ik to husn bla upar se bnawat aafat Ghar bigade'n ge hazaro'n ke ، sanwarne wale




 اک تو حسن بلا، اوپر سے بناوٹ آفت
گھر بگاڑیں گے ہزاروں کے, سنورنے والے
حشر میں لطف ہو, جب ان سے ہوں دو باتیں
 وہ پوچھیں کون ہو تم،ہم کہیں مرنے والے

ik to husn bla upar se bnawat aafat
Ghar bigaden ge hazaron ke ، sanwarne wale
Hashr mein lutf ho jab unse hon do baten
Wo puchhen kon ho tum ، ham kahen marne wale


Mahobbat mohtaaj kahan husn aur jawaani kii Main toh umr ke har ohde mein tujhe chahonga

 


 

 Mahobbat mohtaaj kahan husn aur jawaani kii
Main toh umr ke har ohde mein tujhe chahonga


महोब्बत मोहताज़ कहां हुस्न और जवानी की
मैं तो उम्र के हर ओहदे मैं तुझे चाहूंगा


 

Raah-rau tujh sa kaha'n ay khizr-e-shauk Kaun teri khaak-e-paa ko paayega



 Raah-rau tujh sa kaha'n ay khizr-e-shauk
Kaun teri khaak-e-paa ko paayega


राह-रौ तुझ सा कहाँ ऐ ख़िज़्र-ए-शौक़
कौन तेरी ख़ाक-ए-पा को पाएगा

 

Kaash Hum Khul Ke Zindagi Karte Umar Guzri Hai Khudkashi Karte



 محسن نقوی کی ایک خوبصورت غزل
اس کا ایک ایک شعر کمال ہے لیکن آخری شعر کی تو کیا ہی بات ہے


کاش ہم کھل کے زندگی کرتے
عمر گزری ہے خودکشی کرتے
بجلیاں اس طرف نہیں آئیں
ورنہ ہم گھر میں روشنی کرتے
کون دشمن تری طرح کا تھا؟
اور ہم کس سے دوستی کرتے؟
بجھ گئے کتنے چاند سے چہرے
دل کے صحرا میں چاندنی کرتے
عشق اُجرت طلب نہ تھا ورنہ
ہم ترے در پہ نوکری کرتے
اس تمنا میں ہو گئے رسوا
ہم بھی جی بھر کے عاشقی کرتے
حُسن اس کا نہ کھل سکا محسن
تھگ گئے لوگ شاعری کرتے
محسن نقوی

 

Jo Marne Se Pehle Mar Jate Hein Woh Bad-Bakht Kabhi Nahi Marte

 

 


 Jo Marne Se Pehle Mar Jate Hein 

Woh Bad-Bakht Kabhi Nahi Marte

Joun Elia

 

Aawaaz De Ke Chup Gai Har Baar Zindagi Hum Aise Sada Dil Thay Keh Har Baar Aa Gaye

 



 Aawaaz De Ke Chup Gai Har Baar Zindagi
Hum Aise Sada Dil Thay Keh Har Baar Aa Gaye
Ahmad Faraz

Kabhi Dard Hai Tou Dawa Nahi , Jo Dawa Mili Tou Shifa Nahi Zulam Karte Hein Iss Tarah , Jaise Mera Koi Khuda Nahi

 


 Kabhi Dard Hai Tou Dawa Nahi , Jo Dawa Mili Tou Shifa Nahi
Zulam Karte Hein Iss Tarah , Jaise Mera Koi Khuda Nahi


Kabhi Aansoo Kabhi Sajday Kabhi Haathon Ka Uth Jana Khuwahishein Adhoori Hoon Tou Rab Kitna Yaad Aata Hai

 





Bhoola Nahi Hoon Hijar Ke Lamhaat Kadey Woh Ratein Tou Badi Thein Hi Magar Din Bhi Badey Woh

 


Bhoola Nahi Hoon Hijar Ke Lamhaat Kadey Woh

Ratein Tou Badi Thein Hi Magar Din Bhi Badey Woh

Parveen Shakir


Nazar Chura Ke Kaha Bas Yahi Muqaddar Tha Bichadnay Wale Ne Malba Khuda Par Daal Diya

 


 

 Nazar Chura Ke Kaha Bas Yahi Muqaddar Tha
Bichadnay Wale Ne Malba Khuda Par Daal Diya


Humari Aankhein Jo Shairi Sunanay Lag Jaein Lafz Jo Tum Liye Phirtay Ho Sab Thikanay Lag Jaein

 


 Humari Aankhein Jo Shairi Sunanay Lag Jaein
Lafz Jo Tum Liye Phirtay Ho Sab Thikanay Lag Jaein

Uss Ne Kaha Tha Ishq Dhong Hai Main Ne Kaha Tujhe Ishq Ho Ye Khuda Kare

 

 

Uss Ne Kaha Tha Ishq Dhong Hai
Main Ne Kaha Tujhe Ishq Ho Ye Khuda Kare
Koi Tujh Ko Uss Se Juda Kare
Tere Hont Hansna Bhool Jaein
Teri Aankhein Pur Nam Raha Karen
Tu Usski Batein Kia Kare
Tu Usski Batein Suna Kare
Tujhe Ishq Ki Woh Jhari Lagay
Tu Milan Ki Har Pal Dua Kare
Tu Gali Gali Mein Phira Kare
Tu Nagir Nagir Mein Sada Kare
Tujhe Ishq Ka Phir Yaqeen Ho
Ussay Tasbiyon Mein Parha Kare
Main Kahon Keh Ishq Dhong Hai
Tu Nahi Nahi Ki Sada Kare
Parveen Shakir



Manta Bhi Nahi Hon Tu Ne Bhula Diya Mujhe Rota Bhi Buhat Hon Tu Ne Bhula Diya Mujhe



Manta Bhi Nahi Hon Tu Ne Bhula Diya Mujhe
Rota Bhi Buhat Hon Tu Ne Bhula Diya Mujhe


Khatam Nahi Hota Hai Reshta Jhagdon Se Lekin Pehle Jaisa Thodi Hota Hai



Khatam Nahi Hota Hai Reshta Jhagdon Se
Lekin Pehle Jaisa Thodi Hota Hai
Maa Ke Haath Ki Chhoori Baap Ki Mushafaq Daant
Sari Umar Ye Maila Thodi Rehta Hai
Wasi Shah

 

Kabhi Yun Bhi Ho Sar e Bazm Woh Mujhe Ye Kahay Keh Ghazal Suna



Kabhi Yun Bhi Ho Sar e Bazm Woh
Mujhe Ye Kahay Keh Ghazal Suna
Main Ghazal Ghazal Mein Uss Se Ye Kahon
Mera Koi Nahi Tere Sewa 



 

Jab Sitare Hi Nahi Mil Paaye Le Ke Hum Shams o Qamar Kia Karte



Jab Sitare Hi Nahi Mil Paaye
Le Ke Hum Shams o Qamar Kia Karte
Parveen Shakir

Ik Dosre Ko Jaan Na Paaye Tamaam Umar Hum Hi Ajeeb Thay Keh Zamana Ajeeb Tha



Ik Dosre Ko Jaan Na Paaye Tamaam Umar
Hum Hi Ajeeb Thay Keh Zamana Ajeeb Tha

Parveen Shakir


Haath Mere Bhool Baithay Dastakein Deny Ka Fun Band Mujh Par Jab Se Uske Ghar Ka Darwaza Hua



Haath Mere Bhool Baithay Dastakein Deny Ka Fun
Band Mujh Par Jab Se Uske Ghar Ka Darwaza Hu
a
Parveen Shakir

 

Jahan Sawaal Ke Badly Sawaal Hota Hai Wahan Se Muhabbaton Ka Zawaal Hota Hai



Jahan Sawaal Ke Badly Sawaal Hota Hai
Wahan Se Muhabbaton Ka Zawaal Hota Hai
Kisi Ko Apna Banana Hunar Hi Sahi
Kisi Ka Ban Ke Rehna Kamaal Hota Hai
Parveen Shakir

 

Ab Kia Dhoondhtay Ho Jalay Kaghaz Ki Rakh Mein Woh Afsana Hi Jal Gaya Jis Ka Enwaan Tum Thay



Ab Kia Dhoondhtay Ho Jalay Kaghaz Ki Rakh Mein
Woh Afsana Hi Jal Gaya Jis Ka Enwaan Tum Thay
Parveen Shakir


Dil Ko Uss Raah Pe Chalna Hi Nahi Jo Mujhe Tum Se Juda Karti Hai



Dil Ko Uss Raah Pe Chalna Hi Nahi
Jo Mujhe Tum Se Juda Karti Hai

Parveen Shakir



Ye Chand Aur Abr e Rawaan Chalta Rahy Jamaal e Shaam Tehe Asmaan Guzarta Rahy



یہ غزل پروین شاکر صاحبہ نے اپنے بیٹے کے نام لکھی جب طلاق کے بعد بیٹا ان سے جدا ہوا تو انہوں نے اپنے جذبات کا اظہار اس خوبصورت نظم کے ذریعے کیا
 تصویر محترمہ پروین شاکر اور ان کے بیٹے مراد کی ہے


یہ چاند اور یہ ابرِ رواں گذرتا رہے​
جمالِ شام تہہ آسماں گزرتا رہے​

بھرا رہے تری خوشبو سے تیرا صحنِ چمن​
بس ایک موسمِ عنبر فشاں گزرتا رہے​

سماعتیں ترے لہجے سے پھول چنتی رہیں​
دلوں کے ساز پہ تو نغمہ خواں گزرتا رہے​

خدا کرے تری آنکھیں ہمیشہ ہنستی رہیں​
دیارِ وقت سے تو شادماں گزرتا رہے​

میں تجھ کو دیکھ نہ پاؤں تو کچھ ملال نہیں​
کہیں بھی ہو' تو ستارہ نشاں گزرتا رہے​

میں مانگتی ہوں تری زندگی قیامت تک​
ہوا کی طرح سے تو جاوداں گزرتا رہے​

مرا ستارہ کہیں ٹوٹ کے بکھر جائے​
فلک سے ترا خطِ کہکشاں گزرتا رہے​

میں تیری چھاؤں میں کچھ دیر بیٹھ لوں اور پھر​
تمام راستہ بے سائباں گزرتا رہے​

یہ آگ مجھ کو ہمیشہ کیئے رہے روشن​
مرے وجود سے تو شعلہ ساں گزرتا رہے​

میں تجھ کو دیکھ سکوں آخری بصارت تک​
نظر کے سامنے بس اک سماں گزرتا رہے​

ہمارا نام کہیں تو لکھا ہوا ہوگا​
مہ ونجوم سے یہ خاکداں گزرتا رہے​

میں تیرا ساتھ نہ دے پاؤں پھر بھی تیرا سفر​
گلاب و خواب کے ہی درمیاں گزرتا رہے​

میں تیرے سینے پہ سر رکھ کے وقت بھول گئی​
خیالِ تیزئ عمرِ رواں گزرتا رہے

Rafaqaton Ke Naye Khuwaab Khushnuma Hein Magar Guzar Chuka Hai Tere Aitbaar Ka Mousam

 


 Rafaqaton Ke Naye Khuwaab Khushnuma Hein Magar

Guzar Chuka Hai Tere Aitbaar Ka Mousam

Parveen Shakir



Ya Rab Mere Sukoot Ko Naghma Saraai Dy Zakhm e Hunar ko Housla Lab Kushaai Dy



Ya Rab Mere Sukoot Ko Naghma Saraai Dy

Zakhm e Hunar ko Housla Lab Kushaai Dy

Shehr e Sukhan Se Rooh Ko Woh Aashnaai Dy

Aankhen Bhi Band Rakhon Tou Rasta Sujhaai Dy

Parveen Shakir



Ek raat hue barsaat boht main roya sare raat boht Har gham thaa zamane ka lekin main tanha thaa Us raat boht

 



 Ek raat hue barsaat boht main roya sare raat boht
Har gham thaa zamane ka lekin main tanha thaa Us raat boht
Phir  aankh se ek  sawan  barsa  jab  siher hue to Khayal aaya
Wo Badal kitna tanha thaa jo barsa sare raat boht


 

Dil ne jab bhii fareb khaaya hai Tera andaaz yaad aaya hai Yeh bhii khuch manzilon se kam to nahin



 Dil ne jab bhii fareb khaaya hai
Tera andaaz yaad aaya hai
Yeh bhii khuch manzilon se kam to nahin
Raaston mein jo khoya paaya hai
Tum numaaish liye ho daagon kii
Hamne zakhmon ko bhii chuppaayaa hai
Koii marta nahin kisi ke liye
Ham ne duniya ko aazmaaya hai

Firdaus e Jannat mein Hooron ka laakh tasawur sahi Main us ke ishq se niklon to wahan ka sochon



Firdaus e Jannat mein Hooron ka laakh tasawur sahi
Main us ke ishq se niklon to wahan ka sochon

Dil Na-umeed to Nahi ,Na-kam hi to hai Lambi hai Gham ki Shaam Magar Shaam hi to hai



 Dil Na-umeed to Nahi ,Na-kam hi to hai
Lambi hai Gham ki Shaam Magar Shaam hi to hai

Info about Ahmad Faraz



احمد فراز کو رخصت ہوئے بارہ برس بیت گئے
احمد فراز 12 جنوری 1931 کو کوہاٹ میں پیدا ہوئے ۔ ان کے والد سید محمد شاہ برق کوہاٹی فارسی کے ممتاز شاعر تھے۔ فراز نے اردو اور فارسی میں ایم اے کیا ( بعد میں کراچی یونیورسٹی نے انہیں پی ایچ ڈی کی اعزازی ڈگری بھی دی)
احمد فراز نےایڈورڈ کالج ( پشاور ) میں تعلیم کے دوران ریڈیو پاکستان کے لیے فیچر لکھنے شروع کیے ۔ جب ان کا پہلا شعری مجموعہ " تنہا تنہا " شائع ہوا تو وہ بی اے میں تھے ۔ تعلیم کی تکمیل کے بعد ریڈیو چھوڑ کر لیکچر شپ اختیار کرلی ۔ اسی ملازمت کے دوران ان کا دوسرا مجموعہ " درد آشوب "چھپا جس کو پاکستان رائٹرزگلڈ کی جانب سے " آدم جی ادبی ایوارڈ " عطا کیا گیا ۔ اس کے بعد وہ پاکستان نیشنل سینٹر (پشاور) کے ڈائریکٹر مقرر ہوۓ ۔ انہیں 1976 ء میں اکادمی ادبیات پاکستان کا سربراہ بنایا گیا ۔ بعد ازاں جنرل ضیاء کے دور میں انہیں مجبوراً جلا وطنی اختیار کرنی پڑی ۔1989 سے 1990 چیرمین اکادمی پاکستان،1991 سے 1993 تک لوک ورثہ اور 1993 سے 2006ء تک " نیشنل بک فاؤنڈیشن " کے سربراہ رہے ۔ ایک ٹی وی انٹرویو کی پاداش میں انہیں " نیشنل بک فاؤنڈیشن " کی ملازمت سے فارغ کر دیا گیا ۔ احمد فراز نے 1966 ء میں" آدم جی ادبی ایوارڈ " اور 1990ء میں" اباسین ایوارڈ " حاصل کیا ۔ 1988 ء میں انہیں بھارت میں " فراق گورکھ پوری ایوارڈ " سے نوازا گیا ۔ اکیڈمی آف اردو لٹریچر ( کینیڈا ) نے بھی انہیں 1991ء میں ایوارڈ دیا ، جب کہ بھارت میں انہیں 1992 ء میں "ٹاٹا ایوارڈ " ملا۔
ان کا کلام علی گڑھ یونیورسٹی اور پشاور یونیورسٹی کے نصاب میں شامل ہے ۔ جامعہ ملیہ (بھارت ) میں ان پر پی ایچ ڈی کا مقالہ لکھا گیا جس کا موضوع " احمد فراز کی غزل " ہے ۔ بہاولپور میں بھی " احمد فراز ۔فن اور شخصیت " کے عنوان سے پی ایچ ڈی کا مقالہ تحریر کیا گیا ۔ دنیا بھر میں اردو مشاعرون میں مدعو کیا گیا۔ ان کی شاعری کے انگریزی ،فرانسیسی ،ہندی،یوگوسلاوی،روسی،جرمن اور پنجابی میں تراجم ہو چکے ہیں ۔
ضیأالحق کے مارشل لا کے خلاف نظمیں لکھیں جنہیں بہت شہرت ملی۔ ملٹری حکومت نے حراست میں لیا جس کے بعد احمد فراز کو جلاوطنی اختیار کرنی پڑی۔
2004 میں پرویز مشرف کے دور میں انہیں ہلالِ امتیاز سے نوازا گیا لیکن دو برس بعد انھوں نے یہ تمغا سرکاری پالیسیوں پر احتجاج کرتے ہوئے واپس کر دیا اور وکلأ کی تحریک میں شامل ہوگئے۔
احمد فراز نے25 اگست 2008 کو وفات پائی۔
احمد فراز کےمجموعہ ہائے کلام
تنہا تنہا
دردِ آشوب
شب خون
نایافت
میرے خواب ریزہ ریزہ
بے آواز گلی کوچوں میں
نابینا شہر میں آئینہ
پسِ اندازِ موسم
سب آوازیں میری ہیں
خوابِ گُل پریشاں ہے
غزل بہانہ کروں
جاناں جاناں
اے عشق جنوں پیشہ
احمد فراز کے کچھ اشعار
تم تکلف کو بھی اخلاص سمجھتے ہو فراز
دوست ہوتا نہیں ہر ہاتھہ ملانے والا
شکوہَ ظلمت شب سے کہیں بہتر تھا
اپنے حصے کی کوئی شمع جلاتے جاتے
آنکھہ سے دور نہ ہو دل سے اتر جائے گا
وقت کا کیا ہے گزرتا ہے گزر جائے گا
اب اور کیا کسی سے مراسم بڑھائیں ہم
یہ بھی بہت ہے تجھہ کو اگر بھول جائیں ہم
اب دل کی تمنا ہے تو اے کاش یہی ہو
آنسو کی جگہ آنکھہ سے حسرت نکل آئے
اب کے ہم بچھڑے تو شاید کبھی خوابوں میں ملیں
جس طرح سوکھے ہوئے پھول کتابوں میں ملیں
اگر تمہاری انا ہی کا ہے سوال تو پھر
چلو میں ہاتھہ بڑھاتا ہوں دوستی کے لیے
اور فرازؔ چاہئیں کتنی محبتیں تجھے
ماؤں نے تیرے نام پر بچوں کا نام رکھہ دیا
بندگی ہم نے چھوڑ دی ہے فرازؔ
کیا کریں لوگ جب خدا ہو جائیں
دل بھی پاگل ہے کہ اس شخص سے وابستہ ہے
جو کسی اور کا ہونے دے نہ اپنا رکھے
دل کو تری چاہت پہ بھروسہ بھی بہت ہے
اور تجھہ سے بچھڑ جانے کا ڈر بھی نہیں جاتا
غم دنیا بھی غم یار میں شامل کر لو
نشہ بڑھتا ہے شرابیں جو شرابوں میں ملیں
ہم کو اچھا نہیں لگتا کوئی ہم نام ترا
کوئی تجھہ سا ہو تو پھر نام بھی تجھہ سا رکھے
ہوا ہے تجھہ سے بچھڑنے کے بعد یہ معلوم
کہ تو نہیں تھا ترے ساتھہ ایک دنیا تھی
اس قدر مسلسل تھیں شدتیں جدائی کی
آج پہلی بار اس سے میں نے بے وفائی کی
اس سے پہلے کہ بے وفا ہو جائیں
کیوں نہ اے دوست ہم جدا ہو جائیں
کس کس کو بتائیں گے جدائی کا سبب ہم
تو مجھہ سے خفا ہے تو زمانے کے لیے آ
رنجش ہی سہی دل ہی دکھانے کے لیے آ
آ پھر سے مجھے چھوڑ کے جانے کے لیے آ
میں کیا کروں مرے قاتل نہ چاہنے پر بھی
ترے لیے مرے دل سے دعا نکلتی ہے
کتنا آساں تھا ترے ہجر میں مرنا جاناں
پھر بھی اک عمر لگی جان سے جاتے جاتے

Woh Guzarta Hai Tou Khultay Hein Dareechay Ghar Ke Ik Chamak See Dar o Deewaar Mein Aa Jati Hai



 وہ گزرتا ہےتو کھلتے ہیں دریچے گھر کے
اک چمک سی در و دیوار میں آ جاتی ہے
جب بھی آتا ہے مرا نام ترے ہونٹوں پر
خوشبوئے گل مرے اشعار میں آ جاتی ہے

वो गुज़रता है तो खुलते हैं दरीचे घर के
इक चमक सी दर-ओ-दीवार में आ जाती है

जब भी आता है मेरा नाम तेरे होंटों पर
ख़ुश्बू-ए-गुल मेरे अशआ'र में आ जाती है


Woh Guzarta Hai Tou Khultay Hein Dareechay Ghar Ke
Ik Chamak See Dar o Deewaar Mein Aa Jati Hai
Jab Bhi Aata Hai Mera Naam Tere Honton Par
Khushbo e Gul Mere Asha'ar Mein Aa Jati Hai


Woh jo ajate thay ankhon minn sitaray lekar Jane kis des gaye khuwab hmare lekar




 وہ جوآ جاتے تھے آنکھوں میں ستارے لے کر
جانے کس دیس گئے خواب ہمارے لے کر
چھاؤں میں بیٹھنے والے ہی تو سب سے پہلے
پیڑ گرتا ہے تو آ جاتے ہیں آرے لے کر
وہ جو آسودہ ساحل ہیں انہیں کیا معلوم
اب کے موج آئی تو پلٹے گی کنارے لے کر
شہر والوں کو کہاں یاد ہے وہ خواب فروش
پھرتا رہتا تھا جو گلیوں میں غبارے لے کر
ایسا لگتا ہے کہ ہر موسم ہجراں میں بہار
ہونٹ رکھ دیتی ہے شاخوں پہ تمہارے لے کر
نقد جاں صرف ہوا قلفت ہستی میں فراز
اب جو زندہ ہیں تو کچھ سانس دھارے لے کر
احمد فراز


Woh jo ajate thay ankhon minn sitaray lekar
Jane kis des gaye khuwab hmare lekar
Chaon mein bethne walay hi tou sab se pehlay
Perr girta hai tou ajatay hein aray lekar
Wo jo asoda sahil hein unhen kia maloom
Ab k mauj aee tou paltay gi kinaray lekar
Shehr walon ko kahan yaad hai wo khuwab farosh
Phirta rehta tha jo galion mein ghubaray lekar
Aisa lagta hai keh har mausam e hijran mein bahar
Hont rakh deti hai shakhon pe tumharay lekar
Naqad jan sarf hua qalfatay hasti mein Faraz
Ab jo zinda hein tou kuch sans udharay lekar
Ahmad Faraz

 

Na mere zakhm khile hain na tera rang-e-hina Mausam aaye hi nahiin ab ke gulaabon waale


 

Na mere zakhm khile hain na tera rang-e-hina

Mausam aaye hi nahiin ab ke gulaabon waale 

Faraz

Tere Mathey Ki Shikan Pehle Bhi Dekhi Thi Magar Ye Girah Ab Ke Mere Dil Mein Padi Ho Jaise

 

 
تیرے ماتھے کی شکن
پہلے بھی دیکھی تھی مگر
 یہ گرہ اب کے مرے دل میں
پڑی ہو جیسے

 

तेरे माथे की शिकन
पहले भी देखी थी मगर

ये गिरह अब के मेरे दिल में
पड़ी हो जैसे

 

Tere Mathey Ki Shikan

Pehle Bhi Dekhi Thi Magar

Ye Girah Ab Ke Mere Dil Mein

 Padi Ho Jaise

 

The break of your forehead
I had seen it before but
The wrinkle of your forehead
I had seen it before but
This knot is in my heart now
It seems like you are lying
This knot in my heart now
Lying like





 

Kaante bhi to mere naseeb mein thy Phool jo gulaab ka chuna tha maine

 


 Kaante bhi to mere naseeb mein thy
Phool jo gulaab ka chuna tha maine


Thorns were also in my fate
The flower that I chose from rose


Na Hum bolain na woh bolain faqt aik baat aaisy hai Main jab dekhon woh tab bolain tabiyat aaj kaisy hai

 


 Na Hum bolain na woh  bolain faqt aik baat aaisy hai
Main jab dekhon woh tab bolain tabiyat aaj kaisy hai


 

Suna hai yaad karte ho Keh jb bhi sham dhalti hai

 



 Suna hai yaad karte ho
Keh jb bhi sham dhalti hai
Hejr mein jan jalti hai
Tum apni raat ka aksr
Sukon barbad karte ho
Suna hai yaad karte ho

 

Tanha samajh rahey hain mere dil ko charagar Duniya basi hai ismein kisi ke khayal ki

 


 Tanha samajh rahey hain mere dil ko charagar
Duniya basi hai ismein kisi ke khayal ki

Ret par dhundhle dhundhle naksh e qadam Jaaney kis shakhs ki thakaan ke hain

 


 रेत पर धुंधले-धुंधले नक़्श-ए-क़दम
जाने किस शख़्स की थकान के हैं
राजेश रेड्डी
Ret par dhundhle dhundhle naksh e qadam
Jaaney kis shakhs ki thakaan ke hain

Rajesh Reddy

 

Main Ussay dekh kar dekhti reh gaii Haaye main bhool gaii sar pe dupatta laina

 



 Main Ussay dekh kar dekhti reh gaii
Haaye main bhool gaii sar pe dupatta laina

Main Bhi Tha Markaz e Nigaah O Rahate Jaan Kabhi Go Keh Sookh Gaya Hoon Magar Gulab To Hoon

 


 

 میں بھی تھا مرکزِ نِگاہ و راحتِ جاں کبھی
گو کہ  سُوکھ  گیا  ہُوں مگر  گُلاب  تو ہُوں
 

Main Bhi Tha Markaz e Nigaah O Rahate Jaan Kabhi
Go Keh Sookh Gaya Hoon Magar  Gulab To Hoon


 

Ranjish hi sahi dil hi dukhane k liye aa Aa phir se mujhe chor jaane k liye aa



Tribute to one of the greatest shaayar of Century

 रंजिश ही सही दिल ही दुखाने के लिये आ
आ फिर से मुझे छोड़ के जाने के लिये आ


Ranjish hi sahi dil hi dukhane k liye aa
Aa phir se mujhe chor jaane k liye aa



 

Uljhta hai wo har ek baat par ab be sabab mujh se Kabhi jo mere kehne par subh ko shaam likhta thaa



الجھتا ہے وہ ہر اک بات پر اب بے سبب مجھ سے
کبھی جو میرے کہنے پر صبح کو شام لکھتا تھا

Uljhta hai wo har ek baat par ab be sabab mujh se
Kabhi jo mere kehne par subh ko shaam likhta thaa



Is Se Badh Kar Koi INAAM E HUNAR Kya Hai FARAZ Apne Hi Ahd Mein Ik Shakhs Fasana Ban Jaye

 

  DeathAnniversary
Ahmed Faraz ne jab shayari shuro ki thi toh unka naam 'Ahmed Shah Kohati' hota tha jo baad mein Faiz Ahmed Faiz ke mashware se Ahmed Faraz ho gaya! Faraz apne ahd ke sache fankaar the, haq-go aur bebaak! Bar-e-sagheer mein jin shayaron ko sabse zyada pazeeraai aur mohabbaten haasil huin unme Faraz ka naam sar-e-fehrist hai! Roomaani ehsaasaat ko alfaaz ke paikar mein dhaalne ka kaam ho ya awaam ki aawaaz ban kar ehtijaaj ka naara buland karna ho, Faraz ne dono kaarnamey bakhoobi anjaam diye

 

 

Sab kay waste laye hein kaprye sale se Laye hein mere liye qaidi ka kambal jail se

 

 

 Ahmed Faraz ka sabse pehla She’r
Sab kay waste laye hein kaprye sale se
Laye hein mere liye qaidi ka kambal jail se

Ahmad Fraz
Faraz was born in Kohat, Pakistan to Syed Muhammad Shah Barq. His brother is Syed Masood Kausar. In an interview with Rediff he recalls how his father, once bought clothes for him on Eid. He didn't like the clothes meant for him, but preferred the ones meant for his elder brother. This lead him to write his first couplet

Silsile tod gaya wo sabhi jaate jaate warna itne to marasim thy keh aate jaate

 

 

Remembering Ahmed Faraz on his death anniversary

 
Silsile tod gaya wo sabhi jaate jaate
warna itne to marasim thy keh aate jaate
Kitna asaan tere hijar mein marna jaana
Phir bhi ik umar lagi jaan se jaate jaate
Us ki woh jaane usey paasey wafa tha keh na tha
Tum Faraz apni taraf se to nibhate jaate

Ahmed Faraz

 
सिलसिले तोड़ गया वो सभी जाते जाते
वर्ना इतने तो मरासिम थे कि आते जाते
कितना आसां था तेरे हिज्र में मरना जाना
फिर भी इक उम्र लगी जान से जाते जाते
उस की वो जाने उसे पासे वफ़ा था कि न था
तुम फ़राज़ अपनी तरफ़ से तो निभाते जाते ।

अहमद फ़राज़


MAIN USAY DHOONDNAY,YAADON KI KHULI SARKON PAR KHUSHK PATON KI TARAH,ROZ BIKHAR JAATI HOON

 

 

 میں اسے ڈھونڈنے یادوں کی کھلی سڑکوں پر
خشک پتوں کی طرح روز بکهر جاتی ہوں
 

MAIN USAY DHOONDNAY,YAADON KI KHULI SARKON PAR
KHUSHK PATON KI TARAH,ROZ BIKHAR JAATI HOON


 

TUM NUMAAISH LIYAE HO DAAGON KI HUM NE ZAKHMON KO BHI,CHUPAYA HAI

 

 

 TUM NUMAAISH LIYAE HO DAAGON KI
HUM NE ZAKHMON KO BHI,CHUPAYA HAI

 

maana keh teray dill mein koi aur makee'n hai tu bhi tau meri jaan hai aur mera yaqee'n hai

 

 

 maana keh teray dill mein koi aur makee'n hai
tu bhi tau meri jaan hai aur mera yaqee'n hai
main jabar kay sajdo'n mein giroo'n toot na jaa'uun
patthar kay Khuda'o.. meri sheeshay ki jabee'n hai
aainay tujhay teri khabar day na saken gay
aa dekh meri aankh mein tu kitna hasee'n hai
deewaar mein chunwa kay mujhay jurm e wafa par
ay meray shehnshah tu paresha'n to nahee'n hai
palko'n say tha tarasha, jisey ham nay wo heera
matt puchh keh wo kis ki angoothi ka nagee'n hai

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo