Dekh faryaad na kar sar na jhuka paun utha Kal ke log jo karein ge tou abhi se kar ja



In memory of Filmstar Neelo

 
Dekh faryaad na kar sar na jhuka paun utha
Kal ke log jo karein ge tou abhi se kar ja


Manzil e ishq mein mar mar ke Jiya jaata jai
Raqs zanjeer pehan kar bhi Kiya jaata hai




Woh Koi Jadooi Takhleeq Nazar Aati Hai Door Se Bhi Mujhe Nazdeek Nazar Aati Hai



وہ کوئی جادوئی تخلیق نظر آتی ہے
دور سے بھی مجھے نزدیک نظر آتی ہے

جس سے کھلتا ہے بیاباں میں گلوں کا موسم
حسن جاناں میں وہ تحریک نظر آتی ہے
❤️

वो कोई जादूई तख़्लीक़ नज़र आती है
दूर से भी मुझे नज़दीक नज़र आती है

जिस से खिलता है बयाबाँ में गुलों का मौसम
हुस्न-ए-जानाँ में वो तहरीक नज़र आती है


Woh Koi Jadooi Takhleeq Nazar Aati Hai
Door Se Bhi Mujhe Nazdeek Nazar Aati Hai

Jis Se Khulta Hai Bayabanon Me Gilon Ka Mousam
Husn e Janaan Me Woh Tahreek Nazar Aati Hai

She looks like some magical creation
Even from far away I see close
From which the season of flowers opens in the desert
That movement is seen in Hassan Janan
❤️
She looks like a magic tribe
Even from a distance I see close
With which the season of flowers blooms in the desert
That Tehrik is seen in the beauty of life


Laghzishon Se Mavra Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi Dono Insan Hein Khuda Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi



افتخار عارف کی ایگ بہت ہی خوبصورت غزل

Iftekhar Arif Ki Aik Buhat Hi Khoobsorat Ghazal

لغزشوں سے ماورا تو بھی نہیں میں بھی نہیں

دونوں انساں ہیں خدا تو بھی نہیں میں بھی نہیں

Laghzishon Se Mavra Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi

Dono Insan Hein Khuda Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi

 

تو مجھے اور میں تجھے الزام دیتا ہوں مگر

اپنے اندر جھانکتا تو بھی نہیں میں بھی نہیں

 Tu Mujhe Aur Main Tujhe Ilzaam Deta Hoon Magar

Apne Andar Jhankta Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi


مصلحت نے کر دیا دونوں میں پیدا اختلاف

ورنہ فطرت کا برا تو بھی نہیں میں بھی نہیں

Maslahat Ne Kar Diya Dono Me Paida Ikhtelaaf

Warna Fitrat Ka Bura Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi

 

چاہتے دونوں بہت اک دوسرے کو ہیں مگر

یہ حقیقت مانتا تو بھی نہیں میں بھی نہیں

Chahtey Dono Buhat Ik Dosrey Ko Hein Magar

Ye Haqeeqat Manta Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi

 

جرم کی نوعیتوں میں کچھ تفاوت ہو تو ہو

درحقیقت پارسا تو بھی نہیں میں بھی نہیں

Jurm Ki Noa'ayaton Me Kuch Tafawat Ho Tou Ho

Dar-Haqeeqat Paarsa Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi

 

رات بھی ویراں فصیل شہر بھی ٹوٹی ہوئی

اور ستم یہ جاگتا تو بھی نہیں میں بھی نہیں

Raat Bhi Weeraan Faseel e Shehar Bhi Tooti Hoi

Aur Sitam Ye Jagta Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi

 

جان عارفؔ تو بھی ضدی تھا انا مجھ میں بھی تھی

دونوں خود سر تھے جھکا تو بھی نہیں میں بھی نہیں

Jaan Arif Tu Bhi Ziddi Tha Anaa Mujh Me Bhi Thi

Dono Khud Sar Thay Jhuka Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi


Chahta Hoon Keh Meri Tarah Ka Nuqsan Ho Tujhay Aor Phir Main Bhi Kahon Ess Mein Bhalai Hogi



چاہتا ہوں کہ میری طرح کا نقصاں ہو تجھے
اور پھر میں بھی کہوں "اس میں بھلائی ہوگی

Chahta Hoon Keh Meri Tarah Ka Nuqsan Ho Tujhay
Aor Phir Main Bhi Kahon Ess Mein Bhalai Hogi


Main chaahti hoon waqat waapis aa jaaye Main chaahti hoon tumhein dekhoon aankhein dhundhlaane tak



Main chaahti hoon waqat waapis aa jaaye
Main chaahti hoon tumhein dekhoon aankhein dhundhlaane tak


Mesel e shesha hain hamain tham k rakhna Muhsin Hum tere hath se choty tu bekhar jain ge



Mesel e shesha hain hamain tham k rakhna Muhsin
Hum tere hath se choty tu bekhar jain ge


Mujhe mosam se kya laina November ho December ho Mere sab rung tujh se hain baharon ke Khizaon ke



Mujhe mosam se kya laina November ho December ho
Mere sab rung tujh se hain baharon ke Khizaon ke


Sar-e-rah hal puchne walo! Haal-e-Dil itna mukhtser bhi nahin



Sar-e-rah hal puchne walo!
Haal-e-Dil itna mukhtser bhi nahin

Those who ask about the condition of the way!
The condition of the heart is not so short.


Suna hai koily ki kaan se heera nikalta hai Utho Tareek raton se koi soraj nikalen hum



wo hrf hrf meri roh me utarta gya jo bat krta gya or udas karta gya



Chaal aisi woh shokh chalta hai Hashr ka jis pe dam nikalta hai



Chaal aisi woh shokh chalta hai
Hashr ka jis pe dam nikalta hai


Teer dil  ka na khinch rahne de
Lutf-e-sohbat hai jee bahalta hai

 
JALEEL MANIKPURI


Ye Kin Nigahon Ne Mere Gale Mein Banhein Daal Dein Jahan Bhar Ke Dukh Se Dard Amaan Liye Hoey



یہ کن نگاہوں نے مرے گلے میں باہیں ڈال دیں
جہان بھر کے دکھ سے درد سے اماں لئے ہوئے
فراق


Ye Kin Nigahon Ne Mere Gale Mein Banhein Daal Dein
Jahan Bhar Ke Dukh Se Dard Amaan Liye Hoey

FIRAQ


Ab uske saath rahoon ya us se kinara kar loon zara theher ae dil Main ye faisla dobara kar loon



Ab uske saath rahoon ya us se kinara kar loon
zara theher ae dil Main ye faisla dobara kar loon


Agar Parh Jaaye Aadat,Aap Apney Saath Rehney Ki Yeh Saath Aisa Hai Keh Insaan Ko Tunhaa Nahien Karta

 


 اَگر  پَڑ  جائے  عادت ، آپ  اَپنے  ساتھ  رِہنے کِی
یِہ ساتھ  اَیسا  ہے کہ   اِنسان  کو  تَنہا  نَہِیں   کَرتا


Agar Parh Jaaye Aadat,Aap Apney Saath Rehney Ki
Yeh Saath Aisa Hai Keh Insaan Ko Tunhaa Nahien Karta

 

jo nahin hai tera maqsad mujhe sogwar karna mujhe kuchh bura nahin hai tera intizar karna



جو نہیں ہے تیرا مقصد مجھے سوگوار کرنا
مجھے کچھ برا نہیں ہے ترا انتظار کرنا


jo nahin hai tera maqsad mujhe sogwar karna
mujhe kuchh bura nahin hai tera intizar karna


Jeenay Ke Haq Mein Aakhri Taweel Di Gai Katnay Lagi Patang Tou Phir Dheel Di Gai



جینے کے حق میں آخری تاویل دی گئی
کٹنے لگی پتنگ تو پھر ڈھیل دی گئی
Jeenay Ke Haq Mein Aakhri Taweel Di Gai
Katnay Lagi Patang Tou Phir Dheel Di Gai


ساری رگوں نے آپسیں گٹھ جوڑ کر لیا
مشکل سے دل کو خون کی ترسیل دی گئی
Sari Ragon Ne Aapsein Gath Jod Kar Lia
Mushkil Se Dil Ko Khoon Ki Tarseel Di Gai


بے فیض سا جو زخم تھا وہ بھر دیا گیا
اک محترم سی چوٹ تھی وہ چھیل دی گئی
Be-Faiz Sa Jo Zakham Tha Woh Bhar Diya Gaya
Ik Muhtaram See Chaot Thi Woh Cheel Di Gai

پہلے بکھیر دی گئی ترتیب عمر کی
پھر لمحہ لمحہ جوڑ کے تشکیل دی گئی
Pehle Bakher Di Gai Tarteeb Umar Ki
Phir Lamha Lamha Jod Ke Tashkeel Di Gai

کومل جوئیہ
Komal Joeya


Yahan udaas hai har shakhs Koi andar se koi bahar se



Yahan udaas hai har shakhs
Koi andar se koi bahar se

Everyone is sad here
Some from inside some from outside


Zindagi tujh se har ek saans peh samjhauta karoon Shauq jeenay ka hai mujh ko par itna bhi nahin



Zindagi tujh se har ek saans peh samjhauta karoon
Shauq jeenay ka hai mujh ko par itna bhi nahin


Honton Ke Paas Aaye Hansi Kia Majaal Hai DIL Ka Mua'amla Hai Koi Dil-Lagi Nahi



ہونٹوں کے پاس آئے ہنسی کیا مجال ہے
دِل کا معاملہ ہے کوئی دل لگی نہی

Honton Ke Paas Aaye Hansi Kia Majaal Hai
DIL Ka Mua'amla Hai Koi Dil-Lagi Nahi


Ham mai-kashon ko Dar nahin marne ka mohtasib Firdaus mein bhi sunte hain nahr-e-sharaab hai



Ham mai-kashon ko Dar nahin marne ka mohtasib
Firdaus mein bhi sunte hain nahr-e-sharaab hai
Imam Bakhsh 'Nasikh'



Jaane kab tak tiri tasvir nigahon mein rahi Ho gai raat tiri tasvir ko takte takte



Jaane kab tak tiri tasvir nigahon mein rahi
Ho gai raat tiri tasvir ko takte takte
Maine phir tire tassavur ke kisi lamhe mein
Tiri tasvir pe lab rakh diye ahista se
Parveen Shakir


Tum ne abhi dekha hai sehra mein Darwesh Tum ne abhi bhi Darwesh mein sehra nahin dekha



Tum ne abhi dekha hai sehra mein Darwesh
Tum ne abhi bhi Darwesh mein sehra nahin dekha


You have just seen Darwesh in Sehra
You still haven't seen the face in Darwesh


Sardiyon Ki Shaam Ho Garam Chaai Ho Aur Tum Ho



ایسے موقع
اب جہاں آتے ہیں

سردیوں کی شام ہو
گرم چائے ☕ ہو

اور تم ہو

Sardiyon Ki Shaam Ho
Garam Chaai Ho
Aur Tum Ho


एैसे मौके
अब कहां आते हे

सर्दीयों की शाम हो
गर्म चाय ☕ हो

और  तुम हो


Such an opportunity
Now where they come
Have a winter evening
Have a hot tea ☕
And you are
Opportunities like this
Where do they come now?
Have a winter evening
Hot tea be ☕
And you are


​Na Man Behoda Gard e Koocha o Bazar Mi Gardum Mazaq e Aashiqi Daram , Pay Deedaar Mi Gardum



نہ من بیہودہ گردِ کوچہ و بازار می گردَم
مذاقِ عاشقی دارم، پئے دیدار می گردَم
​Na Man Behoda Gard e Koocha o Bazar Mi Gardum
Mazaq e Aashiqi Daram , Pay Deedaar Mi Gardum

My roaming on streets & bazaars is not pointless
I seek thee, beloved


میں کُوچہ بازار میں یونہی آوارہ اور بے وجہ نہیں گھومتا

 بلکہ میں عاشقی کا ذوق و شوق رکھتا ہوں 

اور یہ سب کچھ محبوب کے دیدار کے واسطے ہے


خدایا رحم کُن بر من، پریشاں وار می گردم
خطا کارم گنہگارم، بہ حالِ زار می گردم
Khudaya Rahm Kun Bar Man , Pareshan Waar Mi Gardum
Khata-Karam Gunahngaram Ba Haal e Zaar Mi Gardum

 Have mercy on me, for I am anxious
I have sinned; wandering, troubled

 
اے خدا مجھ پر رحم کر کہ میں پریشان حال پھرتا ہوں

 خطار کار ہوں، گنہگار ہوں اور اپنے اس حالِ زار کی وجہ سے ہی گردش میں ہوں


شرابِ شوق می نوشم، بہ گردِ یار می گردم
سخن مستانہ می گویم، ولے ہشیار می گردم
​Sharaab e Shouq Mi Nosham , Ba Gard e Yaar Mi Gardum
Sukhan Mastana Mi Goeim , Walay Hoshyaar Mi Gardum

Intoxicated by desire I seek thee and roam
Not drunk but alert as I search


میں شرابِ شوق پیتا ہوں اور دوست کے گرد گھومتا ہوں،

 میں اگرچہ شرابِ شوق کی وجہ سے مستانہ وار کلام کرتا ہوں

 لیکن دوست کے گرد طواف ہوشیاری سے کرتا ہوں یعنی یہ ہوش ہیں کہ کس کے گرد گھوم رہا ہوں


گہے خندم گہے گریم، گہے اُفتم گہے خیزم
مسیحا در دلم پیدا و من بیمار می گردم
​Gahe Khandam Gahe Garyem Gahe Aftam Gahe Khezam
Maseeha Dar Dilam Paida o Man Beemaar Mi Gardum

Every now and then laughing, crying, falling, rising
Roving sick as the messiah knocks at my heart’s door

 

 
اس شعر میں ایک بیمار کی کیفیات بیان کی ہیں جو بیم و رجا میں الجھا ہوا ہوتا ہے

 کہ کبھی ہنستا ہوں، کبھی روتا ہوں، کبھی گرتا ہوں اور کبھی اٹھ کھڑا ہوتا ہوں 

اور ان کیفیات کو گھومنے سے تشبیہ دی ہے کہ میرے دل میں مسیحا پیدا ہو گیا ہے

 اور میں بیمار اسکے گرد گھومتا ہوں۔ دل کو مرکز قرار دے کر

 اور اس میں ایک مسیحا بٹھا کر، بیمار اسکا طواف کرتا ہے

من هم رسیده جانم تو بیاں که زنده مانم
Man ham raseeda janam to bayan kay zinda manam
I shall live now

 
پس اذاں کی من نه منم چکار خواهی آمد
Pas azan kay man na manam chkar khuwah-e-aamad
Your presence is like the azan

 
جدا ماسکی رسم آشنای است
Juda maskaye rasm-e-aashnaye ast
As the familiar mask is drawn

بیا که مرا تا قطعی جدای است
Baya kay marata qataye-judaye ast
And arrives the time of deliverance

 
بیا جاناں عنایت کُن تو مولانائے رُومی را
غلامِ شمس تبریزم، قلندر وار می گردم
Baya Janaan Inayat Kun Tou Molana e ROOMI Ra
Ghulam e Shams Tabrezam , Qalandar Waar Mi Gardum

اے جاناں آ جا اور مجھ رومی پر عنایت کر، کہ میں شمس تبریز کا غلام ہوں

 اور دیدار کے واسطے قلندر وار گھوم رہا ہوں۔ اس زمانے میں ان سب صوفیا کو قلندر کہا جاتا تھا

 جو ہر وقت سفر یا گردش میں رہتے تھے


مولانا جلال الدین رومی رح
Molana Jalal ud Deen Roomi

 

Inn chahaton ke rangon mein har rang mera tum se tum tak hai



Inn chahaton ke rangon mein
har rang mera tum se tum tak hai

Mera junoon kabhi samjho to sahi
Zindagi ka har lamha tum se tum tak hai.


Wajood Ke Naseeb Mein Hai Bhikaari Ban'na Zaat Kabhi Bhi Bhikaari Nahi Ban Sakti



وجود کے نصیب میں ہے بھکاری بننا
ذات کبھی بھی بھکاری نہیں بن سکتی


Wajood Ke Naseeb Mein Hai Bhikaari Ban'na
Zaat Kabhi Bhi Bhikaari Nahi Ban Sakti


Hamare Bakht Mein Lekha Hoa Saholat Se Bas Aik Dard Tha Jo Har Tarah Muyasar Tha



ہمارے بخت میں لکھا ہوا سہولت سے
بس ایک درد تھا جو ہر طرح میسر تھا
ماہ رو ندا احمد


Hamare Bakht Mein Lekha Hoa Saholat Se
Bas Aik Dard Tha Jo Har Tarah Muyasar Tha

Mah Roo Nida Ahmad


Ye Ibadat Hai Keh Touheen e Ibadat Hai? Jab Koi Yaad Na Aaya Tou Khuda Yaad Aaya



Ye Ibadat Hai Keh Touheen e Ibadat Hai?

Jab Koi Yaad Na Aaya Tou Khuda Yaad Aaya

Joan Elia


Ek hi khawab ne sari raat jagaya hai Main ne har karwat sonay ki koshish ki



Ek hi khawab ne sari raat jagaya hai
Main ne har karwat sonay ki koshish ki

Only one dream has kept me awake all night.
I tried to sleep every time


Tabhi Wahein Mujhe Uski Hansi Sunaai Padi Main Uski Yaad Mein Palkein Bhigone Wala Tha





تبھی وہیں مجھےاس کی ہنسی سنائی پڑی
میں اس کی یاد میں پلکیں بھگونے والا تھا

तभी वहीं मुझे  उस की हँसी सुनाई पड़ी
मैं उस की याद में  पलकें भिगोने वाला था


Tabhi Wahein Mujhe Uski Hansi Sunaai Padi
Main Uski Yaad Mein Palkein Bhigone Wala Tha


Chalti Phirti Hui Aankhon Se Azaan Dekhi Hai Main Ne Jannat Tou Nahi Dekhi MAA Dekhi Hai



Maa ماں

************

Chalti Phirti Hui Aankhon Se Azaan Dekhi Hai
Main Ne Jannat Tou Nahi Dekhi MAA Dekhi Hai

****************************************

Poochta hai jab koi ke duniya mein mohabbat Kahan hai
Muskura deti hoon mein aur yaad aa jaati hai maa

 

 ****************************************

Labon pe Uskey kabhi bad dua nahi hoti
Ek maa hi hei Jo kabhi mujhsey khafa nahi hoti

 

****************************************

Bachche Fareb Kha Ke Chatatii Pe So Gaye
Ik Maa Ubaaltii Rahī Pathar Tamaam Raat

 

****************************************

kaisa Dil Hai Jo Mujh se Khafa Nahi Hota
Ajeeb Farz Hai Ye Jo Qaza Nahi Hota
Meri Khushi se Wabasta Har Khushi Us Ki
Mere Dard Se Woh Dil Juda Nahi hota
Main Aasman Ko Zameen se Mila Bhi Doon
Us Ka Haq Mohabbat Ada Nahi Hota

 


Tuje Bhol Kar Bi Na Bhula Skoon, TUje Chah Kar Bi Na Pa Skoon Meri Hasratoon Ko Shumar Kar Meri Chahton Ka Sila Na De



Tuje Bhol Kar Bi Na Bhula Skoon, TUje Chah Kar Bi Na Pa Skoon
Meri Hasratoon Ko Shumar Kar Meri Chahton Ka Sila Na De


Bas Yahi Qeemti Shay Thi So Zaroori Samjha Jaltey Ghar Se Teri Tasweer Utha Kar Le Aaye



بس یہی قیمتی شے تھی سو ضروری سمجھا
جلتے گھر سے تیری تصویر اٹھا کر لے آئے


Bas Yahi Qeemti Shay Thi So Zaroori Samjha

Jaltey Ghar Se Teri Tasweer Utha Kar Le Aaye

 

Khila Rahega Kisi Yaad Ki Jazeere Par Ye Gaagh Main Jise Viraan Karne Wala Hon



Tez Barish Mein Kabhi Sard Hawaoun Mein Raha Ik Tera Zikar Tha Jo Meri Sadaaou Mein Raha


Tez Barish Mein Kabhi Sard Hawaoun Mein Raha

Ik Tera Zikar Tha Jo Meri Sadaaou Mein Raha

Kitney Logon Se Mere Gehre Marasim Hein Magar

Tera Chehra Hi Faqat Meri Duaoun Mein Raha

 

Ye Bhi Ho Sakta Hai Hum Yaad Na Karte Hoon Tumhein Ye Bhi Mumkin Hai Tumhein Hum Ne Bhulaya Hi Na Ho



Ye Bhi Ho Sakta Hai Hum Yaad Na Karte Hoon Tumhein

Ye Bhi Mumkin Hai Tumhein Hum Ne Bhulaya Hi Na Ho

Fakhra Batool


Raqs e Dil Hai Jari Tere Ishq Ke Saazon Pe Koi Aisa Sur Na Chaid Keh Dil Tadap Ke Mar Jaye



Raqs e Dil Hai Jari Tere Ishq Ke Saazon Pe

Koi Aisa Sur Na Chaid Keh Dil Tadap Ke Mar Jaye


Tajalli Naar Thi Ya Noor , Na Tum Samjhe Na Hum Samjhe Jala Kion Kar Ye Koh e Toor , Na Tum Samjhe Na Hum Samjhe



Tajalli Naar Thi Ya Noor , Na Tum Samjhe Na Hum Samjhe

Jala Kion Kar Ye Koh e Toor , Na Tum Samjhe Na Hum Samjhe


Woh SHAH-RAG Se Bhi Hai Nazdeek , Ye QURAN Kehta Hai

Hai SHAH-RAG Hum Se Kitni Door , Na Tum Samjhe Na Hum Samjhe

Molana Roomi


Jugnoon ko saath ly kar raat roshan kijiye Rasta soraj ka dekha tou sahar ho jaye gi



Jugnoon ko saath ly kar raat roshan kijiye
Rasta soraj ka dekha tou sahar ho jaye gi


Aa Tujhe Aaj Sekhaoun Main Sunehra Jadoo Inteha Hoti Nahi Jis Ki Woh Gehra Jadoo



آ تجھے آج سکھاؤں میں سنہرا جادو
انتہا ہوتی نہیں جس کی وہ گہرا جادو


آیتِ ہجر پڑھو رقص کرو خوب کرو
ایک دم سے ہی اثر ہوگا ہے ایسا جادو


آیتِ عشق پڑھو رقص میں مدہوش رہو
اور چپ چاپ کہو عشق ہے پیارا جادو


Aa Tujhe Aaj Sekhaoun Main Sunehra Jadoo
Inteha Hoti Nahi Jis Ki Woh Gehra Jadoo


Aayat e Hijar Parho Raqs Karo Khoob Karo
Aik Dum Se Hi Asar Hoga Hai Aisa Jadoo


Aayat e Ishq Parho Raqs Mein Madhosh Raho
Aur Chup Chaap Kaho Ishq Hai Piyara Jadoo

 

Mujhe bhi sikha do bhool jaanay ka hunar Mujh se raaton ko uth uth kar roya nahin jaata



Mujhe bhi sikha do bhool jaanay ka hunar
Mujh se raaton ko uth uth kar roya nahin jaata

Teach me also the skill of forgetting
I can't cry after waking up at night


Tere siwa bhi kahin thi panah bhool gaye nikal ke hum teri mahfil se rah bhool gaye



ترے سوا بھی کہیں تھی پناہ بھول گئے
نکل کے ہم تری محفل سے راہ بھول گئے

Tere siwa bhi kahin thi panah bhool gaye
nikal ke hum teri mahfil se rah bhool gaye


Jo guzray tere pehlo mein hum ko itni hayat kaafi hai Sahib



Jo guzray tere pehlo mein
hum ko itni hayat kaafi hai Sahib


Nikla jaa raha hai umeedon ka juloos dheere dheere Deed-e-yaar ke armaan houe maayus dheere dheere



Nikla jaa raha hai umeedon ka juloos dheere dheere
Deed-e-yaar ke armaan houe maayus dheere dheere


Bhoole se bhi bhoola na jaata wo milnaa-julnaa unse
Meri kami hoti hogi unko bhi mehsoos dheere dheere


Pehle Akhtar maana phir patthar samjha usne mujhe
Bhool chuki wo saare lafz-e-khuloos dheere dheere


Sataaya, rulaaya, kaun kaun sa zulm na dhayaa unpar
Samajhne lagi hogi wo mujhe manhoos dheere dheere


Bharnaa tha wo khaai jo unki furqat ne chhod rakhaa
Houe dard-e-nagme hi apne makhsoos dheere dheere


Wo mujh se zaraa khafaa hai magar bewafaa to nahin
Roshni mein aa jayegaa unka khaloos dheere dheere


Dil ki dawlat baant diyaa tha badi murawat ke saath
Kuch sabaq ke baad bana hon kanjoos dheere dheere


Banaa do ’Amanush’ ko khudaa dam bhar, Mere Rab...!
Mumkin tab hi banega ek aam manoos dheere dheere


Waqt se pehle Mushkil hai accha koi naam kamaana
Aasman ko chuegaa mera bhi takhallus dheere dheere


mubarak ho ye tarz-e-be-rukhi ye hausla tujh ko mujhe tou bhool jaye itni khushiyan de khuda tujh ko



مبارک ہو یہ طرز بے رخی یہ حوصلہ تجھ کو
مجھے تو بھول جائے اتنی خوشیاں دے خدا تجھ کو

mubarak ho ye tarz-e-be-rukhi ye hausla tujh ko
mujhe tou bhool jaye itni khushiyan de khuda tujh ko

 

Kabhi Kaha Na Kisi Se Tere Fasane Ko Na Jane Kaise Khabar Ho Gai Zamane Ko



کبھی کہا نہ کسی سے ترے فسانے کو
نہ جانے کیسے خبر ہو گئی زمانے کو
دعا بہار کی مانگی تو اتنے پھول کھلے
کہیں جگہ نہ رہی میرے آشیانے کو
مری لحد پہ پتنگوں کا خون ہوتا ہے
حضور شمع نہ لایا کریں جلانے کو
سنا ہے غیر کی محفل میں تم نہ جاؤ گے
کہو تو آج سجا لوں غریب خانے کو
دبا کے قبر میں سب چل دیئے دعا نہ سلام
ذرا سی دیر میں کیا ہو گیا زمانے کو
اب آگے اس میں تمہارا بھی نام آئے گا
جو حکم ہو تو یہیں چھوڑ دوں فسانے کو
قمرؔ ذرا بھی نہیں تم کو خوف رسوائی
چلے ہو چاندنی شب میں انہیں بلانے کو
قمر جلالوی


Nikaal ke pathar sa dil, Angaar bhar diye.... Kya kiya tum ne, Jeene ki dua di...???



Nikaal ke pathar sa dil,
Angaar bhar diye....
Kya kiya tum ne,
Jeene ki dua di...???


Heart like a stone after being removed,
Filled the grapes....
What have you done,
I prayed to live...???


Saaqi mujhe sharab ki tohmat nahin pasand Mujh ko teri nighah ka ilzam chahiye



Saaqi mujhe sharab ki tohmat nahin pasand
Mujh ko teri nighah ka ilzam chahiye
Adam


Ishq ka apna ghuroor Husan ki apni anaa hai Un se aaya na gaya Mujh se bulaya na gaya



Ishq ka apna ghuroor
Husan ki apni anaa hai

Un se aaya na gaya
Mujh se bulaya na gaya


Love's own pride
Beauty has its own arrival.
They didn't come or not
I was not invited


Sun rahe ho na Aankhain band kar k Tumhari moujodgi ko Mehsos karne k sewa Mere paas tum se melne ka Koi dosra rasta nahen hai

 


 Sun rahe ho na
Aankhain band kar k
Tumhari moujodgi ko
Mehsos karne k sewa
Mere paas tum se melne ka
Koi dosra rasta nahen hai


Are you listening?
By closing my eyes
To your presence
The service of feeling
I have to meet you
I'm going to have a good time

 

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo