Teri Chahat Se Gurezaan Bhi Rahe Aur Hum Ne Teri Yadon Ke Bhi Anbaar Laga Kar Rakhe


تیری چاہت سے گریزاں بھی رہے اور ہم نے
تیری یادوں کے بھی انبار لگاکر رکھے
کس قدر لوٹ مچی شہر۔ نگاراں میں نہ پوچھ
ہاں مگر ہم نے ترے درد بچا کر رکھے
دل جو ٹوٹا بھی تو تقدیر کو ٹھہرایا سبب
آنکھ بھر آئی تو الزام گھٹا پر رکھے
مجید اختر

Teri Chahat Se Gurezaan Bhi Rahe Aur Hum Ne

Teri Yadon Ke Bhi Anbaar Laga Kar Rakhe

Kis Qadar Loot Machi Shehar-e-Nigaraan Main Na Pooch

Haan Magar Hum Ne Tere Dard Bacha Kar Rakhe

Dil Jo Toota Bhi Tou Taqdeer Ko Thehraya Sabab

Aankh Bhar Aai Tou Ilzaam Ghata Par Rakhe

Majeed Akhtar


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai