Nam Hein Palkein Teri ,Aey Mauj e Hawa Raat Ke Saath Kaya Tujhey Bhi Koi ,Yaad Aata Hai Barsaat Ke Saath




نَم ہیں پلکیں تِری آے موجِ ہَوا ، رات کے ساتھ
کیا تُجھے بھِی کوئی یَاد آتا ہَے بَرسات کے ساتھ۔

Nam Hein Palkein Teri ,Aey Mauj e Hawa Raat Ke Saath
Kaya Tujhey Bhi Koi ,Yaad Aata Hai Barsaat Ke Saath

Usool e Muhabbat Mein Tum Khud Be-Wafa Ho Woh Jo Bichda To Tum Mar Kion Nahi Gaye



Usool e Muhabbat Mein Tum Khud Be-Wafa Ho
Woh Jo Bichda To Tum Mar Kion Nahi Gaye

Aqal Walo K Naseebo Me Kahan Zouq e Junoon Ye Ishq Wale Hain Jo Har Cheez Luta Dete Hain




Apni Rehmat Ke Khazane Se Aata Kar Malik Khuwaab Auqaat Me Reh Kar Nahi Dekhe Jate




Apni Janib Se Dil Ko Saaf Kia Ja Muhabbat Tujhe Mua'af Kia



Apni Janib Se Dil Ko Saaf Kia
Ja Muhabbat Tujhe Mua'af Kia

Ana Kehti Hai Ilteja Kia Karni Woh Muhabbat Hi Kia? Jo Manaton Se Mily




Ana Kehti Hai Ilteja Kia Karni
Woh Muhabbat Hi Kia? Jo Manaton Se Mily

Jis Ko Ab Tak Koi , Unwaan e Wafa Mil Na Saka Woh , KAHANI Bhi Sar e Shaam Suna Lein Khud Ko



جِس کو اب تک کوئی عنوانِ وَفا مِل نہ سَکا
وُہ کَہانِی بھِی سرِ شام ، سُنا لیں خُود کو

Jis Ko Ab Tak Koi , Unwaan e Wafa Mil Na Saka
Woh , KAHANI Bhi Sar e Shaam Suna Lein Khud Ko

Deewana-Pan Be-Rabt Si Baten Shair o Sukhan Bas Yahi Kuch Tou Hota Hai Anjam e Muhabbat



Deewana-Pan Be-Rabt Si Baten Shair o Sukhan
Bas Yahi Kuch Tou Hota Hai Anjam e Muhabbat

Ajeeb Kashmakash Thi Keh Jaan Kis Ko Dein Woh Bhi Aa Baithey Thay Aur Mout Bhi



Ajeeb Kashmakash Thi Keh Jaan Kis Ko Dein
Woh Bhi Aa Baithey Thay Aur Mout Bhi

Ik Teri Barabari K Liye Khud Ko Kitna Gira Chuka Hoon Main



Ik Teri Barabari K Liye
Khud Ko Kitna Gira Chuka Hoon Main
Joun Elia

Aik Se Musafir Aik Sa Muqaddar Hai Main Zameen Par Tanha Aur Woh Aasmano Mein!



Aik Se Musafir Aik Sa Muqaddar Hai
Main Zameen Par Tanha Aur Woh Aasmano Mein!

Agar Dil Har Baithe Ho Mere Humdam Muhabbat Mein Fanah Kaisi? Baqa Kaisi? Saza Kaisi? Jaza Kaisi?



Agar Dil Har Baithe Ho Mere Humdam Muhabbat Mein
Fanah Kaisi? Baqa Kaisi? Saza Kaisi? Jaza Kaisi?

Acha Hoa Gaya Waqt Wapas Nahi Aata Warna Kitney Log Be-Naqaab Hote



Acha Hoa Gaya Waqt Wapas Nahi Aata
Warna Kitney Log Be-Naqaab Hote

Saaqi Mujhe Sharaab Ki Tuhmat Nahi Qubool Mujh Ko Teri Nigaah Ka Ilzaam Chahiye



Saaqi Mujhe Sharaab Ki Tuhmat Nahi Qubool
Mujh Ko Teri Nigaah Ka Ilzaam Chahiye

Abhi Tou Mosam Khushk Buhat Hai Barish Ho Tou Sochengy Hum Ko Apne Armano Ko Kis Matti Mein Bona Hai



Abhi Tou Mosam Khushk Buhat Hai Barish Ho Tou Sochengy
Hum Ko Apne Armano Ko Kis Matti Mein Bona Hai

Abhi Tou Rakh Hoe Hain Tere Faraq Mein Hum Abhi Tou Hamare Bikharny Ka Khel Baqi Hai



Abhi Tou Rakh Hoe Hain Tere Faraq Mein Hum
Abhi Tou Hamare Bikharny Ka Khel Baqi Hai

Ab Tou Aawaaz Bhi Do Gy Tou Nahi Aaeingy Tootny Wale Qayamat Ki Ana Rakhty Hain



Ab Tou Aawaaz Bhi Do Gy Tou Nahi Aaeingy
Tootny Wale Qayamat Ki Ana Rakhty Hain

Aatey Hain Khuwabon Mein Khayalon Mein Musalsal Phir Hum Se Ye Kehty Hain Keh Hum Parda-Nasheen Hain



Aatey Hain Khuwabon Mein Khayalon Mein Musalsal
Phir Hum Se Ye Kehty Hain Keh Hum Parda-Nasheen Hain

Ana-Parast Hai Itna Keh Baat Se Pehle Woh Uth K Band Meri Har Kitaab Kar Dy



Ana-Parast Hai Itna Keh Baat Se Pehle
Woh Uth K Band Meri Har Kitaab Kar Dy

Chand Lamhon K Liye Tu Ne Maseehaai Ki



چند لمحوں کے لیے تُو نے مسیحائی کی
پھر وھی میں ھوں وھی عمر تنہائی کی

کس پہ گذری نہ شبِ ھجر، قیامت کی طرح
فرق اتنا ھے کہ ھم نے سُخن آرائی کی

اپنی بانہوں میں سمٹ آئی ھے وہ قوسِ قزح
لوگ تصویر ھی کھینچا کیے انگڑائی کی

غیرتِ عشق بجا، طعنہء یاراں تسلیم
بات کرتے ہیں مگر سب اُسی ھرجائی کی

اُن کو بھولے ہیں تو کچھ اور پریشاں ہیں فراز
اپنی دانست میں دل نے بڑی دانائی کی

احمد فراز

Hawa ke halki jhonke ki jab aahat paeyi khirki par Mehsos hua tum guzre ho ahsas tumhare jaisa tha




ہوا کے ہلکی جھونکے کی ,جب آہٹ پائی کھڑکی پر
محسوس ہوا تم گزرے ہو, احساس تمہارے جیسا تھا

Hawa ke halki jhonke ki jab aahat paeyi khirki par
Mehsos hua tum guzre ho ahsas tumhare jaisa tha

Aaj Ki Raat Bhi Mumkin Hai Na So Sakoon "MOHSIN" Yaad Phir Aai Hai Neendon Ko Udaney Wali



Aaj Ki Raat Bhi Mumkin Hai Na So Sakoon "MOHSIN"
Yaad Phir Aai Hai Neendon Ko Udaney Wali
Poet:Mohsin Naqvi

Aaj Kar Laitey Hain Wa'aiz Khoob Tar Ka Faisla Tu Bula Le Hoor Ko Aur Yaar Ko Late Hain Hum



Aaj Kar Laitey Hain Wa'aiz Khoob Tar Ka Faisla
Tu Bula Le Hoor Ko Aur Yaar Ko Late Hain Hum

Hamesha Hi Nahi Rehty Kabhi Chehre Naqabon Mein Sabhi Kirdar Khulty Hain Kahani Khatam Hone Par



Hamesha Hi Nahi Rehty Kabhi Chehre Naqabon Mein
Sabhi Kirdar Khulty Hain Kahani Khatam Hone Par

Aa Zindagi Ko Mil Kar Bataein Tu Aur Main Tanha Tanha



Aa Zindagi Ko Mil Kar Bataein
Tu Aur Main Tanha Tanha

Jab Tum Se Muhabbat Ki Hum Ne Tab Ja K Kahein Ye Raaz Khula Marne Ka Saleeqa Aate Hi Jeenay Ka Shuor Aa Jata Hai



Jab Tum Se Muhabbat Ki Hum Ne Tab Ja K Kahein Ye Raaz Khula
Marne Ka Saleeqa Aate Hi Jeenay Ka Shuor Aa Jata Hai

La Hol Bhi Parha Tha , Dum Bhi Hazar Phoonky Choti Na Jaan Phir Bhi , Kafir Tha Ishq Tera



La Hol Bhi Parha Tha , Dum Bhi Hazar Phoonky
Choti Na Jaan Phir Bhi , Kafir Tha Ishq Tera

Kitab e Ishq Lekhny Ki Mujhe Fursat Nahi Sahib Abhi Tak Be-Wafai Par Meri Tahqeeq Jari Hai



Kitab e Ishq Lekhny Ki Mujhe Fursat Nahi Sahib
Abhi Tak Be-Wafai Par Meri Tahqeeq Jari Hai

Khud Parasti Mein Rahoon Tou Mitti Se Bhi Khelta Hoon Ana Parasti Mein Aa Jaon Tou Chand Ko Bhi Nazar Andaz Kar Doon



Khud Parasti Mein Rahoon Tou Mitti Se Bhi Khelta Hoon
Ana Parasti Mein Aa Jaon Tou Chand Ko Bhi Nazar Andaz Kar Doon

Kho Gaya Hoon Kahein Apne Hio Ta'aqub Mein Mil Saka Khud Se Tou Ik Roz Milaon Ga Tumhein



Kho Gaya Hoon Kahein Apne Hio Ta'aqub Mein 
Mil Saka Khud Se Tou Ik Roz Milaon Ga Tumhein

Kabhi Taqdeer Ka Matam Kabhi Mahboob Se Shikwa Aey Manzil e Muhabbat Tere Har Mod Pe Rona Aaya



Kabhi Taqdeer Ka Matam Kabhi Mahboob Se Shikwa
Aey Manzil e Muhabbat Tere Har Mod Pe Rona Aaya

Kabhi "SOCHA" Bhi Na Tha Itna "SOCHEN"Gy Tumhein



Kabhi "SOCHA" Bhi Na Tha
Itna "SOCHEN"Gy Tumhein

Jise Paa Nahi Sakty , Usay Soch Kar Hi Khush Hona Ishq Hai



Jise Paa Nahi Sakty , Usay Soch
Kar Hi Khush Hona Ishq Hai

Jiska Aik Misra Main Hoon Aur Aik Tum Ho Bas Ik Woh Hi Shair Mukamal Nahi Hota



Jiska Aik Misra Main Hoon Aur Aik Tum Ho
Bas Ik Woh Hi Shair Mukamal Nahi Hota

Jab Rooh Ko Chup Das Jaye Tou Andar Be-Shumaar Qabren Wajood Mein Aa Jati Hain



Jab Rooh Ko Chup Das Jaye
Tou Andar Be-Shumaar Qabren Wajood Mein Aa Jati Hain

Hum Ne Kaha Agar Bhool Jao Humein Tou Kamaal Ho Jae Hum Ne Tou Faqat Baat Ki Aur Uss Ne Kamaal Kar Diya



Hum Ne Kaha Agar Bhool Jao Humein Tou Kamaal Ho Jae
Hum Ne Tou Faqat Baat Ki Aur Uss Ne Kamaal Kar Diya

Haan Main Wahi Shakhs Hoon Dil Mein Jiske Koi Tamanna Nahi Baqi



Haan Main Wahi Shakhs Hoon 
Dil Mein Jiske Koi Tamanna Nahi Baqi

Dilon Par Lafz Nahi Lehje Asar Karte Hain




Dilon Par Lafz Nahi
Lehje Asar Karte Hain

Dil Ne Mani Nahi Meri Warna Main Tujhe Bhoolne K Haq Me Tha



Dil Ne Mani Nahi Meri Warna
Main Tujhe Bhoolne K Haq Me Tha

Chubhte Hein Musalsal Mujhe Kaanch Ke Sapney Khuwabon Ko Meri Aankh Mein Toda Hai Kisi Ne



Chubhte Hein Musalsal Mujhe Kaanch Ke Sapney
Khuwabon Ko Meri Aankh Mein Toda Hai Kisi Ne

Chand Khuwabon Ki Baat Thi Mola Pore Hote Tou Kia Qayamat Thi?



Chand Khuwabon Ki Baat Thi Mola
Pore Hote Tou Kia Qayamat Thi?

Apne Apne Daire Me Dekh Lo Hasb e Taqat Har Koi Fir'on Hai



Apne Apne Daire Me Dekh Lo
Hasb e Taqat Har Koi Fir'on Hai

Aik Chup Mein Hazar Sukh Paaye Thak Gaya Tha Main Shor Kar Kar Ke



Aik Chup Mein Hazar Sukh Paaye
Thak Gaya Tha Main Shor Kar Kar Ke

Agar Be-Aib Chaho Tou Fareshton Se Nibah Kar Lo Main Adam Ki Nishani Hon Mujhe Insan Rehne Do



Agar Be-Aib Chaho Tou Fareshton Se Nibah Kar Lo
Main Adam Ki Nishani Hon Mujhe Insan Rehne Do

Ab Andheron Mein Jo Hum Khaof-Zada Baithey Hain Kia Karen Khud Hi Chiraghon Ko Bujha Baithey Hain



Ab Andheron Mein Jo Hum Khaof-Zada Baithey Hain
Kia Karen Khud Hi Chiraghon Ko Bujha Baithey Hain

Ishq K Baab Me



Buhat Pehle Se Un Qadmon Ki Aahat Jan Lete Hain Tujhe Ae Zindagi Hum Door Se Pehchan Lete Hain



Lekhna Mere Mazar Ke Kutbay Pe Ye Huroof Marhoom Zindagi Ki Hirasat Mein Mar Gaya



Lekhna Mere Mazar Ke Kutbay Pe Ye Huroof
Marhoom Zindagi Ki Hirasat Mein Mar Gaya

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo