABABAT ZINDAGI ME FAQAT AIK BAAR MILTI HAI
AGAR THUKRA K CHAL NIKLEN TOU
UMREN BEET JAATI HAIN
MUHABAAT KI TAMMANA ME
MAGAR
HAR IK RAASTE PER
SIRF RUSWAAI MILTI HAI FAQAT TANHAI MILTI HAI

*Badal'te Waqt Kaa Ik Silsilaa Saa Lagtaa Hai Ki Jab Bhii Dekho Use Duusaraa Saa Lagtaa Hai


Image may contain: 1 person, close-up
Manzar Bhopali

*Badal'te Waqt Kaa Ik Silsilaa Saa Lagtaa Hai
Ki Jab Bhii Dekho Use Duusaraa Saa Lagtaa Hai
*Tumhaaraa Husn Kisii Aadamii Kaa Husn Nahii
Kisii Buzurg Kii Sachchii Duaa Saa Lagtaa Hai
*Terii Nigaah Ko Tamiiz Rang-o-Nuur Kahaa.N
Mujhe To Khuun Bhii Rang-e-Hinaa Saa Lagtaa Hai
*DamaaG-o-Dil Ho.N Agar Mutmayiin To Chhaao.N Hai
Dhuup Thapedaa Luu Kaa Bhii Thandii Hawaa Saa Lagtaa Hai
[mutmayiin = content/satisfied; luu = hot summer breeze]
*Wo Chhat Pe Aa Gayaa Betaab Ho ke Aakhir
Khudaa Bhii Aaj Shariik-e-Duaa Saa Lagtaa Hai
*Tumhaaraa Haath Jo Aayaa Hai Haath Me
mere Ab Aitabaar Kaa Mausam Haraa Saa Lagataa Hai
*Nikal Ke Dekho Kabhii Nafarato.N Ke Pinjare Se
Tamaam Shahar Kaa "Manzar" Khulaa Saa Lagtaa Hai

Teray Badan Say Chhuu Kar Jo Idhar Bhi Aata Hai, Misaal-E-Rang Woh Jhonka, Nazar Bhi Aata Hai,



Teray Badan Say Chhuu Kar Jo Idhar Bhi Aata Hai,
Misaal-E-Rang Woh Jhonka, Nazar Bhi Aata Hai,
Tamaam Shab Jahaan Jalta Hai Ek Udaas Diya,
Hawa Ki Raah Men Ek Aisa Ghar Bhi Aata Hai,
Woh Mujh ko Toot Kay Chaahay ga Chhorr Jaaye ga,
Mujhay Khabar Thi Usay Yeh Hunar Bhi Aata Hai,
Ujaarr Bun Men Utar'ta Hai Ek Jugnu Bhi,
Hawa Kay Saath Koi Humsafar Bhi Aata Hai,
Wafa Ki Kaun si Manzil Pay Us nay Chhorra Tha,
Keh Woh To Yaad Hamen Bhool Kar Bhi Aata Hai,
Jahaan Lahoo Kay Samundar Ki Had Theharti Hai,
Waheen Jazeera-E-Laal-O-Guhar Bhi Aata Hai,
Chalay Jo Zikar Farishton Ki Paar'saayii Ka,
To Zair-E-Behas Muqaam-E-Bashar Bhi Aata Hai,
Abhi Sinaan Ko Sambhaalay Rahen Adoo Meray,
Keh In Safon Men Kaheen Mera Sar Bhi Aata Hai,
Kabhi Kabhi Mujhay Milnay Bulandiyon Say Koi,
Shua-E-Subha Ki Saurat Utaar Bhi Aatar Bhi Ata Hai,
Isi Liye Mein Kisi Shab Na So Saka Mohsin
Woh Mehtaab Kabhi Baam Par Bhi Aata Hai...

Ragon Mein Dor'rty Phirny Ke Hum Nahi Qail Jab Aankh Hi Se Na Tapka Toh Phir Lahoo Kia Hai


Image may contain: text
Ragon Mein Dor'rty Phirny Ke Hum Nahi Qail
Jab Aankh Hi Se Na Tapka Toh Phir Lahoo Kia Hai

Gallan chhuun gal te ko’ee na’een Tusan gal di gal bana chhor'ri


No automatic alt text available.

Gallan chhuun gal te ko’ee na’een
Tusan gal di gal bana chhor'ri
Asan jit’ne gal mukan’de ra’ai
Tusan utni gal wadha chhor'ri
Asan nit khuloos ji chhan kiti
Tusan jhir'r’kan naal wanja chhor'ri
Asan lokan naal mukan’de ra’ai
Tusan sa’de naal muka chhor'ri.

Udaasi kay ufaq pay jab tumhari yaad kay jugnu chamaktay hain To meri rooh pay hijar ka rakha hua pathar



Udaasi kay ufaq pay jab tumhari yaad kay jugnu chamaktay hain
To meri rooh pay hijar ka rakha hua pathar
Chamakti barf ki suurat pighalta hai
Agarchay yuun pighalnay say yeh pathar sang'reza to nhi banta
Magar aik hosla sa dil ko hota hai
Keh jesay sar'basar taareek shab men bhi
Agar aik zard'roo sehma hua taara nikal aaye
To qaatil raat ka be-ism jaadu toot'ta hai
Musafir kay safar ka rasta to kam nhi hota
Magr taaray ki chilman say
Koi bhoola hua manzar achanak jagmagata hai
Sulagtay paaon men aik aabla sa phoot'ta hai

Na BahaaR E Mai'KaDah Thi, Na Sur00r BaKhSh NaGhMY TErE Mai'KaDY MEin Kia Tha..?? MEri Mai'KaShi Sy PehLY.


Image may contain: one or more people, smoking and close-up

Na BahaaR E Mai'KaDah Thi, Na Sur00r BaKhSh NaGhMY
TErE Mai'KaDY MEin Kia Tha..?? MEri Mai'KaShi Sy PehLY...!!!

GuL K QasEEdY Ch0rr Dy, NaDaaN AnDLeeB RoYe Gi ZaaR ZaaR, DeCeMBeR K BaaD B



GuL K QasEEdY Ch0rr Dy, NaDaaN AnDLeeB
RoYe Gi ZaaR ZaaR, DeCeMBeR K BaaD B...!!!

Ay Husn Lalafaam Zara Aankh Toh Mila



ساغرصدیقی - فہیم الرحمٰن آذر
*******************
اے حسن لالہ فام! ذرا آنکھ تو ملا
خالی پڑے ہیں جام! ذرا آنکھ تو ملا
کہتے ہیں آنکھ آنکھ سے ملنا ہے بندگی
دنیا کے چھوڑ کام! ذرا آنکھ تو ملا
کیا وہ نہ آج آئیں گے تاروں کے ساتھ ساتھ
تنہائیوں کی شام! ذرا آنکھ تو ملا
یہ جام یہ سبو یہ تصور کی چاندنی
ساقی کہاں مدام! ذرا آنکھ تو ملا
ساقی مجھے بھی چاہئے اک جام آرزو
کتنے لگیں گے دام! ذرا آنکھ تو ملا
پامال ہو نہ جائے ستاروں کی آبرو
اے میرے خوش خرام! ذرا آنکھ تو ملا
ہیں راہ کہکشاں میں ازل سے کھڑے ہوئے
ساغر ترے غلام! ذرا آنکھ تو ملا
ساغر صدیقی
*******************
کچھ کر کے اہتمام! ذرا آنکھ تو ملا
ہو جاۓ میرا کام! ذرا آنکھ تو ملا
اے قاصدِ اجل تمہیں جلدی کہاں کی ہے
تم کو مرا سلام! ذرا آنکھ تو ملا
میں نے سنا ہے گفتگو کرتے ہو آنکھ سے
اے میرے خوش کلام! ذرا آنکھ تو ملا
ہونٹوں کو لرزنے سے جو فرصت نہیں ابھی
قصہ کہوں تمام! ذرا آنکھ تو ملا
چُپ ہو کے پاس بیٹھ گیا ہے ابھی سے تو
گزرے گی کیسے شام! ذرا آنکھ تو ملا
گر جائیں گے کھڑے کھڑے جتنے عدو ہیں سب
آذر کا لے کے نام! ذرا آنکھ تو ملا
فہیم الرحمٰن آذر

Dar E YaaR Py Barri Dh00M Hai, W0hi AaShiQ0n Ka HaJ00M Hai Abhi NeEnD AaYi Hai HuSSan Ko, K0i Sh0r Kr K JaGa Na Dy...!!!


Image may contain: one or more people, people sleeping and close-up

Dar E YaaR Py Barri Dh00M Hai, W0hi AaShiQ0n Ka HaJ00M Hai
Abhi NeEnD AaYi Hai HuSSan Ko, K0i Sh0r Kr K JaGa Na Dy...!!!

Main ne kuchh roz chhup ke dekha hai Log bilkul hi bhool jaate hain



Main ne kuchh roz chhup ke dekha hai
Log bilkul hi bhool jaate hain

Keh Jaise Goud Se Bachha Utar Ke Bhaag Jata Hai Muhabbat Aise Haathon Se Nikal Ke Door Baithi Hai


Image may contain: 1 person, close-up

کہ جیسے گود سے بچہ _ اتر کے بهاگ جاتا ہے
محبت ایسے ہاتهوں سے _ نکل کے دور بیٹهی ہے
(رزب تبریز)

Keh Jaise Goud Se Bachha Utar Ke Bhaag Jata Hai
Muhabbat Aise Haathon Se Nikal Ke Door Baithi Hai
Razab Tabraiz

Dhoondne wala sitaaro’n ki guzar-Gaaho’n ka Apne afkaar ki dunya mai safar kar na saka


No automatic alt text available.

Dhoondne wala sitaaro’n ki guzar-Gaaho’n ka
Apne afkaar ki dunya mai safar kar na saka
Apni hikmat ke kham-o-paich mai uljha aisa
Aaj tak faisla-e-naf’a-o-zarar kar na saka
Jis ne sooraj ki shuaao’n ko gireftaar kiya
Zindagi ki shab-e-tareek sahar kar na saka

Gul-e-zubaan pe wahi sardiyon ka mosam hai tumhari 'haan' pe wahi sardiyon ka mosam hai



Gul-e-zubaan pe wahi sardiyon ka mosam hai
tumhari 'haan' pe wahi sardiyon ka mosam hai

darkhat par khabhi jo choorriyon se daala tha
us aik nishaan pe wahi sardiyon ka mosam hai

yeh aik hum keh naee boliyaan sada bolain
teri zubaan pe wahi sardiyon ka mosam hai

sulg rahi hain dehan men qabaayen lafzon ki
magar zubasn pe wahi sardiyon ka mosam hai

tumharay aanay pe suraj kay haath chamkain gay
meray makaa'n pe wahi sardiyon ka mosam hai

har aik simt pighalnay lagay hain sannaatay
teray bayaan pe wahi sardiyon ka mosam hai

jahaan jahaan teri khushbo kay rang bikhray hain
wahaan wahaan pe wahi sardiyon ka mosam hai

teri judaai kay pal say hua hai ishq qanoot
keh is jahaan pe wahi sardiyon ka mosam hai

woh 'haan' karay gi bahaaron men uska waada tha
us aik 'haan' pe wahi sardiyon ka mosam hai

woh mujh ko sonp gaya furqaten december men
darkhat-e-jaan pe wahi sardiyon ka mosam hai

hamaray lab to duaayen jalaaye rakhtay hain
par aasmaan pe wahi sardiyon ka mosam hai

Koi sawal Jo poche to kia kahun us se Becharny waale sabab to bata judayi ka



Koi sawal Jo poche to kia kahun us se

Becharny waale sabab to bata judayi ka
Parveen Shakir

Humay koi ghum nahi tha gham-e-zindagi se pehley Na thi dushmani kisi se teri dosti se pehley



Humay koi ghum nahi tha gham-e-zindagi se pehley
Na thi dushmani kisi se teri dosti se pehley

Hai ye meri badnaseebi tera kya kasoor is may
Tere gham ne maar dala mujhe zindagi se pehley

Mera pyar jal raha hai aey chand aaj chup jaa
Kabhi pyar tha humain bhi teri chandni se pehley

Main kabhi na muskuraata jo mujhe ye ilmm hota
Ke hazaaron gham milain gay mujhe ek kushi se pehley

Zindagi Tuu Bhi Badi Ghor Munafiq Nikli Dhoop Me Rakh Sada Wada Kia Chaon Ka



زندگی تو بھی بڑی گھور منافق نکلی
دھوپ میں رکھا سدا وعدہ کیا چھاؤں کا
ساز دہلوی

Zindagi Tuu Bhi Badi Ghor Munafiq Nikli
Dhoop Me Rakh Sada Wada Kia Chaon Ka
Saaz Dehlavi

DILASA DETAY HUAE LOG,KIA SAMAJH PATAY ??? HM EK SHAKHS NAHEEN KAAINAAT HAARAY THAY



DILASA DETAY HUAE LOG,KIA SAMAJH PATAY ???
HM EK SHAKHS NAHEEN KAAINAAT HAARAY THAY.

Dil Ka Har Zakham Jawan Ho To Ghazal Hoti Hai,Dard Nas Nas Me Rawaan Ho To Ghazal Hoti Hai



ہم قافیہ و ہم ردیف
 
ناز خیالوی
دل کا ہر زخم جواں ہو تو غزل ہوتی ہے
درد نس نس میں رواں ہو تو غزل ہوتی ہے
دل میں ہو شوق ملاقات کا طوفان بپا
اور رستے میں چناں ہو تو غزل ہوتی ہے
شوق حسرت کے شراروں سے جلا پاتا ہے
جان جاں دشمن جاں ہو تو غزل ہوتی ہے
کچھ بھی حاصل نہیں یک طرفہ محبت کا جناب
ان کی جانب سے بھی ہاں ہو تو غزل ہوتی ہے
شوکت فن کی قسم حسن تخیل کی قسم
دل کے کعبے میں اذاں ہو تو غزل ہوتی ہے
میں اگر ان کے خد و خال میں کھو جاؤں کبھی
وہ کہیں ناز کہاں ہو تو غزل ہوتی ہے

***********************

شیو دیال سحاب
میر کا سوز بیاں ہو تو غزل ہوتی ہے
داغ کا لطف زباں ہو تو غزل ہوتی ہے
دل تو روئے مگر آنکھوں میں تبسم جھلکے
یہ اگر رنگ فغاں ہو تو غزل ہوتی ہے
دوست کی یاد میں جذبات پہ آتا ہے نکھار
ہجر کی رات جواں ہو تو غزل ہوتی ہے
یک نفس سوز سے ممکن نہیں تکمیل غزل
ہر نفس شعلہ بجاں ہو تو غزل ہوتی ہے
ہاں اچٹتی سی نظر بھی ہے کوئی چیز مگر
یہی نشتر رگ جاں ہو تو غزل ہوتی ہے
صادق العشق ہی یہ نکتہ سمجھتے ہیں سحاب
حسن دل کا نگراں ہو تو غزل ہوتی ہے

****************

پرکاش ناتھ پرویز
دل میں اک درد نہاں ہو تو غزل ہوتی ہے
سیل جذبات رواں ہو تو غزل ہوتی ہے
غم کا احساس جواں ہو تو غزل ہوتی ہے
عشق مائل بہ فغاں ہو تو غزل ہوتی ہے
ان پہ جب اپنا گماں ہو تو نکھرتا ہے شعور
خود پہ جب ان کا گماں ہو تو غزل ہوتی ہے
میرے دل میں جو نہاں ہے وہ غم بے پایاں
تیری آنکھوں سے عیاں ہو تو غزل ہوتی ہے
شب فرقت میں سلگتے ہوئے اشکوں کے طفیل
زندگی شعلہ بجاں ہو تو غزل ہوتی ہے

JaaM, SharaaB E IShQ Sy D0n0n Hain Be'KhaBar BuLBuL ChaMaN MEin MaSt Hai, HuM K00 E Yaar MEin


Image may contain: 1 person, standing

JaaM, SharaaB E IShQ Sy D0n0n Hain Be'KhaBar
BuLBuL ChaMaN MEin MaSt Hai, HuM K00 E Yaar MEin...!!!

MErE Y0usaF..!! TEri BharP00r ZaYaaraT K LiYe MaanG LaaYi H00n ZuLaiKha Sy UDhaaRi AanKhEn


Image may contain: 1 person

MErE Y0usaF..!! TEri BharP00r ZaYaaraT K LiYe
MaanG LaaYi H00n ZuLaiKha Sy UDhaaRi AanKhEn...!!!

BaaDShAh..!! TErE AaSaaB Py TaaRi MEin Thi Wo B Din ThY K TEri RaaJ KuMaaRi MEin Thi


Image may contain: 1 person, close-up

BaaDShAh..!! TErE AaSaaB Py TaaRi MEin Thi
Wo B Din ThY K TEri RaaJ KuMaaRi MEin Thi
Ye B SaCh Hai K MuJhY​ MaaR DiYa Hai Tu Ny
Ye B SaCh Hai K TuJhY Jaan Sy PaYaaRi MEin Thi
SaaRi DunYa​ Ko Pata Hai K NahEEn TuM MErE
SaaRi DunYa​ Ko Pata Hai K TuMhaaRi MEin Thi
Ab To Ek JiSM H00n, JiS MEin K0i DharrKan Hai Na DiL
KaBhi SaanS0n Ki TaRha JaaRi 0 SaaRi MEin Thi
Tu MErE BaaD B ZinDa Hai, B0hat ZinDa Hai
KaiSY​ Maanun K TEri WaQt GuZaaRi MEin Thi...!!!
Poetess: Rehana Qamar 
 

Bachon ki tarah chahe mujhe daant le koi Lekin ye shart hai mera gham baant le koi


Image may contain: one or more people

Bachon ki tarah chahe mujhe daant le koi
Lekin ye shart hai mera gham baant le koi

Dil Ka Kia Hai Woh Toh Chahe Ga Musalsal Milna Woh Sitamgar Bhi Magar Soche Kisi Pal Milna


Image may contain: 1 person, text

Dil Ka Kia Hai Woh Toh Chahe Ga Musalsal Milna
Woh Sitamgar Bhi Magar Soche Kisi Pal Milna
Parveen Shakir

Raegaa’n nahi jati dil pe jo guzarti hai Aadmi bikharta hai zindagi sa’nwarti hai


Image may contain: text

Raegaa’n nahi jati dil pe jo guzarti hai
Aadmi bikharta hai zindagi sa’nwarti hai

Tum ko dekhoo’n ga to phir roshni ho gi mujh main Tum milo ge to mera Chand mukammal ho ga


Image may contain: night and text

Tum ko dekhoo’n ga to phir roshni ho gi mujh main
Tum milo ge to mera Chand mukammal ho ga
Dr Yaseen Yatir

Khuda taufeeq deta hai jinhein wo ye samajhte hein ki khud apne hi haathon se bana karti hein taqdeerein


Image may contain: 1 person, close-up

Khuda taufeeq deta hai jinhein wo ye samajhte hein
ki khud apne hi haathon se bana karti hein taqdeerein

Shab-e-tanhai main hum roye bahut Dil laga kar toh hum pachtaye Bahut


Image may contain: one or more people and close-up

شبِ تنہائی میں ہم روے بہت  
 دل لگا کر ہم تو پچتاے بہت
Shab-e-tanhai main hum roye bahut
Dil laga kar toh hum pachtaye Bahut

Aaj phir Haroof sans lenay lagay hain Aaj phir lagta hai roo-baroo tum ho jannaa'n


Image may contain: flower

ﺁﺝ ﭘﻬﺮ ﺣﺮﻭﻑ ﺳﺎﻧﺲ ﻟﯿﻨﮯ ﻟﮕﮯ ﮨﯿﮟ
ﺁﺝ ﭘﻬﺮ ﻟﮕﺘﺎ ﮨﮯ ﺭﻭﺑﺮﻭ ﺗﻢ ﮨﻮ ﺟﺎﻧﺎں

Aaj phir Haroof sans lenay lagay hain
Aaj phir lagta hai roo-baroo tum ho jannaa'n

Kyu sharminda Karte Ho


Image may contain: 1 person, text

Gul-e-zubaan pe wahi sardiyon ka mosam hai tumhari 'haan' pe wahi sardiyon ka mosam hai



Gul-e-zubaan pe wahi sardiyon ka mosam hai
tumhari 'haan' pe wahi sardiyon ka mosam hai
darkhat par khabhi jo choorriyon se daala tha
us aik nishaan pe wahi sardiyon ka mosam hai
yeh aik hum keh naee boliyaan sada bolain
teri zubaan pe wahi sardiyon ka mosam hai
sulg rahi hain dehan men qabaayen lafzon ki
magar zubasn pe wahi sardiyon ka mosam hai
tumharay aanay pe suraj kay haath chamkain gay
meray makaa'n pe wahi sardiyon ka mosam hai
har aik simt pighalnay lagay hain sannaatay
teray bayaan pe wahi sardiyon ka mosam hai
jahaan jahaan teri khushbo kay rang bikhray hain
wahaan wahaan pe wahi sardiyon ka mosam hai
teri judaai kay pal say hua hai ishq qanoot
keh is jahaan pe wahi sardiyon ka mosam hai
woh 'haan' karay gi bahaaron men uska waada tha
us aik 'haan' pe wahi sardiyon ka mosam hai
woh mujh ko sonp gaya furqaten december men
darkhat-e-jaan pe wahi sardiyon ka mosam hai
hamaray lab to duaayen jalaaye rakhtay hain
par aasmaan pe wahi sardiyon ka mosam hai

Hassas Larki



حساس لڑکی
ایسی آگ ہے وہ
جس پر پانی چھڑکو تو
کچھ اور بھڑک اُٹھتی ہے
یوں لگتا ہے
جیسے اُس کی دُنیا میں اب
پانی اور پٹرول میں کوئی فرق نہیں

Hassas Larki
Aisi Aag Hai Woh
Jis Par Pani Chirko To
Kuch Aur Bharak Uth’tee Hai
Yun Lagta Hai
Jaisay Uss Ki Duniya Mein Ab
Pani Aur Petrol Mein Koi Farq Nahi
Qateel shifai

*Apni Aag Ko Zinda Rakhna Kitna Mushkil Hai Pathar Beech Aaina Rakhna Kitna Mushkil Hai


Image may contain: 1 person, smiling, close-up

*Apni Aag Ko Zinda Rakhna Kitna Mushkil Hai
Pathar Beech Aaina Rakhna Kitna Mushkil Hai
*Kitna Aasaan Hai Tasveer Banana Auron Ki
Khud Ko Pas-e-Aaina Rakhna Kitna Mushkil Hai
*Tumne Mandir Dekhe Honge Ye Mera Aangan Hai
Ek Diya Bhi Jalta Rakhna Kitana Mushkil Hai
*Chullu Me Ho Dard Ka Dariya Dhyan Me Uske Hont
Yun Bhi Khud Ko Pyasa Rakhna Kitna Mushkil Hai
Ishrat Afreen

Taron ko gardishen mileen,zarron ko tabishen E reh-n'vard rah-e-junoon tujh ko kya mila


Image may contain: one or more people and close-up

Taron ko gardishen mileen,zarron ko tabishen
E reh-n'vard rah-e-junoon tujh ko kya mila..??

Hazaron roz martay hain sarkar Mere marnay say kya Aafat Aay gi


Image may contain: 2 people, people standing

Hazaron roz martay hain sarkar
Mere marnay say kya Aafat Aay gi...???

Apni maujudgi ka ahasaas usko dilaun kyse


Image may contain: one or more people and close-up

Apni maujudgi ka ahasaas usko dilaun kyse...???
Dhadkan! hai wo mere dil ki Usko apni dhadkane Sunaaun kyse...???
Zindgi hai wo meri zindgi ko bulaun kyse...???
Khuda! se bhi pooch k dekh liya.......
Usne kaha!Wo mere Muqaddar main Nahi.....!
Ab apne soe hue Muqaddar Ko jagaun kyse....???
Main usko apni dhadkane Sunaun kyse...???
Apne Sanam ko main pass Bulaun kyse...???
Khuda k farmaan koThukraun kyse...???
Khuda ko Aakhir main Manaun kyse...???
Badi pasho-Pesh main hai ye Dil mera!
Iss dil ko bahlaun kyse...???
Usko apni dhadkane sunaun kyse...???
Usko apni dhadkane Sunaun kyse...???

Ku Du Aish Nas Mi Hissa Du Zaan Onakr'ra Khu Wafa Rasara Hes Janaan Onakr'ra


Image may contain: plant, flower, outdoor and nature

Poet:Ahmad Deen Talib

Ku Du Aish Nas Mi Hissa Du Zaan Onakr'ra
Khu Wafa Rasara Hes Janaan Onakr'ra
Ma Ikhtiyaar Du Melmano Du Yaar Pu Laas Kr'ru
Melmastya Ye Du Wrasti Mehman Onakr'ra
Pu Da Su Shol Ku Ye Tol Umar Sajdey Kr're
Du Matlab Sajda Yawa Shetan Onakr'ra
Pas Du Marg Na Bya Ba Khaore Ya Ba Sa Khori
Che Tokha De Du Haghy Jahan Onakr'ra
Khizaan Weeni Che Ghunchey Du Bagh Ye Toye Kr're
Malaza Du Yao Bulbul Khizaan Onakr'ra
Ahmad Deen Talib De Tol Umar Ghulam Wo
Ghulami De Du Talib Yao Aan Onakr'ra

Da Ahmad Deen Talib Kulyaat
Page
86

Monch Daraz Maang Kar Ke Laye Thay Chaar Gaz Do Aarzoo Me Badh Gaein Do Zid-e-Yaar Me



Monch Daraz Maang Kar Ke Laye Thay Chaar Gaz
Do Aarzoo Me Badh Gaein Do Zid-e-Yaar Me
Razab Tabraiz

har shai pukaarti hai pas-eeparda-e-sukoot lekin kise sunaau'n koi ham-nawa bhi ho


Image may contain: tree, sky, outdoor and nature

har shai pukaarti hai pas-eeparda-e-sukoot
lekin kise sunaau'n koi ham-nawa bhi ho

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo