Phir Se Aaya Chunav Hai Abrak Chalo Phir Vote Aazmata Hon (Itbap Abrak)


No automatic alt text available.

جو نہ ہوتا ہے وہ دکھاتا ہوں
اپنے کرتوت سب چھپاتا ہوں
دل ہی دل خوب مسکراتا ہوں
خود کو خادم میں جب بتاتا ہوں
سیہ لگنے لگے سفید مرا
بات اس طور سے گھماتا ہوں
روپ لیڈر کا پر لٹیرا ہوں
بس نقابوں میں سج کے آتا ہوں
لوٹتا ہوں میں اس صفائی سے
چور کا شور خود مچاتا ہوں
جب بھی آئیں چناو کی گھڑیاں
شعبدہ بازیاں دکھاتا ہوں
جینا مشکل ہے اقتدار بنا
سو میں ہر داو آزماتا ہوں
عزتیں ووٹ کو یوں دیتا ہوں
ووٹ کی قیمتیں لگاتا ہوں
زور سے، مال سے، خرید کے سب
پھر کئی سال میں کماتا ہوں
ہے یہ جمہور کھیل میرے لئے
ہر اناڑی سے جیت جاتا ہو ں
میرا ہتھیار ہے سیاست یہ
بھائی بھائی سے میں لڑاتا ہوں
گویا نعرے سبھی پرانے ہیں
نئے سُر تال بس لگاتا ہوں
صرف بھاشن ہیں میرے سب وعدے
جیت کر سب میں بھول جاتا ہوں
پُر یقیں ہے نظام بوسیدہ
جیتے کوئی بھی میں ہی آتا ہوں
یہاں جمہور ہو یا آمر ہو
میں ہی سب ڈوریاں ہلاتا ہوں
پھر سے آیا چناو ہے ابرک
چلو پھر ووٹ آزماتا ہوں
اتباف ابرک

Fikr e sood o ziyan na kar saii Ye muhabbat hai karobar nahi


Image may contain: one or more people

فکرِ سود و زیاں نہ کر سائیں
یہ محبت ہے کاروبار نہیں

Fikr e sood o ziyan na kar saii
Ye muhabbat hai karobar nahi

Maza Barsat Ka Dekho To In Aankho Me Aa Baitho Safedi Hai, Siyahi Hai, Shafaq Hai, Abr-e-Baran Hai


Image may contain: 1 person, smiling, closeup

Maza Barsat Ka Dekho To In Aankho Me Aa Baitho
Safedi Hai, Siyahi Hai, Shafaq Hai, Abr-e-Baran Hai

Na Jane Kaun Si Sazishon Ka Hum Shikaar Ho Gaye Ke Jitne Saaf Dil Thy, Itne Daaghdaar Ho Gaye



‏ناجانـــے کون سی سازشــــــــوں کا ہـــــــم شــکارہــوگئـے
کــــــــے جتنـــے صـــافــ دل تھـــــے اتنــــے داغ دار
ہــوگئـے

Na Jane Kaun Si Sazishon Ka Hum Shikaar Ho Gaye
Ke Jitne Saaf Dil Thy, Itne Daaghdaar Ho Gaye......!!

Angoor Sy Pohncha Tha Na Injeer Sy Pohncha Ras Rooh Talak Bosey Ki Taaseer Sy Pohncha



انگور سے پہنچا تھا نہ انجیر سے پہنچا
رس رُوح تلک بوسے کی تاثیر سے پہنچا
پھر مُند گئیں دروازے کو تکتی ھُوئی آنکھیں
پیغام رساں تھوڑی سی تاخیر سے پہنچا
عُجلت میں پڑے لڑکو ! سُنو میری کہانی
مَیں عشق تلک صبر کی تدبیر سے پہنچا
قیدی کے خطوں پر بڑے پہرے تھے، لہٰذا
پیغام مٹائی ھُوئی تحریر سے پہنچا
قبل اس کے کہ جن قتل ھی کردیتا پری کو
شہزادہ کوئی مُلکِ اساطیر سے پہنچا
پھر پنجتَنِ پاک کی تقدیس بتانے
پیغامِ خُدا آیۂ تطہیر سے پہنچا
وہ گھاؤ ھے گہرا کہ جو پہنچا ھے زباں سے
اُس زخم کی نسبت کہ جو شمشیر سے پہنچا
آنکھوں سے تو ٹپکے گا جو دُکھ اندھے گدا کو
اک گالیاں دیتے ھُوئے رھگیر سے پہنچا !
ورنہ تو میرے پاس عمَل تھے نہ عَلَم تھا
مَیں مولا تلک نوحۂ دلگیر سے پہنچا !
پہنچی مرے دل تک تری آواز کی تاثیر
پھر مَیں ترے در تک اُسی تاثیر سے پہنچا
درکار تھا کُچھ رنگ حُریّت کے عَلَم کو
پھر تازہ لہُو وادئ کشمیر سے پہنچا
ثروت ھو کہ اظہار ھو، تابش ھو کہ جاذب
فارس ! ھمیں سب فیضِ سُخن میر سے پہنچا
رحمان فارس
Angoor Sy Pohncha Tha Na Injeer Sy Pohncha
Ras Rooh Talak Bosey Ki Taaseer Sy Pohncha
Phir Mund Gai’n Darwaazey Ko Takti Hui Aankhein
Peghaam-Rsaa’n Thori Si Taakheer Sy Pohncha
Ujlat Mein Prey Larko ! Suno Meri Kahaani
Main Ishq Talak Sabr Ki Tadbeer Sy Pohncha
Qedi Ky Khton Per Barey Pehrey They, Lehaazaa
Peghaam Mitaai Hui Tehreer Sy Pohncha
Qabl Is Ky K Jin Qatl Hi Kr Deta Pree Ko
Shehzaada Koi Mulk-e-Asaateer Sy Pohncha
Phir Panj’tan-e-Paak Ki Taqdees Btaaney
Peghaam-e-Khuda Aaya-e-Tatheer Sy Pohncha
Wo Ghaao Hy Gehra K Jo Pohncha Hy Zubaa’n Sy
Us Zakhm Ki Nisbat K Jo Shamsheer Sy Pohncha
Aankho’n Sy To Tapkey Ga Jo Dukh Andhey Gdaa Ko
Ik Gaaliyaa’n Detey Huey Rehgeer Sy Pohncha
Warna To Mrey Paas Amal They Na Alam Tha
Main Mola Talak Noha-e-Dilgeer Sy Pohncha
Pohnchi Mrey Dil Tak Tri Aawaaz Ki Taaseer
Phir Main Trey Dar Tak Usi Taaseer Sy Pohncha
Darkaar Tha Kuch Rang Huriyyat Ky Alam Ko
Phir Taaza Lahoo Waadi-e-Kashmeer Sy Pohncha
Sarwat Ho K Izhaar Ho, Tabish Ho K Jaazib
Faris ! Hamein Sab Faiz-e-Sukhan Meer Sy Pohncha
Rehman Faris

Dil Mein Ik Jaan e Tamanna Ne Jagah Paai Hai Aaj Gulshan Mein Nahi Ghar Mein Bahaar Aai Hai


Image may contain: 1 person, smiling, close-up


دل میں اک جان_تمنا نے جگہ پائی ہے
آج گلشن میں نہیں گھر میں بہار آئی ہے
آ گیا میرے تصور میں کوئی پردہ نشیں
آج ہر چیز نظر آنے لگی مجھ کو حسیں
کیا کہوں میں بڑی دلکش میری تنہائی ہے ...
بہکی بہکی نشہء حسن میں کھوئی کھوئی
جیسے خیام کی رنگین رباعی کوئی
دل کے شیشے میں پری بن کے اتر آئی ہے ...
حسن کے سامنے اظہار_وفا ہے مشکل
کاش چھپ کر ہی وہ سن لیں میرا افسانہء دل
جس نے یہ پیار کی منزل مجھے دکھلائی ہے
آج گلشن میں نہیں گھر میں بہار آئی ہے ...
شکیل بدایونی

Dil Mein Ik Jaan e Tamanna Ne Jagah Paai Hai
Aaj Gulshan Mein Nahi Ghar Mein Bahaar Aai Hai
Aa Gaya Mere Tasawwer Mein Koi Parda-Nasheen
Aaj Har Cheez Nazar Aanay Lagi Mujhko Haseen
Kia Kahon Main Badi Dil-Kash Meri Tanhaai Hai
Behki Behki Nasha e Husn Mein Khoi Khoi
Jaise Khayam Ki Rangeen Rubai Koi
Dil K Sheeshay Mein Pari Ban K Utar Aai Hai
Husn K Saamnay Izhaar e Wafa Hai Mushkil
Kaash Chup Kar Hi Woh Sun Len Mera Afsana e Dil
Jis Ne Ye Piyar Ki Manzil Mujhe Dekhlai Hai
Aaj Gulshan Mein Nahi Ghar Mein Bahaar Aai Hai
Shakeel Badayuni

Ummar bhar Rehay, Teri Justujo main Hum Tu Na milla kissi kafir ko, jannat ki tarah


Image may contain: one or more people and closeup

عمر بھر رھے تیری جستجو میں ھم
تُو نہ ملا کسی کافر کو جنت کی طرح

Ummar bhar Rehay, Teri Justujo main Hum
Tu Na milla kissi kafir ko, jannat ki tarah

Jugnoo se bhala kya teergi door hongi raah ki Wo charag koi charag hai? na jala hua na bujha hua


No automatic alt text available.

Jugnoo se bhala kya teergi door hongi raah ki
Wo charag koi charag hai? na jala hua na bujha hua

Banda parwar koi khairaat nahi Hum Wafaon Ka Sila Mangtay Hain


Image may contain: 1 person, smiling

بندہ پرور کوئی خیرات نہیں
ہم وفاؤں کا صلہ مانگتے ہیں

Banda parwar koi khairaat nahi
Hum Wafaon Ka Sila Mangtay Hain

Na Khuda parast mile , Na Butt parast mile Faqeer jahaan bhi mile , Ishq mein mast mile


No automatic alt text available.

Na Khuda parast mile , Na Butt parast mile
Faqeer jahaan bhi mile , Ishq mein mast mile

Jin Waadiyon Ke Log Luttey , Ghar Ujarh Gayey Unn Waadiyon , Mein Kiya Hai Tera Kaam ! Chandni


Image may contain: 1 person, standing and outdoor

جِن وادیوں۔ کے لوگ لُٹے ، گھَر اُجڑ چُکے
اُن۔ وادیوں میں۔ کیا ہے تیرا کام چاندنی

Jin Waadiyon Ke Log  Luttey , Ghar Ujarh Gayey
Unn Waadiyon , Mein Kiya Hai Tera Kaam ! Chandni

Buhat koshish main karta hon Andhe’re khatm hon lekin ! Kahin jugno nahin milta Kahin par chand aadha hai


Image may contain: text


Suno !
Buhat koshish main karta hon
Andhe’re khatm hon lekin !
Kahin jugno nahin milta
Kahin par chand aadha hai

Muhab'bat seekh lo hum sy Kahien karni na parr jaaye



محبت سیکھ لو ہم سے
کہیں کرنی نہ پڑ جائے

Muhab'bat seekh lo hum sy
Kahien karni na parr jaaye

Go Ahead: Ask Me ...
Ask Me About Love,
And I Will Tel You The Essence of Madness!
Rumi

Main wo sahra jise paani ki hawas le Doobi tuu wo badal jo kabhi toot ke barsa hi nahin


Image may contain: plant, flower, tree, outdoor and nature

Main wo sahra jise paani ki hawas le Doobi
tuu wo badal jo kabhi toot ke barsa hi nahin

Tamashe yahaan sab ishq hi nahi karta Is pet ne bhi di hain ruswaiyan buhat


Image may contain: one or more people

Tamashe yahaan sab ishq hi nahi karta
Is pet ne bhi di hain ruswaiyan buhat

Dekho meri nigaah se aaghaz e fasl e gul Patthar bhi sabza posh huye hain bahaar mein


Image may contain: plant and food

Dekho meri nigaah se aaghaz e fasl e gul
Patthar bhi sabza posh huye hain bahaar mein

Tera Husn Ho Mera Ishq Ho Tera Husn Ho Mera Ishq Ho To Phir Husn-o-Ishq Ki Baat Ho



Tera Husn Ho Mera Ishq Ho
Tera Husn Ho
Mera Ishq Ho
To Phir Husn-o-Ishq Ki Baat Ho
Kabhi Main Milon, Kabhi Tu Milay
Kabhi Hum Milain, Mulaqaat Ho
Kabhi Tu Ho Chup, Kabhi Main Hoon Chup
Kabhi Dono Hum Chup Chaap Hoon
Kabhi Guftagu
Kabhi Tazkiray
Kabhi Zikar Ho
Ko'i Baat Ho
Kabhi Visaal Ho To Din Ko Ho
Kabhi Hijar Ho To Voh Raat Ho
Kabhi Main Tera
Kabhi Tu Meri
Kabhi Sath Main
Kabhi Sath Tu
Kabhi Ek Doojay Ka Sath Ho
Kabhi Sohbatain, Kabhi Ranjishain
Kabhi Dooriyan, Kabhi Qurbatain
Kabhi Ulfatain, Kabhi Nafratain
Kabhi Jeet Ho, Kabhi Maat Ho
Kabhi PhooL Ho Kabhi Dhool Ho
Kabhi Yaad Ho, Kabhi BhooL Ho
Rahain Muskuratay Pyaar Main
Khilain Phool Ban K Bahaar Main
Na Nashaib Ho
Na Faraaz Ho
Na Nasab Ho
Na He Zaat Ho
Rahain Muskuratay Pyaar Main
Khilain Phool Ban K Bahaar Main
Na Zameen Ko'i
Na Falak Ko'i
Na Vajood Ho
Na He Zaat Ho
Tera Husn Ho
Mera Ishq Ho
To Phir Husn-o-Ishq Ki Baat Ho..!!

Jis Ki Aawaaz Mein Salwat Ho Nigahoon Mein Shikan Aisi Tasweer Ke Tukday Nahi Joday Jate


Image may contain: 1 person, smiling

جس کی آواز میں سلوٹ ہو نگاہوں میں شکن
ایسی تصویر کے ٹکڑے نہیں جوڑا کرتے

Jis Ki Aawaaz Mein Salwat Ho Nigahoon Mein Shikan
Aisi Tasweer Ke Tukday Nahi Joday Jate

Wo chale tou nahi hain mere saath saath kabhi Baarish k mousam main Phir bhi ye barsaat jab bhi aati hai unki yaad bahoot sataati hai




Wo chale tou nahi hain mere saath saath kabhi Baarish k mousam main

Phir bhi ye barsaat jab bhi aati hai unki yaad bahoot sataati hai

Ban k baadal meri aanken bhi baras jaati hain jaise ban k boondain bhigo deta hai Aasman zamin ko

Jab jab Aasman Ko Zameen se milne ki tarap sataati hai bas kuch aisi hi haalat mere iss dil ki bhi ho jaati hai

Ishq Ko Jism Ki Hajat To Nahi Ishq, Ay Dost Tijarat To Nahi



Ishq Ko Jism Ki Hajat To Nahi
Ishq, Ay Dost Tijarat To Nahi
Lafz, Tasveer Teri Bante Gaye
Ye Mohabbat Ki karamat To Nahi
Kuch To Rone Ka Sabab Hai Warna
Chashm-e-Hairan Ki Ye Aadat To Nahi
Bas Nibhate Hain Yunhi Tujhse Hum
Zindagi Teri Zarurat To Nahi
Puchta Hai Ye Maseeha Mujhse
Saans Lene Me Sahulat To Nahi
Main Jo Tabe Nahi Hun Khud Apne
Mujhpe Ab Teri Hukumat To Nahi
Main Bhi Dil Me Hun Tere Duniya Bhi
Ye Mohabbat Me Dayanat To Nahi
Aaj Lab Par Nahi Jo Naam Tera
Waqt-e- Aakhir Ki Alamat To Nahi....!!

عشق کو جسم کی حاجت تو نہیں
عشق اے دوست تجارت تو نہیں
لفظ تصویر تری بنتے گئــے
یہ محبت کی کرامت تو نہیں...؟
کچھ تو رونے کا سبب ہے ورنہ
چشمِ حیراں کی یہ عادت تو نہیں
بس نبھاتے ہیں یونہی تجھ سے ہم
زندگی تیری ضرورت تو نہیں
پوچھتا ہے یہ مسیــحا مجھ سے
سانس لینے میں سہولت تو نہیں....؟
میں جو تابع نہیں ہوں خود اپنے
مجھ پہ اب تیری حکومت تو نہیں....-؟
میں بھی دل میں ہوں ترے دنیا بھی
یہ محبت میں دیانت تو نہیں
آج لب پـر نہیں جــو نام تــرا
وقتِ آخـر کی علامت تو نہیں

hum bnaayenge yahaan 'saghar' nayi tsveer e shauq hum takhyyul k mujaddid hum tasawwor k imaam



Today 44th Death Anniversary
Most famous urdu poet who live his tragedy life and died on a street corner of Lahore
"Saghar Siddiqui"
(Muhammad Akhtar)
1928 Ambala, India -19 July 1974 Lahore, Pakistan
Pen name- Saghar
Saghar Siddiqui was born in 1928 in Ambala (in united Punjab under British India). Siddiqui started writing poetry as a child. He moved to Amritsar(Punjab), in search of work and used to make wooden combs while writing Urdu poetry. For some time he used Nasir Hijazi as his pen name, but later he switched to Saghar Siddiqui.When 16 years old, he regularly started attending mushairas (poerty recitals) in Jalandhar, Ludhiana and Gurdaspur. In 1947, when he was 19, he migrated to Pakistan during the independence and settled in Lahore. In those days with his slim appearance, wearing pants and boski (yellow silky cloth) shirts, with curly hair, and reciting beautiful ghazals in a melodious voice, he became a huge success. He had some tragic turns in his life.Siddiqui continued to write poetry for the film industry and moved on to publish a literary magazine. The magazine was a critical success but a commercial flop. Disappointed, Saghar shut down the magazine. In his later life, he fell into depression, financially ruined and addicted to drugs.
As friends and strangers continued to exploit him, Siddiqui fell further into despair and was soon turned out of hotels and had to live on the street as a beggar. He was often seen along Circular Road of Lahore, and in Anarkali Bazar, Akhbaar Market, Aibak Road, Shah Alami, and around the Data Darbar area. He would often hold mushairas on the footpaths, in candle light. He continued to write poems, though most of them are lost and unpublished.
In July 1974, Siddiqui was found dead on a street corner of Lahore at age 46.He was buried at the Miani Sahib graveyard. His dog also died a year later, reportedly at the same spot.His mausoleum at Miani Sahib graveyard in Lahore is marked with a commemorative shrine which was built later.

ہم بنائیں گے یہاں ساغر نئی تصویر شوق
ہم تخیل کے مجدد ہم تصور کے امام


hum bnaayenge yahaan 'saghar' nayi tsveer e shauq
hum takhyyul k mujaddid hum tasawwor k imaam
Saghar Siddiqui

Wafaon Se Mukar Jana Humain Aya Nahi Ab Tak Jo Waqif Na Hon Chhahat Se Hum Un Se Zid Nahi Karte


Image may contain: one or more people

Wafaon Se Mukar Jana Humain Aya Nahi Ab Tak
Jo Waqif Na Hon Chhahat Se Hum Un Se Zid Nahi Karte

Phir Na Simtay Gi Muhabbat Jo Bikhar Jay Gi Zindgi Zulf Nahi Phir Sanwar Jay Gi Tham Lo Haath Us Ka Jo Piyar Kary Tum Sy Ye Zindgi Thahre Gi Nahi Jo Guzar Jy Gi


Image may contain: one or more people

Phir Na Simtay Gi Muhabbat Jo Bikhar Jay Gi
Zindgi Zulf Nahi Phir Sanwar Jay Gi
Tham Lo Haath Us Ka Jo Piyar Kary Tum Sy
Ye Zindgi Thahre Gi Nahi Jo Guzar Jy Gi

arzoo teri barkarar rahey dil ka kia hae raha raha na raha




  آرزو تیری برقرار رہے
دل کا کیا ہے رہا رہا نہ رہا

 arzoo teri barkarar rahey
dil ka kia hae raha raha na raha

 'आरज़ू' तेरी बरक़रार रहे
 दिल का क्या है रहा रहा न रहा 

Jo Karte Thay Khul Ke Dushmani , Wo Log Mujhe Raas Thay Ye Zehr Bhari Muskurahatein , Ye Raqabatein Mujhe Dha Gai



جو کرتے تھے کھل کے دشمنی , وہ لوگ مجھے راس تھے
یہ ذہر بھری مسکراہٹیں , یہ رقابتیں مجھے ڈھا گئ
جو رسیاءہیں دہرے معیار کے , جو چھپے ہیں تہرے نقاب میں
ہیں دلوں میں کچھ , زباں پہ کچھ , یہ منافقاتیں مجھے کھاگئ
عروج واسطی

Jo Karte Thay Khul Ke Dushmani , Wo Log Mujhe Raas Thay
Ye Zehr Bhari Muskurahatein , Ye Raqabatein Mujhe Dha Gai

Jo Raseya Hain Duhre Ma'ayar Ke , Jo Chhupay Hain Tehre Naqaab Mein
Hain Dilon Mein Kuch , Zubaan Pe Kuch , Ye Munafaqatein Mujhe Kha Gai

Urooj Wasti
 

Ye muhabbat ka shehr hai janab Yahan savera suraj se nahi kisi ke deedar se hota hai


Image may contain: 1 person, closeup

Ye muhabbat ka shehr hai janab
Yahan savera suraj se nahi kisi ke deedar se hota hai

BE ZUBANI ZUBAN NA HO JAE


Image may contain: 1 person, text

ye khuley khuley se gesoo inhein tu laakh snwaarey mere haath se snwrtey to kuchh aur baat hoti



ye khuley khuley se gesoo
inhein tu laakh snwaarey
mere haath se snwrtey
to kuchh aur baat hoti

Dard Deny Ka Tujhe Bhi Shouq Tha Buhat Aur Phir Dekh Hum Ne Bhi Sehny Ki Inteha Kar Di



Image may contain: one or more people, fruit, food and text

Dard Deny Ka Tujhe Bhi Shouq Tha Buhat
Aur Phir Dekh Hum Ne Bhi Sehny Ki Inteha Kar Di

Hawa Ki Lehron Pe Dolte Kuch Khizan Raseeda Ye Zard Patte Kisi Ki Chahat Me Tera Bhi Gar, Ye Haal Hota Kamaal Hota


Image may contain: outdoor

Hawa Ki Lehron Pe Dolte Kuch Khizan Raseeda Ye Zard Patte
Kisi Ki Chahat Me Tera Bhi Gar, Ye Haal Hota Kamaal Hota..!!

Un aankhon ka aalam, ghulabi ghulabi Mere dil ka aalam, sharabi sharabi



Un aankhon ka aalam, ghulabi ghulabi
Mere dil ka aalam, sharabi sharabi
Nigahon ne dekhi, muhabbat ne maani
Teri bemisali, teri la-jawaabi
Ye duz-deeda nazarein, ye raftaar-e-naazuk
Inheen ke badaulat hui hai kharaabi
Khuda ke liye apni nazron ko roko
Tamanna bani ja rahi hai jawabi
Hai Behzad unki nigah-e-karam par
Meri na-muradi meri kaamayabi
Behzad Lucknavi

Intezaar Zehr Nazarandazi Qehr Ishq Ko Yunhi Qatil Nahi Kehty


Image may contain: text

انتظار زہر
نظر اندازی قہر
عشق کو یوں ہی قاتل نہیں کہتے

Intezaar Zehr
Nazarandazi Qehr
Ishq Ko Yunhi Qatil Nahi Kehty

Wohi tooti hui kashti hai apni Wohi thehra hua darya hamara Kisi janib nahi khulte dareeche Kahin jata nahi rastaa hamara



Wohi tooti hui kashti hai apni
Wohi thehra hua darya hamara
Kisi janib nahi khulte dareeche
Kahin jata nahi rastaa hamara
Ahmad Mushtaq

Mujh se kahta hai koi aap pareshan na hon Meri zulfon ko to aadat hai Pareshani ki


No automatic alt text available.

Mujh se kahta hai koi aap pareshan na hon
Meri zulfon ko to aadat hai Pareshani ki

Sorat Jinki Ujli Ujli Man Tareek Samandar Hon Aise Pyare Yaron Se Mohsin, Sehraon Ke Naag Bhale


No automatic alt text available.

Sorat Jinki Ujli Ujli Man Tareek Samandar Hon
Aise Pyare Yaron Se Mohsin, Sehraon Ke Naag Bhale

Rawa Mi Ghesto Rang Du Soor Gulaab Du Rangeeno Na Khaloona Mi Kr'ral Jor'r Warla Khaista Du Toro Shpo Na



راوه می غَستو رنګ د سور ګلاب د رنګینو نہ
خالونہ می کړل جوړ ورلہ خائستہ د تورو شپو نہ

نازونہ اداګانے می را جمع د نرگس کړی
خکلہ می ورلہ راوړه د سحر د پلوشو نہ

خندا می ورلہ راوړه د ګلونو د خندا نہ
وفا می ورله راوړه د پتنګ او د بورا نہ

نو کاغذ می ورتہ زړه کړو مصور می کړلو زان
دی هر سہ نہ می جوړ کړو لو تصویر د خپل جانان

غنی خان بابا

Rawa Mi Ghesto Rang Du Soor Gulaab Du Rangeeno Na
Khaloona Mi Kr'ral Jor'r Warla Khaista Du Toro Shpo Na

Nazoona Adagany Mi Rajama Du Nargas Kr're
Khukola Mi Warla Raor'ra Du Sahar Du Palwasho Na

Khanda Mi Warla Raor'ra Du Guloono Du Khanda Na
Wafa Mi Warla Raor'ra Du Patang Ao Du Bora Na

Nu Kaghaz Mi Warta Zr'ru Kr'ro Musawwir Mi Kr'ralo Zaan
De Har Sa Na Mi Jor'r Kr'ralo Tasweer Du Khpal Janaan

Ghani Khan Baba

Chalty Chalty Do Neno Ne Taak Ke Aisa Waar Kia Doob Gaien Woh Nabzein Jinko Harkat Me Asani Thi


Image may contain: one or more people

چلتے چلتے دو نینوں نے  تاک کے ایسا وار کیا
ڈوب گئیں وہ نبضیں جن کو حرکت میں آسانی تھی
(رزب تبریز)

Chalty Chalty Do Neno Ne Taak Ke Aisa Waar Kia
Doob Gaien Woh Nabzein Jinko Harkat Me Asani Thi
Razab Tabraiz

Hawa Mein Meri Ana Bhigti Rahi Warna Main Aashyane Mein Barsaat Kaat Sakta Tha



Hawa Mein Meri Ana Bhigti Rahi Warna
Main Aashyane Mein Barsaat Kaat Sakta Tha

Pareshaan hai dill aur zindagi udass bhee Tanha hun main aur sab kuch mere pas bhee Lagta hai main hoon pr main hoon bhee nhi Sab kuch mila mujhe jaise kuch mila hee nhi



Pareshaan hai dill aur zindagi udass bhee
Tanha hun main aur sab kuch mere pas bhee
Lagta hai main hoon pr main hoon bhee nhi
Sab kuch mila mujhe jaise kuch mila hee nhi

Wo Mujhko Chhor Kar Mujh Jaisa Talash Karta Hai Wo Be Wafa Ban Kar Wafa Talash Karta Hai.


Image may contain: 1 person


وہ مجھکو چھوڑ کر مجھ جیسا تلاش کرتا ھے
وہ بیوفا بن کر وفا  تلاش کرتا ھے

Wo Mujhko Chhor Kar Mujh Jaisa Talash Karta Hai
Wo Be Wafa Ban Kar Wafa Talash Karta Hai.....!!

Gorion Ke Jurm Itny Dil-Faraib Ho Gaye Sanvli Ke Haq Me Aaj Aik Bhi Gawaah Nahi


Image may contain: 1 person, smiling, close-up


گوریوں کے جرم اتنے 🖤 دل فریب ہو گئے
سانولی کے حق میں آج ایک بھی گواہ نہیں
(رزب تبریز)

Gorion Ke Jurm Itny Dil-Faraib Ho Gaye
Sanvli Ke Haq Me Aaj Aik Bhi Gawaah Nahi
Razab Tabraiz

Sitamgar! tum se umeed e karam ho gi, jinhen ho gi Humein to dekhna ye hai keh tu zalim kahan tak hai


Image may contain: one or more people

ستمگر! تم سے امید کرم ہو گی، جنہیں ہو گی
ہمیں تو دیکھنا یہ ہے کہ تو ظالم کہاں تک ہے

Sitamgar! tum se umeed e karam ho gi, jinhen ho gi
Humein to dekhna ye hai  keh tu zalim kahan tak hai

Iss Se Pehly Jag Mujhe Fursat Nahi Deta Hijar Ki Taash Khelta Hon Aadhi Shab Ke Baad


No automatic alt text available.

اس سے پہلے جگ مجھے فرصت نہیں دیتا
ہجر کی تاش کھیلتا ہوں آدھی شب کے بعد
(رزب تبریز)

Iss Se Pehly Jag Mujhe Fursat Nahi Deta
Hijar Ki Taash Khelta Hon Aadhi Shab Ke Baad
Razab Tabraiz

hijar ki raat ye har doobtey taarey ne kaha hum na kehtey they na ayengy wo aye to nahi



ہجر کی رات یہ ہر ڈوبتے تارے نے کہا
ہم نہ کہتے تھے نہ آئیں گے وہ آئے تو نہیں

 hijar ki raat ye har doobtey taarey ne kaha
hum na kehtey they na ayengy wo aye to nahi

Maahir Tha Woh Syasat e Hijr o Wisaal Main Us Nay Kabhi Raqeeb Ko Chaha Kabhi Humain


Image may contain: one or more people and people sitting

Maahir Tha Woh Syasat e Hijr o Wisaal Main
Us Nay Kabhi Raqeeb Ko Chaha Kabhi Humain

ماہر تھا وہ سیاست ہجر و وصال میں
اس نے کبھی رقیب کو چاہا کبھی ہمیں

Dar-e-Zindan Pe Dastak Ahista do Meri Jaan Dewaney So Rahey Hain Shab-e-Tanhai Guzar Ke


Image may contain: 1 person, standing

Dar-e-Zindan Pe Dastak Ahista do Meri Jaan
Dewaney So Rahey Hain Shab-e-Tanhai Guzar Ke

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo