Dard Minnat Kash-e-Dawa Na Howa
Poet Asadullah Ghalib
Dard Minnat Kash-e-Dawa Na Howa,
Main Na Acha Howa,
Bura Na Howa Jama Karte Ho,
Kion Raqeebon Ko Ek Tamasha Howa,
Gila Na Hova Hum Kahan Qismat Azmane Jain,
Too Hi Jab Khanjar Azma Na Howa,
Kitne Sheerein Hain Tere Lab K Raqeeb,
Galian Khak Bemaza Na Howa,
Hai Khabar Garam Un K Aane Ki Aaj Hi Ghar Mein,
Borian Na Howa Kia Wo Namard Ki Khudai Thi,
Bandagi Mein Mera Bhala Na Howa Jan Di,
Di Hoi Usi Ki Thi Haq To Youn Hai K Haq Ada Na Howa,
Zakham Gar Dab Gia Laho Na Thama,
Kam Gar Ruk Gia Rawa na Howa,
Rahzani Hai K Dil Sitanain Hai Le K Dil,
Dil Sitan Rawa Na Howa Kuch To Parhiye,
K log Kehte Hain Aaj Ghalib Gazal Sara Na Howa................!
Comments
Post a Comment